Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeVijay
HomeVijay
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haseenon mujhse mat poochho ke kya kya bechtaa hoon main chhupa kar chudiyon mein dil ki duniyaa bechtaa hoon main yaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna yaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna aabaad rakhna dil pardesi ka aabaad rakhna hoooo oooo oooo ooo ooo ooo oooo ooooo kaisi gori gori reshmi kalaayi re tere haath pardesiya aayi re hooo oooo kaisi gori gori reshmi kalaayi re tere haath pardesiya aayi re aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaa le ke haath ye chhod naa dena mukh mod naa lena ke dil mera shaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna main to mann ka darpan tod ke laaya dil ke tukde jod ke hooo oooo oooo saare jag se hai dekho niraala oooooo ooooo saare jag se hai dekho niraala ye baat meri yaad rakhna dil pardesi ka aabaad rakhna yaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna
yaad suhaani teri bani zindgaani meri yaad suhaani teri bani zindgaani meri o saajna dil se laga li maine teri nishani saajna yaad suhaani teri jaadu ye kaisa haye piya kiye jaate ho dil mein sama ke mera dil liye jaate ho apna bana ke humen ghum diye jaate ho dil ka qraar haye kahaan liye jaate ho o saajna baalma yaad suhaani teri bani zindgaani meri dil se laga li maine teri nishani saajna yaad suhaani teri nazron se door sahi dil se na jaoge raam qasam humen bade yaad aaoge badi meharbaani hogi jo ye bataoge soyi taqdeer meri kab aa jagaoge o saajna baalma yaad suhaani teri bani zindgaani meri o saajna dil se laga li maine teri nishani saajna yaad suhaani teri bani zindgaani meri yaad suhaani teri bani zindgaani meri
yaadon ki baaraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare sapnon ki shehnai beete dinon ko pukare dil ke dwaare ho o o chhedo tarane milan ke pyaare pyaare sang hamare yaadon ki baaraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare sapnon ki shehnai beete dinon ko pukare dil ke dwaare badle na apna yeh aalam kabhi jeevan mein bichadenge naa hum kabhi badle na la la la la la la la apna yeh la la lala la aalam kabhi la la la la lala la jeevan mein la la la la la la bichadenge la la lala la naa hum kabhi yunhi jaoge aakhir kahan ho ke hamare yaadon ki baaraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare aage bhi hoga jo uska karam yeh din to manayenge har saal hum apne aangan naache gaayenge chanda sitaare yaadon ki baaraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare lala la lala la lala la lala la la la lala la la lala la la lala la la lala la la
ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin chale jo saath do kadam wo humsafar mila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin wo kaise log hain jinhen naseeb hai khushi wo honge aur raas jinko aayi dosti mere to khwab phool se bikhar gaye sabhi mere to khwab phool se bikhar gaye sabhi ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ke pyaar ka koi bhi phool pyaar se khila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ye kya makaam hai ye aa gaya hoon main kahan ke ajnabi se lag rahe hain mujhko sab yahan kisse kahoon sunega kaun meri daastaan kisse kahoon sunega kaun meri daastaan ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ke door tak ummeed ka koi bhi silsila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin koi mujhe pukaar le koi to de sada main der tak is intzaar mein khada raha sharab ne diya hai saath iska shukriya sharab ne diya hai saath iska shukriya ye baat hai naseeb ki kisi se
hey parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa pa pap pap parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa pap papaaaaa main akela raat ka mela tu kahaan se aayi aise mein tu bhool ke rasta mujh se aa takraayi ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai aisi naazuk hai ye galti se ise koi chhoo le to ye toot jaaye hey aisi naazuk hai ye galti se ise koi chhoo le to ye toot jaaye chaabi se ye chale chaabi se ye ruke chaabi se ye hanse rooth jaaye hai kaanch ki ye gudiyaa kaagaz ki ye pudiyaa kisi shaitaan ki naani lagti hai parap parap pa pa ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai hum akele raat ke mele tu kahaan se aaya aise mein tu bhool ke rasta humse aa takraaya are re re re re ye ladka zara sa deewana lagta hai gaadi ka koi modal purana lagta hai ye ladka zara sa deewana lagta hai gaadi ka koi
zara sambhaliye adayen aapki ke mere haath se dil mera jaane laga zara sambhaliye adayen aapki ke mere haath se dil mera jaane laga na aise rokiye nigaahen pyaar ki ke zindagi mein ab kuchh nasha aane laga na aise rokiye nigaahen pyaar ki khili khili chandani jagmagati rahe har ghadi pyaar ki muskuraati rahe khili khili chandani jagmagati rahe har ghadi pyaar ki muskuraati rahe suhaani chandani mein dil ye kahin kho jaaye na zara sambhaliye adayen aapki ke mere haath se dil mera jaane laga na aise rokiye nigaahen pyaar ki ruki ruki saans hai behke behke kadam kaisi manzil hai ye kis jahaan mein hain hum ruki ruki saans hai behke behke kadam kaisi manzil hai ye kis jahaan mein hain hum wo kaun hai jo sanam aaj tera ho jaaye na na aise rokiye nigaahen pyaar ki ke zindagi mein ab kuchh nasha aane laga zara sambhaliye adayen aapki chalo chalen pyaar ko hum badhate huye saari duniyaa ki nazren jhukaate huye chalo chalen pyaar ko hum badhate huye saari duniyaa ki nazren
zaraa sun haseena e naazneen meraa dil tujhi pe nisaar hai zaraa sun haseena e naazneen meraa dil tujhi pe nisaar hai tere dum se hi mere dilrubaa meri zindagi mein bahaar hai zaraa sun haseena e naazneen hui jab se mujh pe teri nazar main hoon apne aap se bekhabar hui jab se mujh pe teri nazar main hoon apne aap se bekhabar hua jab se dil mein tera guzar hua jab se dil mein tera guzar mujhe chaen hai na qaraar hai zaraa sun haseena e naazneen tere husn se jo sanwar gayee wo fazaayen mujhko azeez hain tere husn se jo sanwar gayee wo fazaayen mujhko azeez hain teri zulf se jo lipat gayin mujhe un hawaaon se pyaar hai zaraa sun haseena e naazneen ye haseen phoolon ki daaliyaan tujhe de rahi hain salaamiyan ye haseen phoolon ki daaliyaan tujhe de rahi hain salaamiyan mujhe kyun na rashq ho ae sanam mujhe kyun na rashq ho ae sanam tere saath fasle bahaar hai zaraa sun haseena e naazneen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Yaad Rakhna Nagin (1954) 03:07 13818
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Bali, Vijaya Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:07   Song Number : 13818   

Yaad Suhaani Teri Bani Zindgaani Mere Banarasi Thug (1962) 02:59 40961
 
Poster of Banarasi Thug (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vijaya Chaudhari, Manoj Kumar
Duration : 02:59   Song Number : 40961   

Yaadon Ki Baraat (Female) Yaadon Ki Baaraat (1973) 03:12 14417
 
Poster of Yaadon Ki Baaraat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
Duration : 03:12   Song Number : 14417   

Ye Baat Hai Naseeb Ki Ehsaan Aap Ka (1986) 06:18 36447
 
Poster of Ehsaan Aap Ka (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijayendra, Deepti Naval
Duration : 06:18   Song Number : 36447   

Ye Ladki Zara Si Dewaani Love Story (1981) 05:14 13628
 
Poster of Love Story (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:14   Song Number : 13628   

Zara Sambhaliye Adayen Aapki Bada Aadmi (1961) 03:52 37543
 
Poster of Bada Aadmi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Vijaya Choudhury, Sheikh Mukhtar
Duration : 03:52   Song Number : 37543   

Zaraa Sun Haseena E Naazneen Kaun Apna Kaun Paraya (1963) 03:27 13537
 
Poster of Kaun Apna Kaun Paraya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vijay Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 03:27   Song Number : 13537   
Karaoke Songs of vijay, Sad Songs of vijay, Love Songs of vijay, Dance Songs of vijay, Hip-hop songs of vijay, Best songs of vijay, Super hit songs of vijay, hit songs of vijay, duet songs of vijay, solo songs of vijay, old songs of vijay, famous songs of vijay, Hindi Karaoke Songs of vijay, Hindi Sad Songs of vijay, Hindi Love Songs of vijay, Hindi Dance Songs of vijay, Hindi Hip-hop songs of vijay, best Hindi songs of vijay, super hit Hindi songs of vijay, hit Hindi songs of vijay, duet Hindi songs of vijay, solo Hindi songs of vijay, old Hindi songs of vijay, famous Hindi songs of vijay, Sing Along Songs of vijay, Sing Along Sad Songs of vijay, Sing Along Love Songs of vijay, Sing Along Dance Songs of vijay, Sing Along Hip-hop songs of vijay, Sing Along Best songs of vijay, Sing Along Super hit songs of vijay, Sing Along hit songs of vijay, Sing Along duet songs of vijay, Sing Along solo songs of vijay, Sing Along old songs of vijay, Sing Along famous songs of vijay