Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKumar
HomeKumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jab do patthar takraayenge kya hoga niklega angaara jab do baadal takraayenge kya hoga paani ki niklegi dhaara jab do dil takraayenge to kya hoga pyaar hogaaa pyaar hoga jab do patthar takraayenge kya hoga niklega angaara jab do baadal takraayenge kya hoga paani ki niklegi dhaara kab hoga milan ye apna are mujhe kya pata kab hoga sach ye sapna hmm thoda sabar karo hai kab tak hamein tadapna hai kab tak hamein tarasna kab hoga milan ye apna kab hoga sach ye sapna hai kab tak hamein tadapna hai kab tak hamein tarasna milne ki bekaraari hai pyaar se bhi pyaari tan ki ye chaah kaisi man se hoon jab tumhaari jab do dil takraayenge to kya hoga pyaar hogaaaaaaaaa pyaar hoga jab do patthar takraayenge kya hoga niklega angaara jab do baadal takraayenge kya hoga paani ki niklegi dhaara ab doori sahi na jaaye nahin nahin paas na aana chhoone ko dil lalchaaye uff dekho chhoona nahin barkha bhi agan lagaaye ye pyaas to badhti jaaye ab doori sahi na jaaye chhune ko dil lalchaaye
haan jab do pyaar milte hain jab do pyaar milte hain tan mein phool khilte hain man ke mandir mein jal jaate hain diye ye zamin ah ah ah aasma ah ah ah tham jaate hain do pal ke liye jab do pyaar milte hain tan mein phool khilte hain man ke mandir mein jal jaate hain diye ye zamin ah ah ah aasma ah ah ah tham jaate hain do pal ke liye roke hum ko zamaana chaahe jis mod pe are roke hum ko zamaana chaahe jis mod pe har yug mein hum chale hain zanjeeren tod ke jab ho rain andhiyaari ya tufaan ho bhaari phir hum deewaanon ka milna dekhiye ye zamin ah ah ah aasma ah ah ah tham jaate hain do pal ke liye haye dil ki chahat ke aage kaisa chhota bada dil ki chahat ke aage kaisa chhota bada uncha ho kar mila jo us ko jhukna pada jiski preet hoti hai uski jeet hoti hai hum kya kar sakte hain ye na poochhiye ye zamin ah ah ah aasma ah ah ah tham jaate hain do pal ke liye aji sun lo ae sunne waalo aati hai kya sada sun lo ae sunne waalo aati hai kya sada dekh lo chalne lagi hai
ho o o o o o o o o aa aa aa aa aa aa aa jab hum jawaan honge jaane kahaan honge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge ye bachpan ka pyaar agar kho jaayega dil kitna khaali khaali ho jaayega ye bachpan ka pyaar agar kho jaayega dil kitna khaali khaali ho jaayega tere khayaalon se ise aabaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge aise hasti thi wo aise chalti thi aise hasti thi wo aise chalti thi chaand ke jaise chhupti aur nikalti thi aise hasti thi wo aise chalti thi chaand ke jaise chhupti aur nikalti thi sabse teri baatein tere baad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge zehar judaai ka peena pad jaaye to bichhad ke bhi hum ko jeena pad jaaye to zehar judaai ka
jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye hooo ghar mein haseen mehmaan to kaise neend aaye neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye ye raat ye dil ki dhadkan ye bhadti huyi betaabi ik jaam ki khaatir jaise bechain ho koi sharaabi ye raat ye dil ki dhadkan ye bhadti huyi betaabi ik jaam ki khaatir jaise bechain ho koi sharaabi sholon mein gheeri ho jaan to kaise neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye nazdeek bahut hai manzil phir bhi hai gazab ki duri aye dil ye tu hi batlaa de ye kaun si hai majboori nazdeek bahut hai manzil phir bhi hai gazab ki duri aye dil ye tu hi batlaa de ye kaun si hai majboori jab soch mein ho insaan to kaise neend aaye hooo ghar mein haseen mehmaan to kaise neend aaye neend aaye jab jaag uthe armaan to kaise neend aaye
jab jab dekhoon main teri taraf dil dhak se dhadak jaata hai aati hai udd ke ek chingaari shola bhadak shola bhadak jaata hai arre jab jab dekhoon main teri taraf dil dhak se dhadak jaata hai aati hai udd ke ek chingaari shola bhadak jaata hai jab jab dekhoon main teri taraf dil dhak se dhadak jaata hai phoolon ki rut mein tu kaanta ban ke dil mein khatak jaata hai ho jab jab dekhoon main jab bhi tera naam leta hoon main kitne paigaam deta hoon arre jab bhi tera naam leta hoon main kitne paigaam deta hoon kehti hain kya kya ye meri aankhen karta hoon kitni aankhon se baaten ye pyaar mera jaane kahaan raste mein atak jaata hai aati hai udd ke ek chingaari shola bhadak jaata hai arre jab jab dekhoon main kya pyaar aise deewaane ka jhootha tu saare zamaane ka kya pyaar aise deewaane ka jhootha tu saare zamaane ka dekhe kabhi na soorat tu meri dekhoon kabhi na soorat main teri par kya karun main aanchal nigoda sar se sarak jaata hai phoolon ki rut mein tu kaanta ban ke
oh oh oh aa aa aa aa aa aa aa aa aa daiya re daiya jab jab hum tumko dekhen hain re chhaila jab jab hum tumko dekhen hain re chhaila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor aisa kaahe ko hovat hai ri laila aisa kaahe ko hovat hai ri laila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor apni bahiya mein laile bahiya tu bahiya mein laile bahiya tu hamra saiyaan tu raah chalat kaahe chhed karat buri prem ki lat chal hat natkhat dharti pe aise ye aakaash phaila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor aika matbal tu maika samjha de matbal tu maika samjha de haika batla de kaahe matlab ye tu jaane re sab aisa hota hai sab piya prem ho jab hum e ka jaane humra prem hai pehla man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor saari duniya se naata toda hai
apna dard chhupana hai to geet khushi ke gaana jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai lala lala lala laaaa lala lala lala laaaa chalte chalte thak jaaye to chalte chalte thak jaaye to duniyaa bhojhal ban jaaye to aas kaa sooraj dhal jaaye to toofaan aandhi baadal bijli phir bhi chalte jaana jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai apna dard chhupana hai to geet khushi ke gaana jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai
jab kisi ki taraf dil jhukne lage baat aa kar zubaan tak rukne lage aankhon aankhon mein iqraar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage jab kisi ki taraf dil jhukne lage baat aa kar zubaan tak rukne lage aankhon aankhon mein iqraar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage chaahne jab lage dil kisi ki khushi dillagi ye nahin ye hai dil ki lagi aandhiyon ko dabaane se kya faaydaa pyaar dil mein chhupaane se kya faaydaa jaan se pyaara jab dildaar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage jab kisi ki taraf dil jhukne lage baat aa kar zubaan tak rukne lage aankhon aankhon mein iqraar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage uss ki khushboo agar apni saanson mein ho uska sapna agar apni aankhon mein ho jab naa dil ke behlne ki surat lage jab koi zindagi ki zaroorat lage aur jeena bhi dushwaar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage jab kisi ki taraf dil
ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o humnawaaz jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o humnawaaz na koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva tum dena saath mera o humnawaaz tum dena saath mera o humnawaaz ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath tum magar andheron mein na chhodna mera haath ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath tum magar andheron mein na chhodna mera haath jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o humnawaaz na koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva tum dena saath mera o humnawaaz wafadaari ki wo rasmein nibhayenge hum tum kasmein ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein wafadaari ki wo rasmein nibhayenge hum tum kasmein ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o
jab raam naam le le har kaam ho jaye jitni badi ho mushkil aasaan ho jaye jab raam naam le le har kaam ho jaye jitni badi ho mushkil aasaan ho jaye kya hua jo tujhko duniyaa nahin pahchane jo padi hai tujhpe vipdaa usse parbhu jane aise mein wo sab ko raasta dikhlaye jab raam naam le le har kaam ho jaye jitni badi ho mushkil aasaan ho jaye soch le bujhegi kaise tere mann ki jwalaa dhundh le yahin par tujhko milega ujala tu chhup ke ishwar ke dwaar se kyun jaye jab raam naam le le har kaam ho jaye jitni badi ho mushkil aasaan ho jaye
jab se tumko dekha hai sanam kya kahen kitne hai bechain jab se tumko dekha hai sanam kya kahen kitne hai bechain jab se tumko chaaha hai sanam kya kahen kitne hai bechain pehli nazar ne kiya aisa jaadoo na hosh hai na hai dil pe mere kaaboo haan pehli nazar ne kiya aisa jaadoo na hosh hai na hai dil pe mere kaaboo ye soch ke ghabraaun aashique na ban jaaun jab se tumko maanga hai sanam neend hai na mujhe kahin chain jab se tumko dekha hai sanam kya kahen kitne hai bechain toone chura li meri neend saari kitni sataaye mujhe beqaraari hooooo toone chura li meri neend saari kitni sataaye mujhe beqaraari teri yaad jo aati hai koi dard jagaati hai jab se tumko paaya hai sanam dekhun sapne din rain jab se tumko chaaha hai sanam kya kahen kitne hai bechain jab se tumko dekha hai sanam kya kahen kitne hai bechain jab se tumko chaaha hai sanam kya kahen kitne hai bechain
jab se tumko dekha dekha hi karte hain jab se tumko dekha dekha hi karte hain tum hi kuchh batlaao iss ko kya kehte hain l o v e l o v e l o v e jab se tumko dekha jeete hain marte hain jab se tumko dekha jeete hain marte hain tum hi kuchh batlaao iss ko kya kehte hain l o v e l o v e l o v e duniyaa lagne lagi koi sapnon ki waadiiiii mausam pehle naa tha kabhi itnaa gulaabiiiiii duniyaa lagne lagi koi sapnon ki waadiiiii mausam pehle naa tha kabhi itnaa gulaabiiiiii aaj to mujhpe naa jaane kaisi hai ye bekhudi l o v e l o v e l o v e jab se tumko dekha jeete hain marte hain tum hi kuchh batlaao iss ko kya kehte hain l o v e l o v e l o v e ta ra ra ta ra ra lala lala lala lala laaaa jaanam jaate ho udhar kahaan chhodo ye nazaare aao apna nazaara dekho dil mein humare jaanam jaate ho udhar kahaan chhodo ye nazaare aao apna nazaara dekho dil mein humare tum ho wahaan bhi yahaan bhi ye kaisi jaadugari l o v e l o v e l o v e jab se tumko dekha jeete hain marte hain
hmmmmmm hmmm hmmmm hmmmmm hooooo hoooo ooooo hooo hoooo hmmmmmm hmmm hmmmm hmmmmm hooooo hoooo ooooo hooo hoooo jab tak maine samjha jeevan kya hai jeevan beet gaya jeevan beet gaya jab tak maine samjha jeevan kya hai jeevan beet gaya jeevan beet gaya khushiyon ke har phool se maine ghum kaa haar piroya pyaar tamanna thi jeevan ki pyaar ko paa ke khoya apnon se khud tod ke naata apnepan ko roya apnepan ko roya jab tak maine samjha apna kya hai sapna toot gaya sapna toot gaya jab tak maine samjha jeevan kya hai jeevan beet gaya jeevan beet gaya jeevan ke kiss mod pe aa ke door huye wo dil se aandhi samay ki udaa ke le gayi mere nashemann ke tinke waade kar ke pyaar wafaa ke bichhde saathi mil ke bichhde saathi mil ke jab tak maine samjha saath kya hai saathi chhut gaya saathi chhut gaya jab tak maine samjha jeevan kya hai jeevan beet gaya jeevan beet gaya toote rishte yaad mein unki kyon bheegi hain palken toote rishte yaad mein unki kyon bheegi hain palken bikhre
oooo ooo ooo oooo ooo ooo oo ho jab se mili tose akhiyaan jiyara dole re dole o dole ho jab se mili tose akhiyaan jiyara dole re dole o dole ho meethe meethe pyaar ke yeh hichkole jiya dole re dole o dole ho jab se mili tose akhiyaan dole hai dole yeh dil ki duniya main nahin apne bas mein dole hai dole yeh dil ki duniya main nahin apne bas mein wo man mein chhupaa ek chor hai jo mere jee ki batiyaan khole ho jab se mili tose akhiyaan jiyara dole re dole o dole ho jab se mili tose akhiyaan raat mile jab din se aa jaaun main nadi kinaare raat mile jab din se aa jaaun main nadi kinaare chanchal jal ki natkhat lehrein kar jaayen ajab ishaare chanchal jal ki natkhat lehrein kar jaayen ajab ishaare hole hole tu bhi kisi ki ho le re dole o dole ho jab se mili tose akhiyaan pyaar mein ye dil jaise beech dhaar ek naiyya pyaar mein ye dil jaise beech dhaar ek naiyya main is paar hoon ya us paar hoon sach sach bata khewaiyya main is paar hoon ya us paar hoon sach sach bata
jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahin aayega o marjina nach hasina mushkil kar de sab ka jeena nahin to nahin to jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahin aayega o marjina nach hasina mushkil kar de sab ka jeena nahin to nahin to jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahin aayega nachegi teri jawaani dekhegi duniya deewani har cheez hai mere bas mein kya aag hai kya hai paani o nachegi teri jawaani dekhegi duniya deewani har cheez hai mere bas mein kya aag hai kya hai paani are chhu mantar chhu dekh idhar tu pehen le inko le yeh ghunghru warna gajab ho jayega ye jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahin aayega mana tujhe maine mana tu jadugar hai deewana bebas mujhe kar diya yun thehra hai sara zamana aah mana tujhe maine mana tu jadugar hai deewana bebas mujhe kar diya yun thehra hai sara zamana bas had kar di o bedardi batla kya hai teri marzi kab tak mujhe tadpayega hu hu hu aye jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahin aayega kismat kaa chamka
jagmag jagmag karta nikla chaand poonam ka pyaara jagmag jagmag karta nikla chaand poonam ka pyaara meri chandni bichhad gayi mere ghar mein hua andhiyara jagmag jagmag karta nikla chaand poonam ka pyaara yeh madmati raat ye thandi thandi hawa ke jhonke tere bina mere sune jigar mein birha ki agnee phunke jhilmil jhilmil taare chamakate jagmag hai jag saara meri chandni bichhad gayi mere ghar mein hua andhiyara jagmag jagmag karta nikla chaand poonam ka pyaara chaand ki sheetal sheetal kirne chaand ki sheetal sheetal kirne birha ke baan chalaye raat chandni diya jalaye angon mein aag lagaye yeh basant ki raat naa sulge jaise koi angaara meri chandni bichhad gayi mere ghar mein hua andhiyara jagmag jagmag karta nikla chaand poonam ka pyaara
jahan chaar yaar jahan chaar yaar mil jaayen wahin raat ho gulzaar jahan chaar yaar jahan chaar yaar mil jaayen wahin raat ho gulzaar jahan chaar yaar mehfil rangeen jame mehfil rangeen jame daur chale dhoom mache mast mast nazar dekhe naye chamatkar jahan chaar yaar jahan chaar yaar mil jaayen wahin raat ho gulzaar jahan chaar yaar one o clock in my house there was a cat there was a mouse khel rahe the danda gilli chooha aage peechhe billi choohe ko pad gaye jaan ke laale bola mujhko koi bachale chooha aage pichhe billi pichhe billi chooha aage chooha aage pichhe billi pichhe billi chooha aage chooha aage pichhe billi pichhe billi chooha aage band jharokha band thi khidki bigdi huyi thi haalat uski mere paas tha bhara gilass pee gaya chooha saari whisky kadak ke bola kahan hai billi dum daba ke billi bhaagi choohe ki phuti kismat jaagi dum daba ke billi bhaagi choohe ki phuti kismat jaagi dum daba ke billi bhaagi choohe ki phuti kismat jaagi aaaaa khel risky tha
heyyyyyyyy dhing phata phat dhingdi po ko ko ko ko ko ko ko ko ko dhing phata phat dhingdi po ko ko ko ko ko ko ko ko ko jahan teri ye nazar hai meri jaan mujhe khabar hai jahan teri ye nazar hai meri jaan mujhe khabar hai bach na saka koi aaye kitne lambe hain mere haath itne dekh idhar yaar dhyaan kidhar hai arre dekh idhar yaar dhyaan kidhar hai jahan teri ye nazar hai meri jaan mujhe khabar hai kyon nahin jaani tu ye samajhta kaam nahin hai ye tere bas ka kukdu ku ku kyon nahin jaani tu ye samajhta kaam nahin hai ye tere bas ka hosh mein aa ja dhyaan kidhar hai hosh mein aa ja dhyaan kidhar hai jahan teri ye nazar hai meri jaan mujhe khabar hai meri taraf jo utha hai tan ke kat ke wahi haath gira badan se arre meri taraf jo utha hai tan ke kat ke wahi haath gira badan se saamne aaye kiska jigar hai haan saamne aaye kiska jigar hai jahan teri ye nazar hai meri jaan mujhe khabar hai chaal ye banda aisi bhi chal jaaye band ho mutthi arre cheez nikal jaaye gili
aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa jai bhole naath jai ho prabhu sabse jagat mein oonchaa hai tu iss dar se chhota badaaaaa koi naa khaali gaya par khaali hai aanchal meraa jai bhole naath jai ho prabhu har daag dhulta hai yahaan dhulta yahaan har bhaag khulta hai yahaan khulta yahaan are main bhi usi dar pe aaya banti sab ki bigdi jahaan dhoondha zameen aasmaan mera to sab kuchh yahaan ab main aur jaaun kahaan ab aas do maalik tumhin o maalik tumhin kahin chain mujhe milta nahin haan milta nahin are din ke ujaale mein khoya mere dil ka tukda kahin mujh pe bhi ho teri chhaanv naa mulk chaahun naa gaanv de de mere bachche ko paanv jai bhole naath jai ho prabhu sabse jagat mein oonchaa hai tu
hare muraare madhu kaitab haare gopaala govinda mukunda shaure pralaya payodhi jale dhitavan asi vedam vihita vahitra charitram khedam keshava dhrit mein naa shareer jai jagadish hare keshava dhrit mein naa shareer jai jagadish hare jai jagadish hare keshava chalayasi vikramane balim adbhuta vamana pada nakha nira jani jana pavana keshava dhrit vamana rupa jai jagadish hare jai jagadish hare jai jagadish hare keshava dhrit vaman rupa jai jagadish hare jai jagadish hare vitarasi dikshu rane dikpati kamaniyam dashamukha mouli balim ramaniyam keshava dhrit rama shareer jaya jagadisha hare jai jagadish hare jai jagadish hare jai jagadish hare nindasi yajnya videraha shruti jatam sadaya hrudaya darshita pashu ghatam keshava dhirt buddha shareer jai jagadish hare jai jagadish hare jai jagadish hare mlechcha nivaha nidhane kalayasi karavalam dhumaketum iva kimapi karalam keshava dhrit kalki shareer jai jagadish hare jai jagadish hare jai jagadish hare jai jagadish hare
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jab Do Dil Takrayenge Do Gulab (1983) 07:23 39450
 
Poster of Do Gulab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Kunal Goswami, Meenakshi Seshadri
Duration : 07:23   Song Number : 39450   

Jab Do Pyaar Milte Hain Saveray Wali Gaadi (1986) 06:11 39031
 
Poster of Saveray Wali Gaadi (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunny Deol
Duration : 06:11   Song Number : 39031   

Jab Hum Jawaan Honge Betaab (1983) 05:28 20631
 
Poster of Betaab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Suny Deol, Amrita Singh
Duration : 05:28   Song Number : 20631   

Jab Jaag Uthe Armaan Bin Badal Barsaat (1963) 03:27 12920
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Asha Parekh
Duration : 03:27   Song Number : 12920   

Jab Jab Dekhoon Main Teri Taraf Takkar (1980) 05:32 37668
 
Poster of Takkar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra, Jayaparda
Duration : 05:32   Song Number : 37668   

Jab Jab Hum Tumko Mastana (1970) 04:49 15710
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mehmood, Padmini
Duration : 04:49   Song Number : 15710   

Jab Jab Jo Jo (Male) Vishwanath (1978) 04:04 14400
 
Poster of Vishwanath (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Vithal Bhai Patel
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 04:04   Song Number : 14400   

Jab Kisi Ki Pyaar To Hona Hi Tha (1998) 06:01 16857
 
Poster of Pyaar To Hona Hi Tha (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Vinoo Mahendra
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Ajay Devgan
Duration : 06:01   Song Number : 16857   

Jab Koi Baat Bigad Jaaye Jurm (1990) 08:00 18679
 
Poster of Jurm (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Indeevar, Payam Saidi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Meenakshi Seshadri
Duration : 08:00   Song Number : 18679   

Jab Raam Naam Le Le Har Abhi To Jee Lein (1977) 03:57 37012
 
Poster of Abhi To Jee Lein (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa, Kiran Kumar
Duration : 03:57   Song Number : 37012   

Jab Se Tumko Dekha Damini (1993) 05:05 13019
 
Poster of Damini (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 05:05   Song Number : 13019   

Jab Se Tumko Dekha Kaalia (1981) 05:48 17954
 
Poster of Kaalia (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Duration : 05:48   Song Number : 17954   

Jab Tak Maine Samjha Bheegi Palkein (1982) 06:35 18344
 
Poster of Bheegi Palkein (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Jugal Kishoree
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Babbar
Duration : 06:35   Song Number : 18344   

Jabse Mili Tose Ankhiyan Amanat (1955) 03:33 11839
 
Poster of Amanat (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Duration : 03:33   Song Number : 11839   

Jadugar Jadu Kar Jayega Alibaba Aur 40 Chor (1980) 05:13 38524
 
Poster of Alibaba Aur 40 Chor (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 05:13   Song Number : 38524   

Jagmag Jagmag Karta Nikla Rimjhim (1949) 03:16 16468
 
Poster of Rimjhim (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
A Shah
Duration : 03:16   Song Number : 16468   

Jahan Chaar Yaar Mil Jaayen Sharaabi (1984) 06:26 20637
 
Poster of Sharaabi (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan, Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 06:26   Song Number : 20637   

Jahan Teri Ye Nazar Hai Kaalia (1981) 05:27 17952
 
Poster of Kaalia (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:27   Song Number : 17952   

Jai Bhole Naath Jai Ho Prabhu Kunwara Baap (1974) 03:34 16265
 
Poster of Kunwara Baap (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:34   Song Number : 16265   

Jai Jagadish Hare Anand Math (1952) 03:14 12668
 
Poster of Anand Math (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Jaidev
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Prithviraj Kapoor, Geeta Bali
Duration : 03:14   Song Number : 12668   
Karaoke Songs of Kumar, Sad Songs of Kumar, Love Songs of Kumar, Dance Songs of Kumar, Hip-hop songs of Kumar, Best songs of Kumar, Super hit songs of Kumar, hit songs of Kumar, duet songs of Kumar, solo songs of Kumar, old songs of Kumar, famous songs of Kumar, Hindi Karaoke Songs of Kumar, Hindi Sad Songs of Kumar, Hindi Love Songs of Kumar, Hindi Dance Songs of Kumar, Hindi Hip-hop songs of Kumar, best Hindi songs of Kumar, super hit Hindi songs of Kumar, hit Hindi songs of Kumar, duet Hindi songs of Kumar, solo Hindi songs of Kumar, old Hindi songs of Kumar, famous Hindi songs of Kumar, Sing Along Songs of Kumar, Sing Along Sad Songs of Kumar, Sing Along Love Songs of Kumar, Sing Along Dance Songs of Kumar, Sing Along Hip-hop songs of Kumar, Sing Along Best songs of Kumar, Sing Along Super hit songs of Kumar, Sing Along hit songs of Kumar, Sing Along duet songs of Kumar, Sing Along solo songs of Kumar, Sing Along old songs of Kumar, Sing Along famous songs of Kumar