MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeO P Nayyar
HomeO P Nayyar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa humko tumhaare ishq ne kya kya bana diya jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya humko tumhaare ishq ne kya kya bana diya kaashi se kuchh garaj thi naa kaabe se waasta hum dhundhane chale the mohabbat ka raastaaaaa dekha tumhaare darr ko to sar ko jhuka diya jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya dil ki lagi ne kar diya dono ko beqaraar dohraa ke daastaan e mohabbat phir ek baar majnoo humen aur aap ko laila bana diya jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya nikale teri talaash mein aur khud hi kho gaye kuchh ban padi naa humse to deewane ho gayeeeee deewangi ne phir tera koochaa dikha diya jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya jalwon ki bhikh phekne waale ki khair ho pardaa hata ke dekhne waale ki khair hoooooo ban ke bhikhaari ishq ne daaman bichha diyaa jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya humko tumhaare ishq ne kya kya bana diya aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa click here
humne jab dil tha diya koi vaada tha kiya huzoor aapne muft ilzaam diya yoon hi badnaam kiya huzoor aapne humne jab dil tha diya koi vaada tha kiya huzoor aapne muft ilzaam diya yoon hi badnaam kiya huzoor aapne leke dil tumne kaha tha ki sambhaalenge isse kabhi machlega to seene se laga lenge isse leke dil tumne kaha tha ki sambhaalenge isse kabhi machlega to seene se laga lenge isse jaane kya maine kaha jaane kya tumne suna jaane kya maine kaha jaane kya tumne suna main karun pyaar bhala mujhko paagal na bana humne jab dil tha diya koi vaada tha kiya huzoor aapne muft ilzaam diya yoon hi badnaam kiya huzoor aapne apne dil se kabhi chaahat ka maza poochh to lo dil ne khayi thi kasam dil se zara poochh to lo apne dil se kabhi chaahat ka maza poochh to lo dil ne khayi thi kasam dil se zara poochh to lo mera dil kab hai mera wo to ja tujhse mila mera dil kab hai mera wo to ja tujhse mila dekh baatein na bana mere jee ko na jala humne jab dil tha diya koi vaada tha click here
humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya iss dil ka kya karenge ye ab aap sochiye hum aap ki wafaa ki kasam kha rahe hai aaj hum aap ki wafaa ki kasam kha rahe hai aaj kaise wafaa karenge ye ab aap sochiye humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya jab dil se humne jod liya dil ka silsilaa jab dil se humne jod liya dil ka silsilaa aage hai kya naseeb mein jaane meri bala chhoda jawaab hi pe muhabbat ka faisala kya faisala karenge ye ab aap sochiye humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya chaahat ka aitbaar hai kitna haseen khawaab chaahat ka aitbaar hai kitna haseen khawaab aise mein kaun maange kisi baat ka jawaab jab aap hi ke haath hai taqdeer ki kitaab kya kya likha karenge ye ab aap sochiye humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya iss dil ka kya karenge ye ab aap sochiye hum aap ki wafaa ki kasam kha rahe hai aaj kaise wafaa karenge ye ab aap sochiye humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya click here
huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh chaahat ab na hogi kam bhala maano bura maano huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh roothi si nazar yeh maathe ki shikan yeh roothi si nazar yeh maathe ki shikan libaas e rang mein yeh bal khata badan hai pyaasa pyaar ka yeh saara baankpan hai pyaasa pyaar ka yeh saara baankpan ho ho ho pyaar kya hai jaane tamanna ab to pehchaano huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh chaahat ab na hogi kam bhala maano bura maano aji ik hum to kya ho tum aise hasin aji ik hum to kya ho tum aise hasin farishta bhi tumhein agar dekhe kahin to jannat bhool ke behak jaaye yahin to jannat bhool ke behak jaaye yahin ho ho ho pyaar kya hai jaane tamanna ab to pehchaano huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh chaahat ab na hogi kam bhala maano bura maano tumhin ko chun liya nazar ki baat hai tumhin ko chun liya nazar ki baat hai liya ghum aapka jigar ki baat hai ho tum phir bhi khafa asar click here
ik pardesi mera dil le gayaa jaate jaate mitha mitha ghum de gayaa haan ik pardesi mera dil le gayaa jaate jaate mitha mitha ghum de gayaa haan kaun pardesi tera dil le gayaa moti moti aakhiyon mein aansoon de gayaa hoye kaun pardesi tera dil le gayaa moti moti aakhiyon mein aansoon de gayaa mere pardesiyan ki yahi hai nishaani aakhiyaan bilor ki shishe ki jawaani mere pardesiyan ki yahi hai nishaani aakhiyaan bilor ki shishe ki jawaani thandi thandi aahon ka salaam de gayaa jaate jaate mitha mitha ghum de gayaa haan kaun pardesi tera dil le gayaa moti moti aakhiyon mein aansoon de gayaa hoye kaun pardesi tera dil le gayaa moti moti aakhiyon mein aansoon de gayaa dhoondh rahe tujhe laakhon dilwaale kar de o gori zaraa aankhon se ujaale dhoondh rahe tujhe laakhon dilwaale kar de o gori zaraa aankhon se ujaale aankhon ka ujaala pardesi le gayaa jaate jaate mitha mitha ghum de gayaa haan kaun pardesi tera dil le gayaa moti moti aakhiyon mein aansoon de gayaa us ko click here
is bewafaa jahaan mein wafaa dhundhte rahe is bewafaa jahaan mein wafaa dhundhte rahe is bewafaa jahaan mein wafaa dhundhte rahe naadaan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahen is bewafaa jahaan mein har raasta agar ke tera raasta naa tha har raasta agar ke tera raasta naa tha har raaste mein tera pata dhundhte rahe har raaste mein tera pata dhundhte rahe naadaan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahen is bewafaa jahaan mein ik dil ka dard hans ke saha zindagi ke saath ik dil ka dard hans ke saha zindagi ke saath ik dil ka chain tha ke sadaa dhundhate rahe ik dil ka chain tha ke sadaa dhundhate rahe naadaan the kitne hum bhi ye kya dhundhte rahen is bewafaa jahaan mein click here
is duniya mein pyare do kaam karna fashion se jeena aur fashion se marna haye is duniya mein pyare do kaam karna fashion se jeena aur fashion se marna is duniya mein pyare bababa bashu bet bababa bashu bet bababa bashu bet bet men meshura husn husn teri takdeer hai pyaar teri jageer hai ranjha bankar dhund le jahaan bhi teri heer hai ranjha bankar dhund le are jahaan bhi teri heer hai o doli chadan mariyaan heer cheekkan o doli chadan mariyaan heer cheekkan o mainu le chal bawla le chal ve o sanu le chal ve are miyaun miyaun are baffu baffu are miyaun miyaun are baffu baffu paa kar chahat yaar ki charcha na karna fashion se jeena aur fashion se marna is duniya mein pyare are tu karle fashion are tu karle fashion are tu karle fasion karle karle kar zara jiyo jiyo to aisi shaan se jhoom uthe khud zindagi maro to is andaz se kare zamana bandagi maro to is andaz se are kare zamana bandagi karle karle karle khuda ke naam pe pyare fashion bahut zaroori hai karle khuda ke click here
hoooo hoooooo aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa haai ishaaron ishaaron mein dil lene waale bataa ye hunar tune seekhaa kahaan se nigaahon nigaahon mein jaadoo chalaana meri jaan seekhaa hai tumne jahaan se aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aa haaa aaaaa aaaa aaaa aaaa hoo mere dil ko tum bhaa gaye meri kyaa thi iss mein khataa mujhe jis ne tadpaa diya yahi thi wo zaalim adaa yahi thi wo zaalim adaa ye ranjhaa ki baaten ye majnoo ke kisse alag to nahin hain meri dastaan se ishaaron ishaaron mein dil lene waale bataa ye hunar tune seekhaa kahaan se hooo muhabbat jo karten hain wo muhabbat jataate nahin dhadkane apne dil ki kabhi kisi ko sunaate nahin kisi ko sunaate nahin mazaa kyaa rahaa jab ke khud kar diya ho mohabbat kaa izhaar apni zubaan se nigaahon nigaahon mein jaadoo chalaana meri jaan seekhaa hai tumne kahaan se hooo maanaa ke jaan e jahaan laakhon mein tum ek ho humaari nigaahon ki bhi kuchh to magar daad do kuchh to magar daad do bahaaron ko bhi naaz jis phool par click here
hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa hmmmm hmmm hmmm hmmmm ja ja ja ja bewafaa kaisa pyaar kaisi preet re tu naa kisi ka meet re jhuthi teri pyaar ki kasam ja ja ja ja bewafaa dil pe har zafaa dekh li beasar duaa dekh li kuchh kiya naa dil ka khayaal jaa teri wafaa dekh li kuchh kiya naa dil ka khayaal jaa teri wafaa dekh li ja ja ja ja bewafaa kaisa pyaar kaisi preet re tu naa kisi ka meet re jhuthi teri pyaar ki kasam ja ja ja ja bewafaa kyun naa ghum se aahen bharun yaad aa gayi kya karun bekhabar bas itna bata pyaar mein jiyun yaa marun bekhabar bas itna bata pyaar mein jiyun yaa marun ja ja ja ja bewafaa kaisa pyaar kaisi preet re tu naa kisi ka meet re jhuthi teri pyaar ki kasam ja ja ja ja bewafaa click here
jaako raakhe saaiyaan maar sake naa koye baal na beeka kar sake jo jag baireeee hoye jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan khode kuwaan auron ke liye khud usmein gir jaaye bhala kare ya bura kare tere saamne aaye jaisi karni waisi bharni hoooo oooo jaisi karni waisi bharni daata ka farmaan jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan teri amaanat hum leke tere dwaare aaye dukh chinta mein ek tu hi kaam humaare aaye naam hai tera bhole shankar oooo oooo naam hai tera bhole shankar teri shakti mahaan jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan click here
aaaaa aaaa aaaaa aaaaa jaan sake to jaan tere mann mein chhupkar baithe dekh tere bhagwaan jaan sake to jaan sadiyaan beeti lekin tera deep na bujhane paaya teri poonji mann ki daulat sabse unchi maaya seeta jaisi shakti tujh mein seeta jaisi shakti tujh mein parwati si shaan jaan sake to jaan tere mann mein chhupkar baithe dekh tere bhagwaan jaan sake to jaan koi na tera na koi mera saare naate jhuthe toote jag ki aas to kya ghum aas na uski toote wohi tera sachcha swami maan are insaan jaan sake to jaan ghar bhi chhoota dar bhi chhuta dhundhe rain basera ghum ke gahre badal chhaaye chaaron or andhera nirdhan ke dukh dard ko kyun kar jaan sake dhanvaan jaan sake to jaan paap ki apne dekho murakh aap saza hai pata jo bhi seedhi raah se bhatke jod naa usse naata jaisi karni waisi bharani jaisi karni waisi bharani bhool na jaana naath jaan sake to jaan tere mann mein chhupkar baithe dekh tere bhagwaan jaan sake to jaan rain andheri rasta soona bhatke ja dukhiyari click here
jaane kahaan mera jigar gaya ji abhi abhi yahin tha kidhar gaya ji kisi ki adaaon pe mar gaya ji badi badi ankhiyon se dar gaya ji are jaane kahaan mera jigar gaya ji abhi abhi yahin tha kidhar gaya ji kisi ki adaaon pe mar gaya ji badi badi ankhiyon se dar gaya ji kahin maare darr ke chuhaa to nahin ho gaya kahin maare darr ke chuhaa to nahin ho gaya kone kone dekha naa jaane kahaan kho gaya kone kone dekha naa jaane kahaan kho gaya yahaan use laaye kaahe ko bina kaam re jaldi jaldi dhundhon ke hone lagi shaam re yahaan use laaye kaahe ko bina kaam re jaldi jaldi dhundhon ke hone lagi shaam re jaane kahaan mera jigar gaya ji abhi abhi yahin tha kidhar gaya ji kisi ki adaaon pe mar gaya ji badi badi ankhiyon se dar gaya ji koi ulfat ki nazar zara pher de koi ulfat ki nazar zara pher de le le do chaar aane jigar mera pher de le le do chaar aane jigar mera pher de aise nahin chori khulegi taqraar se chalo chalo thaane bataayen jamaadaar se aise nahin chori khulegi click here
jaan e tammanna kya kar daala aanchal mein muskaa ke jaan e tammanna kya kar daala aanchal mein muskaa ke dil ki dhadkan aur badha di yun dekha sharma ke jaan e tammanna kya kar daalaa aa aaaa aaaa aaaa ahha ha ha oh ho ho ho aaha ha ha ha aaaa kitna haseen hai teri aankhon ka jaadu haay oi hoy hoy hoye kitna haseen hai teri aankhon ka jaadu khushboo mein doobi huyi saanson ka jaadu dil ko lubhaane waali baaton ka jaadu baaton ka jaadu haar gayi main sab kuchh apna in kadmon mein aake haar gayi main sab kuchh apna in kadmon mein aake dil ki dhadkan aur badha di yun dekha sharma ke jaan e tammanna kya kar daalaa ho ho ho ho ho aa ha aa ha ha oho oho ho ho ha ho aah ha ha ha ha ha ha betaab dil hai mera madhosh aankhen haay oi hoy hoy hoye betaab dil hai mera madhosh aankhen karta hoon dil se apne teri hi baaten kaise guzaarun apni bechain raatein bechain raatein mere dil mein aa jaao tum duniya ko thukra ke mere dil mein aa jaao tum duniya ko thukraa ke jaan e click here
o girdhari ooooo oooo ooo ooo mere shyam o girdhari banwaari mere shyam kuchh aur nahin bas dhayaan tera kuchh aur nahin bas dhayaan tera humen tere dwaar pe laaya hai wo khaali haath nahin lauta wo khaali haath nahin lauta jo sharan tumhaari aaya hai kuchh aur nahin bas dhayaan tera hai madhur muraliyaa honthon pe tere shyam hai madhur muraliyaa honthon pe maathe pe mukat ki chhaya hai o bansi waale girdhari humen tera mukat mann bhaaya hai kuchh aur nahin bas dhayaan tera tere charnon mein jag waale behrupiye ban kar aate hai ye ander se hai chor magar baahar saadhu kehlate hain sach to hai yahi ke chori ne har dil pe dere daale hain main chor yahaan ye chor yahaan aur chor sabhi jag waale hain tu bhi to chor hai gopala tu bhi to chor hai gopala maakhan tune bhi churaya hai wo khaali haath nahin lauta wo khaali haath nahin lauta jo sharan tumhaari aaya hai kuchh aur nahin bas dhayaan tera ho jaaye beda paar mera jo beech mein ye sansaar na ho jo khel rachaya hai click here
jaiye aap kahan jayenge ye nazar laut ke phir aayegi ye nazar laut ke phir aayegi door tak aap ke peechhe peechhe door tak aap ke peechhe peechhe meri aawaaz chali jaayegi jaiye aap kahan jayenge ye nazar laut ke phir aayegi ye nazar laut ke phir aayegi aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aap ko pyaar mera yaad jahaan aayega koi kaanta wahin daaman se lipat jaayega koi kaanta wahin daaman se lipat jaayega jaiye aap kahan jayenge ye nazar laut ke phir aayegi ye nazar laut ke phir aayegi aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jab uthoge meri betaab nigahon ki tarah rok legi koi daali meri baahon ki tarah rok legi koi daali meri baahon ki tarah jaiye aap kahan jayenge ye nazar laut ke phir aayegi ye nazar laut ke phir aayegi aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa dekhiye chain milega na kahin dil ke siva aap ka koi nahin koi nahin dil ke siva click here
jaata kahaan hai deewane sab kuchh yahaan hai sanam baaki ke sare fasaane jhuthe hain teri kasam fifty kuchh tere dil mein fifty kuchh mere dil mein fifty zamaanaa hai bura pehloo badalne lage ghabra ke chalne lage aankhen mili bhi nahin yunhi sambhalne lage aji suniye huzur jana hum se na door aji suniye huzur dekho dil hai kisi ka jalana bura jaata kahaan hai deewane sab kuchh yahaan hai sanam baaki ke sare fasaane jhuthe hain teri kasam fifty kuchh tere dil mein fifty kuchh mere dil mein fifty zamaanaa hai bura saiyaad hai tu magar mujh ko na yun tan ke dekh naa jaa zara ek bar qaidi mera ban ke dekh mano mano meri baat ye hai pehli mulakat mano mano meri baat dekho pehlun se uth ke hai jaana bura jaata kahaan hai deewane sab kuchh yahaan hai sanam baaki ke sare fasaane jhuthe hain teri kasam fifty kuchh tere dil mein fifty kuchh mere dil mein fifty zamaanaa hai bura click here
jawaaniyan ye mast mast bin piye jalaati chal rahi hai raah mein diye na jaane inmen kis ke waaste hoon main na jaane inmen kaun hai mere liye jawaaniyan ye mast mast bin piye jalaati chal rahi hai raah mein diye na jaane inmen kis ke waaste hoon main na jaane inmen kaun hai mere liye mere liye mere liye mere liye mere liye sabhi haseen sabhi jawaan kahaan pe dil ko haariye sabhi hai dil ki mehmaan kise kise pukaariye kise kise pukaariye jawaaniyan ye mast mast bin piye jalaati chal rahi hai raah mein diye na jaane inmen kis ke waaste hoon main na jaane inmen kaun hai mere liye mere liye mere liye mere liye mere liye deewane hum the chaah ke to beqaraar ho liye ke door ki nighaah ke gunaahgaar ho liye gunaahgaar ho liye jawaaniyan ye mast mast bin piye jalaati chal rahi hai raah mein diye na jaane inmen kis ke waaste hoon main na jaane inmen kaun hai mere liye mere liye mere liye mere liye mere liye click here
jeena hai kya jeena hai kya jeena hai kya koi kya jaane o deewane jhoom le khushi mein jiya choom le hansi mein kya hai aur zindagi mein jiya dole haule haule jiya dole dole dole aaja haule haule haule o dilruba dilruba aa bhi jaa lal lal la lal la la la lal lal lal la lal lal la lal lal lal la lal lal la lal lal lal la lal lal la lal lal lal la lal o dilruba dillagi bekhudi hai yahi zindagi koi bahana dhoond le pyaar ka daaman choom le koi bahaana dhoond le pyaar ka daaman choom le aur bin piye ghoome jaa jeena hai kya koi kya jaane o deewane jhoom le khushi mein jiya choom le hansi mein kya hai aur zindagi mein jiya dole haule haule jiya dole dole dole aaja haule haule haule o dilruba dilruba aa bhi jaa rutt jawaan dil jawaan keh bhi de daastan abhi se kyun majboor hai abhi savera door hai abhi se kyun majboor hai abhi savera door hai dil ki shamma na bujha jeena hai kya koi kya jaane o deewane jhoom le khushi mein jiya choom le hansi mein kya hai aur zindagi click here
jhukaa jhukaa ke nigaahen milaaye jaate hain bachaa bachaa ke nishaane lagaaye jaate hain huzoor jab se mere dil pe chhaaye jaate hain ye haal hai ke qadam dagmagaaye jaate hain ye haal hai ke hamein to aapki ik ik ada ne loot liya hamein to aapki ik ik ada ne loot liya nazar uthaate nahin muskuraaye jaate hain nazar uthaate nahin jinhen hai ishq zabaan se wo kuchh nahin kahte jinhen hai ishq zabaan se wo kuchh nahin kahte ye aap hain ke mohabbat jataaye jaate hain ye aap hain ke ham hi se sikhi adaayen ham hi pe vaar kiya ham hi se sikhi adaayen ham hi pe vaar kiya hamaare teer hamin par chalaaye jaate hain hamaare teer huzoor ko main diwaana kahoon to phir kya ho huzoor ko main diwaana kahoon to phir kya ho ke bin bulaaye mere ghar mein aaye jaate hain ke bin bulaaye mere ghar mein aaye jaate hain huzoor jab se mere click here
jhuki jhuki pyaar ki nazar dekhe unhe dil mein jhoom kar jhuki jhuki pyaar ki nazar dekhe unhe dil mein jhoom kar gori zara dekh lo idhar aji humein mil gayi khabar gori zara dekh lo idhar aji humein mil gayi khabar jo baat hai khushi ki wo baat kuchh na puchho hai raat aane waali wo raat kuchh na puchho jo baat hai khushi ki wo baat kuchh na puchho hai raat aane waali wo raat kuchh na puchho banke chanda pyaar ka phanda dil pe daala re banke chanda pyaar ka phanda dil pe daala re jhuki jhuki pyaar ki nazar dekhe unhe dil mein jhoom kar gori zara dekh lo idhar aji humein mil gayi khabar aaj to tumhare hain gaal bhi gulaabi dekho kar na dena baharon ko sharaabi aaj to tumhare hain gaal bhi gulaabi dekho kar na dena baharon ko sharaabi lehren dekhun dil lehraaye jhoomein jaun re lehren dekhun dil lehraaye jhoomein jaun re jhuki jhuki pyaar ki nazar dekhe unhe dil mein jhoom kar gori zara dekh lo idhar aji humein mil gayi khabar achchha ab main jaani ye baaton ke click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Humko Tumhare Ishq Ne Ek Musafir Ek Hasina (1962) 04:23 13225
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Raag- 
Kedar
Duration : 04:23   Song Number : 13225   

Humne Jab Dil Tha Diya Chhoo Mantar (1956) 03:00 39826
 
Poster of Chhoo Mantar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:00   Song Number : 39826   

Humne To Dil Ko Mere Sanam (1965) 05:14 11901
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Vishwajeet
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:14   Song Number : 11901   

Huye Hain Tum Pe Aashiq Hum Mere Sanam (1965) 04:06 20522
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:06   Song Number : 20522   

Ik Pardesi Mera Dil Le Gayaa Phagun (1958) 04:07 20577
 
Poster of Phagun (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Pilu
Duration : 04:07   Song Number : 20577   

Is Bewafaa Jahaan Mein Aasmaan (1952) 03:18 15541
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 03:18   Song Number : 15541   

Is Duniya Mein Pyare Shrimanji (1968) 03:34 36410
 
Poster of Shrimanji (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 36410   

Ishaaron Ishaaron Mein Kashmir Ki Kali (1964) 05:11 20590
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shammi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Duration : 05:11   Song Number : 20590   

Ja Ja Ja Bewafaa Aar Paar (1954) 03:42 12591
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:42   Song Number : 12591   

Jaako Raakhe (Jis Ka Rakhwala Bhagwan) Aisa Bhi Hota Hai (1971) 03:41 40526
 
Poster of Aisa Bhi Hota Hai (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:41   Song Number : 40526   

Jaan Sake To Jaan Ustad (1957) 07:09 36434
 
Poster of Ustad (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Anjali Devi
Raag- 
Jaunpuri
Duration : 07:09   Song Number : 36434   

Jaane Kahaan Mera Jigar Mr & Mrs 55 (1955) 03:46 20613
 
Poster of Mr & Mrs 55 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johny Walker, Yasmeen Khan
Duration : 03:46   Song Number : 20613   

Jaane Tammanna Kya Kar Daala C I D 909 (1967) 03:20 17975
 
Poster of C I D 909 (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:20   Song Number : 17975   

Jai Krishna Hare Heera Moti (1979) 06:37 13328
 
Poster of Heera Moti (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ahamad Wasi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Danny
Duration : 06:37   Song Number : 13328   

Jaiye Aap Kahan Jayenge Mere Sanam (1965) 06:38 20655
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:38   Song Number : 20655   

Jata Kahan Hai Deewane C I D (1956) 04:03 20650
 
Poster of C I D (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:03   Song Number : 20650   

Jawaniyan Ye Mast Mast Tumsa Nahin Dekha (1957) 03:29 12087
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 12087   

Jeena Hai Kya Koi Kya Jaane Miss Coca Cola (1955) 03:22 37688
 
Poster of Miss Coca Cola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:22   Song Number : 37688   

Jhuka Jhuka Ke Nigaahen Miss Coca Cola (1955) 03:32 16278
 
Poster of Miss Coca Cola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Shammi Kapoor
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 03:32   Song Number : 16278   

Jhuki Jhuki Pyaar Ki Nazar Johnny Walker (1957) 03:38 39056
 
Poster of Johnny Walker (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shyama, Sulochana
Duration : 03:38   Song Number : 39056   
Karaoke Songs of o p nayyar, Sad Songs of o p nayyar, Love Songs of o p nayyar, Dance Songs of o p nayyar, Hip-hop songs of o p nayyar, Best songs of o p nayyar, Super hit songs of o p nayyar, hit songs of o p nayyar, duet songs of o p nayyar, solo songs of o p nayyar, old songs of o p nayyar, famous songs of o p nayyar, Hindi Karaoke Songs of o p nayyar, Hindi Sad Songs of o p nayyar, Hindi Love Songs of o p nayyar, Hindi Dance Songs of o p nayyar, Hindi Hip-hop songs of o p nayyar, best Hindi songs of o p nayyar, super hit Hindi songs of o p nayyar, hit Hindi songs of o p nayyar, duet Hindi songs of o p nayyar, solo Hindi songs of o p nayyar, old Hindi songs of o p nayyar, famous Hindi songs of o p nayyar, Sing Along Songs of o p nayyar, Sing Along Sad Songs of o p nayyar, Sing Along Love Songs of o p nayyar, Sing Along Dance Songs of o p nayyar, Sing Along Hip-hop songs of o p nayyar, Sing Along Best songs of o p nayyar, Sing Along Super hit songs of o p nayyar, Sing Along hit songs of o p nayyar, Sing Along duet songs of o p nayyar, Sing Along solo songs of o p nayyar, Sing Along old songs of o p nayyar, Sing Along famous songs of o p nayyar