Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHawayein (Film Version)
HomeHawayein (Film Version)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hum pyaar tumhin se karte hain hum pyaar tumhin se karte hain naadan balam tum kya jaano tum ruth gaye dil toot gaya paaya hai jo ghum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain jab humko banaya tha apnaaa kyun haal naa dil ka jaan sake ik phool chunaaaaaa ik phool chuna aur phenk diya khushboo bhi nahin pehchan sake thukraa diya meri ulfat ko apna hi sitam tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain mitt jaaye muhabbat ki duniyaa ye baat koi aasaan nahinnnn armaan bharaaa armaan bhara ye dil mera naazuk hai magar naadan nahin tum pher lo humse laakh nazar badlenge na hum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain hum pyaar tumhin se karte hain naadan balam tum kya jaano tum ruth gaye dil toot gaya paaya hai jo ghum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain
phoolon mein khushboo hai iss dil mein ik tu hai janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain nainon mein jyoti hai seepee mein moti hain janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain jaise hanson ke hansini jaise chanda mein hai chandani jaise kaviyon ki ho bhavna mann mein koi kaamnaa diya aur baati hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain jaise aankhon mein ho shokhiyaan jaise honthon pe ho surkhiyaan jaise saawan mein jhoomen jeeya sajni ke sang ho piya diya aur baati hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain phoolon mein khushboo hai iss dil mein ik tu hai janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain
hum sabko nek raah chalaana mere allaah bandon ko burai se bachaana mere allaah allaah karam karna maula tu rehem karna allaah karam karna maula tu rehem karna ek vakaya sunaati hoon main apni zubaani apne badon se maine suni hai ye kahaani rehta tha kisi shehar mein ek aisa bhi insaan jo naam ka muslim tha magar kaam ka shaitaan zaalim ko zor e baazu pe apne guroor tha yaani ke bekhudi mein khuda se wo door tha sab log use kehte the jallaad sitamgar masoom ki fariyaad ka us pe na tha asar jo waada usne kar liya wo kar ke dikhaya paison ke liye qatl kiye khoon bahaaya ek din wo behta khoon asar uspe kar gaya insaan zinda ho gaya shaitaan mar gaya allaah karam karna maula tu rehem karna allaah karam karna maula tu rehem karna imaan jise kehte hain farmaan e khuda hai quraan ke har lafz mein uski hi sada hai allaah ne bakshi hai jo imaan ki daulat ye sabse badi cheez hai insaan ki daulat soye huye dilon ko jagaata hai ye imaan bhatke huyon ko raah dikhaata hai ye
hum sanam kuchh na the dil mein toone humein basaaya raah ki dhool the aasmaan pe la bithaya hum sanam kuchh na the dil mein toone humein basaaya ho aisa na kehna aise na kehna aise na kehna sanam tu hi to hai meri kismat ka sitaara ye duniya hai tufaan ek tu hi kinaara tere hi liye to hai jeena gawaara hum sanam kuchh na the dil mein toone humein basaaya raah ki dhool the aasmaan pe la bithaya bin chalaaye chale aankh to teri wo teer hai la la la la qaid karle jo dil zulf teri wo zanjeer hai bin chalaaye chale aankh to teri wo teer hai la la la la qaid karle jo dil zulf teri wo zanjeer hai tu ajanta ke yauwan ki tasveer hai naya raanjha hoon main tu nayi heer hai hum sanam kuchh na the dil mein toone humein basaaya raah ki dhool the aasmaan pe la bithaya aisa na kehna aise na kehna aise na kehna sanam tu hi to hai meri kismat ka sitaara ye duniya hai tufaan ek tu hi kinaara tere hi liye to hai jeena gawaara hum sanam kuchh na the dil mein toone humein basaaya raah
hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya faasla pyaar mein dono se mitaaya na gaya hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya hum se aaya na gaya wo ghadi yaad hai jab tum se mulaqaat huyi wo ghadi yaad hai jab tum se mulaqaat huyi ik ishaara hua do haath badhe baat huyi dekhte dekhte din dhal gaya aur raat huyi wo samaa aaj talak dil se bhulaaya na gaya hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya hum se aaya na gaya kya khabar thi ke milen hain to bichhadne ke liye kya khabar thi ke milen hain to bichhadne ke liye kismaten apni banaayi hain bigadane ke liye kismaten apni banaayi hain bigadane ke liye pyaar ka baag lagaaya tha ujadne ke liye is tarah ujada ke phir hum se basaaya na gaya hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya hum se aaya na gaya yaad reh jaati hai aur waqt guzar jaata hai yaad reh jaati hai aur waqt guzar jaata hai phool khilta bhi hai aur khil ke bikhar jaata hai sab chale jaate hain kab dard e jigar
hum se kiya hai sabne dikhawa koi humara yaar nahin hum se kiya hai sabne dikhawa koi humara yaar nahin yaa humen pyaar naa karna aaya yaa duniyaa mein pyaar nahin pyaar nahin hum se kiya hai sabne dikhawa pal pal rang badalte dekhe insaani tasveeron ke mila na hriday parakhne wala mile parkhi heeron ke koi bhi aanchal nahin hai kinara baanh koi patwar nahin yaa humen pyaar naa karna aaya yaa duniyaa mein pyaar nahin pyaar nahin hum se kiya hai sabne dikhawa la la la la la la la la la la kaliyan sunti hain shehnaai bhanvron ke armanon ki saare chaman mein baat naa poochhe koi bhi parwanon ki phoolon pe kya adhikar humara kaanton ke bhi haqdaar nahin yaa humen pyaar naa karna aaya yaa duniyaa mein pyaar nahin pyaar nahin hum se kiya hai sabne dikhawa
aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam dil ki ye aawaaz hai dil ki ye aawaaz hai hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam saari duniyaa mein saari duniyaa mein aisa shabaab nahin hai ye haqeeqat hai tera jawaab nahin hai kisi aur mein kahaan ye adaa kisi aur mein kahaan ye adaa tere jaisa nahin hai koi doosra hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam pehle hi din se pehle hi din se hum dil mein thaan chuke hain tere ban ke tujhe apna maan chuke hain tere saamne karen kya bayaan tere saamne karen kya bayaan umr bhar saath rehne ka ye faislaa hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam dil ki ye aawaaz hai dil ki ye aawaaz hai hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam
hum tere pyaar mein saara aalam kho baithe hain kho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao hum tere pyaar mein saara aalam kho baithe hain kho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao hum tere pyaar mein saara aalam panchhi se chhuda kar uska ghar tum apne ghar par le aaye ye pyaar ka pinjra mann bhaaya hum jee bhar bhar kar muskaaye jab pyaar hua iss pinjre se tum kehne lage aazad raho hum kaise bhulaaye pyaar tera tum apni zubaan se ye naa kaho ab tum saa jahaan mein koi nahin hai hum to tumhare ho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao hum tere pyaar mein saara aalam iss tere charan ki dhool se humne apni jeevan maang bhari jab hi to suhaagan kehlaayi duniyaa ki nazar mein pyaar bani tum pyaar ki sundar murat ho aur pyaar humari pooja hai ab inn charanon mein dam nikale bas itni aur tamnna hai hum pyaar ke gangaa jal se balam ji tan mann apna dho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao
hum tere shehar mein hai anjaane hum tere shehar mein hai anjaane bin tere kaun humko pehchaane hum tere shehar mein hai anjaane bin tere kaun humko pehchaane hum tere shehar mein hai anjaane mera chehra kitaab hai ghum ki mera chehra kitaab hai ghum ki kaun padhta hai kaun padhta hai kaun padhta hai ghum ke afsaane bin tere kaun humko pehchaane hum tere shehar mein hai anjaane jisne sau baar dil ko toda hai jisne sau baar dil ko toda hai hum abhi tak hum abhi tak hum abhi tak hain uske deewane bin tere kaun humko pehchaane hum tere shehar mein hai anjaane unse koi bhi kuchh nahin kehta unse koi bhi kuchh nahin kehta log aate hai log aate hai log aate hai mujhko samjhaane bin tere kaun humko pehchaane hum tere shehar mein hai anjaane
hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah sirf ik baar mulaaqat kaa mauka de de hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah meri manzil hai kahaan mera thikaana hai kahaan meri manzil hai kahaan mera thikaana hai kahaan suboh tak tujhse bichhad kar mujhe jaana hai kahaan sochne ke liye ik raat ka mauka de de hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah apni aankhon mein chhupaa rakhe hain jugnu maine apni aankhon mein chhupaa rakhe hain jugnu maine apni palkon pe sajja rakhe hain aansun maine meri aankhon ko bhi barsaat ka mauka de de hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah aaj ki raat mera dard e muhabbat sun le aaj ki raat mera dard e muhabbat sun le kanpkapaate huye honthon ki shikaayat sun le aaj izhaar e khayaalat ka mauka de de hum tere
hmm hmmmm hmm hmmmm hey he he he he he hum teri mohabbat mein yun paagal rehte hain hum teri mohabbat mein yun paagal rehte hain deewaane bhi ab humko deewaana kehte hain hum teri mohabbat mein yun paagal rehte hain hum teri mohabbat mein yun paagal rehte hain deewaane bhi ab humko deewaana kehte hain jab tere khayaalon mein gum sum ho jaate hain koi naam mera puchhe tera naam bataate hain taaron ko gin gin ke katti hain meri raatein deewaaron se aksar karte hain teri baatein hum teri mohabbat mein yun paagal rehte hain deewaane bhi ab humko deewaana kehte hain hum teri mohabbat mein yun paagal rehte hain deewaane bhi ab humko deewaana kehte hain sapne hain bas tere jaagi si aankhon mein khushboo hai teri hi in mehki saanson mein duniya se chura ke tujhe is dil mein basaaya hai haathon ki lakeeron mein tujhe laake sajaaya hai hum teri mohabbat mein yun paagal rehte hain deewaane bhi ab humko deewaana kehte hain hum teri mohabbat mein yun paagal rehte hain deewaane
hum the jin ke sahare wo huye na hamare doobi jab dil ki naiyaa saamne the kinare hum the jin ke sahare wo huye na hamare doobi jab dil ki naiyaa saamne the kinare hum the jin ke sahare kya muhabbat ke waadeee kya wafa ke iraade ret ki hain diwaaaren jo bhi chahe giraa de jo bhi chahe giraa de hum the jin ke sahare wo huye na hamare hai sabhi kuchh jahaan mein dosti hai wafa hai apni ye kam naseebi hum ko na kuchh bhi mila hai hum ko na kuchh bhi mila hai hum the jin ke sahare wo huye na hamare yun to duniya basegi tanhaai phir bhi dasegi jo zindagi mein kami thi wo kami to rahegi wo kami to rahegi hum the jin ke sahare wo huye na hamare doobi jab dil ki naiyaa saamne the kinare hum the jin ke sahare
hum the wo thi wo thi hum the hum the wo thi aur sama rangin samajh gaye na ta ra ra ra ra jaate the japan pahunch gaye cheen samajh gaye na hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya hum the wo thi aur sama rangin samajh gaye na jaate the japan pahunch gaye cheen samajh gaye na hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya khoya main kaise uski baton mein keheta hoon dum to leno do aa ha ha khoyi wo kaise meri baton mein keheta hoon dum to leno do aa ha ha kya kya keh dala aankhon aankhon mein keheta hoon dum to leno do aa ha ha hum the wo thi aur sama rangin samajh gaye na jaate the japan pahunch gaye cheen samajh gaye na hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya o manu tera hua ab mera kya hoga manu tera hua ab mera kya hoga phute bulbulle do naina fadake usne jab dekha mud mud ke va va va kaise kaheti ho sunre o ladke maine jab dekha mud mud ke va va va phir dono ke dil dhak dhak dhak dhadke dono ne dekha mud mud ke va va va ha ha ha ha ha ha ha hum the wo thi aur sama rangin samajh
oooooo hoooooo oooo hoo hoo hoo hoo hoo hoo oooooo hoooooo oooo hoo hoo hoo hoo duuuu dooooooo dudu dudu du du du oooooo hoooooo oooo hoo hoo hoo hoo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa oooo hoooo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa oooo hoooo hum tooo aapke deewane hain ho bade mastaane hain aaaa haaaa oooo hoooo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa oooo hoooo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa ooooo hoooo hum tooooo aap ke deewane hain ho bade mastaane hain bade mastaane hain aaaa haaaa ooooo hoooo hum tooo aapke deewane hain ho bade mastaane hain aaaa haaaa hoooo hoooo oooooo hoooooo oooo hoo hoo hoo hoo hoo hoo laa laaaaa la lala lala laa laa hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa hoooo hoooo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa hoooo hoooo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa hoooo hoooo
ho o o rama ho ho rama ho hum to chale pardes hum pardesi ho gaye hum to chale pardes hum pardesi ho gaye chhoota apna des hum pardesi ho gaye hum to chale pardes hum pardesi ho gaye chhoota apna des hum pardesi ho gaye ye galiyan path panghat ye mandir barson purana barson purana ye galiyan path panghat ye mandir barson purana kal tak ye sab apna tha ab lagta hai begaana badla jug ne bhes badla jug ne bhes hum pardesi ho gaye chhoota apna des hum pardesi ho gaye ye panchhi ye panchhi hum kismat ke maaron ko bhool na jaana bhool na jaana aate jaate khair khabar sab logon ki de jaana le jaana sandes le jaana sandes hum pardesi ho gaye chhoota apna des hum pardesi ho gaye hum to chale pardes hum pardesi ho gaye chhoota apna des hum pardesi ho gaye ho o o rama ho ho rama ho
dil kyun dhak dhak karta hai kyun ye tujhpe marta hai dil kyun dhak dhak karta hai kyun ye tujhpe marta hai dil tujhko hi chaahe baar baar arre oye oye oye oye hum to deewane huye yaar tere deewane huye yaar ke ab kya karein hum hey hey kaise jeeyein hum hey hey itna bata de o mere yaar haaye hum to deewane huye yaar ha ha tere deewane huye yaar ke ab kya karein hum la la kaise jeeyein hum la la itna bata de o mere yaar haaye hum to deewane huye yaar tere deewane huye yaar rakhloon nazar mein chehra tera din raat ispe marta rahoon jab tak ye saansein chalti rahein tujhse mohabbat karta rahoon itna jo chaahoge meri kasam sab kuchh luta doongi tujhpe sanam tumne kiya hai beqaraar beqaraar beqaraar beqaraar arre oye oye oye oye hum to deewane huye yaar ha ha tere deewane huye yaar ke ab kya karein hum aa ha kaise jeeyein hum aa ha itna bata de o mere yaar haaye hum to deewane huye yaar tere deewane huye yaar bhar ke mujhe apni aagosh mein soja mere gesuon ke taley
teri yaad mein paagal pal pal rota hai bin tere na jaage ye na sota hai aksar tanhaayi mein tujhe pukaare naa zor dil pe chale haare haare haare hum to dil se haare haare haare haare hum to dil se haare teri yaad mein paagal pal pal rota hai bin tere na jaage ye na sota hai aksar tanhaayi mein tujhe pukaare naa zor dil pe chale haare haare haare hum to dil se haare haare haare haare hum to dil se haare ab jaane hum ye pyaar kya hai dard e jigar mushkil bada hai sunta nahin kehna koi bhi dil bekhabar zid pe adda hai samjhaun kaise isse jaane jaan haare haare haare hum to dil se haare haare haare haare hum to dil se haare har aainaa toota lage hai sach bhi humen jhoota lage hai jaane kahaan hum aa gaye hain saara jahaan ruthaa lage hai kya dard dil ne diya kya kahen haare haare haare hum to dil se haare haare haare haare hum to dil se haare teri yaad mein paagal pal pal rota hai bin tere na jaage ye na sota hai aksar tanhaayi mein tujhe pukaare naa zor dil pe chale
hum kathputle kaath ke humein tu naacha nachaaye unche aasan baith ke apna dil behlaaye hum to hain khel khilone khelo ji bhar ke raam dukh ya sukh jo bhi chaaho delo ji bhar ke raam khelo ji bhar ke raam har pal chanchal man naache har pal aasha deewaani har pal chanchal man naache har pal aasha deewaani lekin har sapna toote reh jaaye dard nishaani lekin har sapna toote reh jaaye dard nishaani luk chhup karni karte ho dil mein ghar kar ke raam dukh ya sukh jo bhi chaaho delo ji bhar ke raam khelo ji bhar ke raam kab tak ye dil behkega dhokha dengi ye akhiyaan kab tak ye dil behkega dhokha dengi ye akhiyaan kab tak chhedengi man ko aasha ki natkhat sakhiyaan kab tak chhedengi man ko aasha ki natkhat sakhiyaan apni chhaya se dar ke dil kaahe dhadke raam dukh ya sukh jo bhi chaaho delo ji bhar ke raam khelo ji bhar ke raam hum to hain khel khilone khelo ji bhar ke raam dukh ya sukh jo bhi chaaho delo ji bhar ke raam khelo ji bhar ke raam hum to hain khel khilone
aaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa hoooooo hum to hain pardes mein hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand apni raat ki chhat pe kitnaa tanhaa hogaa chaand hoooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein chaand binaa har din yoon beetaa jaise yug beete ho chaand binaa har din yoon beetaa jaise yug beete mere binaa kis haal mein hogaa mere binaa kis haal mein hogaa kaisaa hogaa chaand hooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein raat ne aisaa pech lagaya tooti haath se dor hoooo raat ne aisaa raat ne aisaa raat ne aisaa raat ne aisaa pech lagaya tooti haath se dor aangan waale neem mein jaa kar aangan waale neem mein jaa kar atkaa hoga chaand hoooooooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand apni raat ki chhat pe kitnaa tanhaa hogaa chaand hooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa
heyyyyyy heyyyy heyyyy heyyyy taaraaa raaa ruru ruru ru oooo hooooo hoooooo taaraaa raaa ruru ruru ru heyyyyyy heyyyy heyyyy taaraaa raaa ruru ruru ru hum to hain raahi dil ke pahunchenge rukte chalte manzil hai kisko pyaari hooo are hum to hai mann ke raaja raaja ki chali sawaari are hoooo suno zara hum to hain raahi dil ke pahunchenge rukte chalte re tiri tiri tiri deeeee eeeee tudu tudu du du uuuu uuuu uuuu tiri tiri tiri deeeee eeeee eeeeee waauuu waauuu waauuu waauuuu waauuuu waauuuu waauuuu waauuu waauuu waauuu waauuuu waauuu waauuu waauuu waauuuu waauuuu waauuuu waauuu waauuu waauuuu waauuuu waauuuu hum wo albele hain saari duniyaa jhele hain apne to sapne laakhon bas kehne ko akele hain are sab ka bhojha lai ke chalti hai apni laari are hoooo oooo oooo oooo suno zara hum to hain raahi dil ke pahunchenge rukte chalte re jab tak chalte jaayen sab ka hi dil apnaayen jab royen koi duja naina apne chhalak aayen pyaare kaam aayegi suntaa jaa baat humari are hoooo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hum Pyaar Tumhin Se Amber (1952) 03:22 12652
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:22   Song Number : 12652   

Hum Saath Saath Hain Hum Saath Saath Hain (1999) 03:49 11882
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 03:49   Song Number : 11882   

Hum Sabko Nek Raah Dada (1978) 05:36 17178
 
Poster of Dada (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
Duration : 05:36   Song Number : 17178   

Hum Sanam Kuchh Na The Waqt Ke Shehzade (1982) 06:43 40577
 
Poster of Waqt Ke Shehzade (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rati Agnihotri, Deepak Parashar
Duration : 06:43   Song Number : 40577   

Hum Se Aaya Na Gaya Dekh Kabira Roya (1957) 04:25 13042
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Anoop Kumar
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:25   Song Number : 13042   

Hum Se Kiya Hai Sabne Dikhawa Priya (1970) 03:33 16297
 
Poster of Priya (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:33   Song Number : 16297   

Hum Tere Bin Jee Naa Thakur Jarnail Singh (1966) 03:37 14343
 
Poster of Thakur Jarnail Singh (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ganesh
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dara Singh, Helen
Duration : 03:37   Song Number : 14343   

Hum Tere Pyaar Mein Dil Ek Mandir (1963) 05:00 13096
 
Poster of Dil Ek Mandir (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Des
Duration : 05:00   Song Number : 13096   

Hum Tere Shehar Mein Hai Anjaane Ghulam Ali 05:52 17574
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 05:52   Song Number : 17574   

Hum Tere Sheher Mein (Ghulam Ali) Ghulam Ali 06:56 11442
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 06:56   Song Number : 11442   

Hum Teri Mohabbat Mein Phool Aur Angaar (1993) 05:12 40738
 
Poster of Phool Aur Angaar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Mithun Chakraborty, Shanti Priya
Duration : 05:12   Song Number : 40738   

Hum The Jinke Sahare Safar (1970) 04:15 20547
 
Poster of Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 04:15   Song Number : 20547   

Hum The Wo Thi Chalti Ka Naam Gaadi (1958) 04:01 20548
 
Poster of Chalti Ka Naam Gaadi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Kishore Kumar
Duration : 04:01   Song Number : 20548   

Hum To Aap Ke Deewane Aap Ke Deewane (1980) 07:39 12584
 
Poster of Aap Ke Deewane (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 07:39   Song Number : 12584   

Hum To Chale Pardes Sargam (1979) 04:32 20549
 
Poster of Sargam (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Jaya Prada
Duration : 04:32   Song Number : 20549   

Hum To Deewane Huye Baadshah (1999) 06:57 18719
 
Poster of Baadshah (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Twinkle Khanna
Duration : 06:57   Song Number : 18719   

Hum To Dil Se Haare Josh (2000) 05:23 18133
 
Poster of Josh (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
Duration : 05:23   Song Number : 18133   

Hum To Hain Khel Shikast (1953) 02:56 18732
 
Poster of Shikast (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nalini Jaywant
Duration : 02:56   Song Number : 18732   

Hum To Hain Pardes Jagjit Singh & Chitra Singh 06:29 16543
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Rahi Masoom
Music Director- 
Jagjit Singh
Duration : 06:29   Song Number : 16543   

Hum To Hain Rahi Dil Ke Caravan (1971) 04:42 12951
 
Poster of Caravan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 04:42   Song Number : 12951