MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeO P Nayyar
HomeO P Nayyar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jo main aisa jaanti preet kiye dukh hoye nagar dhindhora peetti preet na kariyo koi jo dil ki tadap na jaane jo dil ki tadap na jaane usi se mera pyaar ho gaya haaye usi se mera pyaar ho gaya ho more raam ji jo dil ki tadap na jaane jo dil ki tadap na jaane usi se mera pyaar ho gaya haaye usi se mera pyaar ho gaya ho more raam ji saari duniya maine saj ke saari duniya maine saj ke chun liye kaante phool samajh ke reh gaya daaman aur ulajh ke mehenga pada dil lagaana jo dil ki tadap na jaane jo dil ki tadap na jaane usi se mera pyaar ho gaya haaye usi se mera pyaar ho gaya ho more raam ji haye re iski seenajori haye re iski seenajori karke mere dil ki chori saath main le ke dooji chhori tan ke khada hai deewana jo dil ki tadap na jaane jo dil ki tadap na jaane usi se mera pyaar ho gaya haaye usi se mera pyaar ho gaya ho more raam ji kaisi kismat maine paayi kaisi kismat maine paayi mili humesha rahi judaai maine apni preet nibhayi phir bhi raha ye begaana jo dil ki click here
kiss baagh mein main janmaa khelaa mera rom rom ye jaantaa hai tum bhool gaye shaayad maali par phool tumhen pehchanta hai jo diya tha tumne ek din mujhe phir wo pyaar de do jo diya tha tumne ek din mujhe phir wo pyaar de do ik karz maangtaa hoon bachpan udhaar de doooo jo diya tha tumne ek din mujhe phir wo pyaar de do ik karz maangtaa hoon bachpan udhaar de doooo jo diya tha tumne ek din mujhe phir wo pyaar de do tum chhod gaye the jisko ek dhool bhare raste mein tum chhod gaye the jisko ek dhool bhare raste mein wo phool aaj rota hai wo phool aaj rota hai ek ameer ke guldaste mein ek ameer ke guldaste mein mera dil tadap raha hai mujhe phir dulaar de do mera dil tadap raha hai mujhe phir dulaar de do ik karz maangtaa hoon bachpan udhaar de doooo jo diya tha tumne ek din mujhe phir wo pyaar de do meri udaas aankhon ko hai yaad wo waqt salona meri udaas aankhon ko hai yaad wo waqt salona jab jhula tha baahon mein jab jhula tha baahon mein main ban ke tumhara click here
kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar saiyaan ghayal kiya re tune mora jigar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar saiyaan ghayal kiya re tune mora jigar kitna sambhalaa bairi do nainon mein kho gaya kitna sambhalaa bairi do nainon mein kho gaya dekhti reh gayi main to jiyaa tera ho gaya dekhti reh gayi main to jiyaa tera ho gaya dard mila ye jeevan bhar ka maara aisa teer nazar kaa dard mila ye jeevan bhar ka maara aisa teer nazar kaa loota chain o qaraar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar kabhi aar kabhi paar laaga teer e nazar saiyaan ghayal kiya re tune mora jigar pehle milan mein ye to duniyaa ki reet hai pehle milan mein ye to duniyaa ki reet hai baat mein gussa lekin dil hi dil mein preet hai baat mein gussa lekin dil hi dil mein preet hai mann hi mann mein ladoo phoote nainon mein phooljhadiyaa chhutte mann hi mann mein ladoo phoote nainon mein phooljhadiyaa chhutte click here
kabhi hamari mohabbat ka imtihaan na lo kabhi hamari mohabbat ka imtihaan na lo hamara dil to liya hai hamari jaan na lo kabhi hamari mohabbat ka imtihaan na lo wahan huzoor to pee kar sharaab jeete hain yahaan hum apne kaleje ka khoon peete hain yahan hum apne kaleje ka khoon peete hain hamari jaan tumhari hai apni jaan na lo hamara dil to liya hai hamari jaan na lo kabhi hamari mohabbat ka imtihaan na lo tumhari ek mohabbat bhari nazar ke liye sukoon dil ka lutaya hai umr bhar ke liye sukun dil ka lutaya hai umr bhar ke liye yahi gareeb ki daulat hai maharbaan na lo hamara dil to liya hai hamari jaan na lo kabhi hamari mohabbat ka imtihaan na lo click here
kahan se layi ho janeman ye kitaabi chehra gulaabi aankhen kahan se layi ho janeman ye kitaabi chehra gulaabi aankhen kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hain wo sharaabi aankhen kahan se layi ho janeman ye kitaabi chehra gulaabi aankhen kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hain wo sharabi aankhen kahan se layi ho janeman yahi wo aankhen hain jinke moti chamak rahe hain samundaron mein aahhhhaaaaa yahi wo chehra hai poojte hain yahi wo chehra hai poojte hain jise pujari bhi mandiron mein hmmmm hmmm hmmm chaman mein karti hai roz shabnam kali kali se tumhari baaten kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hain wo sharabi aankhen kahan se layi ho janeman nazar ye kahti hai tumse milkar kabhi na tumse nazar hataun aahhhhaaaaa tumhari soorat hi samne ho tumhari soorat hi samne ho tumhi ko bas dekhta hi jaaun hmmmm hmmm hmmm yunhi guzarun main zindagi ke tamaam din aur tamaam raaten kabhi bhi jinka nasha na utre yahi to hain wo sharabi aankhen kahan se layi ho janeman click here
kahin pe nigaahen kahin pe nishaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana jeene do zaalim banaao na deewana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana koi na jaane iraade hain kidhar ke koi na jaane iraade hain kidhar ke maar na dena teer nazar ka kisi ke jigar pe maar na dena teer nazar ka kisi ke jigar pe naazuk ye dil hai bachana o bachaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana tauba ji tauba nigaahon ka machalna tauba ji tauba nigaahon ka machalna dekh bhaal ke ae dil waalo pehlu badalna dekh bhaal ke ae dil waalo pehlu badalna kaafir ada ki ada hai mastaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana zakhmi hain tere jaayen to kahaan jaayen zakhmi hain tere jaayen to kahaan jaayen tere teer ke maare huye dete hain sadaayen tere teer ke maare huye dete hain sadaayen kar do ji ghaayal tumhara hai zamaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana click here
kaisa jaadoo balam tune daara hoooo ooooo kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo koi teri tarah dil naa chheene ho gayi main paseene paseene koi teri tarah dil naa chheene ho gayi main paseene paseene tauba tauba tauba tauba tauba tauba nazar ka ishaara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo dag magaaye kadam chalte chalte tumne chheda to hum kya sambhalte dag magaaye kadam chalte chalte tumne chheda to hum kya sambhalte lo chale lo chale lo chale naam le kar tumhaara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo hosh bhi thoda thoda nasha bhi dard bhi thoda thoda mazaa bhi hosh bhi thoda thoda nasha bhi dard bhi thoda thoda mazaa bhi teer saiyaan teer saiyaan teer saiyaan ajab tune maara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya click here
kajraa muhabbat waala ankhiyon mein aisa daala kajre ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan duniyaa hai mere peechhe lekin main tere peechhe apna bana le meri jaan haaye re main tere qurbaan kajraa muhabbat waala ankhiyon mein aisa daala kajre ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan aayi ho kahaan se gori aankhon mein pyaar le ke aayi ho kahaan se gori aankhon mein pyaar le ke chadti jawaani ki ye pehli bahaar le ke dilli shehar ka saara meena bazar le ke dilli shehar ka saara meena bazar le ke jhumka bareli waala kaanon mein aisa daala jhumke ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan duniyaa hai mere peechhe lekin main tere peechhe apna bana le meri jaan haaye re main tere qurbaan motor naa bangla maangun jhumka naa haar maangun motor naa bangla maangun jhumka naa haar maangun dil ko jalaane waale dil ka qaraar maangun saiyaan bedardi mere thoda sa pyaar maangun saiyaan bedardi mere thoda sa pyaar maangun kismat bana de meri duniyaa basaa de meri click here
kamar patli nazar bijli suraahidaar gardan qayaamat se meri jaan kam nahin ho kamar patli nazar bijli suraahidaar gardan qayaamat se meri jaan kam nahin ho ye zulfon ki ghata kaali machalta jaise saawan qayaamat se meri jaan kam nahin ho kamar patli badan aisa hai chikna ke fisalti hain nighaahen tadap jaata hai dil apna chamakti hain jo baahen zameen jhoome kadam chume jawaani ka ye aalam tumhin keh do ke aise mein tumhen kaise naa chaahen kareeb aa kar kabhi sun lo humare dil ki dhadkan qayaamat se meri jaan kam nahin ho kamar patli nazar bijli suraahidaar gardan qayaamat se meri jaan kam nahin ho kamar patli nazar jiski padi tum par kalejaa thaam lega ishaara tum jise kar do wo kab aaram lega magar mujhse tumhen dilbar koi shikwaa na hoga mera dil hai ke loot kar bhi tumhara naam lega naa chhutega kabhi mujhse wafaa ka paak daaman qayaamat se meri jaan kam nahin ho kamar patli nazar bijli suraahidaar gardan qayaamat se meri jaan kam nahin ho ye zulfon ki ghata click here
Kati Umar Hotelon Mein click here
keh do iss raat se ke ruk jaaye keh do iss raat se ke ruk jaaye dard e dil minnaton se soya hai keh do iss raat se ke ruk jaaye dard e dil minnaton se soya hai ye wo hi dard hai jise le kar laila tadpi thi majnu roya hai keh do iss raat se ke ruk jaaye dard e dil minnaton se soya hai main bhi iss dard ki pujaaran hoon ye naa milta to kab ki marr jaati main bhi iss dard ki pujaaran hoon ye naa milta to kab ki marr jaati iske ik ik haseen moti ko raat din palkon mein piroyaa hai ye wo hi dard hai jise le kar laila tadpi thi majnu roya hai keh do iss raat se ke ruk jaaye dard e dil minnaton se soya hai ye wo hi dard hai jise ghalib jazb karte the apni ghazlon mein ye wo hi dard hai jise ghalib jazb karte the apni ghazlon mein ye wo hi dard hai jise ghalib jazb karte the apni ghazlon mein meer ne jab se iss ko apnaaya daaman e jist ko bhigoya hai ye wo hi dard hai jise le kar laila tadpi thi majnu roya hai keh do iss raat se ke ruk jaaye dard e dil minnaton se soya hai click here
kha kar tune paan oye hoye kha kar haaye kha kar tune paan kasam se leli meri jaan tere main sadke jawaan haaye kha kar tune paan kasam se leli meri jaan tere main sadke jawaan haaye rabba teri shaan oye hoye rabba haaye rabba teri shaan mera bhi dol gaya imaan tere main sadke jawaan haaye kha kar tune paan kasam se leli meri jaan tere main sadke jawaan haaye kha kar tune paan honthon ko laali chume maathe pe lat ye jhumein bijli giri giri bijli giri giri hosh rahenge ud ke dekho na humko mud ke sajna ghadi ghadi sajna ghadi ghadi oye hoye oye hoye kurta jaalidaar pajaama uspe chudidaar tere main sadke jawan haaye rabba teri shaan mera bhi dol gaya imaan tere main sadke jawaan haaye kha kar tune paan din raat akhiyana miche sajna main tere peechhe phirungi gali gali phirungi gali gali tera badan gora main bhi jawaan chhora duniya jali jali duniya jali jali oye hoye oye hoye baiyaan meri thaam bala se ho jaaun badnaam tere main sadke jawan haaye kha kar tune paan click here
lalal lalala lalal lalala lalal lalalala lalalala lalala lala khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi kaise kahun paake tujhe bechain aankhon ko kya mil gaya kaise kahun paake tujhe bechain aankhon ko kya mil gaya sach to hai ye teri kasam sach to hai ye teri kasam bande ko jaise khuda mil gaya khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi pehlu mein dil dil mein hai tu aankhon mein kuchh tere sapne bhi hain pehlu mein dil dil mein hai tu aankhon mein kuchh tere sapne bhi hain dekha tujhe dil ne kaha dekha tujhe dil ne kaha duniya mein kuchh log apne bhi hain khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi click here
aaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa khuda huzur ko meri bhi zindagi de de khuda huzur ko meri bhi zindagi de de bgair aapke behtar hai mera marr jaana naa hogi shamma to mehfil ka rang kya hoga naa hogi shamma to mehfil ka rang kya hoga jeeyega kaise andhere mein koi parwaana khuda huzur ko meri bhi zindagi de de khuda huzur ko rahe huzur ki hum par agar nighaahen karam to hum khuda ko naa dhundhe kabhi khuda ki kasam rahe huzur ki hum par agar nighaahen karam to hum khuda ko naa dhundhe kabhi khuda ki kasam humare waaste jannat hai aapki baahen humare waaste jannat hai aapki baahen hila sakegi naa duniyaa kabhi wafaa ke kadam khuda huzur ko meri bhi zindagi de de bgair aapke behtar hai mera marr jaana khuda huzur ko wo bijliyaan hain aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa wo bijliyaan hain nazar mein jo baadlon mein nahin aaaaa sharaab aur bhi hai aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa sharaab aur bhi hai sirf botlon click here
kisi na kisi se kabhi na kabhi kahin na kahin dil lagana padega kisi na kisi se kabhi na kabhi kahin na kahin dil lagana padega ek se ek haseen chehre hain kis kis ko main dekhun kis ko inmein apna samjhun sang main apne le lun koi rangeeli chhail chhabili koi rangeeli raseeli chhail chhabili aaj meri zindagi mein aa ke rahegi kisi na kisi se kabhi na kabhi kahin na kahin dil lagana padega kisi na kisi se kabhi na kabhi kahin na kahin dil lagana padega dhoondh rahaa hoon main wo duniyaa pyaar jise kehte hain dhoondh rahaa hoon main wo duniyaa pyaar jise kehte hain kaun wo kismat waale hain jo log wahaan rehte hain khud ko mere dil le ke wahin chal khud ko mere dil mere dil le ke wahin chal aaye jahaan haath koi reshmi aanchal kisi na kisi se kabhi na kabhi kahin na kahin dil lagana padega kisi na kisi se kabhi na kabhi kahin na kahin dil lagana padega aisi naazuk ho wo jiska shabnam munh dhoti ho chaand bhi sadke hota ho jab raat ko wo soti ho aankh sharaabi gaal click here
aa aa aa aa aa aa aa aa ha aa ha aa aa aa aa kisi ka naam jo hothon pe baar baar aaye koi bataaye mujhe kis tareh qaraar aaye kiske liye beqaraar gori aaj tera pyaar kiske liye beqaraar gori aaj tera pyaar dil mein jaadu sa jagaaye ho jaadu sa jagaaye gori teri ye pukaar kiske liye beqaraar gori aaj tera pyaar tere liye beqaraar saiyaan aaj mera pyaar tere liye beqaraar saiyaan aaj mera pyaar mera jiyra jalaaye ho jiyra jalaaye teri aankhon ka khumaar tere liye beqaraar saiyaan aaj mera pyaar khadi khadi jhoomun main tere aage ab to piya tose nain hain laage ab to piya tose nain hain laage dil mein saiyaan dard sa jaage dil mein saiyaan dard sa jaage kiske liye beqaraar gori aaj tera pyaar tere liye beqaraar saiyaan aaj mera pyaar tere liye beqaraar saiyaan aaj mera pyaar mera jiyra jalaaye ho oo oo jiyra jalaaye teri aankhon ka khumaar tere liye beqaraar saiyaan aaj mera pyaar tikhi tikhi nazren teer chalaayen hum to bharen gori der se aahen dil se niklen phir bhi click here
aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa kitna hansi hai ye jahaan aankhon se barse mastiyaan barso ki pyaas bhujhi hai ulfat bhi naach uthi hai dekha tumhen jo meri jaan kitna hansi hai ye jahaan aankhon se barse mastiyaan barso ki pyaas bhujhi hai ulfat bhi naach uthi hai dekha tumhen jo meri jaan kitna hansi hai ye jahaan aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa poochhoo naa haaye mera haal mastaana ho gayi meri chaal poochhoo naa haaye mera haal mastaana ho gayi meri chaal mai bhi teri hoon jaaneman aankhon mein aankhen zara daal aankhon se barse mastiyaan dekha tumhe jo meri jaan kitna hansi hai ye jahaan aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa dhundhe the saaton aasmaan laakhon sitaaren the hairaan dhundhe the saaton aasmaan laakhon sitaaren the hairaan khoyaa tha pyaar mil gaya click here
kitne atal the tere iraade yaad to kar tu wafaa ke waade tune kaha tha khaa kar kasmen sada nibhayenge pyaar ki rasmen tu auron ki kyun ho gayi tu humari thi jaan se pyaari thi tere liye maine duniyaa sanwaari thi tu auro ki kyun ho gayi kya ye tere sukh ke saadhan meri yaad ko bhoola sakenge meri yaad jab neend udaa degi kya yeh tujhko sulaa sakenge hooooo kya yeh tujhko sulaa sakenge saadhan mein sukh hota nahin hai sukh jeevan ki ek kala hai mujhse hi chhal kiya na tune apne ko tune aap chhala hai tu auro ki kyun ho gayi tu humari thi jaan se pyaari thi tere liye maine duniyaa sanwaari thi tu auro ki kyun ho gayi tere liye main laaya bahaaren tere liye main jaan pe khela do din tune hi raah na dekhi chhod ke chal di mujhe akela hooooo chhod ke chal di mujhe akela teri judaayi meri cheeta hai ghum ki cheeta mein main jal rahaa hoon mann mera dehke marghat jaisa angaaron par main chal rahaan hoon tu auro ki kyun ho gayi click here
tujhko aaj batana hoga kya thi wo majboori saath umra bhar ka dena tha de di umra bhar ki doori kitne atal the tere iraade yaad to kar tu wafa ke waade tune kaha tha kha kar kasmein sada nibhayenge pyaar ki rasmein tuu auron ki kyun ho gayi tu hamaari thi jaan se pyaari thi tere liye maine duniya sanvaari thi tuu auron ki kyun ho gayi pyaar ki masti tune na chahi tune to chaha chandi ka pyaala aasoon kisi ke kya tu pehanti tujhko pehenni thi moti ki mala ho tujhko pehenni thi moti ki mala pag pag par vishwaas ke badle chhala karegi tujhko shanka aag ki lapton mein lipti hai yeh teri sone ki lanka tuu auron ki kyun ho gayi tu hamaari thi jaan se pyaari thi tere liye maine duniya sanvaari thi tuu auron ki kyun ho gayi kya ye tere sukh ke saadhan meri yaad ko bhula sakenge meri yaad jab neend uda degi kya ye tujhko sula sakenge hooo kya ye tujhko sula sakenge saadhan mein sukh hota nahin hai sukh jeevan ki ek kala hai mujhse hi chhal kiya na tune apne ko tune aap click here
kiya ye kya tune ishaara are abhi abhi ke mera dil tujhe pukaara are abhi abhi kiya ye kya tune ishaara are abhi abhi ke mera dil tujhe pukaara are abhi abhi ye tera dil ye mera dil gaya hai dil dil se mil kiya ye kya tune ishaara are abhi abhi zaalim baharon ki raatein aa gayin humko mohabbat ki baatein aa gayin zaalim baharon ki raatein aa gayin humko mohabbat ki baatein aa gayin ye tera dil ye mera dil gaya hai dil dil se mil kiya ye kya toone ishaara are abhi abhi ke mera dil tujhe pukaara are abhi abhi kiya ye kya toone ishaara are abhi abhi hothon pe gaate fasaane aa gaye nazron ko teekhe nishaane aa gaye hothon pe gaate fasaane aa gaye nazron ko teekhe nishaane aa gaye ye tera dil ye mera dil gaya hai dil dil se mil kiya ye kya toone ishaara are abhi abhi ke mera dil tujhe pukaara are abhi abhi kiya ye kya toone ishaara are abhi abhi tu kya mila hai zamana mil gaya jeene ka mujh ko bahana mil gaya tu kya mila hai zamana mil gaya jeene ka mujh ko bahana mil click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jo Dil Ki Tadap Na Jaane Sawan Ki Ghata (1966) 04:40 39634
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaz, Manoj Kumar
Duration : 04:40   Song Number : 39634   

Jo Diya Tha Tumne Ek Din Sambandh (1969) 08:35 14128
 
Poster of Sambandh (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji
Duration : 08:35   Song Number : 14128   

Kabhi Aar Kabhi Paar Aar Paar (1954) 03:11 20705
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kumkum
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:11   Song Number : 20705   

Kabhi Hamari Mohabbat Ka Nasihat (1967) 03:27 36830
 
Poster of Nasihat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
L Vijay Laxmi
Duration : 03:27   Song Number : 36830   

Kahan Se Layi Ho Janeman Dil Aur Mohabbat (1968) 04:56 36862
 
Poster of Dil Aur Mohabbat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sharmila Tagore
Duration : 04:56   Song Number : 36862   

Kahin Pe Nigaahen Kahin C I D (1956) 04:38 20723
 
Poster of C I D (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kalpesh Patel
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:38   Song Number : 20723   

Kaisa Jadoo Balam Tune Dara 12 O'clock (1958) 03:25 11997
 
Poster of 12 O'clock (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:25   Song Number : 11997   

Kajraa Mohabbat Waala Kismat (1968) 06:28 11940
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Babita, Uma Dutt
Duration : 06:28   Song Number : 11940   

Kamar Patli Nazar Bijli Kahin Din Kahin Raat (1968) 04:51 16429
 
Poster of Kahin Din Kahin Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:51   Song Number : 16429   

Kati Umr Hotelon Mein Shrimanji (1968) 03:19 37632
 
Poster of Shrimanji (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:19   Song Number : 37632   

Keh Do Iss Raat Se Runa Laila 05:20 16698
 
Poster of Runa Laila
 
Category
Indipop
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Runa Laila
Duration : 05:20   Song Number : 16698   

Kha Kar Tune Paan Taxi Driver (1973) 04:23 18853
 
Poster of Taxi Driver (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 04:23   Song Number : 18853   

Khoobsurat Saathi Itni Baat Bata Akalmand (1966) 03:40 40685
 
Poster of Akalmand (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:40   Song Number : 40685   

Khuda Huzur Ko Meri Sawan Ki Ghata (1966) 05:36 14175
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Neelam, Padma Kumari, Pran
Duration : 05:36   Song Number : 14175   

Kisi Na Kisi Se Kabhi Na Kabhi Kashmir Ki Kali (1964) 05:23 20781
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:23   Song Number : 20781   

Kiske Liye Bekarar Ustad (1957) 03:38 20702
 
Poster of Ustad (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:38   Song Number : 20702   

Kitna Hansi Hai Ye Humsaya (1968) 05:50 12066
 
Poster of Humsaya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:50   Song Number : 12066   

Kitne Atal The Ek Bar Mooskura Do (1972) 03:26 18353
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Tanuja, Joy Mukherjee
Duration : 03:26   Song Number : 18353   

Kitne Atal The (Male) Ek Bar Mooskura Do (1972) 05:37 18198
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Joy Mukherjee, Tanuja
Duration : 05:37   Song Number : 18198   

Kiya Ye Kya Tune Ishaara Duniya Rang Rangili (1957) 03:42 36606
 
Poster of Duniya Rang Rangili (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Chand Usmani, Helen
Duration : 03:42   Song Number : 36606   
Karaoke Songs of o p nayyar, Sad Songs of o p nayyar, Love Songs of o p nayyar, Dance Songs of o p nayyar, Hip-hop songs of o p nayyar, Best songs of o p nayyar, Super hit songs of o p nayyar, hit songs of o p nayyar, duet songs of o p nayyar, solo songs of o p nayyar, old songs of o p nayyar, famous songs of o p nayyar, Hindi Karaoke Songs of o p nayyar, Hindi Sad Songs of o p nayyar, Hindi Love Songs of o p nayyar, Hindi Dance Songs of o p nayyar, Hindi Hip-hop songs of o p nayyar, best Hindi songs of o p nayyar, super hit Hindi songs of o p nayyar, hit Hindi songs of o p nayyar, duet Hindi songs of o p nayyar, solo Hindi songs of o p nayyar, old Hindi songs of o p nayyar, famous Hindi songs of o p nayyar, Sing Along Songs of o p nayyar, Sing Along Sad Songs of o p nayyar, Sing Along Love Songs of o p nayyar, Sing Along Dance Songs of o p nayyar, Sing Along Hip-hop songs of o p nayyar, Sing Along Best songs of o p nayyar, Sing Along Super hit songs of o p nayyar, Sing Along hit songs of o p nayyar, Sing Along duet songs of o p nayyar, Sing Along solo songs of o p nayyar, Sing Along old songs of o p nayyar, Sing Along famous songs of o p nayyar