tujhe jeewan ki dor se baandh liya hai baandh liya hai tere zulmo sitam sar ankhon par maine badle mein pyaar ke pyaar diya hai pyaar diya hai teri kushiyaan aur gham sar ankhon par tujhe jeewan ki dor se baandh liya hai baandh liya hai tere zulmo sitam sar ankhon par apsara koi aaye to dekhoon nahin koi behkaaye haske to behkoon nahin apsara koi aaye to dekhoon nahin koi behkaaye haske to behkoon nahin tore matwaare nainon ne jaadu kiya tore matwaare nainon ne jaadu kiya teri ulfat sanam sar ankhon par maine badle mein pyaar ke pyaar diya hai pyaar diya hai teri kushiyaan aur gham sar ankhon par mere jeewan ki anmit kahaani hai tu meri taqdeer aur zindgaani hai tu mere jeewan ki anmit kahaani hai tu meri taqdeer aur zindgaani hai tu mile phirte hain sabse chhupaaye hue mile phirte hain sabse chhupaaye hue teri tasveer hum sar ankhon par tujhe jeewan ki dor se baandh liya hai baandh liya hai tere zulmo sitam sar ankhon par tujhe jeewan ki dor se baandh liya hai
Tujhe Jeevan Ki Dor Se
Asli-Naqli (1962)

Shatrughan Sinha, Rajanikant, Aneeta Raj, Radhika, Shakti Kapoor, Amrish Puri