MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


akela hoon main humsafar dhoondhta hoon muhabbat ki main rehguzar dhoondhta hoon akela hoon main humsafar dhoondhta hoon muhabbat ki main rehguzar dhoondhta hoon kisi ko main shaam o sehar dhoondhta hoon akela hoon main humsafar dhoondhta hoon muhabbat ki main rehguzar dhoondhta hoon ye mehaki huyi raat kitni haseen hai ye mehaki huyi raat kitni haseen hai magar mere pehloo mein koi nahin hai magar mere pehloo mein koi nahin hai muhabbat bhari ik nazar dhoondhta hoon akela hoon main humsafar dhoondhta hoon muhabbat ki main rehguzar dhoondhta hoon mere dil mein aaja nigaahon mein aaja mere dil mein aaja nigaahon mein aaja muhabbat ki rangeen raahon mein aaja muhabbat ki rangeen raahon mein aaja tujhi ko main o bekhabar dhoondhta hoon akela hoon main humsafar dhoondhta hoon muhabbat ki main rehguzar dhoondhta hoon kidhar jaaon veeraan hain meri raahein kidhar jaaon veeraan hain meri raahein kisi ko na apna saki meri aahein kisi ko na apna saki meri aahein main aahon
akele akele akele akele kahaan jaa rahe ho rahe ho rahe ho akele akele kahaan jaa rahe ho humen saath le lo jahaan jaa rahe ho akele akele kahaan jaa rahe ho humen saath le lo jahaan jaa rahe ho akele akele kahaan jaa rahe ho koi mit raha hai tumhen kuchh pata hai koi mit raha hai tumhen kuchh pata hai tumhaara hua hai tumhen kuchh pata hai tumhaara hua hai tumhen kuchh pata hai ye kya maajra hai tumhen kuchh pata hai akele akele kahaan jaa rahe ho humen saath le lo jahaan jaa rahe ho akele akele kahaan jaa rahe ho humen saath le lo jahaan jaa rahe ho akele akele kahaan jaa rahe ho tadapta naa chhodo meri jaan ho tum tadapta naa chhodo meri jaan ho tum ye mukhdaa naa modo meri jaan ho tum ye mukhdaa naa modo meri jaan ho tum mera dil naa todo meri jaan ho tum akele akele kahaan jaa rahe ho humen saath le lo jahaan jaa rahe ho akele akele kahaan jaa rahe ho humen saath le lo jahaan jaa rahe ho akele akele kahaan jaa rahe ho koi rok lega to phir kya karoge koi rok
akele hain chale aao jahaan ho akele hain chale aao jahaan ho kahaan aawaaz den tumko kahaan ho akele hain chale aao jahaan ho tumhein hum dhoondhte hain humein dil dhoondhtaa hai tumhein hum dhoondhte hain humein dil dhoondhtaa hai na ab manzil hai koi na koi raastaa hai akele hain chale aao jahaan ho kahaan aawaaz den tumko kahaan ho akele hain ye tanhaai ka aalam aur iss par aapkaa ghum ye tanhaai ka aalam aur iss par aapkaa ghum na jeete hain na marte bataao kyaa karein hum akele hain chale aao jahaan ho kahaan aawaaz den tumko kahaan ho akele hain chale aao jahaan ho
akele mein woh ghabraate to honge akele mein woh ghabraate to honge mita ke mujhko pachhtaate to honge akele mein humaari yaad aa jaati to hogi humaari yaad aa jaati to hogi achanak woh tadap jaate to honge achanak woh tadap jaate to honge akele mein woh din haaye woh din haaye re woh din woh din haaye woh din haaye re woh din woh din unko bhi yaad aate to honge woh din unko bhi yaad aate to honge akele mein patange apne donon par jalaa kar patange apne donon par jalaa kar humaari yaad dilwaate to honge humaari yaad dilwaate to honge akele mein
alga karo go khopar badhun dil wahi mera phas gayi dil wahi mera phas gayi alga karo go khopar badhun dil wahi mera phas gayi dil wahi mera phas gayi binod benir jorin fitay binod benir jorin fitay andha ishq mera kas gayi andha ishq mera kas gayi alga karo go khopar badhun dil wahi mera phas gayi dil wahi mera phas gayi tomar kesher gandhe kakhon lukaye asilo lobhi amar mon tomar kesher gandhe kakhon lukaye asilo lobhi amar mon behosh ho kar gir padi haath mein behosh ho kar gir padi haath mein bajuband mein bas gayi bajuband mein bas gayi alga karo go khopar badhun dil wahi mera phas gayi dil wahi mera phas gayi kanero dule pran rakhile bindhiya aankh phira diya chori kar nindiya kanero dule pran rakhile bindhiya aankh phira diya chori kar nindiya dehero deuri te berate asiya dehero deuri te berate asiya aur nahi wo wapas gayi aur nahi wo wapas gayi alga karo go khopar badhun dil wahi mera phas gayi dil wahi mera phas gayi binod benir jorin fitay andha ishq mera
alif zabar aa alif zer ae alif pesh o aji bejabar baa bejar be bepesh bo alif se abban abinabi hurman aban abauwwa be se babban babinabi hurman baban babauwaa alif zabar aa alif zer ae alif pesh o alif se allah be se bhagwan aur pe se parwaanaa aur pe se parwaanaa jo na maane shamaa ko deepak hogaa koi deewaanaa hogaa koi deewaanaa waah alif zabar aa alif zer ae alif pesh o alif se abban abinabi hurman aban abauwwa be se babban babinabi hurman baban babauwwa alif zabar aa alif zer ae alif pesh o ka se kauwwaa kaaf kabootar gain gatargoon bole gain gatargoon bole na se naiyya daal se dil ki hai se haay dole hai se haay dole haay alif zabar aa alif zer ae alif pesh o alif se abban abinabi hurman aban abauwwa be se babban babinabi hurman baban babauwwa alif zabar aa alif zer ae alif pesh o cheem se choohaa che se chori phir seedhi kotwaali phir seedhi kotwaali meem se mehnat do haathon ki aur khe se khushhaali aur khe se khushhaali haan alif zabar aa alif zer ae alif
all line clear all line clear all line clear aage badho aage chalo chhoti si ye altan paltan fauj hai mere ghar ki saath humaare tope ka gola baat nahin hai darr ki all line clear all line clear kabhi khaali gaya na nishaana mujhse takaraayega kya zamaana kabhi khaali gaya na nishaana mujhse takaraayega kya zamaana haaye re duniyaa aur duniyadaari aakhir pada sar jhukaana all line clear all line clear aage badho aage chalo chhoti si ye altan paltan fauj hai mere ghar ki arre saath humaare tope ka gola baat nahin hai darr ki all line clear all line clear geet gaate huye hum chale hain yeh na puchho bade dil jale hain geet gaate huye hum chale hain yeh na puchho bade dil jale hain dil mein bithaa lo aye duniya vaalo hum bhi bade manchale hain all line clear all line clear aage badho aage chalo chhoti si ye altan paltan fauj hai mere ghar ki arre saath humaare tope ka gola baat nahin hai darr ki all line clear all line clear
allah hi allah kar pyaare bhai allah hi allah allah hi allah kar pyaare bhai allah hi allah o thandi aahen naa bhar pyaare naa bhar pyaare naa bhar pyaare bhai allah hi allah allah hi allah kar pyaare bhai allah hi allah maula hi maula hoooo ho koi aisi ho koi aisi raat nahin hain jiska hota nahin savera ho kaanton ka dukh ho kaanton ka dukh jhelne waale phoolon pe bhi haq hai tera sukh de chaahe dukh de daataaaaa sukh de chaahe dukh de daata hans ke jholi bhar pyaare bhai allah hi allah allah hi allah kar pyaare bhai allah hi allah maula hi maula hoooo jo tere dil mein khot nahin toooooo apne kiye pe kyun pachhtaana baant le dard kisi ka jag mein aur yahaan se kya le jaana jab tak saaf hai dil ka sheeshaaaaaa jab tak saaf hai dil ka sheesha duniyaa se naa dar pyaare bhai allah hi allah allah hi allah kar pyaare bhai allah hi allah maula hi maula hoooo hooo kya jaane kab hooo kya jaane kab sapne toote ujad jaaye khushiyon ka mela aur kab ye kismat aur kab ye kismat
Allah Hi Dega Maula Hi Dega
haath dua ke liye uthaaun padh ke main bismilla tu khaalif waari rab maula rehmaan rahim aur allah allah ka naam paak hai wo paak rahega aur banda mustkhaak hai ye khaak rahega allah ka naam paak hai wo paak rahega aur banda mustkhaak hai ye khaak rahega har shay mein uska noor hai bana hua dastoor hai hota wahi zaroor hai allah ko jo manzoor hai allah ka naam paak hai wo paak rahega aur banda mustkhaak hai ye khaak rahega teri raza se hoti subah shaam raat hai ye nematen ye barkaten teri saugaat hai allaah tere haath mein mauto hayaat hai main kaise sar uthaun meri kya aukaat hai har zarra e har zarra e zameen pe tera jalaal hai ek patta bhi hila sake kiski majaal hai allah ka naam paak hai wo paak rahega aur banda mustkhaak hai ye khaak rahega tu maalik o mukhtaar hai tu sabka pyaar hai har bashar iss jahaan mein tera talabgaar hai duniya ke taajdaaron ka tu taajdaar hai shehanshaahon ka shehanshaah parvardigaar hai tere rehammmm tere reham tere karam ko jaanta
aman ka farishta kahaan jaa raha hai chaman ro raha hai machi hai duhaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi aman ka farishta kahaan jaa raha hai chaman ro raha hai machi hai duhaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi bahot der jaaga tha soya hua hai aman ke khayaalon mein khoya hua hai aman ke khayaalon mein khoya hua hai ye kaisi muhabbat ye kaisi judaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi ye jeevan ki manzil pe chhoota hai humse koi to manao ke ruthaa hai humse koi to manao ke ruthaa hai humse nazar mere baabu ko kisne lagaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi aman ka farishta kahaan jaa raha hai chaman ro raha hai machi hai duhaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi ye nafrat ke jazbon mein hargiz naa behna meri baat sunlo gale mil ke rehna jalti chitaa se ye aawaaz aayi aawaaz aayi
is desh ka sandesh laya main aap ke hi naam aazadi ki sahjadi ka sunlo hai ye paigam aazadi ki sahjadi ka sunlo hai ye paigam sunlo hai ye paigam sunlo hai ye paigam garibon ko tum saath apne milaao garibon ko tum saath apne milaao ameero watan se gareebi hataao yahi waqt hai kuchh to karke dikhaao ameero watan se gareebi hataao watan ke bhale se hamara bhala hai hamen jo mila wo watan se mila hai hindu sikh isai musalman bhaiyo watan hi ibadat watan hi khuda hai watan se na tum apni daulat chhupao watan se na tum apni daulat chhupao ameero watan se gareebi hataao garibon ko tum saath apne milaao ameero watan se gareebi hataao jawani ka tum bholapan bhi kharido nasheeli dagar gora tan bhi kharido ye surkhi ye kaajal ye ghunghru ye paayal chandi ki chhan chhan se chhan chhan kharido bache tax to sex pe tum lutaao khub lutaao bete bache tax to sex pe tum lutaao upar se bolo gareebi hataao garibon ko tum saath apne milaao ameero watan se gareebi hataao hazaron
aaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaa ankhiyaan hari darsan ki pyaasi ankhiyaan hari darsan ki pyaasi dekhyon chaahat kamal nain koooooooo dekhyon chaahat kamal nain ko nis din rahet udaasi ankhiyaan nis din rahet udaasi ankhiyaan hari darsan ki pyaasi aaye udho phir gaye aangannnnnn aaye udho phir gaye aangan daari gaye gar phansi ankhiyaan hari darsan ki pyaasi ankhiyaan hari darsan ki pyaasi kesar tilak motiyan ki maalaaaaaa kesar tilak motiyan ki maalaaaaaa virndavan ko vaasi ankhiyaan hari darsan ki pyaasi ankhiyaan hari darsan ki pyaasi kaahu ke mann ki kauhu naa jaane logan ke mann haasi ankhiyaan hari darsan ki pyaasi ankhiyaan hari darsan ki pyaasi soordas prabhu tumhre daras binnnnnn soordas prabhu tumhre daras bin lehun karvat kaasi ankhiyaan hari darsan ki pyaasi ankhiyaan hari darsan ki pyaasi hari darsan ki pyaasi
hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm ta na na tanaaaaaaaa hoooooooo ooooooo hoooooo hoooooo ankhiyan sang ankhiyaan laagi aaj ankhiyan sang ankhiyaan laagi aaj jhoome baar baar mere mann mein pyaar nit aisa to mausam aaye na ankhiyan sang akh aaaa aaaa aaaa aaaa ek pyaari chhabi mere mann mein base din rain mere nainan mein hanse ek pyaari chhabi ek pyaari chhabi mere mann mein base din rain mere nainan mein hanse naya sapna mila koyi apna mila phir aise kyun mera mann gaaye naa ankhiyan sang ankhiyaan laagi aaj ankhiyan sang ankhiyaan laagi aaj jhoome baar baar mere mann mein pyaar nit aisa to mausam aaye na ankhiyan sang ankhiyaan laagi aaj ankhiyan sang sa sa dha sa sa ni sa sa dha sa sa ni sa sa sa ni ni dha dha ma ma ga ma madhmaati pawan ithalaa ke chali jaise naar koyi sharmaa ke chali madhmaati pawan madhmaati pawan ithalaa ke chali jaise naar koyi sharmaa ke chali kabhi rukti hui kabhi jhukti hui ab aake ye saawan jaaye na ankhiyan sang ankhiyaan laagi
ooo oooo oooo oooo apna hai phir bhi apna badhkar gale lagale achchha hai ya bura hai apna usse bana le apna hai phir bhi apna mat soch tere dil mein kaisi ye kashmkash hai jo kheenchati hai tujhko woh khoon ki kashish hai parda pada huwa hai jo darmiyaan uthale apna hai phir bhi apna badhkar gale lagale achchha hai ya bura hai apna usse bana le apna hai phir bhi apna ooooo oooo oooo chup hai jabaan phir bhi apna lahu pukare tum ek aasmaan ke toote huye ho taare nazrein toh mil gayi hain ab dil se dil mila le apna hai phir bhi apna badhkar gale lagale achchha hai ya bura hai apna usse bana le apna hai phir bhi apna apna hai phir bhi apna badhkar gale lagale achchha hai ya bura hai apna usse bana le apna hai phir bhi apna
apna hai tu begaana nahin maine tujhe pehchana nahin apna hai tu begaana nahin maine tujhe pehchana nahin ye sach hai afsaana nahin maine tujhe pehchana nahin aankhen naa jaaneeee dil jaanta hai rang lahoo ka lahoo pehchanta hai rang lahoo ka lahoo pehchanta hai ye parda uth jaaye shaayad yaad aa jaaye ruk jaa jara abhi jaana nahin maine tujhe pehchana nahin maine tujhe pehchana nahin jab dekhun tujhkooooo lagta hai aise tu mere dil ka koi tukda hai jaise tu mere dil ka koi tukda hai jaise baaten hain begaani nazren hain anjaani chehraa magar anjaana nahin maine tujhe pehchana nahin maine tujhe pehchana nahin bas khatam hoti hai ye kahaani main de chala hoon tujhe apni nishaani main de chala hoon tujhe apni nishaani dil ko naa tadpaanaa mujhko bhool naa jaana lekin mujhe yaad aanaa nahin tune mujhe pehchana nahin apna hoon main begaana nahin tune mujhe pehchana nahin ye sach hai afsaana nahin tune mujhe pehchana nahin tune mujhe pehchana nahin
apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ban jaye yaadgaar jo ban jaye yaadgaar jo aisa payam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ab tak kati ye zindagi ghum ki andheri raat mein likhe huye the ghum hi ghum kismat ne mere haath mein aaj isi haath mein koi aaj isi haath mein koi rang bhari shaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do dil mein tumhare aayega aakhir koi to khushnaseeb nazren karam jo mujh pe ho aaj aaun main zara kareeb mere naseeb mein hi tum mere naseeb mein hi tum honthon ke jaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do aashiq hazaron aur bhi aayenge iss makaam pe likhenge apne naam wo saath hamare naam ke aaj unhin aashiqon ke naam aaj unhin aashiqon ke naam mera salaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ban jaye yaadgaar jo ban jaye yaadgaar jo aisa payam likh do apne naam ke kareeb mera
apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de chain churaate hain mera ye nain tere matwaale apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de chain churaate hain mera ye nain tere matwaale apne nainon ko samjha de neend meri loot li re teri aankhon ne zamaane se main keh doongi bahaane se main keh doongi tu chakor hai mera tu chitchor hai mera hosh mere loote hain teri zulfon ne bahaaron se main keh doonga ishaaron se main keh doonga ho oo paas bulaate hain mujhko ye honth tere matwaale apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de chain churaate hain mera ye nain tere matwaale apne nainon ko samjha de laa laa la laa laa la lalalala lalalalalala khwaab tere meri raaton mein aate hain manaa kar de nadanon ko na chheden ye armaanon ko inko rok de zara tu inko tok de zara geet tere mere honthon pe aate hain manaa kar de nadanon ko na chheden ye armaanon ko aag lagaati hain dil mein har baat tere dil waale
apni aankhon mein basaa kar koi iqraar karoon apni aankhon mein basaa kar koi iqraar karoon jee mein aata hai ke jee bhar ke tujhe pyaar karoon apni aankhon mein basaa kar koi iqraar karoon maine kab tujhse zamaane ki khushi maangi hai ek halki si mere lab ne hansi maangi hai ek halki si mere lab ne hansi maangi hai saamne tujhko bitha kar tera deedar karoon jee mein aata hai ke jee bhar ke tujhe pyaar karoon apni aankhon mein basaa kar koi iqraar karoon saath chhute naa kabhi tera ye kasam le loon har khushi de ke tujhe tere sanam ghum le loon har khushi de ke tujhe tere sanam ghum le loon haaye main kiss tarah se pyaar kaa izhaar karoon jee mein aata hai ke jee bhar ke tujhe pyaar karoon apni aankhon mein basaa kar koi iqraar karoon
apni aazadi ko hum hargiz mita sakte nahin sar kata sakte hain lekin sar jhuka sakte nahin humne sadiyon mein ye aazadi ki nemat paayi hai saikdon qurbaniyaan de kar ye daulat paayi hai muskuraa kar khaayi hain seenon pe apne goliyaan kitne veeranon se guzre hain to zannat paayi hai khaakh mein hum apni izzat ko mila sakte nahin kya chalegi zulm ki ahley wafaa ke saamne aa nahin sakta koi shola hawaa ke saamne laakh fauzen le ke aaye aman ka dushman koi ruk nahin sakta humari ekta ke saamne hum wo pathar hai jise dushman hila sakte nahin sar kata sakte hain lekin sar jhuka sakte nahin waqt ki aawaaz ke hum saath chalte jaayenge har kadam par zindagi ka rukh badalte jaayenge gar watan mein bhi milega koi gaddar e watan apni taaqat se hum uska sar kuchalte jaayenge ek dhokha kha chuke hain aur kha sakte nahin hum watan ke naujawaan hain hum se jo takraayega wo humari thokaron se khaakh mein mil jaayega waqt ke toofan mein beh jaayenge zulmon sitam aasmaan par ye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Akela Hoon Main Humsafar Jaal (1967) 04:36 11823
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:36   Song Number : 11823   

Akele Akele Kahan Ja An Evening In Paris (1967) 04:48 20128
 
Poster of An Evening In Paris (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:48   Song Number : 20128   

Akele Hain Chale Aao Raaz (1967) 03:04 20129
 
Poster of Raaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shameem Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:04   Song Number : 20129   

Akele Mein Wo Ghabraate To Honge Biwi (1950) 03:18 40182
 
Poster of Biwi (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Wali Sahab
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:18   Song Number : 40182   

Alga Karo Go Khompar Badhon Mohd Rafi 04:28 18087
 
Poster of Mohd Rafi
 
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:28   Song Number : 18087   

Alif Zaber Aaa Love In Simla (1960) 03:11 40470
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Duration : 03:11   Song Number : 40470   

All Line Clear Chori Chori (1956) 03:26 32070
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 03:26   Song Number : 32070   

Allah Hi Allah Kar Pyare Pavitra Papi (1970) 06:20 13945
 
Poster of Pavitra Papi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pal Mahendra
Duration : 06:20   Song Number : 13945   

Allah Hi Dega Maula Hi Dega Sangram (1976) 03:51 37815
 
Poster of Sangram (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa
Duration : 03:51   Song Number : 37815   

Allah Ka Naam Maan Gaye Ustaad (1981) 06:05 38788
 
Poster of Maan Gaye Ustaad (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Om Prakash Sharma
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 06:05   Song Number : 38788   

Aman Ka Farishta Aman (1967) 04:14 16198
 
Poster of Aman (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song, Rajendra Kumar
Duration : 04:14   Song Number : 16198   

Ameero Watan Se Ghareebi Hataao Shankar Dada (1976) 06:54 36259
 
Poster of Shankar Dada (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Pran
Duration : 06:54   Song Number : 36259   

Ankhiyaan Hari Darsan Ki Pyaasi Mohd Rafi 06:05 18380
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Devotional
Lyricist
Sooradas
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 06:05   Song Number : 18380   

Ankhiyan Sang Ankhiyan Laagi Bada Aadmi (1961) 04:07 31067
 
Poster of Bada Aadmi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vijaya Chaudhari, Jayant
Raag- 
Malkauns
Duration : 04:07   Song Number : 31067   

Apna Hai Phir Bhi Apna Bhai Bhai (1956) 03:41 37394
 
Poster of Bhai Bhai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Kishore Kumar
Duration : 03:41   Song Number : 37394   

Apna Hai Tu Mehboob Ki Mehndi (1971) 04:44 13701
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:44   Song Number : 13701   

Apne Naam Ke Kareeb Mera Bhi Naam Raat Ke Andhere Mein (1969) 04:05 35860
 
Poster of Raat Ke Andhere Mein (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 35860   

Apne Nainon Ko Samjha De Maa Aur Mamta (1970) 04:15 32692
 
Poster of Maa Aur Mamta (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mumtaj, Jitendra
Duration : 04:15   Song Number : 32692   

Apni Aankhon Mein Basaa Kar Thokar (1974) 04:11 31152
 
Poster of Thokar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Sajan Dehalvi
Music Director- 
Shyamji Ghanshyamji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Baldev Khosala, Alka
Duration : 04:11   Song Number : 31152   

Apni Aazadi Ko Hum Leader (1964) 04:56 20146
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:56   Song Number : 20146   
Karaoke Songs of Mohammed Rafi, Sad Songs of Mohammed Rafi, Love Songs of Mohammed Rafi, Dance Songs of Mohammed Rafi, Hip-hop songs of Mohammed Rafi, Best songs of Mohammed Rafi, Super hit songs of Mohammed Rafi, hit songs of Mohammed Rafi, duet songs of Mohammed Rafi, solo songs of Mohammed Rafi, old songs of Mohammed Rafi, famous songs of Mohammed Rafi, Hindi Karaoke Songs of Mohammed Rafi, Hindi Sad Songs of Mohammed Rafi, Hindi Love Songs of Mohammed Rafi, Hindi Dance Songs of Mohammed Rafi, Hindi Hip-hop songs of Mohammed Rafi, best Hindi songs of Mohammed Rafi, super hit Hindi songs of Mohammed Rafi, hit Hindi songs of Mohammed Rafi, duet Hindi songs of Mohammed Rafi, solo Hindi songs of Mohammed Rafi, old Hindi songs of Mohammed Rafi, famous Hindi songs of Mohammed Rafi, Sing Along Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Sad Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Love Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Dance Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Hip-hop songs of Mohammed Rafi, Sing Along Best songs of Mohammed Rafi, Sing Along Super hit songs of Mohammed Rafi, Sing Along hit songs of Mohammed Rafi, Sing Along duet songs of Mohammed Rafi, Sing Along solo songs of Mohammed Rafi, Sing Along old songs of Mohammed Rafi, Sing Along famous songs of Mohammed Rafi