hum kathputle kaath ke humein tu naacha nachaaye unche aasan baith ke apna dil behlaaye hum to hain khel khilone khelo ji bhar ke raam dukh ya sukh jo bhi chaaho delo ji bhar ke raam khelo ji bhar ke raam har pal chanchal man naache har pal aasha deewaani har pal chanchal man naache har pal aasha deewaani lekin har sapna toote reh jaaye dard nishaani lekin har sapna toote reh jaaye dard nishaani luk chhup karni karte ho dil mein ghar kar ke raam dukh ya sukh jo bhi chaaho delo ji bhar ke raam khelo ji bhar ke raam kab tak ye dil behkega dhokha dengi ye akhiyaan kab tak ye dil behkega dhokha dengi ye akhiyaan kab tak chhedengi man ko aasha ki natkhat sakhiyaan kab tak chhedengi man ko aasha ki natkhat sakhiyaan apni chhaya se dar ke dil kaahe dhadke raam dukh ya sukh jo bhi chaaho delo ji bhar ke raam khelo ji bhar ke raam hum to hain khel khilone khelo ji bhar ke raam dukh ya sukh jo bhi chaaho delo ji bhar ke raam khelo ji bhar ke raam hum to hain khel khilone
Hum To Hain Khel
Shikast (1953)