ohhoo kaam krodh aur lobh kaa maara jagat naa aaya raas hooo jab jab raam ne janam liya tab tab paaya vanvaas kaam krodh aur lobh kaa maara jagat naa aaya raas jab jab raam ne janam liya tab tab paaya vanvaas tab tab paaya vanvaas kalyug tak chalti aayi hai satyug ki ye reet kalyug tak chalti aayi hai satyug ki ye reet sab kuchh haar chuke jab apna tab ho raam ki jeet yug badle par badal na paya ab tak ye itihas jab jab raam ne janam liya tab tab paaya vanvaas tab tab paaya vanvaas chhod ke apne mahal domahle jungle jungle firna chhod ke apne mahal domahle jungle jungle firna auron ke sukh chain ki khaatir dukh sankat mein ghirna hai yahi raam ke lekh ki rekha aa gaya ab vishwas jab jab raam ne janam liya tab tab paaya vanvaas tab tab paaya vanvaas raam har ek yug mein aaye par kaun unhen pahchana raam har ek yug mein aaye par kaun unhen pahchana raam ki pooja ki jag ne par raam ka arth na jana takte takte boodhe ho gaye dharti aur aakash jab jab raam ne janam liya
Kaam Krodh Aur Lobh Ka Maara
Bahurani (1963)