MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAa Aa Ee Oo Oo Ooo
HomeAa Aa Ee Oo Oo Ooo
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj chhedo mohabbat ki shehnaiyaan aaj chhedo mohabbat ki shehnaiyaan dil ke tukde huye aur jigar lut gaya dil ke tukde huye aur jigar lut gaya ghum kisi ko mila aur kisi ko khushi ghum kisi ko mila aur kisi ko khushi ek ghar bas gaya ek ghar lut gaya dil ke tukde huye aur jigar lut gaya ek taraf apne dube sitaron ka ghum ek taraf apni lutti baharon ka ghum dil ke lutne ki kisse shikayat karun dil ke lutne ki kisse shikayat karun kuchh idhar lut gaya kuchh udhar lut gaya dil ke tukde huye aur jigar lut gaya kisko apna kahun ab main jaun kahan koi dekhe mohabbat ki majburiyaan dil lagaya to dil ki khushi mit gayi dil lagaya to dil ki khushi mit gayi sar jhukaya jo maine to sar lut gaya dil ke tukde huye aur jigar lut gaya bujh gaya dil to ab roshani kya karun lekin ujdi huyi zindagi kya karun dil ki kismat mein likhi thi nakamiyaan dil ki kismat mein likhi thi nakamiyaan lakh maine bachaya magar lut gaya dil ke tukde huye aur jigar lut gaya ghum kisi ko mila aur click here
aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade roz hi ki tarah aaj bhi dard ko hum chhupane lage the magar ro pade magar ro pade aur ab kya kahen kya hua hai humen tum to ho bekhabar hum bhi anjaan hai bas yahi jaanana to bahut ho gaya hum bhi rakhte hain dil hum bhi insaan hain muskuraate huye hum bahaana koi phir banaane lage the magar ro pade aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade magar ro pade hain sitaare kahaan itne aakaash par har kisi ko agar ik sitaara mile kashitiyon ke liye ye bhanwar bhi to hai kya zaroori hai sabko kanaara mile bas yahi soch ke hum rahe chain se doob jaane lage the magar ro pade aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade magar ro pade umr bhar kaash hum yunhi rote rahen aaj kyun ke humen ye huyi hai khabar muskuraahat ki to koi keemat nahin aasuon se huyi hai humaari kadar baadlon ki tarah hum to barse bina click here
aaj dil shayrana shayrana shayrana shayrana shayrana lagta hai aaj dil shayrana shayrana shayrana shayrana shayrana lagta hai udta phire dil utarna jaane na aaj dil shayrana shayrana shayrana shayrana shayrana lagta hai bigda hua dil sambhalna jaane na aaj dil shayrana shayrana shayrana shayrana shayrana lagta hai jagah jagah dhoonde tujhe tujhko dhoonde khayalon mein jahaan jahaan saaya tera jaaye raina wahin ohhoo jagah jagah dekhe tujhe chaahton ke hawalon mein jahaan jahaan paaye tujhe bole jannat yahi aaj dil shayrana shayrana o aaj dil shayrana shayrana shayrana lagta hai wo ooo ooo oooo ooo oooo oooooo wo ooo ooo oooo ooo oooo oooooo wo ooo ooo oooo ooo oooo oooooo wo ooo ooo oooo ooo oooo oooooo subha dhoonda pukaara tujhe shaam shaam shaam shaam ko shaam shaam shaam shaam ko khud se zyaada liya hai tere naam naam naam naam ko naam naam naam naam ko meri baaton mein tera woh oo oooo aana jaana lagta hai hai yahi ishqana ishqana ishqana ishqana ishqana lagta click here
aaj dujanar duti path ogo duti dike gechhe beke aaj dujanar duti path ogo duti dike gechhe beke tomar o path aloy bharano jani amar e path adhare achhe je dheke aaj dujanar duti path ogo duti dike gechhe beke sei shapather mala khule amare gechho je bhule sei shapather mala khule amare gechho je bhule tomarei tobu dekhi bare bare aaj shudhu dur theke amar e path adhare achhe je dheke aaj dujanar duti path ogo duti dike gechhe beke amar e kul chhari tabo bissoraner kheya bhara pale akule diyechhi pari amar e kul chhari tabo bissoraner kheya bhara pale akule diyechhi pari aaj jatobar deep jali alomoy tai kali aaj jatobar deep jali alomoy tai kali e bedona tobu sohi hasi mukhe nibire lukaye rekhe amar e path adhare achhe je dheke aaj dujanar duti path ogo duti dike gechhe beke click here
aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai kaisi rangin zindagaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai jaane kyun aaj dil mein reh reh kar meethe meethe khyaal aate hain jaane kyun aaj mere honthon par kuchh adhoore sawaal aate hain ye haqiqat hai yaa kahaani hai ye haqiqat hai yaa kahaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai kaisi rangin zindagaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai yun nazar aa rahaa hai jaise koi aaj mere qareeb aataa hoo aur dil ki haseen raahon mein zindagi ke diye jalaataa ho jaane kis ki ye meharbaani hai jaane kis ki ye meharbaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai kaisi rangin zindagaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai click here
aj ei din take moner khatay likhe rakho amay porbe mone kachhe dure jekhanei thako aj ei din take moner khatay likhe rakho amay porbe mone kachhe dure jekhanei thako ho ho ho a ha ha hu hu hu hu haoar galpo ar pakhi der gan shune shune aj ei falgune duti chokhe sapno shudhu ako haoar galpo ar pakhi der gan shune shune aj ei falgune duti chokhe sapno shudhu ako aj ei din take moner khatay likhe rakho amay porbe mone kachhe dure jekhanei thako ho ho ho a ha ha hu hu hu hu eso aj saradin bose noy thaki pashapashi aj shudhu bhalo basa basi shudhu gan ar hasa hasi ranger barsha oi nemechhe je dekho phule phule duti hat tule amake aro kachee dako ranger barsha oi nemechhe je dekho phule phule duti hat tule amake aro kachee dako ho aj ei din take moner khatay likhe rakho amay porbe mone kachhe dure jekhanei thako aha ha o ho ho ho hu hu hu click here
aaj gaa lo muskura lo aaj gaa lo muskura lo aaj gaa lo muskura lo mahfilen saja lo gaalo muskura lo mahfilen saja lo kya jane kal koi saathi chhut jaye jeevan ki dor badi kamjor yaaro jeevan ki dor badi kamjor kisko khabar hai kahaan toot jaye gaalo muskura lo mahfilen saja lo gaalo muskura lo mahfilen saja lo ho teer haseenon ke khaye na jisne seene pe goli wo khayega kaise hoye julfon ke saye mein jo na jiya ho topon ke saye mein gayega kaise ho oo oo zindagi ka koi humsafar to bana lo gaalo muskura lo mahfilen saja lo gaalo muskura lo mahfilen saja lo jung aur nafrat bhare is jahan mein mohabbat ka koi chalan chhod jao yaadon mein koi bahaye do aansu kisi dil mein aisi lagan chhod jao hoooo oooo oooo hai yaaron mein kitni wafa aazmalo gaalo gaalo muskura lo mahfilen saja lo gaalo muskura lo mahfilen saja lo kya jane kal koi saathi chhut jaye jeevan ki dor badi kamzor yaaro jeevan ki dor badi kamzor kisko khabar hai kahan toot jaye click here
aaj gaa lo muskura lo aaj gaa lo muskura lo mehfilen saja lo gaa lo muskura lo mehfilen saja lo kya jane kal koi saathi chhoot jaye jeevan ki dor badi kamjor jeevan ki dor badi kamjor kisko khabar hai kahan toot jaye gaa lo muskura lo mehfilen saja lo toota hua taara nadiya ki dhara hai kaun aisa jo lauta ke laye hum se jo bichhda hai saathi humara hai kaun aisa jo lauta ke laye ab ye nazar raaste se hata lo gaa lo muskura lo mehfilen saja lo gaa lo muskura lo mehfilen saja lo shahidon ka khoon hai wafa ki nishaani ise aansuon se dhote nahin hain ye maut hai naaz karne ki kabil veeron ke marne pe rotte nahin hain aaj yadon ko unki gale se laga lo gaa lo muskura lo mehfilen saja lo kya jane kal koi saathi chhoot jaye jeevan ki dor badi kamjor kisko khabar hai kahan toot jaye gaa lo muskura lo mehfilen saja lo click here
aye meri zindagi ke sahaareeeee kahaan hai tuuuuuuu mujh ko bhi apne paas bula le jahaan hai tuuuuuuu aaj galiyon mein teri aaya hai deewana tera aaj galiyon mein teri aaya hai deewana tera dil mein le kar ghum tera honthon pe afsaana tera aaj galiyon mein teri bheekh de deedaar ki pardaa utha jalwaa dikha bheekh de deedaar ki pardaa utha jalwaa dikha maangta hai husn ki khairaat mastaana tera maangta hai husn ki khairaat mastaana tera aaj galiyon mein teri aaya hai deewana tera aaj galiyon mein teri tu hi dil ko husn ki chingaariyon se phoonk de tu hi dil ko husn ki chingaariyon se phoonk de aag mein ghum ki jalaa jaata hai parwana tera aag mein ghum ki jalaa jaata hai parwana tera aaj galiyon mein teri teri marzi hai bana de yaa mita de tu mujhe teri marzi hai bana de yaa mita de tu mujhe zindagi tujh par hai sadke dil hai nazraana tera zindagi tujh par hai sadke dil hai nazraana tera aaj galiyon mein teri aaya hai deewana tera dil mein le kar ghum tera honthon click here
aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa tumhre gun gaaaaaaun bigadiiii banaaaa do shyaaaaaam humriiiiiiii tumhree gun gaaaaaaun bigadiiii banaaa do shyaaaaaaam humree aaaaaaa aaaaaaa aaj gawat mann mero jhoom ke aaj gawat mann mero jhoom ke teri taan bhagwaan aaj gawat mann mero jhoom ke aaj gawat mann mero jhoom ke teri taan bhagwaan aaj gawat mann mero jhoom ke haar gaya to jeevan jaave jeeta gaayak duniyaa paave rakhiyo ab mori shaan re aaj gawat mann mero jhoom ke prem ke kaaran premi gaave taano se baadar pighlaave jagat mein rahe maan re aaj gawat mann mero jhoom ke aaj gawat mann mero jhoom ke aaaaa aa aa aa aa aa aa saat suron ke madhura milan mein jaaduu aaj jagaa de aaaaaa aa aa aa aa aa aa baiju ke sangeet vidhata jal mein aag lagaa de jal mein aag lagaa de aaaaaa aa aa aa aa aa aaj gawat mann mero jhoom ke aaj gawat mann aa aa aa aa aaa aa aa aaj gawat mann aa aa aa aa aaa aa aa aa aaj gawat mann aa aa aa aa aaa aa aa aa aaj gawat mann aa aa aa aa aaa aa aa aa click here
aaj ghum kal khushi hai yahi zindagi sun le pyaare aadmi wo jo himmat naa haare aaj ghum kal khushi hai yahi zindagi sun le pyaare aadmi wo jo himmat naa haare jo naa kaanton se daaman bachaye phool ban ke wohi muskuraaye phool ban ke wohi muskuraaye yunhi mar mar ke jee ashq hans hans ke pee ghum ke maare aadmi wo jo himmat naa haare aaj ghum kal khushi hai yahi zindagi sun le pyaare aadmi wo jo himmat naa haare jinn gareebon se duniyaa khafa hai unko bhagwaan ka aasraa hai unko bhagwaan ka aasraa hai mushkilon se naa dhar ho na tu iss kadar besahare aadmi wo jo himmat naa haare aaj ghum kal khushi hai yahi zindagi sun le pyaare aadmi wo jo himmat naa haare click here
aaj hai do october ka din aaj ka din hai bada mahaan aaj ke din do phool khile hain jinse mehka hindustaan naam ek ka baapu gandhi aur ek laal bahaadur hai ek ka naara aman ek ka jai jawaan jai kisaan baapu jisne maanavta ka duniya ko sandesh diya baagdor bhaarat ki sambhali nehru ko aadesh diya laal bahadur jisne humko garv se jeena sikhlaaya sach puchho to geeta ka adhyaay usi ne dohraaya vishwa shanti ke hit mein dekho in veeron ne diye hain pran ek ka naara aman ek ka jai jawaan jai kisaan mere munne do october ke shubh din hi tu janma meri yahi duwayen hain ki un jaisa hi tu banna aur jo un jaisa na ban paaye to phir itna karna kam se kam unke batlaaye raste par hi tu chalna jinpe duniya naaz karegi tu hai un veeron ki shaan ek ka naara aman ek ka jai jawaan jai kisaan aaj hai do october ka din aaj ka din hai bada mahaan aaj ke din do phool khile hain jinse mehka hindustaan click here
aaj hai sagaai sun ladki ke bhaai aaj hai sagaai sun ladki ke bhaai zara naach ke humko dikha aaj hai sagaai sun ladki ke bhaai zara naach ke humko dikha kudi ki taraah na sharma kudi ki taraah na sharma haai tu meri gall maan ja tu meri gall maan ja sab ko nachaaun nach nach ke dikhaaun aa mujhko gale se laga sab ko nachaaun nach nach ke dikhaaun aa mujhko gale se laga munde se zara aankh lada munde se zara aankh lada hoye tu meri gall maan ja haai tu meri gall maan ja o soniye sar pe sajaa ke sehra baaraat leke aaun dulhan tujhe banaa ke doli mein le ke jaaun bholi samajh ke mujhpe na daal aise daane shaadi nahin karoongi jaa maan ja deewane sun albeli meri tanhaa akeli ab katti nahin ratiyaan jaare har jaayi chal chhod kalaai sab dekhati hain sakhiyaan tu meri gall maan jaa tu meri gall maan jaa haay tu meri gall maan ja haai tu meri gall maan ja o maanja kehti hain meri sakhiyaan dil mein hai chor tere kyun haath dhoke aise pichhe pada hai mere sakhiyon se apne click here
aaj hua mera dil matwaala gaate chale hum pyaar ki sargam tu hi bata humdam mere kisne ye jaadoo daala aaj hua mera dil matwaala gaate chale hum pyaar ki sargam tu hi bata humdam mere kisne ye jaadoo daala aaj hua mera dil matwaala hooo dil matwaala haan dil matwaala oooooo oooo oooo ooooo bheegi fizaayen thandi hawaayen humko kahaan le chalin oooooo oooo oooo ooooo hoooooo oooo ooooo kaanon mein pyaar ka ye paiyaam de chali kaanon mein pyaar ka ye paiyaam de chali dil mein hua ujiyaalaa aaj hua mera dil matwaala gaate chale hum pyaar ki sargam tu hi bata humdam mere kisne ye jaadoo daala aaj hua mera dil matwaala hooo dil matwaala hooo dil matwaala oooooo oooo oooo ooooo khaabon mein jiske khoye huye the aakhir wo din aa gayaaaaa hoooooo oooo ooooo thi jiski aarzoo dil muraad paa gaya thi jiski aarzoo dil muraad paa gaya sang hai mera dilwaala aaj hua mera dil matwaala gaate chale hum pyaar ki sargam tu hi bata humdam mere kisne ye jaadoo daala aaj hua mera dil click here
aaj humko aaj humko hasaaye na koi aaj rone ko ji chaahta hai aur bhi muskuraye na koi aaj rone ko ji chaahta hai dil hi toot gaya nagma rooth gaya bulbul qaid huyi gulshan chhoot gaya dil hi toot gaya nagma rooth gaya bulbul qaid huyi gulshan chhoot gaya geet honth pe aaye na koi geet honth pe aaye na koi aaj humko aaj humko hasaaye na koi aaj rone ko ji chaahta hai aur bhi muskuraye na koi aaj rone ko ji chaahta hai arma raakh huye sapne khaak huye ek ye roop mera dushman laakh huye arma raakh huye sapne khaak huye ek ye roop mera dushman laakh huye achchi soorat bhi paaye na koi achchi soorat bhi paaye na koi aaj humko aaj humko hasaaye na koi aaj rone ko ji chaahta hai aur bhi muskuraye na koi aaj rone ko ji chaahta hai click here
jay jay aaaa aaaa aaaa aaj ibaadat aaj ibaadat rubaroo ho gayi jo maangi thi jo maangi thi us duaa se guftgoo ho gayi mere maula mere maula mere maula mere maula tera shukriya aaj ibaadat rubaroo ho gayi dard ke andheron se aa gaye ujaalon mein ishq ke charaagon ka noor hai khayaalon mein dard ke andheron se aa gaye ujaalon mein ishq ke charaagon ka noor hai khayaalon mein nazron se teri chaaq dil pe rafu ho gayi dil pe rafu ho gayi mere maula mere maula mere maula mere maula tera shukriya aaj ibaadat rubaroo ho gayi maulaaa mere maulaaaaaaa maulaaaaaa maulaaa click here
o o o o o o o aaj imtihaan hai imtihaan haiiiii aaj imtihaan hai aaj ki raat tu mera mehmaan haiiiii aaj imtihaan hai mast nazar se main jaam tod dungi peene nahin dungi main peene nahin dungi mast nazar se main jaam tod dungi peene nahin dungi main peene nahin dungi imtihaan haiiiii mera imtihaan hai imtihaan haiiiii tera imtihaan hai barson se pee raha hai mar mar ke jee raha hai barson se pee raha hai mar mar ke jee raha hai iska gulam banke sheeshe ka jaam banke gir kar na toot jana mujhse na rooth jaana ghum ka ilaaz main hoon masti mein aaj main hoon itni hai pyaas raja aa mere paas aa ja matlab to hai nashe se pani se hoke may se roko na maykashi se par teri zindagi se meri jaan haiiiiii aaj imtihaan hai imtihaan haiiiii tera imtihaan hai o naujawaan sharabi peene mein hai kharabi o naujawaan sharabi peene mein hai kharabi ye shab hai khoobsurat jis sheh ki hai zarurat wo saamne hai tere tu saamne hai mere dono ke dil hai bojhal deewaar hai ye bottle aahe click here
aaj is khat mein nayi baat tumhein likhta hoon aaj is khat mein nayi baat tumhein likhta hoon ek shaayer ke khayalat tumhein likhta hoon aaj is khat mein nayi baat tumhein likhta hoon mujh ko maloom ye hai gair ka armaan ho tum chand lamhein ko jo aaye ho wo mehmaan ho tum uljhe uljhe se swaalat tumhein likhta hoon aaj is khat mein nayi baat tumhein likhta hoon ek shaayer ke khayalat tumhein likhta hoon aaj is khat mein nayi baat tumhein likhta hoon apni veeran mohabbat ko sajaane ke liye kitni maangi thi duwaayen tumhen paane ke liye kaisi pur kaif thi wo raat tumhein likhta hoon aaj is khat mein nayi baat tumhein likhta hoon mere humdum mere saathi mere ghum khaar kaho kya isi tarha miloge mujhe har baar kaho jo na likhni thi wo hi baat tumhein likhta hoon aaj is khat mein nayi baat tumhein likhta hoon ek shaayer ke khayalat tumhein likhta hoon aaj is khat mein nayi baat tumhein likhta hoon click here
aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe bekhudi itni badha do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe dosti kya hai wafaa kya hai mohabbat kya hai dil ka kya mol hai ehsaas ki keemat kya hai humne sab jaan liya hai ke haqeeqat kya hai aaj bas itni duaa do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe muflisi dekhi ameeri ki adaa dekh chuke ghum ka mauhaal musarrat ki fizaa dekh chuke kaise phirti hai zamaane ki hawaa dekh chuke shamma yaadon ki bhujha do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe ishq bechain khayaalon ke siwaa kuchh bhi nahin husn berooh ujaalon ke siwaa kuchh bhi nahin zindagi chand sawaalon ke siwaa kuchh bhi nahin har sawaal aise mitaa do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe mit naa paayega jahaan se kabhi nafrat ka riwaaz ho naa paayega kabhi rooh ke zakhmon ka ilaaz saltanat click here
aaj jaane ki zid naa karo aaj jaane ki zid naa karo aaj jaane ki zid naa karo yun hi pehlu mein baithe raho yun hi pehlu mein baithe raho aaj jaane ki zid naa karo haaye mar jaayenge hum to lut jaayenge aisi baaten kiya naa karo aaj jaane ki zid naa karo aaj jaane ki zid naa karo haaye mar jaayenge hum to lut jaayenge aisi baaten kiya naa karo aaj jaane ki zid naa karo tum hi socho zara kyun naa roke tumhen jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum tum ko apni kasam jaane jaan baat itni meri maan lo aaj jaane ki zid naa karo yun hi pehlu mein baithe raho yun hi pehlu mein baithe raho aaj jaane ki zid naa karo haaye mar jaayenge hum to lut jaayenge aisi baaten kiya naa karo aaj jaane ki zid naa karo waqt ki qaid mein zindagi hai magar waqt ki qaid mein zindagi hai magar chand ghadiyaan yahi hai jo aazaad hai chand ghadiyaan yahi hai jo aazaad hai inko kho kar meri jaane jaan umr bhar naa taraste raho aaj jaane ki zid naa karo click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Chhedo Mohabbat Ki Son Of India (1962) 04:03 32981
 
Poster of Son Of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 04:03   Song Number : 32981   

Aaj Dil Pe Koi Zor Milan (1967) 05:01 11853
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:01   Song Number : 11853   

Aaj Dil Shayarana Holiday (2014) 04:21 36036
 
Poster of Holiday (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Sonakshi Sinha
Duration : 04:21   Song Number : 36036   

Aaj Dujanar Duti Path Geeta Dutt 03:07 14805
 
Poster of Geeta Dutt
 
Duration : 03:07   Song Number : 14805   

Aaj Duniyaa Badi Suhaani Hai Nartaki (1963) 04:07 32253
 
Poster of Nartaki (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Uma Khosla, Sunil Dutt, Various
Duration : 04:07   Song Number : 32253   

Aaj Ei Dintake Antarale (1985) 04:25 14757
 
Poster of Antarale (1985)
 
Year- 
1985
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:25   Song Number : 14757   

Aaj Gaa Lo Muskura Lo (Happy) Lalkar (The Challenge) (1972) 04:26 32428
 
Poster of Lalkar (The Challenge) (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Rajendra Kumar
Duration : 04:26   Song Number : 32428   

Aaj Gaa Lo Muskura Lo (Sad) Lalkar (The Challenge) (1972) 04:12 32427
 
Poster of Lalkar (The Challenge) (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:12   Song Number : 32427   

Aaj Galiyon Mein Teri Sohni Mahiwal (1958) 03:52 14264
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Nimmi, Om Prakash
Duration : 03:52   Song Number : 14264   

Aaj Gawat Mann Mero Baiju Bawra (1952) 05:22 12805
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Others
Raag- 
Des
Taal- 
Tintal
Duration : 05:22   Song Number : 12805   

Aaj Ghum Kal Khushi Hai Yahi Zindagi Jawab (1955) 02:53 16522
 
Poster of Jawab (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Nashad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 02:53   Song Number : 16522   

Aaj Hai Do October Parivar (1967) 04:15 39666
 
Poster of Parivar (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda, Jeetendra
Duration : 04:15   Song Number : 39666   

Aaj Hai Sagaai Pyaar To Hona Hi Tha (1998) 05:19 16856
 
Poster of Pyaar To Hona Hi Tha (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Kajol
Duration : 05:19   Song Number : 16856   

Aaj Hua Mera Dil Chhote Nawab (1961) 05:44 12984
 
Poster of Chhote Nawab (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Mahmood, Amita
Duration : 05:44   Song Number : 12984   

Aaj Humko Hasaaye Na Koi Badshah (1964) 03:04 37544
 
Poster of Badshah (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Kamal Barot
Duration : 03:04   Song Number : 37544   

Aaj Ibaadat Bajirao Mastani (2015) 04:44 38670
 
Poster of Bajirao Mastani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
A M Turaz
Music Director- 
Sanjay Leela Bhansali
Singer- 
Javed Bashir
On Screen Actors- 
Ranveer Singh, Deepika Padukone
Duration : 04:44   Song Number : 38670   

Aaj Imtihaan Hai Suhaag (1979) 05:09 32446
 
Poster of Suhaag (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha
Duration : 05:09   Song Number : 32446   

Aaj Is Khat Mein Nayi Baat Mohd Rafi 02:56 32034
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 02:56   Song Number : 32034   

Aaj Iss Darjaa Pilaa Do Vaasna (1968) 05:52 14392
 
Poster of Vaasna (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 05:52   Song Number : 14392   

Aaj Jaane Ki Zid Naa Karo Farida Khanum 07:26 11758
 
Poster of Farida Khanum
 
Category
Ghazal
Singer- 
Noor Jahan
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 07:26   Song Number : 11758