MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hooooo ho ho hoooo hoooooooo hoooo ho hoooo ho ho hooooo tu hi wo haseen hai tu hi wo haseen hai jiski tasveer khayalon mein muddat se bani hai tu hi wo haseen hai hoo tu hi wo haseen hai jiski tasveer khayalon mein muddat se bani hai tu hi wo haseen hai haai tu hi wo haseen hai rukh e roshan pe zulfein bikhraye huye jaise chanda pe badal ho chhaye huye maine dekha tujhe to mera dil mujhe yehi kehne laga hoo maine dekha tujhe to mera dil mujhe yehi kehne laga dhoonde nazrein jisse din raat koi aur nahin hai tu hi wo haseen hai haai tu hi wo haseen hai meri awaara tabiyat ko itrahe mustekil mil gayi ab na tarsoonga mein rahat ko mujhe khwabon ki manzil mil gayi sangemarmar ki murat hai tarashi huyi meri aankhon ko barso mein tasalli huyi maine dekha tujhe to mera dil mujhe yehi kehne laga haaye maine dekha tujhe to mera dil mujhe yahi kehne laga aisi hi kissi murat ki mere mandir mein kami hai tu hi wo haseen hai hoo tu hi wo haseen hai jiski tasveer khayalon mein click here
tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai jis ilam ne insaan ko takseem kiya hai us ilam ka tujh par koi ilzaam nahin hai tu badle huye waqt ki pehchaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya kudrat ne to bakshi thi humen ek hi dharti humne kahin bharat kahin iraan banaaya jo tod de har band wo tufaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega nafrat jo sikhaye wo dharam tera nahin hai insaan ko jo click here
tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai ye aasmaan ye baadal ye raaste ye hawa ye aasmaan ye baadal ye raaste ye hawa har ek cheez hai apni jagaah thikaane se kayi dinon se shikaayat nahin zamaane se ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tere bagair jahaan mein koi kamin si thi tere bagair jahaan mein koi kamin si thi bhatak rahi thi jawaani andheri raahon mein sukun dil ko mila aa ke teri baahon mein main ek khoyi huyi mauz hoon tu saahil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tere zamaal se roshan hai kaaynaat meri tere zamaal se roshan hai kaaynaat meri meri talaash teri dilkashi rahe baaki khuda kare ke ye deewaangi rahe baaki teri wafa hi meri har khushi ka haasil hai click here
tu itna samajh le sanam tu itna samajh le sanam koi rakhwala hoon main tera teri chahat ki mujhko kasam koi matwala hoon main tera tu itna samajh le sanam koi rakhwala hoon main tera hoo oo koi rakhwala hoon main tera oye jaise phoolon ko kaante bachaya karen jaise moti ko sagar chhupaya kare apne dil mein chhupake rakhunga tujhe apne dil mein chhupake rakhunga tujhe daanv dushman lagaye lagaya kare ho kiski himmat hai kiski himmat hai chhoo le tujhe chahne wala hoon main tera tu itna samajh le sanam koi rakhwala hoon main tera hoo oo koi rakhwala hoon main tera oye tere naina ho tere naina ho phir nau ratan kuchh nahin tera aanchal tera aanchal ho phir to gagan kuchh nahin ye baharon ke jaisa mehkta badan ye baharon ke jaisa mehkta badan jo badan ho tera to chaman kuchh nahin meri bholi si o meri bholi si radha hai tu banka nandlala hoon mein tera tu itna samajh le sanam koi rakhwala hoon main tera hoo oo koi rakhwala hoon main tera oye jaise panchhi ko ek click here
tu jo nahin koi mera mera koi nahin koi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin tu jo nahin koi mera mera koi nahin koi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin teri chaahat naa jab tak milegi teri chaahat naa jab tak milegi ruh meri bhatakti rahegi haal mera agar wo sunenge mujhpe deewane bhi ro padenge mujhpe deewane bhi ro padenge haal sun ke mera phir bhi teri aankh royi nahin tu jo nahin koi mera mera koi nahin koi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin phir se dekha tujhe humne jiss dam phir se dekha tujhe humne jiss dam marr chale the magar jee uthe hum berukhi se humen tune maara tu hai kaisa masiha humara tu hai kaisa masiha humara jab lagaani naa thi paar naiyyaa kyun duboi nahin tu jo nahin koi mera mera koi nahin koi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin click here
tu jungle ki morni te main baagaan da mor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye baataan kar laiye mulaaqataan kar laiye mera naam hai chandani te tera naam chakor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye ooooooo oooo oooo oooooo ooooo oooo ooooo oooooo oooo ooooo oooo ooooo oooooo oooo ho prem nagar ke hum baasiiiiiiii prem nagar ke hum baasi jag se apna kya kaam hai hum donon ye kya jaane ye duniyaa kiss ka naam hai main hoon baadal baanwaraaaaaaaa main hoon baadal baanwara tu mast ghata ghanghor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye baataan kar laiye mulaaqataan kar laiye tu jungle ki morni te main baagaan da mor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye chup ke chup ke chheda kar tuuuuuuu o chup ke chup ke chheda click here
tu kahaannn tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana hoo tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re haaye maane na mera dil deewana oo bada natkhat hai sama bada natkhat hai sama har nazara hai jawaan chha gaya chaaron taraf meri aahon ka dhuwan dil mera meri jaan na jala tu kahaan tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana oooo aayi jab thandi hawa aayi jab thandi hawa maine poochha jo pata wo bhi katraa ke gayi aur bechain kiya pyaar se tu mujhe de sada tu kahaan tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana oo chaand taaron ne suna chaand taaron ne suna in bahaaron ne suna dard ka raaz mera rehguzaaron ne suna tu bhi sun jaane man aa bhi ja tu kahaan tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana ooooo pyaar click here
tu mera main teri duniyaa jale to jale tu mera main teri duniyaa jale to jale na na na na dil tera jaan teri duniyaa jale to jale dil tera jaan teri duniyaa jale to jale jhoom jhoom naache mera pyaar bhara dil gun gun gaaye iqraar bhara dil tujh se nighaahein mili mil gaya dil phool ki tarah se mera khil gaya dil jhoom jhoom naache mera pyaar bhara dil gun gun gaaye iqraar bhara dil tujh se nighaahein mili mil gaya dil phool ki tarah se mera khil gaya dil rutt jawaan pyaar bhari duniyaa jale to jale na na na na dil tera jaan teri duniyaa jale to jale aa haa aa haa tu mera main teri ho duniyaa jale to jale na na na na na na na na dil tera jaan teri duniyaa jale to jale waada nibhane dekho aaye hain sanam lab pe duaayein laaye tere liye hum dil jo diya hai tujhe phir kya hai ghum marta hoon tujhpe hi apni kasam haaye waada nibhane dekho aaye hain sanam lab pe duaayein laaye tere liye hum dil jo diya hai tujhe phir kya hai ghum marta hoon tujhpe hi apni kasam tu meri click here
tu mere saamne hai teri zulfein hain khuli tera aanchal hai dhalaa main bhala hosh mein kaise rahoon tu mere saamne hai teri zulfein hain khuli tera aanchal hai dhalaa main bhala hosh mein kaise rahoon tu mere saamne hai teri aankhein to chhalakte huye paimaane hain teri aankhein to chhalakte huye paimaane hain aur tere honth larajte huye maikhaane hain mere armaan issi baat pe deewaane hain main bhala hosh mein kaise rahoon kaise rahoon tu mere saamne hai teri zulfein hain khuli tera aanchal hai dhalaa main bhala hosh mein kaise rahoon tu mere saamne hai tu jo hansti hai to bijali si chamak jaati hai tu jo hansti hai to bijali si chamak jaati hai teri saanson se gulaabon ki mehak aati hai tu jo chalti hai to kudrat bhi behak jaati hai main bhala hosh mein kaise rahoon kaise rahoon tu mere saamne hai teri zulfein hain khuli tera aanchal hai dhalaa main bhala hosh mein kaise rahoon tu mere saamne hai click here
ik na ik din ye hmm hmm hmm hmm hmm hmm tu mere sapnon ki raani banegi ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi main tera deewaana banonga raani tu meri deewani banegi ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi hooooooooooo ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi chain loota hai neend looti hai aise mausam mein hum se roothi hai chain loota hai neend looti hai aise mausam mein hum se roothi hai ye tere haathon ki angoothi prem ki pehli nishani banegi ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi ye gussa tu bhool jaayegi tere honthon pe hansi aayegi ye gussa tu bhool jaayegi tere honthon pe hansi aayegi ye aaj ho ya kal ho ye hoga ye berukhi meharbani banegi ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi yunhin pehle to laaj aati hai baad mein gori maan jaati hai yunhin pehle to laaj aati hai baad mein gori maan jaati hai tera mera naya naya milan hai ye mulaaqat puraani click here
hmmmm hmmmm tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun teri aankhen gulaabi gulaabi ban gaya main piye bin sharaabi tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun tuuuuu aise aayi ki ghata jaise chhayi chain bhi churaaya neend bhi udaayi duhai duhai meri tauba huyi baat mulakaat tere saath saari raat dekh sar pe na ye ilzaam le tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun yuuuuuun muskura ke koi jaadu jaga ke tune mere dil pe teer sa chala ke nishana banaaya meri tauba mere yaar ye bahaar bekaraar mera pyaar door jaane ka na ab naam le tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun teri aankhen gulaabi gulaabi ban gaya main piye bin sharaabi tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun click here
huye tum meherbaan phir dil ke saare taar tharraaye mere roothhe huye sab geet sab nagmein palat aaye tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana gulshan gulshan mehfil mehfil mera tera afsaana tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana tu shokh kali meri pehli pyaas hai tu aas hai tu vishwaas hai tu tab se dil ne dhadaknaa seekha jab se dil ke paas hai tu man bhi tera man bhi tera tan bhi tera le le le le nazraanaa tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana tu shokh kali dil ko dil pehchaan gayaa pyaar ki baaten maan gayaa neechi aankhen kya kehti hain main bejaane jaan gayaa dhalke dhalke dhalke dhalke masti dhalke chhalke chhalke paimaanaa tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana tu shokh kali hardam aankhen chaar karein hardam sau ikraar karein nafrat duniyaa se mit jaaye hum tum aisaa pyaar karein mehke machlen hardam zulfein hardam behke deewaanaa click here
hoo ooo ooo aaa aaaa aaaa tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafa main parvaana oooo gulshan gulshan gulshan gulshan mehfil mehfil tera mera afsaana tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafa main parvaana aaa haaa hahaa haa haaaaaa lara laa la lala lalaa aa ha ha ha ha ha aaaa meri pehli pyaas hai tu aas hai tu vishvaas hai tu jab se dil ne dhadakna seekha jab se dil ke paas hai tu tan bhi tera achchha gulshan gulshan mehfil mehfil mera tera afsaana tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafa main parvaana la lala la laaaaa hmmm hmm hmmm oh ho ho ho ho ho hoooo dil ko dil pehchaan gaya pyaar ki baatein maan gaya aaye haye haay haye haye dil ko dil pehchaan gaya pyaar ki baatein maan gaya neechi aankhen kya kehti hain main bejaane jaan gaya dhalke dhalke hmm hmmm oye hoye dhalke dhalke masti dhalke chhalke chhalke paimaana tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafa main parvaana laara la la la la laaaa laara la la la ra la la la la la laara la la la click here
tujh mein hoon main mujh mein hai tu phoolon mein basi hai jaise khushboo tujh mein hoon main mujh mein hai tu phoolon mein basi hai jaise khushboo aa aaaa aa aa aaaa pyaar mein riwaaz toote na kabhi haathon mein hai tere piya meri aabroo pyaar mein riwaaz toote na kabhi haathon mein hai tere piya meri aabroo ae mere sanam zindagi meri aisi hai mohabbat ki bahaaron ke bina ae mere sanam zindagi meri aisi hai mohabbat ki bahaaron ke bina aaaa aaaa aaaa aaaa raat ke samay door badi door jaise koi aasmaan sitaaron ke binaa raat ke samay door badi door jaise koi aasmaan sitaaron ke bina haaa ye tujh mein hoon main mujh mein hai tu phoolon mein basi hai jaise khushboo ye haseen fizaa aur ye hawaa donon mein chhupi hai mere dil ki sadaa ye haseen fizaa aur ye hawaa donon mein chhupi hai mere dil ki sadaa aaa aa aaaa kaash ke tujhe ho jaaye kabhi jhoomte nazaaron se bahaaron ka pataa kaash ke tujhe ho jaaye kabhi jhoomte nazaaron se bahaaron ka pataa pyaar mein riwaaz click here
tujhe dekha tujhe chaaha tujhe pooja maine bus itni khata hai meri aur khata kya tujhe dekha tujhe chaaha tujhe pooja maine bus itni khata hai meri aur khata kya anginnat saalon se meri tujh se ik pehhchan hai ab galle mil jaao aa kar itna hi armaan hai anginnat saalon se meri tujh se ik pehhchan hai ab galle mil jaao aa kar itna hi armaan hai tujhe dekha tujhe chaaha tujhe pooja maine bus itni khata hai meri aur khata kya tujhe dekha tujhe chaaha tujhe pooja maine bus itni khata hai meri aur khata kya sheeshaa e dil mein chhupa hai o sitamgar tera pyaar jab zara gardan jhukaai dekh li tasveere yaar sheeshaa e dil mein chhupa hai o sitamgar tera pyaar jab zara gardan jhukaai dekh li tasveere yaar tujhe dekha tujhe chaaha tujhe pooja maine bus itni khata hai meri aur khata kya tujhe dekha tujhe chaaha tujhe pooja maine bus itni khata hai meri aur khata kya tere aanchal se lipat kar ruh ye nagma gaayegi jaan bhi niklegi jis dum yehi kehti jaayegi tere aanchal se click here
hmmmmm tujhe jaane wafaa keh doon tujhe jaane ada keh doon mera jee chaahta hai aaj main tujhko khuda keh doon tujhe jaane wafaa keh doon tujhe jaane ada keh doon mera jee chaahta hai aaj main tujhko khuda keh doon tujhe jaane wafaa keh doon teri aankhon ko main samjhun sharaab e husn ke pyaale teri aankhon ko main samjhun sharaab e husn ke pyaale teri zulfon ko main ghan ghor saawan ki ghata keh doon mera jee chaahta hai aaj main tujhko khuda keh doon tujhe jaane wafaa keh doon laga kar aag seene mein guzar jaati hai halke se laga kar aag seene mein guzar jaati hai halke se use o naazneen main tere aanchal ki hawaa keh doon mera jee chaahta hai aaj main tujhko khuda keh doon tujhe jaane wafaa keh doon click here
tujhe jeewan ki dor se baandh liya hai baandh liya hai tere zulmo sitam sar ankhon par maine badle mein pyaar ke pyaar diya hai pyaar diya hai teri kushiyaan aur gham sar ankhon par tujhe jeewan ki dor se baandh liya hai baandh liya hai tere zulmo sitam sar ankhon par apsara koi aaye to dekhoon nahin koi behkaaye haske to behkoon nahin apsara koi aaye to dekhoon nahin koi behkaaye haske to behkoon nahin tore matwaare nainon ne jaadu kiya tore matwaare nainon ne jaadu kiya teri ulfat sanam sar ankhon par maine badle mein pyaar ke pyaar diya hai pyaar diya hai teri kushiyaan aur gham sar ankhon par mere jeewan ki anmit kahaani hai tu meri taqdeer aur zindgaani hai tu mere jeewan ki anmit kahaani hai tu meri taqdeer aur zindgaani hai tu mile phirte hain sabse chhupaaye hue mile phirte hain sabse chhupaaye hue teri tasveer hum sar ankhon par tujhe jeewan ki dor se baandh liya hai baandh liya hai tere zulmo sitam sar ankhon par tujhe jeewan ki dor se baandh liya hai click here
tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere saamne mera haal hai teri ik nigaah ki baat hai meri zindagi ka sawaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba meri har khushi tere dum se hai meri zindagi tere ghum se hai meri har khushi tere dum se hai meri zindagi tere ghum se hai tere dard se rahe bekhabar mere dil ki kab ye majaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere husn par hai meri nazar mujhe suboh shaam ki kya khabar tere husn par hai meri nazar mujhe suboh shaam ki kya khabar meri shaam hai teri justzoo meri suboh tera khayaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba mere dil jigar mein sama bhi jaa mere dil jigar mein sama bhi jaa rahe kyun nazar ka bhi faaslaa ke tere bagair to jaane jaan mujhe zindagi bhi muhaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere saamne mera haal hai teri ik nigaah ki baat hai meri zindagi ka sawaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba click here
tujhe pyaar karte hain karte rahenge ke dil banke dil mein dharakte rahenge tujhe pyaar karte hain karte rahenge ke dil banke dil mein dharakte rahenge tera naam le le ke jeete rahenge tera naam le le ke marte rahenge tujhe pyaar karte hain karte rahenge ke dil banke dil mein dharakte rahenge tujhe bhool jaaoon ye mumkin nahin hai kahin bhi rahoon mera dil to yahin hai tujhe bhool jaaoon ye mumkin nahin hai kahin bhi rahoon mera dil to yahin hai ghate chaand lekin mujhe ghum na hoga tera pyaar dil se kabhi kam na hoga guzarne ko ye din guzarte rahenge ke dil banke dil mein dharakte rahenge tera naam le le ke jeete rahenge tera naam le le ke marte rahenge tujhe pyaar karte hain karte rahenge ke dil banke dil mein dharakte rahenge hasi phool ki zindgani bhi kya hai abhi has raha tha abhi ro raha hai hasi phool ki zindgani bhi kya hai abhi has raha tha abhi ro raha hai jo guzre khushi mein wahi zindagi hai nahin to ye duniya badi besuri hai teri dhun mein bante click here
aaaa aaaaa aaja aaja aaja aaaaa aaaa aaja aaja aaja tujhko pukare mera pyaar hooo tujhko pukare mera pyaar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar aakhri pal hai aakhri aahen tujhe dhoondh rahi hain doobti saansen bujhti nigahen tujhe dhoondh rahi hain saamne aaja ek baar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar dono jahan ki bhent chadha di maine chaah mein teri apne badan ki khaak mila di maine raah mein teri ab to chali aa iss paar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar itne yugon tak itne dukhon ko koi seh na sakega teri kasam mujhe tu hai kisi ki koi keh na sakega mujhse hai tera iqraar hoye aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar teri nazar ki oss pade to bujhe pyaas milan ki tere badan ki oat mite to rahe laaj lagan ki mil jaaye chain qaraar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar hoye tujhko pukare mera pyaar tujhko pukare mera pyaar click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tu Hi Wo Haseen Hai Jiski Tasveer Khwab (1980) 04:50 31530
 
Poster of Khwab (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:50   Song Number : 31530   

Tu Hindu Banega Na Dhool Ka Phool (1959) 05:43 21323
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:43   Song Number : 21323   

Tu Is Tarah Aap To Aise Na The (1980) 06:44 12589
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Fazali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Babbar
Raag- 
Durga
Duration : 06:44   Song Number : 12589   

Tu Itna Samajh Le Sanam Rakhwala (1971) 04:26 36111
 
Poster of Rakhwala (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sanjana
Duration : 04:26   Song Number : 36111   

Tu Jo Nahin Koi Mera Darinda (1977) 04:05 15575
 
Poster of Darinda (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:05   Song Number : 15575   

Tu Jungal Ki Morni Raja Saab (1969) 05:46 14050
 
Poster of Raja Saab (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 05:46   Song Number : 14050   

Tu Kahan Ye Bata Tere Ghar Ke Samne (1963) 04:36 21327
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:36   Song Number : 21327   

Tu Mera Main Teri Pyar Hi Pyar (1969) 06:37 21334
 
Poster of Pyar Hi Pyar (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Vyjayanthimala
Duration : 06:37   Song Number : 21334   

Tu Mere Saamne Hai Teri Zulfein Hain Khuli Suhagan (1964) 04:20 12141
 
Poster of Suhagan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Duration : 04:20   Song Number : 12141   

Tu Mere Sapnon Ki Raani Gora Aur Kala (1972) 05:47 21336
 
Poster of Gora Aur Kala (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:47   Song Number : 21336   

Tu Mujhe Thaam Le Suraj Aur Chanda (1973) 04:04 20673
 
Poster of Suraj Aur Chanda (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:04   Song Number : 20673   

Tu Shokh Kali Main Mast Pawan Main Suhagan Hoon (1964) 03:13 38238
 
Poster of Main Suhagan Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Lachchhi Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Ajit
Duration : 03:13   Song Number : 38238   

Tu Shokh Kali Main Mast Pawan Main Suhagan Hoon (1964) 04:08 20010
 
Poster of Main Suhagan Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Lachhi Ram
On Screen Actors- 
Ajit, Mala Sinha
Duration : 04:08   Song Number : 20010   

Tujh Mein Hoon Main Mujh Mein Hai Tu Rivaaj (1972) 05:20 16475
 
Poster of Rivaaj (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Mala Sinha
Duration : 05:20   Song Number : 16475   

Tujhe Dekha Tujhe Chaaha Chhoti Si Mulaqat (1967) 05:48 12992
 
Poster of Chhoti Si Mulaqat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Uttam Kumar
Duration : 05:48   Song Number : 12992   

Tujhe Jaan E Wafa Phanda (1975) 02:59 20591
 
Poster of Phanda (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Shakir Kotawai
Music Director- 
Datta Naik
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 02:59   Song Number : 20591   

Tujhe Jeevan Ki Dor Se Asli-Naqli (1962) 03:40 21350
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sadhana
Raag- 
Bihag
Duration : 03:40   Song Number : 21350   

Tujhe Kyaa Sunaaon Aakhri Dao (1958) 03:19 12557
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan Kohli
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shekhar, Nutan
Duration : 03:19   Song Number : 12557   

Tujhe Pyaar Karte Hain April Fool (1964) 03:45 12732
 
Poster of April Fool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sayra Banu, Vishwajeet
Duration : 03:45   Song Number : 12732   

Tujhko Pukare Mera Pyaar Neel Kamal (1968) 05:33 13864
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:33   Song Number : 13864   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi