MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMahendra Kapoor
HomeMahendra Kapoor
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho kaali kaali saree mein gori oo gori simti huyi kaali kaali saree mein gori ho gori simti huyi jaise dekho chandan se naagan ho naagan lipti huyi husn ke aye khuda dil hai tujh pe fida ruk ja ruk ja ho zara ruk ja kaali kaali saree mein gori ho gori simti huyi husn ka meri jaan tu suhaana khazaana khazaana oo par meri jaane jaan ye zamaana deewaana deewaana yahaan phirte hain kitne hi chhaila har ladki ko samjhe wo laila koi peechhe pada to karegi tu kya ruk ja ruk ja ho zara ruk ja kaali kaali saree mein gori oo gori simti huyi kar bhala ho bhala keh gaye saare gyaani dhyaani ho oo na rahegi sada teri chanchal jawaani oo raani dil kisi na kisi ko to dogi tum kisi ki to aakhir banogi ghar mera tu basa main hi kya hoon bura ruk ja ruk ja ho zara ruk ja ho kaali kaali saree mein gori oo gori simti huyi mere ghar mein tu paayegi sukh aur chaina oo apne ghar mein teri saasu na meri koi behna daas banke ye banda rahega raaj ghar par tera hi chalega mujhse achchha click here
ohhoo kaam krodh aur lobh kaa maara jagat naa aaya raas hooo jab jab raam ne janam liya tab tab paaya vanvaas kaam krodh aur lobh kaa maara jagat naa aaya raas jab jab raam ne janam liya tab tab paaya vanvaas tab tab paaya vanvaas kalyug tak chalti aayi hai satyug ki ye reet kalyug tak chalti aayi hai satyug ki ye reet sab kuchh haar chuke jab apna tab ho raam ki jeet yug badle par badal na paya ab tak ye itihas jab jab raam ne janam liya tab tab paaya vanvaas tab tab paaya vanvaas chhod ke apne mahal domahle jungle jungle firna chhod ke apne mahal domahle jungle jungle firna auron ke sukh chain ki khaatir dukh sankat mein ghirna hai yahi raam ke lekh ki rekha aa gaya ab vishwas jab jab raam ne janam liya tab tab paaya vanvaas tab tab paaya vanvaas raam har ek yug mein aaye par kaun unhen pahchana raam har ek yug mein aaye par kaun unhen pahchana raam ki pooja ki jag ne par raam ka arth na jana takte takte boodhe ho gaye dharti aur aakash jab jab raam ne janam liya click here
hon hoon hoon aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa hoooo oooooo ooooo oooo ooooo kab talak shamma jali yaad nahin kab talak shamma jali yaad nahin shaam e ghum kaise dhali shaam e ghum kaise dhali yaad nahin shaam e ghum kaise dhali yaad nahin kab talak shamma jali yaad nahin shaam e ghum kaise dhali yaad nahin iss kadar yaad hai apne the sabhi iss kadar yaad hai apne the sabhi iss kadar yaad hai apne the sabhi kisne kya chaal chali kisne kya chaal chali yaad nahin kisne kya chaal chali yaad nahin kab talak shamma jali yaad nahin shaam e ghum kaise dhali yaad nahin hum zamaane mein kuchh aise bhatke hum zamaane mein kuchh aise bhatke hum zamaane mein kuchh aise bhatke ab to unki ab to unki haan ab to unki ab to unki bhi gali yaad nahin hmmm hmmm hmmm la la lala yaad nahin yaad nahin aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa hoooo oooooo ooooo oooo ooooo abr tha jaam tha par aap naa the abr tha jaam tha ho oooo ho oooo ho oooo ho ooooo ho hoooooo abr click here
kab tere husn se inkaar kiya hai maine kab tere husn se inkaar kiya hai maine zindagi tujhse bahut pyaar kiya hai maine muskuraati hai kisi aankh mein kaajal ban ke kisi seene se dhadak uthti hai aanchal ban ke kabhi phulon ke kataaron se chhalak jaati hai kabhi shole kabhi shabnam se lapak jaati hai kaise kaise tera deedaar kiya hai maine kaise kaise tera deedaar kiya hai maine tu har ek rang har ek shey mein nazar aati hai zarre zarre se kiran ban kar ubhar aati hai tere jaadu teri khushboo teri muskaanon ko tere umde huye machle huye toofaanon ko apni saanson mein giraftaar kiya hai maine zindagi tujhse bahut pyaar kiya hai maine tujhko chaaha to magar koi takaaza na kiya maine bhule se tere pyaar ko ruswa na kiya ye bata maine kabhi tujhse churai aankhen tere chehre se kahaan maine hataai aankhen khud ko kab tera gunehgaar kiya hai maine zindagi tujhse bahut pyaar kiya hai maine maut aayegi to ek pal ki na fursat degi maut aayegi to ek pal ki na fursat degi click here
kahan se layi ho janeman ye kitaabi chehra gulaabi aankhen kahan se layi ho janeman ye kitaabi chehra gulaabi aankhen kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hain wo sharaabi aankhen kahan se layi ho janeman ye kitaabi chehra gulaabi aankhen kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hain wo sharabi aankhen kahan se layi ho janeman yahi wo aankhen hain jinke moti chamak rahe hain samundaron mein aahhhhaaaaa yahi wo chehra hai poojte hain yahi wo chehra hai poojte hain jise pujari bhi mandiron mein hmmmm hmmm hmmm chaman mein karti hai roz shabnam kali kali se tumhari baaten kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hain wo sharabi aankhen kahan se layi ho janeman nazar ye kahti hai tumse milkar kabhi na tumse nazar hataun aahhhhaaaaa tumhari soorat hi samne ho tumhari soorat hi samne ho tumhi ko bas dekhta hi jaaun hmmmm hmmm hmmm yunhi guzarun main zindagi ke tamaam din aur tamaam raaten kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hain wo sharabi aankhen kahan se layi ho janeman click here
kahe ke ta sab kehu aapan aapan kahaave wala keba kahe ke ta sab kehu aapan aapan kahaave wala keba sukhwa te sabhe kehu baate dukhwa bataawe wala keba kahe ke ta sab kehu aapan aapan kahaave wala keba dege dege thes laagi jaaye kehu kenhu pathra ke dekhni jahaan ho dege dege thes laagi jaaye kehu kenhu pathra ke dekhni jahaan kekra pe kare kehu jag mein bharosa zehar bharal muskaan sapna ke diyawaa aaaa sapna ke diyawa dhuwanyir jyot jagaave waala ke ba kahe ke ta sab kehu aapan aapan kahaave wala keba apna garaj pe ta jhuki aave duniya phir bani jaaye anjaan oo apna garaj pe ta jhuki aave duniya phir bani jaaye anjaan eehanwa ta je bhi mile roopwa badali ke kathin bhayil pehichaan hahrela akhiyaaaan hahrela akhiyaan piyaasal hiyawa judaave waala keba kahe ke ta sab kehu aapan aapan kahaave wala keba sukhwa te sabhe kehu baate dukhwa bataawe wala keba o kahe ke ta sab kehu aapan aapan kahaave wala keba aapan kahaave waala keba aapan kahaave waala keba click here
kaisi haseen aaj bahaaron ki raat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai o dene waale tune to koi kamin na ki ab kis ko kya mila ye muqaddar ki baat hai chhaaya hai husn o ishq pe ek rang e bekhudi chhaaya hai husn o ishq pe ek rang e bekhudi aate hain zindagi mein ye aalam kabhi kabhi har ghum ko bhool jaao khushi ki baraat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai aayi hai wo bahaar to nagmein ubal pade aisi khushi mili hai ke aansoon nikal pade honthon pe hai duwaayein magar dil pe haath hai ab kis ko kya mila ye muqaddar ki baat hai masti simat ke pyaar ke gulshan mein aa gayi masti simat ke pyaar ke gulshan mein aa gayi meri khushi bhi aapke daaman mein aa gayi bhanwara kali se door nahin saath saath hai ab kis ko kya mila ye muqaddar ki baat hai kaisi haseen aaj bahaaron ki raat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai click here
aa aaaaaaa aa aa aaaaa kalpana ke ghan baraste kalpana ke ghan baraste geet geele ho rahe bhaaw rimjhim kar rahe hain bhaaw rimjhim kar rahe hain swar raseele ho rahe kalpana ke ghan baraste nachati shyamal ghatayein thirkati barasat hai ik kahani banke aayi yeh suhani raat hai jhoomta phirta pawan hoo jhoomta phirta pawan jhonke nasheele ho rahe kalpana ke ghan baraste kis pranay ki aag mein jal geet gata hai pawan geet gata hai pawan mang bharta hai dulhan ki motiyon se yeh gagan motiyon se yeh gagan jhuk rahe tere nayan jhuk rahe tere nayan kitne lazeele ho rahe kalpana ke ghan baraste geet geele ho rahe bhaaw rimjhim kar rahe hain bhaaw rimjhim kar rahe hain swar raseele ho rahe kalpana ke ghan baraste click here
kamar patli nazar bijli suraahidaar gardan qayaamat se meri jaan kam nahin ho kamar patli nazar bijli suraahidaar gardan qayaamat se meri jaan kam nahin ho ye zulfon ki ghata kaali machalta jaise saawan qayaamat se meri jaan kam nahin ho kamar patli badan aisa hai chikna ke fisalti hain nighaahen tadap jaata hai dil apna chamakti hain jo baahen zameen jhoome kadam chume jawaani ka ye aalam tumhin keh do ke aise mein tumhen kaise naa chaahen kareeb aa kar kabhi sun lo humare dil ki dhadkan qayaamat se meri jaan kam nahin ho kamar patli nazar bijli suraahidaar gardan qayaamat se meri jaan kam nahin ho kamar patli nazar jiski padi tum par kalejaa thaam lega ishaara tum jise kar do wo kab aaram lega magar mujhse tumhen dilbar koi shikwaa na hoga mera dil hai ke loot kar bhi tumhara naam lega naa chhutega kabhi mujhse wafaa ka paak daaman qayaamat se meri jaan kam nahin ho kamar patli nazar bijli suraahidaar gardan qayaamat se meri jaan kam nahin ho ye zulfon ki ghata click here
kanhaiya kanhaiya kanhaiya tujhe aana padega vachan geeta wala nibhana padega kanhaiya kanhaiya tujhe aana padega vachan geeta wala nibhana padega gokul mein aaya mathura mein aa ho oo gokul mein aaya mathura mein aa chhavi pyari pyari kahin to dikha are sanwareeeeee are sanware dekh aake zara sooni sooni padi hai teri dwarka kanhaiyaa kanhaiya kanhaiya tujhe aana padega vachan geeta wala nibhana padega jamuna ke paani mein halchal nahin madhuban mein pehla sa jal thal nahin wo hi kunj galiyaanaaaaaa wo hi kunj galiyaan wo hi gopiyaan chhanakti magar koi gagar nahin kanhaiyaa kanhaiya kanhaiya tujhe aana padega vachan geeta wala nibhana padega koi teri gaiya ka wali nahin haan koi teri gaiya ka wali nahin amanat ye teri sambhali nahin kayi kans bharat mein nnnnnn kayi kans bharat mein paida huye kapat se koi ghar bhi khali nahin kanhaiyaa kanhaiya kanhaiya tujhe aana padega vachan geeta wala nibhana padega hare hare krishna hare muraari jai jai govardhan girdhari click here
Kati Umar Hotelon Mein click here
kaun ho tum kaun ho kaun ho tum kaun ho kaun ho kavi ki madhur kalpana ho tum ya gayak ki madhurim taan kavi ki madhur kalpana ho tum aaaaaaaa kavi ki madhur kalpana ho tum ya gayak ki madhurim taan ya sarita jal ki tarang ho ya sarita jal ki tarang ho arun kamal ki madhu musukaan kaun ho tum kaun ho kaun ho tum kaun ho kaun hoo ritu vasant ki pratham kali ho oooo ooo ritu vasant ki pratham kali ho sawan ki pehli barsat ya chir birohi dono dayon ke ya chir birohi dono dayon ke madhur milan ki pehli raat kaun ho tum kaun ho kaun ho tum kaun ho kaun hoo pranaya geet ki prathama pankti ho ya manu ki pehli santaan pranaya geet ki prathama pankti ho ya manu ki pehli santaan nav youvan ki pratham drishti ho nayanon ki pehli pehchaan kaun ho tum kaun ho kaun ho tum kaun ho kaun hoo click here
khafaa na hona agar main poochhooo kahaan se paaya ye husn o shabaab tumne khafaa na hona agar main poochhooo kahaan se paaya ye husn o shabaab tumne kaho dekhe hain kabhi bhoole se apne gaalon pe khilte gulaab tumne khafaa na hona agar main poochhooo suna jo apna zikr zara aankhen hain sharmaayi huyi suna jo apna zikr zara aankhen hain sharmaayi huyi jism simattaa chalaa gaya rooh bhi hai ghabraayi huyi saadgi mein bhi shokhi ka andaaz hai khafaa na hona agar main poochhooo kahaan se paaya ye husn o shabaab tumne khafaa na hona agar main poochhooo chaand ko humne chaand kaha aur kuchh apni bhool nahin chaand ko humne chaand kaha aur kuchh apni bhool nahin kaise khulti apni zubaan hote na tum agar hanseen saari mehfil se poochhoo ke kya haal hai khafaa na hona agar main poochhooo kahaan se paaya ye husn o shabaab tumne kaho dekhe hain kabhi bhoole se apne gaalon pe khilte gulaab tumne khafaa na hona agar main poochhooo click here
hooooo kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar kho gaya hai mera pyaar aise toofaan mein chhod kar chal diyaa dil ko tod kar ghum ki maujon mein haaye koi chhup gaya munh ko mod kar chhup gaya munh ko mod kar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar o hooooooo o hoooo hooo hooo zindgaani udaaas hai wo kahaan kiske paas hai gehri nadiyaa bata de tu mujhko milne ki aas hai mujhko milne ki aas hai kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar chalti saanson mein shor hai teri yaadon kaa zor hai bhatke dil ko qaraar nahin jaane kaisa ye daur hai jaane kaisa ye daur hai kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar click here
khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri is shikaayat se jhalakti hai mohabbat teri khoobsurat hai pyaas le aayi hai saaqi tere maikhaane mein dhaal di husn ki mai rooh ke paimaane mein dil ke sheeshe mein utar aayi hai soorat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai tujhko yun dekha hai jis tarah chaman ko dekhen tujhko yun pooja hai jis tarah sanam ko poojen ki hai in aankhon ne din raat ibaadat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai dil wo jannat hai ke mehlon ke khandhar kuchh bhi nahin daaman e ishq mein laal aur gohar kuchh bhi nahin dard daulat hai meri dard hi daulat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai milke hum saare zamaane ko badal sakte hain jaise phoolon pe chale aag pe chal sakte hain shart bas ye hai ke mil jaaye re taakat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai click here
kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se jo dil ki dhadkanein samjhe na aankhon ki zubaan samjhe jo dil ki dhadkanein samjhe na aankhon ki zubaan samjhe nazar ki guftagu samjhe na jazbon ka bayaan samjhe nazar ki guftagu samjhe na jazbon ka bayaan samjhe usi ke saamne uski shikaayat ka iraada hai usi ke saamne uski shikaayat ka iraada hai kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se suna hai har jawaan patthar ke dil mein aag hoti hai suna hai har jawaan patthar ke dil mein aag hoti hai magar jab tak na chhedo sharmgi parde mein soti hai ye socha hai ki dil ki baat uske rubaru keh de nateeja kuch bhi nikle aaj apni aarzu keh de har ik bejaan taqalluf se bagaavat ka iraada hai har ik bejaan taqalluf se bagaavat ka iraada click here
hooooooooooo aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kuchh kuchh lajaate huye kuchh chhupate huye bachte bachate huye apni se palken jhukate huye gungunate huye zulfen girate huye aa gayiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiii lara lal laaaa hmmm hmmm laraaa lara la lala laaa hmmm hmmm hmm hmmm tann ka na mann ka pata kaisa hai ye nasha mujhpe ye kisne kiya jaadoo sa aanchal kisi ne mera hai kyun thama hua jaane kahan le chala aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi click here
tere pehlu mein chala aaya hoon main zindagi ke ghum se ghabraaya hua kya kahun tujh bin ye mera haal hai jaise koi phool dundhlaaya hua mujhko is duniya mein kuchh bhaata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon kyun mere dil ko karaar aata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon meri har ek saans tera geet hai dil nahin ye dhadkanon ka saaz hai meri har ek saans tera geet hai dil nahin ye dhadkanon ka saaz hai maine yeh khamosh nagme sun liye do dilon ki ek hi aawaaz hai har taraf sangeet lehraata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon kyun mere dil ko karaar aata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon gar khuda bhi door se aawaaz de main na jaaun tera daaman chhod ke tujhse gar bichhdi to main mar jaaungi dekh le ulfat ke naate tod ke zindagi se kuchh mera naata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon kyun mere dil ko karaar aata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon click here
ladki cycle wali ohhh ho ladki cycle wali de gayi raste mein hoe de gayi raste mein ek pyaar bhari gaali hoye ladki cycle wali gaali pe chhod diya gaali pe chhod diya aise deewane ka tum jaise deewane ka sar kyun nahin tod diya o gaali pe chhod diya ek chaand sa mukhda hai hoye ek chaand sa mukhda hai jiske dupatte ka ye jiske dupatte ka ek reshami tukda hai tukda hai ji ek chaand sa mukhda hai badnam to karte ho ohoo badnam to karte ho naam nahi lete kyun naam nahi lete kya maar se darte ho haye badnaam to karte ho kotthe pe kaa bole o bole kotthe pe kaa bole us din ko dekhun main us din ko dekhun jis din tu haan bole hoye kotthe pe kaa bole bagan wich ambiyan ne hoye bagan wich ambiyan ne jaldi nahin hongi haaye jaldi nahin hongi ye baatan lambiyaan ne aye bagan wich ambiyan ne o jag saara kehta hai oye jag saara kehta hai pyaar jo hona ho hoye pyaar jo hona ho to ho ke rehta hai oye jag saara kehta hai mumkin ye mel nahin mumkin ye mel nahin b a paas hoon main click here
laiyaa te tod nibhavin chhadd ke na jaaveen laiyaa te tod nibhavin chhadd ke na jaaveen chhadd ke na jaaveen ve beebba chhadd ke na jaaveen laiyaa te tod nibhavin chhadd ke na jaaveen mahi sahukara ve kudiyaan garebban di mahi sahukara ve kudiyaan garebban di tere hatth dor chanda mereya naseebaan di mereya naseebaan di laiyaa te laiyaa te tod nibhavin chhadd ke na jaaveen chhadd ke na jaaveen ve beebba chhadd ke na jaaveen laiyaa te tod nibhavin chhadd ke na jaaveen ais taaj mahal uttey aeho soun paaeye ais taaj mahal uttey aeho soun paaeye zindagi ch laayi ye tere naal laayi ye ni tere naal laayi ye laiyaa te laiyaa te tod nibhavin chhadd ke na jaaveen chhadd ke na jaaveen ve beebba chhadd ke na jaaveen laiyaa te tod nibhavin chhadd ke na jaaveen kise kise velle channa jaan meri dar di kise kise velle channa jaan meri dar di sunaya ye laggi hoyi tod nahion chadh di tod nahion chadh di laiyaa te laiyaa te tod nibhavin chhadd ke na jaaveen chhadd ke na jaaveen ve click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kaali Kaali Saree Mein Gori Upaasna (1971) 05:01 18874
 
Poster of Upaasna (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Mumtaz, Mukri
Duration : 05:01   Song Number : 18874   

Kaam Krodh Aur Lobh Ka Maara Bahurani (1963) 03:42 37521
 
Poster of Bahurani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Mala Sinha
Duration : 03:42   Song Number : 37521   

Kab Talak Shamma Jali Painter Babu (1983) 07:42 13897
 
Poster of Painter Babu (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Uttam - Jagdish
On Screen Actors- 
Rajeev Goswami, Aruna Irani
Duration : 07:42   Song Number : 13897   

Kab Tere Husn Se Inkaar Kiya Sandhya (1975) 05:45 19991
 
Poster of Sandhya (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 05:45   Song Number : 19991   

Kahan Se Layi Ho Janeman Dil Aur Mohabbat (1968) 04:56 36862
 
Poster of Dil Aur Mohabbat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sharmila Tagore
Duration : 04:56   Song Number : 36862   

Kahe Ke Ta Sab Kehu Aapan Ganga Kinare Mora Gaon (1983) 04:02 39624
 
Poster of Ganga Kinare Mora Gaon (1983)
 
Category
Bhojpuri
Year- 
1983
Lyricist
Laxman Shahabadi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 04:02   Song Number : 39624   

Kaisi Haseen Aaj Aadmi (1968) 04:47 12550
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Manoj Kumar
Duration : 04:47   Song Number : 12550   

Kalpana Ke Ghan Baraste Amar Jyoti (1967) 03:55 36995
 
Poster of Amar Jyoti (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Mahipal, Ulhas
Duration : 03:55   Song Number : 36995   

Kamar Patli Nazar Bijli Kahin Din Kahin Raat (1968) 04:51 16429
 
Poster of Kahin Din Kahin Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:51   Song Number : 16429   

Kanhaiya Tujhe Aana Padega Maalik (1972) 06:34 37870
 
Poster of Maalik (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 06:34   Song Number : 37870   

Kati Umr Hotelon Mein Shrimanji (1968) 03:19 37632
 
Poster of Shrimanji (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:19   Song Number : 37632   

Kaun Ho Tum Stree (1961) 03:23 14285
 
Poster of Stree (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Bharat Vyas
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
V Shantaram, Sandhya
Duration : 03:23   Song Number : 14285   

Khafaa Na Hona Agar Sagai (1966) 03:19 14110
 
Poster of Sagai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 03:19   Song Number : 14110   

Kho Gaya Hai Mera Hariyali Aur Rasta (1962) 04:04 13321
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:04   Song Number : 13321   

Khoobsurat Hai Teri Tarah Shikayat Teri Aasman Mahal (1965) 03:37 41009
 
Poster of Aasman Mahal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Ali Sardar Zafri
Music Director- 
J P Kaushik (Jag Phool)
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Prithiviraj Sukumaran
Duration : 03:37   Song Number : 41009   

Kisi Patthar Ki Murat Hamraaz (1967) 04:32 13309
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi, Raj Kumar, Mumtaz, Balraj Sahni
Duration : 04:32   Song Number : 13309   

Kisne Pukara Mujhe Pyar Kiye Jaa (1966) 04:23 11828
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Kalpana
Duration : 04:23   Song Number : 11828   

Kyun Mere Dil Ko Qaraar Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967) 03:48 40229
 
Poster of Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Duration : 03:48   Song Number : 40229   

Ladki Cycle Wali Pati Patni Aur Woh (1978) 07:08 13937
 
Poster of Pati Patni Aur Woh (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Vidhya Sinha, Others
Duration : 07:08   Song Number : 13937   

Laiyaa Te Tod Nibhavin Pind Di Kudi (1963) 04:05 37640
 
Poster of Pind Di Kudi (1963)
 
Category
Punjabi
Year- 
1963
Music Director- 
Hansraj Behl
Duration : 04:05   Song Number : 37640   
Karaoke Songs of mahendra kapoor, Sad Songs of mahendra kapoor, Love Songs of mahendra kapoor, Dance Songs of mahendra kapoor, Hip-hop songs of mahendra kapoor, Best songs of mahendra kapoor, Super hit songs of mahendra kapoor, hit songs of mahendra kapoor, duet songs of mahendra kapoor, solo songs of mahendra kapoor, old songs of mahendra kapoor, famous songs of mahendra kapoor, Hindi Karaoke Songs of mahendra kapoor, Hindi Sad Songs of mahendra kapoor, Hindi Love Songs of mahendra kapoor, Hindi Dance Songs of mahendra kapoor, Hindi Hip-hop songs of mahendra kapoor, best Hindi songs of mahendra kapoor, super hit Hindi songs of mahendra kapoor, hit Hindi songs of mahendra kapoor, duet Hindi songs of mahendra kapoor, solo Hindi songs of mahendra kapoor, old Hindi songs of mahendra kapoor, famous Hindi songs of mahendra kapoor, Sing Along Songs of mahendra kapoor, Sing Along Sad Songs of mahendra kapoor, Sing Along Love Songs of mahendra kapoor, Sing Along Dance Songs of mahendra kapoor, Sing Along Hip-hop songs of mahendra kapoor, Sing Along Best songs of mahendra kapoor, Sing Along Super hit songs of mahendra kapoor, Sing Along hit songs of mahendra kapoor, Sing Along duet songs of mahendra kapoor, Sing Along solo songs of mahendra kapoor, Sing Along old songs of mahendra kapoor, Sing Along famous songs of mahendra kapoor