Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKumar
HomeKumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aao bachcho main tumhen bahut hi achchhi kahaani sunaata hoon kya jhoomo tum naacho main gaata hoon jhoomo tum naacho main gaata hoon sabko ek kahaani main sunaata hoon ek taara tha bada pyaara tha hmm hmm hmm hmm bada nyaara tha jhoomo tum naacho main gaata hoon sabko ek kahaani main sunaata hoon ek taara tha bada pyaara tha hmm hmm hmm hmm bada nyaara tha kaali kaali raaton mein jab wo chamakta tha aasmaan ki pariyon ka bhi dil dhadakta tha kaali kaali raaton mein jab wo chamakta tha aasmaan ki pariyon ka bhi dil dhadakta tha sitaare nazaare sab usse jalte the main bataata hoon kya ek taara tha bada pyaara tha hmm hmm hmm hmm bada nyaara thha maine usse pucha tum kya kaam karte ho maine usse poocha tum kya kaam karte ho jag mag jag mag tim tim subha shaam karte ho maine usse poocha tum kya kaam karte ho jag mag jag mag tim tim subha shaam karte ho to dola wo bola tumko meethe sapne main dikhaata hoon kya ek taara tha bada pyaara tha la la la la la bada nyaara tha
haan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan do ghadi ka hai sama koi nahin jaane yahaan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan do ghadi ka hai sama koi nahin jaane yahaan haath mein saaz liye dil mein ek raaz liye hum chale aaj kahaan koi nahin jaane yahaan haan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan do ghadi ka hai sama koi nahin jaane yahaan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan hey hey hey hey hey hey hey phir na aayegi ye wo raat hai samjhe na koi aisi baat hai phir na aayegi ye wo raat hai samjhe na koi aisi baat hai kehne waala to kahe log anjaane rahe ye isharon ki zabaan koi nahin jaane yahaan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan do ghadi ka hai sama koi nahin jaane yahaan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan teri aarzoo meri aarzoo tere dil mein main mere dil mein tu teri aarzoo meri aarzoo tere dil mein main mere dil mein tu ho bas yahi baat chale din chale raat chale kiske hai ye dilojaan koi
jh jh jh jh jhopdi mein ch ch ch ch chaarpai jh jh jh jh jhopdi mein ch ch ch ch chaarpai hey jhopdi mein chaarpai manush bina ambo roti padi haan jhopdi mein chaarpai manush bina ambo roti padi pyaar ka karle hungama nikal na jaye suhani ghadi are jhopdi mein chaarpai manush bina roti padi maka tuza pyaar payije pyaar payije pyaar payije kukuru kukuru tere jaisa yaar payije yaar payije haan haan yaar payije sooraj na dekhun chanda na dekhun tera hi bas didaar payije kukuru kukuru hey jhopdi mein chaarpai manush bina ambo roti padi haan pyaar ka karle hungama nikal na jaye suhani ghadi jhopdi mein chaarpai manush bina roti padi roko nahin karne do pyaar do dil walon ko kukuru kukuru toko nahin bharne do man mein tan ke ujalon ko tu apne gharwalon ko mana le main apne gharwalon ko kukuru kukuru jhopdi mein haan chaarpai are manush bina ambo roti padi pyaar ka karle hungama nikal na jaye suhani ghadi are jhopdi mein chaarpai manush bina roti padi tere mujhe saath
jhuk gayin aankhen teri raahon pe ruk gayin saansen tere honthon pe phir bhi na jana piya anjana mere dil ki baatein ho o jhuk gayi aankhen teri raahon pe ruk gayin saansen tere honthon pe phir bhi na jana piya anjana mere dil ki baatein ho o jhuk gayin aankhein teri raahon pe thoda sa bhola bhala hona achchha hota hai aisa kya jaage huye bhi to jaise sota hai thoda sa bhola bhala hona achchha hota hai aisa kya jaage huye bhi to jaise sota hai din guzren tere aise jaise raatein ru ru ru ru ru ru ru ru jhuk gayin ankhen teri raahon pe ruk gayin sansein tere honthon pe phir bhi na jana piya anjana mere dil ki baatein ho o jhuk gayin aankhein teri rahon pe mushkil se din mein mujhe do pal deta hai jab bhi dil aata hai piya tu chal deta hai mushkil se din mein mujhe do pal deta hai jab bhi dil aata hai piya tu chal deta hai yeh kitni choti hain mulakaten ru ru ru ru ru ru ru ru jhuk gayin aankhen teri raahon pe ruk gayin saansen tere honthon pe phir bhi na jana piya
hmmm ooo hooo are koi saaz to chhedo jhuka ke sar ko poochho madam how do you do nahin nahin bhabhi aise nahin acting kar ke batao jhuka ke sar ko poochho madam how do you do how do you do jhuka ke sar ko poochho madam how do you do how do you do jab woh kahe how do you do bolo i like you i like you samjhe jhuka ke sar ko poochho madam how do you do how do you do jab woh kahe how do you do bolo i like you i like you aisa kya ab tum kar ke dikhao kaise bologe how do you do haan how do you do i love you oooo hoooo i love you itni jaldi nahin re baba gar woh kare tumko pasand to woh sharmaayegi tab samjho ye machhali jaal mein phans jaayegi gar woh kare tumko pasand to woh sharmaayegi tab samjho ye machhali jaal mein phans jaayegi milaa ke aankhon se aankhen bolo kar diya kya jaadoo jab woh kahe kya jaadoo bolo bolo bolo chup kyun ho haaann ab tumhare bheje mein baat aayi ab aage badhe thehro thero thero thero are tu bhi chup ho jaa khamakhwaan beech mein bajaata
jibane amar aro achhe gaan jibane amar aro achhe gaan aro bohu sur achhe baki ekhoni emon bhalo besonaamay jibane amar aro achhe gaan jibane amar aro achhe gaan aro bohu sur achhe baki ekhoni emon bhalo besonaamay jibane amar aro achhe gaan jibane amar aro achhe gaan chao go amake jodi ful dite ekti golap shudhu ami pari nite chao go amake jodi ful dite ekti golap shudhu ami pari nite diona bagan bhara fuleri bahar diona emon mala eto upohar ekhoni emon bhalo besonaamay jibane amar aro achhe gaan jibane amar aro achhe gaan aro je sudure dite habe pari dao na amake prerona go tari aro je sudure dite habe pari dao na amake prerona go tari sei shubhu ashadao hridayo bhore shilpir sapno ja sotti kare ekhoni emon bhalo besonaamay jibane amar aro achhe gaan jibane amar aro achhe gaan aro bohu sur achhe baki ekhoni emon bhalo besonaamay jibane amar aro achhe gaan jibane amar aro achhe gaan
jibane jare tumi daoni mala marone keno tare dite ele ful jibane jare tumi daoni mala marone keno tare dite ele ful mukhopane jar kabhu chaoni fire keno tari lagi akhi ashro akul marone keno tare dite ele ful jibane jare tumi daoni mala chirodin jare tumi diyechho hela hridayo loye shudhu khelechho khela chirodin jare tumi diyechho hela hridayo loye shudhu khelechho khela birahe tari aji balo go keno shunno lage dharoni bipul marone keno tare dite ele ful jibane jare tumi daoni mala ami to chhilam priyo tomari kachhe sei bakul tale sei chandni rate se din keno dilena go hay se din keno dilena go hay je mala khani chhilo tomari hate mor jato prem mor jato gaan chayni to kobhu kono protidan mor jato prem mor jato gaan chayni to kobhu kono protidan chirotare hay jabe nilam biday chirotare hay jabe nilam biday bujhile ki go tabo hridayer bhool marone keno tare dite ele ful jibane jare tumi daoni mala marone keno tare dite ele ful mukhopane jar kabhu chaoni fire keno
hmmmm hmm hmm hmm hmmhmm hmm lara lara laaaaaaa nazar aati hai jidhar dekhoon teri tasveer jidhar dekhoon teri tasveer nazar aati hai teri soorat meri taqdeer nazar aati hai zindaa hoon main tere liye jeewan teraa hai hooooooooo meraa hai jooooo sab hai teraa ab kyaa meraa haiiiiii meri khushiyoon ki tu jaageer nazar aati hai jidhar dekhoon teri tasveer nazar aati hai binaa dekhe binaa jaane tan mann baandhe jo bandhan jo janam janam mar ke judaa na ho teri chaahat wohi zanjeer nazar aati hai jidhar dekhoon teri tasveer nazar aati hai teri soorat meri taqdeer
jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo salli ji salli ji jab main pyaar sikhlaaun tum door door rahiyooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyoooooo salli ji salli ji jab main pyaar sikhlaaun tum door door rahiyoooooo bholi bhali meri didi pyaar vyaar na jaane bholi bhali meri didi pyaar vyaar na jaane apne aapko kuchh na samjhe tumko swaami maane ha tumko swaami maane swami ji swami ji ye to badi natkhat hai iski baaton mein na aayioooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo tu to aadha ang hai mera main deepak tu baati tu to aadha ang hai mera main deepak tu baati tera mera dharm ka naata phir kaahe sharmaati phir kaahe sharmaati sajni ji sajni ji jo hua so hua ab aur na tarsaiyoooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo chhoti saali ka ye haq hai rang mein bhang milaaye chhoti saali ka ye haq hai rang mein bhang milaye chup ri apne ji jaa ji se laaj tujhe na aaye laaj tujhe
jin raaton ki bhor nahin hai aaj aisi hi raat aayi jin raaton ki bhor nahin hai aaj aisi hi raat aayi bojh se ghum ke doob gaya dil saagar ki hai geharaai raat ke taaro tum hi bata do meri wo manzil hai kahaan raat ke taaro tum hi bata do meri wo manzil hai kahan paagal ban kar jiske liye main kho baitha hoon dono jahaan paagal ban kar jiske liye main kho baitha hoon dono jahaan jin raaton ki bhor nahin hai aaj aisi hi raat aayi raah kisi ki huyi na roshan jalna mera bekaar gayaa raah kisi ki huyi na roshan jalna mera bekaar gaya loot gayi taqdeer mujhe main jeet ke baazi haar gayaa loot gayi taqdeer mujhe main jeet ke baazi haar gaya jin raaton ki bhor nahin hai aaj aisi hi raat aayi bojh se ghum ke doob gaya dil sagar ki hai geharaai jin raaton ki
jinkeya kanne chenna havalada banna chenna aragili ninna roopa chennadalli chenna aa aa belagina bisili chenna hongeya neralu chenna gelathiye ninna sneha chinnakintha chenna aa aa aa cheluveya nota chenna olavina maathu chenna mallige hoove ninna naguvu innoo chenna cheluveya nota chenna
jis ka mujhe tha intezaar jis ke liye dil tha beqaraar wo ghadi aa gayi aa gayi aaj pyaar mein had se guzar jaana hai maar dena hai tujhko yaa mar jaana hai jis ka mujhe tha intezaar jis ke liye dil tha beqaraar wo ghadi aa gayi aa gayi aaj pyaar mein had se guzar jaana hai maar dena hai tujhko yaa mar jaana hai mujhpe jo guzri tu kya jaane tu kya samjhe o deewane leke rahoongi badla tujhse aayi hoon dil ki aag bujhaane hoooo qaatil meri nazron se bach ke kahan jaayega qaatil meri nazron se bach ke kahan jaayega diya hai jo mujhko wahi tu mujh se paayega wo ghadi aa gayi aa gayi teer ban ke jigar mein utar jaana hai maar dena hai tujhko yaa mar jaana hai jaadoo tera kiss pe chala ho gaa kisi din ye faisla wo ghadi aayegi aayegi jaana tune abhi ye kahan jaana hai kise jeena hai aur kis ko mar jaana hai hoga tera aashiq zamaana auron ka dil hoga tera nishaana naaz na kar yun teere nazar pe aaye humen bhi teer chalana jo hain khiladi unhe khel ham dikhaayenge apne hi
jitna zaroori mann ka milan tan ka milan utna hi zaroori jitna zaroori mann ka milan tan ka milan utna hi zaroori ik pal juda na rehna ik pal juda na rehna mushkil judaayi sehna kadam bahek jaayen itni bhi theek nahin doori jitna zaroori mann ka milan tan ka milan utna hi zaroori tum hi tum samaayi ho meri nas nas mein ho ke door rahega na dil ye mera mere bas mein bandh gayi tumse dori aur tumhi meri kamzori bandh gayi tumse dori aur tumhi meri kamzori aise na tarsaao pyaas karo poori jitna zaroori mann ka milan tan ka milan utna hi zaroori sur bina hai ye nagma adhura adhura do badan milen jab tabhi pyaar hota hai poora kuchh bhi nahin main tujh bin aur kuchh bhi nahin tu mujh bin kuchh bhi nahin main tujh bin aur kuchh bhi nahin tu mujh bin aise na tarsaao pyaas karo poori jitna zaroori mann ka milan tan ka milan utna hi zaroori
ya jalle jaan jalle jiya jalle jaan jalle neinon taley dhuaan chale dhuaan chale jiya jalle jaan jalle neinon taley dhuaan chale dhuaan chale raat bhar dhuaan chale jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi re jiya jalle jaan jalle neinon taley dhuaan chale dhuaan chale raat bhar dhuaan chale jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi re jiya jalle jaan jalle dekhte hain tan mera mann mein chubhti hai nazar dekhte hain tan mera mann mein chubhti hai nazar honth sil jaate unke naram honthon se magar ginti rehti hoon main apni karvaton ke silsile kya karoon kaise kahoon raat kab kaise dhale jiya jalle jaan jalle neinon taley dhuaan chale dhuaan chale raat bhar dhuaan chale jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi re jiya jalle jaan jalle neinon taley dhuaan chale dhuaan chale raat bhar dhuaan chale jaanoon na jaanoon na jaanoon na sakhi re jiya jalle jaan jalle ang ang mein jalti hai dard ki chingaariyan masle phoolon ki mehek mein titliyon ki kyaariyan raat bhar bechaari
jiya pyaar mange jiya aasmaan se uncha hothon ko pyaas lagi hai teri nigaah kehti hai kabhi haan haan haan kabhi na na na kabhi haan haan haan kabhi na na na piya tu hi mera piya aasmaan se uncha teri hi lagan lagi hai lekin zubaan kehti hai kabhi haan haan haan kabhi na na na kabhi haan haan haan kabhi na na na jo bhi dil mein hai wo aaj kahenge hum dil pe rakh ke haath sunenge gustakhi pehli baar karenge hum bhi uska intzaar karenge jiya pyaar mange jiya aasmaan se uncha hothon ko pyaas lagi hai teri nigaah kehti hai kabhi haan haan haan kabhi na na na kabhi haan haan haan kabhi na na na yun hi jeevan bhar hum saath chalenge hum banke pyaar ke deep jalenge jeevan ke andhere door karenge duniyaa mein wafa ka noor bharenge piya tu hi mera piya aasmaan se uncha teri hi lagan lagi hai lekin zubaan kehti hai kabhi haan haan haan kabhi na na na kabhi haan haan haan kabhi na na na dil kehta hai yeh raat na dhale poore ho jaayen wo khwaab jo pale badhte jaate hain dil ke
kiss baagh mein main janmaa khelaa mera rom rom ye jaantaa hai tum bhool gaye shaayad maali par phool tumhen pehchanta hai jo diya tha tumne ek din mujhe phir wo pyaar de do jo diya tha tumne ek din mujhe phir wo pyaar de do ik karz maangtaa hoon bachpan udhaar de doooo jo diya tha tumne ek din mujhe phir wo pyaar de do ik karz maangtaa hoon bachpan udhaar de doooo jo diya tha tumne ek din mujhe phir wo pyaar de do tum chhod gaye the jisko ek dhool bhare raste mein tum chhod gaye the jisko ek dhool bhare raste mein wo phool aaj rota hai wo phool aaj rota hai ek ameer ke guldaste mein ek ameer ke guldaste mein mera dil tadap raha hai mujhe phir dulaar de do mera dil tadap raha hai mujhe phir dulaar de do ik karz maangtaa hoon bachpan udhaar de doooo jo diya tha tumne ek din mujhe phir wo pyaar de do meri udaas aankhon ko hai yaad wo waqt salona meri udaas aankhon ko hai yaad wo waqt salona jab jhula tha baahon mein jab jhula tha baahon mein main ban ke tumhara
ho kabhi kasmein na todein use jite ji na chhodein jo ho yaar apna ho chaahe roke duniya saari uspe kar de sab kuch vaari jo ho yaar apna ho kabhi kasmein na todein use jite ji na chhodein jo ho yaar apna yaar jisko bhi keh de zubaan se mol uska chukaeye dil jaan se ho yaar jisko bhi keh de zubaan se mol uska chukaeye dil jaan se ho haath rahe chaahe toote baanh usski na chhoote jo ho yaar apna ho chaahe roke duniya saari uspe kar de sab kuch vaari jo ho yaar apna dukh yaar se mile to sukh jaaniye yaar kahiye jisse usse rab maniye dukh yaar se mile to sukh jaaniye yaar kahiye jisse usse rab maniye ho ghaav kitne bhi sehiye burra usko na kahiye jo ho yaar apna ho kabhi kasmein na todein use jite ji na chhodein jo ho yaar apna bair pad jaaye chaahe jahan se ho yaari yaar ki nibhayen sada shaan se bair pad jaaye chaahe jahan se yaari yaar ki nibhayen sada shaan se ho jaan rahe chaahe jaaye aanch uspe na aaye jo ho yaar apna ho kabhi kasmein na todein use jite ji na
aah teededeeyeyii hiiii teededeeyeyii hiiii urrrrrrrrrrrrrrruu jo main hota ek toota taara teri raaton ka raaton ka to kya hota jo main hoti koi bhatki kiran uss taare ki taare ki to kya hota jo main hota ek toota taara teri raaton ka raaton ka to kya hota jo main hoti koi bhatki kiran uss taare ki taare ki to kya hota bante sang sang aaa mitte sang sang aaa jeete sang sang aaa marte sang sang udlee udlee udlee udlee udleee udlee uhh huuu jo main hoti udi udi needein teri aankhon ki aankhon ki to kya hota jo main hota meetha meetha sapna unn neendon ka haan neendon ka to kya hota jo main hoti udi udi needein teri aankhon ki aankhon ki to to kya hota jo main hota meetha meetha sapna unn neendon ka neendon ka to kya hota bante sang sang mitte sang sang jeete sang sang marte sang sang kuukuu ukkuu ukkuu ukkuu ukkuu ukkuu kuku hey jo main hota kismat ka likha teri haathon ka aaa haathon ka aaa to kya hota jo main hoti chhup chhup matlab teri baaton ka hmm re baaton ka
jo raah chuni tune are jo raah chuni tune ussi raah pe raahi chalte jaana re ho kitni bhi lambi raaaaat are hooo hoooo ho kitni bhi lambi raat diyaa ban jalte jaana re ussi raah pe raahi chalte jaana re jo raah chuni tune ussi raah pe raahi chalte jaana re kabhi ped ka saaya ped ke kaam naa aayaa ho hoo kabhi ped ka saaya ped ke kaam naa aayaa are sevaa mein sabhi ki usne janam bitaayaa hooo koi kitne hi phal todeeeee are hooo hooo koi kitne hi phal tode usse to hai phlate jaana re ussi raah pe raahi chalte jaana re teri apni kahaani ye darpan bol raha hai hoo hoo teri apni kahaani ye darpan bol raha hai bheegi aankh ka paani haqeeqat khol rahaa hai hooo jiss rang mein dhaaleeee are hooo hoooo jiss rang mein dhaale waqt musaafir dhalte jaana re ussi raah pe raahi chalte jaana re jeevan ke safar mein aise bhi mod hai aate hoo hoo jeevan ke safar mein aise bhi mod hai aate jahaan chal dete hain apne bhi tod ke naate kahin dheeraj chhoot na jaaye are hoooo hoooo kahin
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jo tum hansoge to duniyaa hansegi rooge tum to na royegi duniyaa na royegi duniyaa tere aansuon ko samajh na sakegi tere aansuon pe hansegi ye duniyaa hansegi ye duniyaa lala la la la la la lala la la la sooraj ki kirnon ne jag mein kiya savera umm umm umm umm umm umm sooraj ki kirnon ne jag mein kiya savera deepak jo hasne laga to ho gaya door andhera ho gaya door andhera jagmagate raho gungunaate raho zindagi mein sadaa muskuraate raho jo tum hansoge to duniyaa hansegi rooge tum to na royegi duniyaa na royegi duniyaa umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm umm kali hansi to phool khila phool se hanse nazaare umm umm umm umm umm umm kali hansi to phool khila phool se hanse nazaare le kar hansi nazaaron ki hans diye chaand sitaare hans diye chaand sitaare tum sitaaron ki tarha tum nazaaron ki tarha zindagi mein sadaa muskuraate raho jo tum hansoge to duniyaa hansegi rooge tum to na
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jhoomo Tum Naacho Humshakal (1974) 04:54 12056
 
Poster of Humshakal (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:54   Song Number : 12056   

Jhoomti Raat Jawaan Do Ghadi Ka Hai Sama Duniya (1984) 05:02 38222
 
Poster of Duniya (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Rishi Kapoor, Amrita Singh
Duration : 05:02   Song Number : 38222   

Jhopdi Mein Chaarpai Mawaali (1983) 05:30 37441
 
Poster of Mawaali (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, sridevi
Duration : 05:30   Song Number : 37441   

Jhuk Gayi Aankhen Teri Raahon Pe Bhola Bhala (1978) 05:42 37478
 
Poster of Bhola Bhala (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:42   Song Number : 37478   

Jhuka Ke Sar Ko Poochho Satte Pe Satta (1981) 04:40 17961
 
Poster of Satte Pe Satta (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Amitabh Bachchan, Sachin
Duration : 04:40   Song Number : 17961   

Jibone Amar Aro Achhe Kumar Sanu 06:15 14765
 
Poster of Kumar Sanu
 
Lyricist
Pulak Banerjee
Singer- 
Kumar Sanu
Duration : 06:15   Song Number : 14765   

Jibone Jodi Deep Kumar Sanu 05:03 16523
 
Poster of Kumar Sanu
 
Singer- 
Kumar Sanu
Duration : 05:03   Song Number : 16523   

Jidhar Dekhoon Mahaan (1983) 05:04 18205
 
Poster of Mahaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:04   Song Number : 18205   

Jijaji Meri Didi Hai Ponga Pandit (1975) 05:53 40202
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 05:53   Song Number : 40202   

Jin Raaton Ki Bhor Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964) 04:05 13162
 
Poster of Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 13162   

Jinkeya Kannachenna Shankar Guru (1978) 01:36 19060
 
Poster of Shankar Guru (1978)
 
Category
Kannada
Year- 
1978
Lyricist
Chi Udayashankar
Music Director- 
Upendra Kumar
Singer- 
Dr Rajkumar
On Screen Actors- 
Dr Rajkumar, Jaya Mala
Duration : 01:36   Song Number : 19060   

Jis Ka Mujhe Tha Intezaar Don (1978) 04:21 12200
 
Poster of Don (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Helen
Duration : 04:21   Song Number : 12200   

Jitna Zaroori Mann Ka Milan Kashmakash (1973) 03:18 36313
 
Poster of Kashmakash (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rekha, Feroz Khan
Duration : 03:18   Song Number : 36313   

Jiya Jalle Dil Se (1998) 05:02 18596
 
Poster of Dil Se (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Preity Zinta
Raag- 
Bhairavi
Duration : 05:02   Song Number : 18596   

Jiya Pyaar Mange Jiya Asmaan Se Ooncha (1989) 05:41 37402
 
Poster of Asmaan Se Ooncha (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Anita Raj, Jeetendra
Duration : 05:41   Song Number : 37402   

Jo Diya Tha Tumne Ek Din Sambandh (1969) 08:35 14128
 
Poster of Sambandh (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji
Duration : 08:35   Song Number : 14128   

Jo Ho Yaar Apna Trishul (1978) 03:32 14357
 
Poster of Trishul (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Hema Malini
Duration : 03:32   Song Number : 14357   

Jo Main Hota Ek Toota Chhupa Rustam (1973) 05:16 12835
 
Poster of Chhupa Rustam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Vijay Anand
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Vijay Anand, Bindu
Duration : 05:16   Song Number : 12835   

Jo Raah Chuni Tune Tapasya (1975) 06:12 14319
 
Poster of Tapasya (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakhi, Parikshit Sahni, Asrani
Duration : 06:12   Song Number : 14319   

Jo Tum Hansoge To Kathputli (1971) 04:48 11965
 
Poster of Kathputli (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra, Mumtaz
Duration : 04:48   Song Number : 11965   
Karaoke Songs of Kumar, Sad Songs of Kumar, Love Songs of Kumar, Dance Songs of Kumar, Hip-hop songs of Kumar, Best songs of Kumar, Super hit songs of Kumar, hit songs of Kumar, duet songs of Kumar, solo songs of Kumar, old songs of Kumar, famous songs of Kumar, Hindi Karaoke Songs of Kumar, Hindi Sad Songs of Kumar, Hindi Love Songs of Kumar, Hindi Dance Songs of Kumar, Hindi Hip-hop songs of Kumar, best Hindi songs of Kumar, super hit Hindi songs of Kumar, hit Hindi songs of Kumar, duet Hindi songs of Kumar, solo Hindi songs of Kumar, old Hindi songs of Kumar, famous Hindi songs of Kumar, Sing Along Songs of Kumar, Sing Along Sad Songs of Kumar, Sing Along Love Songs of Kumar, Sing Along Dance Songs of Kumar, Sing Along Hip-hop songs of Kumar, Sing Along Best songs of Kumar, Sing Along Super hit songs of Kumar, Sing Along hit songs of Kumar, Sing Along duet songs of Kumar, Sing Along solo songs of Kumar, Sing Along old songs of Kumar, Sing Along famous songs of Kumar