Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKumar
HomeKumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ore mon pagol tui keno kende moris ore mon pagol tui keno kende moris parosh pathor khujte giye bare bare haris ore mon pagol ore mon pagol ore mon pagol tui keno kende moris esechhis tui khali hate esechhis tui khali hate jabi khali hate brithai re tui khuje moris parosh pathor pathe ore mon pagol ore mon pagol ore mon pagol tui keno kende moris ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho bidhir likhan achhe lekha janam theke maron sei bichari korte habe hasi mukhe baron bidhir likhan achhe lekha aha kandte jodi hoy re toke kandte jodi hoy re toke kandna parer tare paoar anando lukaye achhe na paoari majhe ore mon pagol ore mon pagol ore mon pagol tui keno kende moris ore mon pagol tui keno kende moris
lambi lambi badi haanke ain mauqe pe saala fuss bad luck ne diya tohfa khol ke ho gaya khush apni barbaadi ka siren sunke bhi besharam poochhe what is that that that paaji tussi such a pussy cat ullu da patha total spoiled brat ainvayi karda rehnda jitnu chat oh paaji tussi such a pussy cat kya jaane teri kundli mein kaun se grah ki hai dasha aa ke apne hi chakravyuh mein beta abhimanyu tu phasaa chaar foot ki chhori de gayi re googli tu khada pakde apni bat bat bat paaji tussi such a pussy cat ulla da patha total spoiled brat ainvayi karda rehnda jitnu chat oh paaji tussi such a pussy cat big budget tere saare sapne haath mein lolipop hai par haqeeqat ki theatron mein teri saari filmen flop hai flop ki khatiya pe flat kyun leta hai mard ban beta uth ke baith baith baith paaji tussi such a pussy cat ulla da patha total spoiled brat ainvayi karda rehnda jitnu chat oh paaji tussi such a pussy cat paaji paaji paaji paaji paaji paaji o paaji tussi such a pussy cat ulla
paas aate rahen door jaate rahen paas aate rahen door jaate rahen baat dil ki hamesha chhupaate rahen paas aate rahen door jaate rahen kehna chaaha magar jaane kya soch kar jab mile tum se aankhen churaate rahen paas aate rahen door jaate rahen dil ne dekha to hai khaab koi yahan dil ne dekha to hai khaab koi yahan kab mile hain magar zameen aasmaan dil hamen dil ko hum dil hamen dil ko hum aajmaate rahen paas aate rahen door jaate rahen tanhaa jab bhi mile khuchh khayaalon ke pal tanhaa jab bhi mile khuchh khayaalon ke pal hum yahan likhte rahe koi adhuri ghazal daastaan dil ki hum daastaan dil ki dil ko sunaate rahen paas aate rahen door jaate rahen saath tum ho abhi ye khushi kam nahin saath tum ho abhi ye khushi kam nahin ye khushi bhi kabhi kho na jaaye kahin hum ummeedon ke shamma hum ummeedon ke shammaa jalaate rahen paas aate rahen door jaate rahen baat dil ki hamesha chhupaate rahen paas aate rahen door jaate rahen paas aate rahen door jaate rahen
paas nahin aana bhool nahin jaana paas nahin aana bhool nahin jaana tum ko saugandh hai ke aaj muhobbat band hai paas nahin aana bhool nahin jaana tum ko saugandh hai ke aaj muhobbat band hai pehle tu aag bhadkati hai phir dil ki pyaas tu bujhati hai hey pehle tu aag bhadkati hai phir dil ki pyaas tu bujhati hai teri yahi ada to mujhko pasand hai achha haan haan magar aaj muhobbat bandh hai paas nahin aana bhool nahin jaana tum ko saugandh hai ke aaj muhobbat band hai kitnaaa kitna maza hai aise jeene mein dhak dhak bhi hoti nahin seene mein kitna maza hai aise jeene mein dhak dhak bhi hoti nahin seene mein koi bechaini nahin kitna anand hai ke aaj muhobbat band hai paas nahin aana bhool nahin jaana tum ko saugandh hai ke aaj muhobbat band hai mat chhed apne deewane ko rehne de tu is bahaane ko hey mat chhed apne deewane ko rehne de tu is bahaane ko hothon pe na hai magar dil to razamand hai razamand hai magar aaj muhobbat band hai paas nahin aana bhool nahin jaana
paas woh aane lage zara zara nazren churane lage zara zara dil pe woh chhane lage zara zara zara zara zara zara zara zara dhadkane churane lage zara zara paas woh aane lage zara zara paas woh aane lage zara zara humein woh chahne lage zara zara apna banane lage zara zara zara zara zara zara zara zara dil ko dhadkane lage zara zara paas woh aane lage zara zara paas woh aane lage zara zara hoo kehti hai yeh teri payal tune kiya mujhe ghayal ghayal shaam savere dil mein mere tune macha di halchal halchal teri meri prem kahani hai saagar ka gehra paani laakhon din aur laakhon raaten khatm na hongi apni batein neendein udane lage zara zara apna banane lage zara zara humein woh chahne lage zara zara zara zara zara zara zara zara dhadkane churane lage zara zara paas woh aane lage zara zara paas woh aane lage zara zara hoo aaja mujhko pagal kar de khushiyon se yeh daman bhar de hasrat hai yeh dil mein mere mehbooba se dulhan kar de maang mein teri taare bhar doon chaand ko
paayal waali dekhna haaan paayal waali dekhna yahi pe kahin dil hai pag talle aaye naa paayal waali dekhna haaan paayal waali dekhna yahi pe kahin dil hai pag talle aaye naa paayal waali dekhna jaise daaminiyaa badra mein ude kuchh door chale phir jaa ke mude jaise daaminiyaa badra mein ude kuchh door chale phir jaa ke mude utha re naiyan kajraare par itna samjh le kisi ki lage haaye naa paayal waali dekhna yahi pe kahin dil hai pag talle aaye naa paayal waali dekhna kitt jhoom chali madira si piye matwaari pawan achraa mein liye kitt jhoom chali madira si piye matwaari pawan achraa mein liye zamana hai yunhi mastaana dekho ji kahin rutt bina kaali ghataa chhaye naa paayal waali dekhna yahi pe kahin dil hai pag talle aaye naa paayal waali dekhna kahin aisa na ho koi baat bane angdaayi meri tera naach bane kahin aisa na ho koi baat bane angdaayi meri tera naach bane naacho ri naa bann ke chakori ghughar kahin dhadkan meri ban jaaye naa paayal waali dekhna yahi pe
paayalen chhunmun chhunmun jhaanjaren runjhun runjhun kitna madhur hai ye milan chhan chhanan choodi bole san sanan purwaa dole gunje ye dharti aur gagan paayalen chhunmun chhunmun jhaanjaren runjhun runjhun kitna madhur hai ye milan chhan chhanan choodi bole san sanan purwaa dole gunje ye dharti aur gagan paayalen chhunmun chhunmun jhaanjaren runjhun runjhun kitna madhur hai ye milan kabhi chalti ho chham chham kabhi chalti ho tham tham dhadaktaa dil hai dham dham jo pyaar mein nadi beheti hai jhar jhar hawaa keheti hai sar sar hai phaili baat ghar ghar bekaar mein goriyaan gaayen gun gun saajnaa jhoome sun sun pyaar mein khoyi hai ye mann paayalen chhunmun chhunmun jhaanjaren runjhun runjhun kitna madhur hai ye milan ye bainyaan gori gori main thaamun chori chori zaraa sun ori ori sun to zaraa rahe tu meheki meheki chale tu beheki beheki lage tu lehki lehki mujhko sadaa laaun main kaliyaan chun chun baaje ek taraa tun tun dono hi sunke ho magan paayalen chhunmun
paayaliya ho ho ho ho paayaliya ho ho ho ho paayaliya ho ho ho ho paayaliya ho ho ho ho teri paayaliya shor machaaye neend churaaye hosh udaaye mujhko paas bulaaye o rabba ho paayaliya ho ho ho ho paayaliya ho ho ho ho paayaliya geet sunaaye sargam gaaye preet jagaaye tujhko paas bulaaye rabba ho paayaliya ho ho ho ho paayaliya ho ho ho ho aankhon mein tere sapne honton pe teri baat ye din to kat jaata hai guzarti nahin raat aankhon mein tere sapne honton pe teri baat ye din to kat jaata hai guzarti nahin raat hai kaise main sunaaoon jiya ka tujhko haal ke yaad nahin mujhko mahina din saal saanson se baandhe saanson ka bandhan teri paayal gori mere dil ki dhadkan paayaliya ho ho ho ho paayaliya ho ho ho ho paayaliya geet sunaaye sargam gaaye preet jagaaye tujhko paas bulaaye rabba ho teri paayaliya shor machaaye neend churaaye hosh udaaye mujhko paas bulaaye rabba ho meri paayal pe likha hai deewaane tera naam baahon mein teri beete ab mere subh o shaam meri paayal
hmm hey hey hey hey bujurgon ne bujurgon ne farmaaya ke pairon pe apne khade ho ke dikhlaao phir ye zamaana tumhaara hai zamaane ke sur taal ke saath chalte chale jaao phir har taraana tumhaara fasaana tumhaara hai are to lo bhaiya hum apne pairon ke oopar khade ho gaye aur mila li hai taal dabaa lega daanton tale ungaliyaan liyaan ye jahaan dekha kar dekh kar apni chaal hmmmm ke pag ghunghroo ke pag ghunghroo baandh miraa naachi thi ke pag ghunghroo baandh miraa naachi thi aur hum naache bin ghunghroo ke ke pag ghunghroo baandh miraa naachi thi wo teer bhala kis kaam ka hai jo teer nishaane se chooke chooke chooke re ke pag ghunghroo pag ghunghroo baandh miraa naachi thi pag ghunghroo baandh miraa naachi thi naachi thi naachi thi naachi thi haan ke pag ghunghroo baandh miraa naachi thi aap andar se kuchh aur bahaar se kuchh aur nazar aate hain baakhuda shakl se to chor nazar aate hain umr guzari hai saari chori mein saare sukh chain band jurm ki tijoori mein aap
tun tun la la la la la la tun la la la la laaa tun la la la la la la tun la la la la laaa tann tann tann tann tann tann tann main dekhunga main dekhungi main dekhunga main dekhungi ruthna ruthna ruthna ruthna chhod de mere yaaraa ruthna chhod de mere yaaraa na main gudda na tu guddi na main gudda na tu guddi hum to pyaar karenge hum to pyaar karenge na main budha na tu budhi na main budha na tu budhi painter baabu i love you painter baabu i love you baat baat par tu tu mainmain baat baat par ladna kya baat baat par tu tu mainmain baat baat par ladna kya ding dong ding ding dong are jhooth mooth ke jhagde mein jhooth mooth ke jhagde mein sach much mein yun marna kya sach much mein yun marna kya sach much mein yun marna kya sach much mein yun marna kya painter baabu i love you painter baabu i love you aaaa aaaa dukh to kadam kadam par hai aji inka kya hai karna dukh to kadam kadam par hai aji inka kya hai karna ding tang tag ding tang chalo pyaar ki kar lein chori
lal lal lal laa la lala la la lal lal lal laa la lala la la paisa ye paisa paisa hai kaisa nahi koi aisa jaisa ye paisa yeh ho museebat na ho museebat ho museebat na ho museebat saat aath nau das paisa ye paisa paisa hai kaisa nahi koi aisa jaisa ye paisa yeh ho museebat na ho museebat ho museebat na ho museebat saat aath nau das ek do teen chaar paanch chheh saath aath saat aath nau das prem dekha pyaar dekha yaari dekhi yaar dekha prem dekha pyaar dekha yaari dekhi yaar dekha dil ke aar paar dekha ye saara sansaar dekha oopar neeche andar baahar door paas mausam hai ik jaisa paisa ye paisa paisa hai kaisa nahi koi aisa jaisa ye paisa yeh ho museebat na ho museebat ho museebat na ho museebat saat aath nau das lal lal lal laa la lala la la lal lal lal laa la lala la la paisa ye paisa paisa hai kaisa nahi koi aisa jaisa ye paisa yeh ho museebat na ho museebat ho museebat na ho museebat saat aath nau das ek do teen chaar paanch chheh saath aath saat aath nau das
paise ka kaajal daike na lo humri jaan paise ka kaajal daike na lo humri jaan lakhon ki hai humari jaan babua jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki naa ho ho naina hain chanchal kaise na maarenge baan naina hain chanchal kaise na maarenge baan hum ho gaye hain jawaan babua jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki naa mele mein bhi hum akele hain tum hamre sang aao na arre phir jaate jaate ye chhalla nishani mein de jaao na ahaa chhalla mera na mehanga pade lut jaaoge khade hi khade ho bachaaye tujhe raam ho naina hai chanchal kaise na marenge baan hum ho gaye hain jawaan babua jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki naa jeevan se jaoge saiyan jo humse nazar mil gayi ho kitni dafa humre kaaran yahin pe chhuri chal gayi are hum dilwale bhi dikhlayenge dekh lena tumko le jayenge bachaye tumhe raam jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki jhiki naki naa hoo ooo paise ka kaajal daike na lo hamri jaan lakhon ki hai hamari
pal bhar ke liye koi humein pyaar kar le jhoota hi sahi pal bhar ke liye koi humein pyaar kar le jhoota hi sahi do din ke liye koi ikraar kar le do din ke liye koi ikraar kar le jhoota hi sahi pal bhar ke liye koi humein pyaar kar le jhoota hi sahi ha ha ha ha humne bahut tujhko chup chup ke dekha humne bahut tujhko chup chup ke dekha dil pe khinchi hai tere kajal ki rekha kajal ki rekha bani lachman ki rekha ho ho ho kajal ki rekha bani lachman ki rekha ram mein kyun toone rawan ko dekha ram mein kyun toone rawan ko dekha khade khidki pe ae ae ae ae ae ae khade khidki pe jogi sweekar kar le jhoota hi sahi pal bhar ke liye koi humein pyaar kar le jhoota hi sahi hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm la la la la la la la la la pyaar kar le jhoota hi sahi dheere se jade tere nain bade jis din se lade tere dar pe pade dheere se jade tere nain bade jis din se lade tere dar pe pade sun sun kar teri nahin nahin jaan apni nikal jaye ae naa kahin zara haan keh de meri
pal pal dil ke paas tum rehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho jeevan meethi pyaas ye kehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho har shaam aankhon par tera anchal lehraaye har raat yaadon ki baaraat le aaye main saans leta hoon teri khushboo aati hai ik mehka mehka sa paigaam laati hai mere dil ki dhadkan bhi tere geet gaati hai pal pal dil ke paas tum rehti ho kal tujhko dekha tha maine apne aangan mein jaise keh rahi thi tum mujhe baandh lo bandhan mein ye kaisa rishta hai ye kaise sapne hain begaane ho kar bhi kyun lagte apne hain main soch mein rehta hoon darr darr ke kehta hoon pal pal dil ke paas tum rehti ho tum sochogi kyun itna main tumse pyaar karoon tum samjhogi deewana main bhi iqraar karoon deewanon ki ye baatein deewaane jaante hain jalne mein kya maza hai parwaane jaante hain tum yun hi jalaate rehna aa aa kar khwabon mein pal pal dil ke paas tum rehti ho jeevan meethi pyaas ye kehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho
palkon ke tale jo sapne pale jaanam wo sapne to sach ho gaye palkon ke tale jo sapne pale jaanam wo sapne to sach ho gaye ye hua hai jo wo hona hi tha humaara tumko to hona hi tha ye hua hai jo wo hona hi tha humaara tumko to hona hi tha jaanejaan jaanejaan dil ki raahon mein teri baahon mein aaye hum to jaanam hum kho gaye dil ki raahon mein teri baahon mein aaye hum to jaanam hum kho gaye ye hua hai jo wo hona hi tha tumhaara humko to hona hi tha ye hua hai jo wo hona hi tha tumhaara humko to hona hi tha jaanejaan jaanejaan ye aasmaan hai ke tune lehraaya hai neela aanchal hoooo dharti hansi hai ki tune chankaayi hai apni paayal tere pyaar ke ye baadal ghane barse to dil ke saath ghum ho gaye ye hua hai jo wo hona hi tha humaara tumko to hona hi tha ye hua hai jo wo hona hi tha tumhaara humko to hona hi tha jaanejaan jaanejaan resham si hain naram raahen chhaye hain phoolon ke saaye hoooo aisi nashili fiza mein dil kyun behek hi na jaaye dekho ye nasha hai badhne
haan pallo latke re mahro pallo latke pallo latke re mahro pallo latke zara sa tedo ho jaa baalma mahro pallo latke gori jeeyo bhatke re maharo jeeo bhatke jeeyo bhatke re maharo jeeo bhatke zara saa uuuuuu zara saa aaaaa zara saa seedho ho jaa zaalima maharo jeeo bhatke pallo latke re mahro pallo latke iss khaatir se tere dwaar liyo maine pallo daar iss khaatir se tere dwaar liyo maine pallo daar thaari chhati mein naa seedho laage mahari nain qataar zara saa uuuuuu zara saa aaaaa zara sa tedo ho jaa baalma mahro pallo latke gori jeeyo bhatke re maharo jeeo bhatke pallo latke re mahro pallo latke moonge jaise laal honth moti jaise gore gaal moonge jaise laal honth moti jaise gore gaal zara saa ghunghtaa upar pher dikha de mo ko bhi ye maal zara saa uuuuuu zara saa aaaaa zara saa seedho ho jaa zaalima maharo jeeo bhatke pallo latke re mahro pallo latke gori jeeyo bhatke re maharo jeeo bhatke main hoon jiss basti ki hoor nagar gulaabi hai mashoor main hoon jiss
panna ki tamanna hai ke heera mujhe mil jaaye chaahe meri jaan jaaye chaahe mera dil jaaye panna ki tamanna hai ke heera mujhe mil jaaye chaahe meri jaan jaaye chaahe mera dil jaaye hoi lo ta ra ra ru hoi lo ra ra ru ru oo panna ki tamanna hai ke heera mujhe mil jaaye chaahe meri jaan jaaye chaahe mera dil jaaye heera to pehle hi kisi aur ka ho chuka heera to pehle hi kisi aur ka ho chuka kisi ki madbhari aankhon mein kho chuka yaadon ki bas dhool ban chuka dil ka phool seene pe main rakh doon jo haath phir khil jaaye chaahe meri jaan jaaye chaahe mera dil jaaye panna ki tamanna hai ke heera mujhe mil jaaye chaahe meri jaan jaaye chaahe mera dil jaaye dil to dete hain lete hain log kayi baar dil to dete hain lete hain log kayi baar hua kya kisi se kiya tha tumne pyaar yaadon ko chhod de waadon ko tod de apni jagah se kaise parbat hil jaaye chaahe meri jaan jaaye chaahe mera dil jaaye la la la la la la la la la la la la la la la la la la hmm hmm hmm hmm hmm hmm la
panthi hoon main uss path ka ant nahin jis kaa aas meri hai jiski disha aadhaar mere mann kaa panthi hoon main uss path ka ant nahin jis kaa aas meri hai jiski disha aadhaar mere mann kaa panthi hoon main uss path ka jis path par dekhe kitne sukh dukh ke mele jis path par dekhe kitne sukh dukh ke mele phool chune kabhi khushiyon ke phool chune kabhi khushiyon ke kabhi kaanton se khele jaane kab tak chalna hai mujhe iss jeevan ke saath panthi hoon main uss path ka ant nahin jis kaa aas meri hai jiski disha aadhaar mere mann kaa panthi hoon main uss path ka sangi saathi mere andhiyaareeeee ujiyaareeeeee mujhko raah dikhaye palchhin ke kuldhaare pathik mere path ke sab kaare aur neela aakaash panthi hoon main uss path ka ant nahin jis kaa aas meri hai jiski disha aadhaar mere mann kaa panthi hoon main uss path ka
parbat ke peechhe chambe da gaon parbat ke peechhe chambe da gaon gaon mein do premi rehte hain parbat ke peechhe chambe da gaon gaon mein do premi rehte hain hooo hum to nahin woh deewana jinko deewane log kehte hain hooo gaon mein do premi rehte hain unki baatein sunte hai kyun chhup kar sab jaane unki baatein sunte hai kyun chhup kar sab jaane kya kya baatein karte rehte hain woh ab jaane un dono ko neend nahin aati kyun rab jaane taaron ke saath wo jagte hai raat ko jharno ke saath behte hain parbat ke peechhe chambe da gaon gaon mein do premi rehte hain milenge ya bichhdenge haai raam kya hoga milenge ya bichhdenge haai raam kya hoga naa jaane unn dono ka anjaam kya hoga muft mein ho jaayenge wo badnaam kya hoga ghar se nikalte raste pe chalte taane hazaar sehte hain hum to nahin woh deewana jinko deewane log kehte hain hooo gaon mein do premi rehte hain hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
hooooooo pardesiyaaaaa pardesiya yeh sach hai piya sab kehte hain maine tujhko dil de diya pardesiyaaaaa pardesiya yeh sach hai piya sab kehte hain maine tujhko dil de diya main kehti hoon tune mera dil le liya phoolon mein kaliyon mein gaaon ki galiyon mein hum dono badnaam hone lage hain nadiya kinare pe chhat pe chaubaare pe hum milke hansne rone lage hain sun ke piya sun ke piya dhadke jiya sab kehte hain maine tujhko dil de diya main kehti hoon tune mera dil le liya hoooooo hoooo hooo logon ko kehne do kehte hi rehne do sach jhooth hum kyun sabko bataayen main bhi hoon masti mein tu bhi hai masti mein aa iss khushi mein hum naache gaayen kiss ko pataa kiss ko pata kyaa kisne kiya sab kehte hain tune mera dil le liya sab kehte hain maine tujhko dil de diya mera dil kehta hai tu dil mein rehta hai mere bhi dil ki kali khil gayi hai teri tu jaane re maane naa maane re mujhko meri manzil mil gayi tu mil gaya tu mil gaya mujhko piya sab kehte hain maine tujhko dil
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ore Mon Pagal Tui Kishore Kumar 04:13 31127
 
Poster of Kishore Kumar
 
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:13   Song Number : 31127   

Paaji Tussi Such A Pussy Cat Happy Ending (2014) 03:42 37249
 
Poster of Happy Ending (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
Sachin
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan
Duration : 03:42   Song Number : 37249   

Paas Aate Rahen Mehndi Rang Layegi (1982) 06:32 12388
 
Poster of Mehndi Rang Layegi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Shabbir Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 06:32   Song Number : 12388   

Paas Nahin Aana Aap Ki Kasam (1974) 03:51 32052
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 03:51   Song Number : 32052   

Paas Woh Aane Lage Main Khiladi Tu Anari (1994) 06:21 36099
 
Poster of Main Khiladi Tu Anari (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Rageshwari
Duration : 06:21   Song Number : 36099   

Paayal Waali Dekhna Ek Raaz (1963) 03:52 16233
 
Poster of Ek Raaz (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Jamuna
Raag- 
Bihag
Duration : 03:52   Song Number : 16233   

Paayaley Chhunmun Chhunmun Virasat (1998) 06:52 21078
 
Poster of Virasat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik, S P Venkatesh
Singer- 
Kumar Sanu, Chitra
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Tabu, Pooja Batra
Duration : 06:52   Song Number : 21078   

Paayaliya Ho Ho Ho Ho Deewana (1992) 08:16 18708
 
Poster of Deewana (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Duration : 08:16   Song Number : 18708   

Pag Ghunghroo Baandh Namak Halaal (1982) 06:29 12408
 
Poster of Namak Halaal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 06:29   Song Number : 12408   

Painter Babu I Love You Painter Babu (1983) 05:18 40111
 
Poster of Painter Babu (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Manoj Kumar
Music Director- 
Uttam - Jagdish
On Screen Actors- 
Meenakshi Seshadri, Rajiv Goswami
Duration : 05:18   Song Number : 40111   

Paisa Ye Paisa Karz (1980) 05:07 21079
 
Poster of Karz (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 05:07   Song Number : 21079   

Paise Ka Kaajal Aanchal (1980) 05:36 37021
 
Poster of Aanchal (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Rekha
Duration : 05:36   Song Number : 37021   

Pal Bhar Ke Liye Johny Mera Naam (1970) 04:58 18251
 
Poster of Johny Mera Naam (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 04:58   Song Number : 18251   

Pal Pal Dil Ke Paas Black Mail (1973) 05:25 18240
 
Poster of Black Mail (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Rakhi
Duration : 05:25   Song Number : 18240   

Palkon Ke Tale Sailaab (1990) 05:16 15156
 
Poster of Sailaab (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Aditya Pancholi
Duration : 05:16   Song Number : 15156   

Pallo Latke Re Mahro Nauker (1979) 04:32 21083
 
Poster of Nauker (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:32   Song Number : 21083   

Panna Ki Tamanna Hai Heera Panna (1973) 05:59 21086
 
Poster of Heera Panna (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 05:59   Song Number : 21086   

Panthi Hoon Main Door Ka Rahi (1971) 04:52 21087
 
Poster of Door Ka Rahi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Kishore Kumar, Tanuja
Duration : 04:52   Song Number : 21087   

Parbat Ke Peechhe Mehbooba (1976) 03:55 12386
 
Poster of Mehbooba (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:55   Song Number : 12386   

Pardesiya Yeh Sach Hai Piya Mr Natwarlal (1979) 04:53 21091
 
Poster of Mr Natwarlal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rekha, Amitabh Bachchan
Duration : 04:53   Song Number : 21091   
Karaoke Songs of Kumar, Sad Songs of Kumar, Love Songs of Kumar, Dance Songs of Kumar, Hip-hop songs of Kumar, Best songs of Kumar, Super hit songs of Kumar, hit songs of Kumar, duet songs of Kumar, solo songs of Kumar, old songs of Kumar, famous songs of Kumar, Hindi Karaoke Songs of Kumar, Hindi Sad Songs of Kumar, Hindi Love Songs of Kumar, Hindi Dance Songs of Kumar, Hindi Hip-hop songs of Kumar, best Hindi songs of Kumar, super hit Hindi songs of Kumar, hit Hindi songs of Kumar, duet Hindi songs of Kumar, solo Hindi songs of Kumar, old Hindi songs of Kumar, famous Hindi songs of Kumar, Sing Along Songs of Kumar, Sing Along Sad Songs of Kumar, Sing Along Love Songs of Kumar, Sing Along Dance Songs of Kumar, Sing Along Hip-hop songs of Kumar, Sing Along Best songs of Kumar, Sing Along Super hit songs of Kumar, Sing Along hit songs of Kumar, Sing Along duet songs of Kumar, Sing Along solo songs of Kumar, Sing Along old songs of Kumar, Sing Along famous songs of Kumar