Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJagjit Singh
HomeJagjit Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
nazar uthao zara tum to kainaat chale nazar uthao zara tum to kainaat chale hai intezaar ke aankhon se koi baat chale hai intezaar ke aankhon se koi baat chale nazar uthao zara tum to kainaat chale tumhaari marzi bina waqt bhi apaahiz hai tumhaari marzi bina waqt bhi apaahiz hai naa din khisakta hai aage naa aage raat chale naa din khisakta hai aage naa aage raat chale hai intezaar ke aankhon se koi baat chale nazar uthao zara tum to kainaat chale naa jaane unglee chhuda kar nikal gaya hai kidhar naa jaane unglee chhuda kar nikal gaya hai kidhar bahot kaha tha zamane se saath saath chale bahot kaha tha zamane se saath saath chale hai intezaar ke aankhon se koi baat chale nazar uthao zara tum to kainaat chale kisi bhikhaari ka toota hua katora hai kisi bhikhaari ka toota hua katora hai gale mein daale usse aasaman pe raat chale gale mein daale usse aasaman pe raat chale hai intezaar ke aankhon se koi baat chale nazar uthao zara tum to kainaat chale to kainaat chale
kaise kaise haadse sehte rahe kaise kaise haadse sehte rahe phir bhi hum jeete rahe hanste rahe kaise kaise haadse sehte rahe uske aa jaane ki ummeeden liye uske aa jaane ki ummeeden liye uske aa jaane ki ummeeden liye raasta mud mud ke hum takte rahe raasta mud mud ke hum takte rahe kaise kaise haadse sehte rahe waqt to guzra magar kuchh iss tarah waqt to guzra magar kuchh iss tarah waqt to guzra magar kuchh iss tarah hum charaagon ki tarah jalte rahe hum charaagon ki tarah jalte rahe kaise kaise haadse sehte rahe kitne chehre the humare aas paas kitne chehre the humare aas paas kitne chehre the humare aas paas tum hi tum dil mein magar baste rahe tum hi tum dil mein magar baste rahe kaise kaise haadse sehte rahe phir bhi hum jeete rahe hanste rahe kaise kaise haadse sehte rahe kaise kaise haadse sehte rahe
kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga mera darwaaza hawaon ne hilaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga dil e naadaan na dhadak aye dil e naadaan na dhadak dil e naadaan na dhadak aye dil e naadaan na dhadak koi khat le ke padosi ke ghar aaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga mera darwaaza hawaon ne hilaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga gul se lipti huyi titli ko gira kar dekho gul se lipti huyi titli ko gira kar dekho aandhiyon tumne darakhton ko girayaa hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga mera darwaaza hawaon ne hilaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga kaif pardes mein mat yaad karo apna makaan kaif pardes mein mat yaad karo apna makaan ab ke baarish ne use tod giraya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga mera darwaaza hawaon ne hilaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga
kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai hoti hai hoti hai hoti hai ye haqeeqat to nigaahon se bayaan hoti hai ye haqeeqat to nigaahon se bayaan hoti hai kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai wo naa aayen to sataati hai khalish si dil ko wo naa aayen to wo naa aayen to sataati hai khalish si dil ko wo jo aayen to khalish aur jawaan hoti hai wo jo aayen to khalish aur jawaan hoti hai ye haqeeqat to nigaahon se bayaan hoti hai kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai zindagi ek zindagiiiiiiiii zindagiiiiiiii zindagi zindagi zindagi ek sulagti si chita hai saahir zindagiiiiii zindagiiiiiiiiii zindagi ek zindagi ek sulagti si chita hai saahir shola banti hai na ye bujh ke dhunwa hoti hai shola banti hai na ye bujh ke dhunwa hoti hai ye haqeeqat to nigaahon se bayaan hoti hai kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai
kisko aati hai masihai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon bol aye khunkhar tanhai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon chup rahun to har nafas dasta hai nagan ki tarah chup rahun to har nafas dasta hai nagan ki tarah aah bharne mein hai ruswai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon uff khamoshi ki ye aahen dil ko barmati huyi uff khamoshi ki ye aahen dil ko barmati huyi uff ye sannate ki shehnai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon bol aye khunkhar tanhai kise aawaaz doon kisko aati hai masihai kise aawaaz doon
kisko qaatil main kahoon kisko maseeha samjhoon kisko qaatil main kahoon kisko maseeha samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon wo bhi kya din the ke har vaham yakeen hota tha wo bhi kya din the ke har vaham yakeen hota tha ab haqeeqat nazar aaye to use kya samjhoon ab haqeeqat nazar aaye to use kya samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon dil jo toota to kayi haath dua ko utthe dil jo toota to kayi haath dua ko utthe aise mahaul mein ab kis ko paraaya samjhoon aise mahaul mein ab kis ko paraaya samjhoon zulm ye hai ke hai yaqtaa teri begaanaravee zulm ye hai ke hai yaqtaa teri begaanaravee lutf ye hai ke main ab tak tujhe apna samjhoon lutf ye hai ke main ab tak tujhe apna samjhoon kisko qaatil main kahoon kisko maseeha samjhoon sab yahaan dost hi baithe hain kise kya samjhoon
koi dost hai na raqeeb hai koi dost hai na raqeeb hai koi dost hai na raqeeb hai tera sehar kitna ajeeb hai koi dost hai na raqeeb hai wo jo ishq tha wo junoon tha wo jo ishq tha wo junoon tha ye jo hijr hai ye naseeb hai ye jo hijr hai ye naseeb hai ye jo hijr hai ye naseeb hai koi dost hai na raqeeb hai yahaan kis ka chehraa padha karun yahaan kis ka chehraa padha karun yahaan kaun itna kareeb hai yahaan kaun itna kareeb hai yahaan kaun itna kareeb hai tera sehar kitna ajeeb hai main kise kahun mere saath chal main kise kahun mere saath chal yahaan sab ke sar pe saleeb hai yahaan sab ke sar pe saleeb hai yahaan sab ke sar pe saleeb hai koi dost hai na raqeeb hai koi dost hai na raqeeb hai tera sehar kitna ajeeb hai koi dost hai na raqeeb hai
koi gesu koi aanchal humein aawaaz na de ab kisi aankh ka kajal humein aawaaz na de hum hain khamosh to khamosh hi rehne do humein koi aahat koi halchal humein aawaaz na de hum ne tanhai ko mehboob bana rakha hai raakh ke dher ne sholon ko daba rakha hai phir pukara hai mohabat ne humein kya keeje di sada husn ki jannat ne humein kya keeje jis ke saye se bhi aksar humein dar lagta tha chhoo liya phir usi hasrat ne humein kya keeje hum ne jazbaat se daman ko bacha rakha hai raakh ke dher ne sholon ko daba rakha hai raas aaye na kabhi pyaar ke halaat humein dil ke is khel mein har baar huyi maat humein kya karenge kahan jayenge kidhar jayenge de gayi jab bhi daga gar yeh mulakaat hamein bas isi soch ne deewana bana rakha hai raakh ke dher ne sholon ko daba rakha hai raakh ke dher ne sholon ko daba rakha hai
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa heyyyyyy aaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaaaa heyyyy heyyyyyy heyyyyy heyyyy heyyyy heyyyyyy heyyyy aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa koi paas aaya savere savere koi paas aaya savere savere mujhe aazmaaya savere savere mujhe aazmaaya savere savere koi paas aaya savere savere meri daastaan ko zara saa badal kar meri daastaan ko zara saa badal kar mujhe hi sunaaya savere savere mujhe hi sunaaya savere savere jo kehta tha kal shab sambhalna sambhalna jo kehta tha kal shab sambhalna sambhalna wohi ladkhadaaya savere savere wohi ladkhadaaya savere savere ga ma dha ni sa re sa ni dha ma ni dha ma ga re sa ni ni re ga ni re ga ni re ga ga ga ni re ma ma ma ni re ga ga ga ni re ma ma ma kati raat saari meri maikade mein kati raat saari meri maikade mein meri maikade mein raat saaaaaaaaaaaaaaa raat saaaaaariiiiiiii kati raat saari meri maikade
koi samjhega kya raaz e gulshan koi samjhega kya raaz e gulshan jab tak uljhe naa kaanton se daaman koi samjhega kya raaz e gulshan yak ba yak saamne aana jaana yak ba yak saamne aana jaana yak ba yak saamne aana jaana ruk naa jaaye kahin dil ki dhadkan ruk naa jaaye kahin dil ki dhadkan ruk naa jaaye kahin dil ki dhadkan koi samjhega kya raaz e gulshan gul to gul khaar tak chun liye hain gul to gul khaar tak chun liye hain gul to gul khaar tak chun liye hain phir bhi khaali hai panchhee kaa daanan phir bhi khaali hai panchhee kaa daanan phir bhi khaali hai panchhee kaa daanan koi samjhega kya raaz e gulshan kitni aaraishen aashiyaana kitni aaraishen aashiyaana kitni aaraishen aashiyaana toot jaaye naa shaakh e nashe mann toot jaaye naa shaakh e nashe mann toot jaaye naa shaakh e nashe mann koi samjhega kya raaz e gulshan azmaten aashiyaana padha di azmaten aashiyaana padha di azmaten aashiyaana padha di bark ko dost samjhun ke dushman bark ko dost samjhun ke
aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa heyyyyyy aaaaa aaaa krishan muraari ji aankh base man bhave krishan muraari ji aankh base man bhave baanke bihaari ji aankh base man bhave baanke bihaari ji aankh base man bhave peeli kamariya mor mukut ghanshyam gagan ke rang sajaaye saanjh na dikhe shyaam sanwra din bhar nand ki dhenu charave tan man waari ji aankh base man bhave main to haari ji aankh base man bhave neend uneende jag ke kaaraj karte shochun shyam ki sochun rasiya jogi kaanha bajaave murli bol jiye tak pahunche raas bihaari ji aankh base man bhave shobha niyaari ji aankh base man bhave tan man praan hawaale tere tujh mein rame ramaye palchhin madhav madan govardhan dhaari darsan mein tere dhiye nisdin krishan kumaari ji aankh base man bhave sudh budh haari ji aankh base man bhave
kya khoya kya paaya jag mein milte aur bichhadte pag mein kya khoya kya paaya jag mein milte aur bichhadte pag mein mujhe kisi se nahi shikayat yadhypi chhala gaya pag pag mein ek drishti beeti par daalein yaadon ki potli tatolen ek drishti beeti par daalein yaadon ki potli tatolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen prithvi lakhon arsh purani jeevan ek anant kahani prithvi lakhon arsh purani jeevan ek anant kahani par tan ki apni simaayen yadhyapi sau shardon ki vaani itna kaafi hai antim dastak par khud darwaza kholen itna kaafi hai antim dastak par khud darwaza kholen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen janam maran ka avirat phera jeevan banjaron ka dera janam maran ka avirat phera jeevan banjaron ka dera aaj yahan kal kahan kooch hai kaun jaanta kidhar savera andhiyara aakash aseemit pranon ke pankho ko tolen andhiyara aakash aseemit pranon ke pankho ko tolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi
dhal gaya aaftaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki laa pilaa de sharaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki yaa suraahi lagaa mere munh se yaa suraahi lagaa mere munh se yaa suraahi lagaa mere munh se yaa ulat de naqaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki laa pilaa de sharaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki maikadaa chhod kar kahaan jaayen maikadaa chhod kar kahaan jaayen maikadaa chhod kar kahaan jaayen hai zamaana kharaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki laa pilaa de sharaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki jaam bhar de gunaahgaaro ke jaam bhar de gunaahgaaro ke jaam bhar de gunaahgaaro ke ye bhi hai ik sabaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki laa pilaa de sharaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki aaj peene de aur peene de aaj peene de aur peene de aaj peene de aur peene de kal karenge hisaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki laa pilaa de sharaab aye saaki dhal gaya aaftaab aye saaki laa pilaa de sharaab aye saaki laa pilaa de
log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain itna darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain main naa jugnoo hoon diya hoon naa koi taara hoon main naa jugnoo hoon diya hoon naa koi taara hoon roshni waale mere naam se jalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain neend se mera taalluk hi nahin barson se neend se mera taalluk hi nahin barson se khaab aa aa ke meri chhat pe tehalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain mod hota hai jawaani ka sambhalne ke liye mod hota hai jawaani ka sambhalne ke liye aur sab log yahin aa ke phisalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain itna darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain
heyyyyyyy aaaaaaaaaayeeee heyyyy na na aaaayeeee ayeeeeeee aaaayeeeeedeeee maana ke musht e khaak se maana ke musht e khaak se badh kar nahin hoon main maana ke musht e khaak se badh kar nahin hoon main maana ke musht e khaak se badh kar nahin hoon main lekin hawaa ke rehmo karam par nahin hoon main maana ke musht e khaak se badh kar nahin hoon main maana ke musht e khaak se insaan hoon dhadakte huye dil pe haath rakh insaan hoon dhadakte huye dil pe haath rakh yun doob kar naa dekh yun doob kar naa dekh samandar nahin hoon main yun doob kar naa dekh samandar nahin hoon main lekin hawaa ke rehmo karam par nahin hoon main lekin hawaa ke rehmo karam par nahin hoon main maana ke musht e khaak se chehre pe mal raaha hoon siyaahi naseeb ki chehre pe mal raaha hoon siyaahi naseeb ki aainaa haath mein hai aainaa haath mein hai sikandar nahin hoon main aainaa haath mein hai sikandar nahin hoon main lekin hawaa ke rehmo karam par nahin hoon main maana ke musht e khaak se
mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe hashra bhi to ho chuka rukh se nahin hatti naqaab hashra bhi to ho chuka rukh se nahin hatti naqaab had bhi aakhir kuchh hai kab tak koi deewaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe raat ko ja baithte hain roz hum majnu ke paas raat ko ja baithte hain roz hum majnu ke paas pehle anban reh chuki hai ab to yaaraana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe zindagi ka lutf ho udti rahe hardam riyaaz zindagi ka lutf ho udti rahe hardam riyaaz hum hon sheeshe ki pari ho ghar parikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe
aawara hain galiyon mein main aur meri tanhai jaayen to kahaan jaayen jaayen to kahaan jaayen har mod pe ruswai main aur meri tanhai main aur meri tanhai ye phool se chehre hain hanste hue guldaste koi bhi nahin apna begaane hain sab raste raahein bhi tamashai raahein bhi tamashai main aur meri tanhai main aur meri tanhai armaan sulagate hain seene mein chita jaise qaatil nazar aati hai duniya ki hawa jaise roti hai mere dil par bajti hui shehnai main aur meri tanhai main aur meri tanhai aakash ke maathe par taaron ka charagam hai pehlu mein magar mere zakhmon ka gulistan hai aankhon se lahu tapka daaman mein bahaar aayi main aur meri tanhai main aur meri tanhai main aur meri tanhai main aur meri tanhai
main bhool jaaun tumhen main bhool jaaun tumhen ab yahi munaasib hai main bhool jaaun tumhen ab yahi munaasib hai magar bhulaana bhi chaahun to kiss tarah bhulun magar bhulaana bhi chaahun to kiss tarah bhulun ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khaab nahin yahaan to dil ka ye aalam hai kya kahun bhula saka naa ye wo silsila jo tha hi nahin bhula saka naa ye wo silsila jo tha hi nahin wo ik khayaal jo aawaaz tak gaya hi nahin wo ek baat jo main keh nahin saka tum se wo ek rapt jo humne kabhi raha hi nahin mujhe hai yaad wo sab jo kabhi hua hi nahin agar ye haal hai dil ka to koi samjhaaye agar ye haal hai dil ka to koi samjhaaye tumhen bhulaana bhi chaahun to kiss tarah bhulun ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khaab nahin ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khaab nahin ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khaab nahin
aeeeee aaaa aaa yeeee aaa aaaaa aaaa yeeeeee yeeeee yeeaa aa eeee yeeee reee eeeeee yeee ree eeeee ee reee reeee main chahtaa bhi yahi tha wo bewafa nikle main chahtaa bhi yahi tha wo bewafa nikle use samjhne ka koi to use samjhne ka koi to silsila nikle main chahtaa bhi yahi tha wo bewafa nikle kitaab e maazi ke panne ulat ke dekh zara kitaab e maazi ke panne ulat ke dekh zara na jaane kaun sa panna muda hua nikle na jaane kaun sa panna muda hua nikle jo dekhne mein bahut hi kareeb lagta hai jo dekhne mein bahut hi kareeb lagta hai usi ke baare mein socho to faasla nikle usi ke baare mein socho to faasla nikle use samjhne ka koi to silsila nikle use samjhne ka koi to silsila nikle main chahtaa bhi yahi tha wo bewafa nikle
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kahin Door Jab Din Dhal Jaaye Jagjit Singh 06:33 40148
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:33   Song Number : 40148   

Kainaat Chale Jagjit Singh 06:01 16919
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh, Gulzar
Duration : 06:01   Song Number : 16919   

Kaise Kaise Haadse Jagjit Singh 05:23 18810
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:23   Song Number : 18810   

Kaun Aayega Yahaan Jagjit Singh 06:45 17986
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:45   Song Number : 17986   

Kaun Kehta Hai Jagjit Singh 04:55 17984
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:55   Song Number : 17984   

Kisko Aati Hai Masihai Jagjit Singh 03:25 37298
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Josh Malihabadi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:25   Song Number : 37298   

Kisko Qaatil Main Kahoon Jagjit Singh 06:58 37303
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ahmed Nadeem Qasmi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:58   Song Number : 37303   

Koi Dost Hai Na Raqeeb Jagjit Singh 04:28 11448
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 04:28   Song Number : 11448   

Koi Gesu Koi Aanchal Jagjit Singh 03:47 36963
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:47   Song Number : 36963   

Koi Paas Aaye Savere Savere Jagjit Singh 06:01 15120
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Raag- 
Lalit
Taal- 
Sool-Tal
Duration : 06:01   Song Number : 15120   

Koi Samjhega Kya Raaz E Gulshan Jagjit Singh 06:48 14698
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:48   Song Number : 14698   

Krishna Murariji Aankh Base Man Bhave Jagjit Singh 06:36 39351
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Devotional
Lyricist
Ravindra Pathania
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:36   Song Number : 39351   

Kya Khoya Kya Paaya (Samvedna) Jagjit Singh 05:00 32029
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:00   Song Number : 32029   

Laa Pilaa De Sharaab Aye Saaki Jagjit Singh 06:41 10670
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:41   Song Number : 10670   

Log Har Mod Pe Jagjit Singh 05:42 15999
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:42   Song Number : 15999   

Maana Ke Jagjit Singh 08:15 15991
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 08:15   Song Number : 15991   

Mai Rahe Meena Rahe Jagjit Singh 06:32 13505
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sabir Dutt
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:32   Song Number : 13505   

Main Aur Meri Tanhai (Male) Jagjit Singh 04:58 17869
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:58   Song Number : 17869   

Main Bhool Jaoon Jagjit Singh 03:58 16013
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 03:58   Song Number : 16013   

Main Chahtaa Bhi Yahi Tha Jagjit Singh 05:55 32809
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:55   Song Number : 32809