Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBairiyaa
HomeBairiyaa
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bura maan gaye wo bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye haal e dil humne sunaaya to bura maan gaye apne gajre ke har ik phool ki taarif suni apne gajre ke har ik phool ki taarif suni zakham e dil humne dikhaaya to bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye wo to har roz rulaate hain ghataaon ki tarah wo to har roz rulaate hain ghataaon ki tarah humne ik roz rulaaya to bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye sirf itni si khata par humen dushman jaana sirf itni si khata par humen dushman jaana sir ko kadamon mein jhukaaya to bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye haal e dil humne sunaaya to bura maan gaye
nazar wo jo dushman pe bhi meharbaan ho nazar wo jo dushman pe bhi meharbaan ho zubaan wo jo ik pyaar ki daastaan ho kisi ne kaha hai mere dosto kisi ne kaha hai mere dosto bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho kisi ne kaha hai mere dosto bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho buri hai buraayi mere dosto bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho zamaane mein sab zindagi yun guzaare zamaane mein sab zindagi yun guzaare gulistaan mein rehtin hain jaise bahaaren ye kahaani yahi hai zindagani yahi hai ye kahaani yahi hai zindagani yahi hai jiyo aap auron ko bhi jeene do bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho hansi hain bahot zulf ke bhi fasaane hansi hain bahot zulf ke bhi fasaane muhabbat ki baaten wafaa ke taraane ye taraane sunaao ye fasaane sunaao ye taraane sunaao ye fasaane sunaao magar yaad rakho mere saathiyo bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho kisi ne
roozi bood aasheqat boodam az daste to kheyli raazi boodam ammaa to ba''d sheytooni kardi nazdike man nayaa to boro boro delam toraa toraa namikhaahad digar digar namikhaahum binamat boro boro delam toraa toraa namikhaahad digar digar namikhaahum binamat bure bure hum hum hum shaitaan zara zara bachna re hamse bure bure hum hum hum shaitaan zara zara thagna re hamse bure bure hum hum hum shaitaan zara zara bachna re hamse roozi bood aasheqat boodam az daste to kheyli raazi boodam ammaa to ba''d sheytooni kardi dele man toraa digar namikhaahad roozi bood aasheqat boodam az daste to kheyli raazi boodam ammaa to ba''d sheytooni kardi nazdike man nayaa to bure bure hum hum hum shaitaan zara zara bachna re hamse bure bure hum hum hum shaitaan zara zara thagna re hamse bure bure hum hum hum shaitaan zara zara bachna re hamse bure bure hum hum hum shaitaan zara zara thagna re hamse boro boro delam toraa toraa namikhaahad digar digar namikhaahum binamat boro boro delam
aaaa aaaa aaaa aani jaani hai kahaani bulbule si zindagaani banti kabhi bigadti tez hawa se ladti bhidti ha raham ha raham farma aye khuda ha raham ha raham farma aye khuda mehfooz har kadam karna aye khuda aye khuda mehfooz har kadam karna aye khuda aye khuda ya aaaaa aaaaa ga ga ga re ga re sa sa sa sa sa sa sa ga sa ga sa sa sa sa sa sa dha sa sa dha sa saanson ki sooti door anoothi jal jayegi jal jayegi band jo laye the haathon ki mutthi khul jayegi khul jayegi bhagwaan kare kaya ye ujali mitti mein mil jayegi chahe jitni shamayein roshan karle dhoop toh dhal jayegi jayegi ha raham ha raham farma aye khuda ha raham ha raham farma aye khuda mehfooz har kadam karna aye khuda aye khuda mehfooz har kadam karna aye khuda aye khuda sone chamak mein sikkon khanak mein milta nahin milta nahin dhool ke zarron mein dhunde koi toh milta wahi milta wahi kya majaal teri marzi ke aage bandon ki chal jayegi tane ungli jo tu kathputli ki chaal badal jayegi jayegi haan raham ha
haaye re wo din kyun naa aaye haaye re wo din kyun naa aaye jaa jaa ke ritu jaa jaa ke ritu laut aaye haaye re wo din kyun naa aaye jhil mil wo taare kahaan gaye saare jhil mil wo taare kahaan gaye saare mann baati jale bhujh jaaye haaye re wo din kyun naa aaye jaa jaa ke ritu laut aaye haaye re wo din kyun naa aaye sooni meri beena sangeet binaa sooni meri beena sangeet binaa sapnon ki maala murjhaaye haaye re wo din kyun naa aaye jaa jaa ke ritu laut aaye haaye re wo din kyun naa aaye
hooooo hoooo hoooo hooooo hmmmmm aaaaaaaa tune dil se kyun mujhko pukaara tune dil se kyun mujhko pukaara haaye raam ye kya kar daara haaye raam ye kya kar daara maine dil se tujhe kyun pukaara maine dil se tujhe kyun pukaara haaye raam ye kya kar daara haaye raam ye kya kar daara hoooooo oooooo hooooo hoooooo hooooo hooooo tu udhar main idhar dono ke dil hai deewane pyaar mein hmmm hmmm hmmm hmmm tu udhar hmmm hmmm hmmm hmmm main idhar aa ha ha ha ha dono ke dil hai deewane pyaar mein kudrat ne rachaa khel saara kudrat ne rachaa khel saara haaye raam ye kya kar daara haaye raam ye kya kar daara hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm kuchh kahun chup rahun kya karun aisa ho raha hai kyun hmmm hmmm hmmm hmmm kuchh kahun hmmm hmmm hmmm hmmm chup rahun hmmm hmmm hmmm hmmm kya karun aisa ho raha hai kyun mujhe mere khayaalon ne maara mujhe mere khayaalon ne maara haaye raam ye kya kar daara haaye raam ye kya kar daara tune dil se kyun mujhko pukaara tune dil se kyun
hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm haaye re haaye neend nahin aaye chain nahin aaye dil mein tu samaaye aaya pyaar bhara mausam deewana deewana haaye re haaye neend nahin aaye chain nahin aaye dil mein tu samaaye aaya pyaar bhara mausam deewana deewana koi dekh le agar ghum naa kar koi dekh le agar tu ghum naa kar mujhe to lag rahaa hai darr kyun magar rutt suna rahi hai preet ki kahaaniyaan haaye re haaye haaye mast ghataa chhaye haaye pyaas naa bhujhaaye hoye aag si lagaaye aaya pyaar bhara mausam deewana deewana hooo hooo hoooo hooo hooo hoooo hooo hooo hoooo aaaa haaa haaa dil ne dil se kya kaha kya pata dil ne dil se kya kaha ye kya pata zara saa mere paas aa kyun bhala aa tujhe main de doon prem ki nishaaniyaan haaye re haaye jaan ghabraaye aankh jhuki jaaye saans ruki jaaye aaya pyaar bhara mausam deewana deewana chhedti hai ye hawa kya huaaa chhedti hai ye hawa to kya huaaa jagaa hai dil mein dard sa kyun
haaye re haaye tera ghunghtaa haaye re haaye tera ghunghtaa neend churaaye tera ghunghtaa neend churaaye tera ghunghtaa hey chaand ghata se nikleee chaand ghata se nikleee koi uthaaye tera ghunghtaa haaye re haaye tera ghunghtaa haaye re haaye mera ghunghtaa dil dhadkaaye mera ghunghtaa hooo laaj se main mar jaaun reee laaj se main mar jaaun reee jo tu uthaaye mera ghunghtaa haaye re haaye mera ghunghtaa bas ek ye ghunghat hai kya aise ho parde hazaar hona ho to ho jaata hai hota hai aisa ye pyaar rehne bhi do jaane bhi do iss ki zaroorat nahin dete hain dil jo pyaar mein takte wo sooraj nahin kaahe hataaye mera ghunghtaa kaahe hataaye mera ghunghtaa laaj se main mar jaaun re jo tu hataaye mera ghunghtaa haaye re haaye mera ghunghtaa jab bhi zara haath mera sar se sarakne lagaaa teri kasam seene mein dum mera atakne lagaaa phir kiss tarah hum tum mile kaise mulaaqat hoooo madhosh main khaamosh tu kaise koi baat hoooo beech mein aaye tera ghunghtaa haaa aaaa beech
Hay Re Insaan Ki Majbooriya
hoye ruthe saiyaan haaye ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe naa to hum bewafaa naa to hum jhute ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe chain naa aaya humen neend naa aayi dete rahe saari rain duhaayi chain naa aaya humen neend naa aayi dete rahe saari rain duhaayi koi unki bhi haaye raaaaam koi unki bhi yunhi neendiya loote ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe kaise naa tadpe dil ye deewana sach hi to kehta hai saara zamaana kaise naa tadpe dil ye deewana sach hi to kehta hai saara zamaana laagi toote naa haaye raam laagi toote naa chaahe duniyaa chhute ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe unko manaaya har ek adaa se haaye magar tauba unki bala se unko manaaya har ek adaa se haaye magar tauba unki bala se wo naa maane haaye raaaam wo naa maane kisi ka chahe dil toote ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe naa to hum bewafaa naa to hum
hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz dekh lo iska tamasha chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz laakh daara aur sikandar ho gaye aaj bolo wo kahaan sab kho gaye aayi hichki maut ki aur so gaye aayi hichki maut ki aur so gaye har kisi kaa hai basera chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz kal talak rangeen bahaare thi jahaan aaj kabro ke wahaan dekhe nishaan rang badle har ghadi ye aasmaan rang badle har ghadi ye aasmaan aish o ghum jo kuchh bhi dekha chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz kya milega dil kisi ka tod ke le dua toote dilon ko jod ke jaa magar kuchh yaad apni chhod ke jaa magar kuchh yaad apni chhod ke ho tera duniyaa mein charcha chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz dekh lo iska tamasha chand roz chand roz hai
joy kore tobu bhoy keno tor jay na hai bhiru prem haire joy kore tobu bhoy keno tor jay na ashar aloy tobu bharosa pay na ashar aloy tobu bharosa pay na mukhe hasi tobu chokhe jal na shukay re hay bhiru prem haay re joy kore tobu bhoy keno tor jay na hai bhiru prem haire joy kore tobu bhoy keno tor jay na biroher daho aaji holo jodi sara jhorijo milano raser shrabono dhara biroher daho aaji holo jodi sara jhorijo milano raser shrabono dhara tobuo e mono gopon bedono taape akarano dukhe paran keno dukhay re hai bhiru prem haire joy kore tobu bhoy keno tor jay na hai bhiru prem haire joy kore tobu bhoy keno tor jay na jodi ba bhengechhe khoniko mohero bhul ekhono prane ki jabe na manero mul jodi ba bhengechhe khoniko mohero bhul jaha khujibar sango holo to khoja jaha bujhibar shesh hoye gelo bojha jaha khujibar sango holo to khoja jaha bujhibar shesh hoye gelo bojha tobu keno heno sangshayo ghanochhaye monero kothati nirobo mone lukay re hai bhiru prem haire joy kore
aa aa aa aa hairat se tak raha hai jahaan e wafaa mujhe hairat se tak raha hai jahaan e wafaa mujhe tumne bana diya hai mohabbat mein kya mujhe aa aa aa aa har manzil e hayaat se gum kar gaya mujhe har manzil e hayaat se gum kar gaya mujhe mud mud ke raah mein wo tera dekhna mujhe mud mud ke raah mein wo tera dekhna mujhe aaa aa aa kaise khudi ne mauj ko kashti bana diya kaise khudi ne mauj ko kashti bana diya hosh e khuda hai ab na ghum e na khuda mujhe aa aa aa saaqi bane huye hain wo saagar shab e visaal saaqi bane huye hain wo saagar shab e visaal is waqt koi meri qasam dekhta mujhe hairat se tak raha hai jahaan e wafaa mujhe
hairaton ke silsile soz e nehaan tak aa gaye hairaton ke silsile soz e nehaan tak aa gaye hum to dil tak chaahte the tum to jaan tak aa gaye hairaton ke silsile soz e nehaan tak aa gaye zulf mein khushboo naa thi yaa rang aariz mein naa tha zulf mein khushboo naa thi yaa rang aariz mein naa tha aap kiski justjoo mein gulsitaan tak aa gaye hairaton ke silsile soz e nehaan tak aa gaye khud tumhen chaak e garebaan ka shahur aa jaayega khud tumhen chaak e garebaan ka shahur aa jaayega tum wahaan tak aa to jaao hum jahaan tak aa gaye hairaton ke silsile soz e nehaan tak aa gaye unki palkon pe sitaare apne honthon pe hansi unki palkon pe sitaare apne honthon pe hansi kissa e ghum kehte kehte hum yahaan tak aa gaye hum to dil tak chaahte the tum to jaan tak aa gaye hairaton ke silsile soz e nehaan tak aa gaye
har aas ashq baar hai har saans bekaraar hai har aas ashq baar hai har saans bekaraar hai tere bagair zindagi ujadi huyi bahaar hai tere bagair zindagi main jaanti hoon bewafaa main jaanti hoon main jaanti hoon bewafaa tu laut kar na aayega phir bhi na jaane kyun mujhe tera hi intezaar hai tere bagair zindagi ujadi huyi bahaar hai tere bagair zindagi kis ko sunaaun main gila kis ko sunaaun kis ko sunaaun main gila ae bebasi ki intehaan na tujh se ikhtiyaar hai na dil pe ikhtiyaar hai har aas ashq baar hai har saans bekaraar hai tere bagair zindagi ujadi huyi bahaar hai tere bagair zindagi
har chehra yahaan chaand har chehra yahaan chaand to har zarra sitaara har chehra yahaan chaand to har zarra sitaara ye waadi ye kashmir hai jannat ka nazaara jannat ka nazaara har chehra yahaan chaand to har zarra sitaara har chehra yahaan chaand to har zarra sitaara ye waadi ye kashmir hai jannat ka nazaara jannat ka nazaara har chehra yahaan chaand hansti hai jo kaliyaan to hanseen phool hain khilte hansti hai jo kaliyaan to hanseen phool hain khilte hain log yahaan jaise utar aaye farishte oooo oooo oooo ooo ooo ooo oooo oooo har dil se nikalti hai yahaan pyaar ki dhaara har dil se nikalti hai yahaan pyaar ki dhaara ye waadi ye kashmir hai jannat ka nazaara jannat ka nazaara har chehra yahaan chaand ye chotiyaan barfon ki hain aazaadi ka parcham ye chotiyaan barfon ki hain aazaadi ka parcham hansti hai gulaami pe ye insaan ki hardam oooo oooo oooo ooo ooo ooo oooo oooo deti hain ye aakash ko baahon ka sahara deti hain ye aakash ko baahon ka sahara ye waadi ye
ee galiyan ka dharam alag hai alag hai reet riwaaj ka samjhe na samjhe to samjh lo humse hum samjha dein aaj har chhori rani hiyan har chhora rajaa har chhori rani hiyan har chhora rajaa magar kabhi baja nahin hiyan band baja magar kabhi baja nahin hiyan band baja har chhori rani hiyan har chhora rajaa magar kabhi baja nahin hiyan band baja magar kabhi baja nahin hiyan band baja aawara galiyan ki pariyan dekh uthe dil jhoom waah waah kya maja aawara galiyan ki pariyan dekh uthe dil jhoom itar pan gajre ki mahek ghunghru mujre ki dhoom chhan chhan chhanan chhanan khan khan khanan khanan chhan chhan chhanan chhanan khanan khanan natkhat chhori ban ke chakori chanchal gori kare dil ki chori kabhi lachak lachak kar kabhi chhamak chhamak kar kabhi jhatak jhatak kar kabhi matak matak kar kabhi latkau latkau kabhi jhatkau jhatkau kabhi thumakau thumakau kabhi matkau matkau lachak lachak chamak chamak jhatak jhatak matak matak har chhori rani hiyan har chhora rajaa har
har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon kaante teri raahon ke main palkon pe sajaa loon har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon bichhdi hai meri neend bhi bichhda hai tu jab se bichhdi hai meri neend bhi bichhda hai tu jab se jee chaahe tujhe roz hi khaabon mein bula loon jee chaahe tujhe roz hi khaabon mein bula loon har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon tu paas naa aa haan zara daaman to badha de tu paas naa aa haan zara daaman to badha de ashqon ko kahaan tak main inn aankhon mein sambhaalun ashqon ko kahaan tak main inn aankhon mein sambhaalun har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon ye ishq ka ilzaam bhi ilzaam hai koi ye ishq ka ilzaam bhi ilzaam hai koi tere liye duniyaa ke har ilzaam utha loon tere liye duniyaa ke har ilzaam utha loon har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon le jaaye kahaan jaane humen waqt ka dariyaa le jaaye kahaan jaane humen waqt ka
har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana aap hamaare dil ko churaa kar aankh churaaye jaate hain ye ek tarfa rasme wafa hum phir bhi nibhaaye jaate hain chaahat ka dastoor hai lekin aap ko hi maaloom nahin ooooo jis mehfil mein shamma ho parwaana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana bhooli bisri yaadein mere hanste gaate bachpan ki raat biraat chali aati hain neend churaane nainan ki ab keh doongi karte karte kitne saawan beet gaye ooooo jaane kab in aankhon ka sharmana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana apni apni sabne keh li lekin hum chup chaap rahe dard paraaya jisko pyaara wo kya apni baat kahe khaamoshi ka ye afsaana
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa har ek baat pe har ek baat pe kehte ho tum ke to kya hai tum hi kaho ke ye tum hi kaho ke ye andaaz e guftgoo kya hai har ek baat pe ragon mein daudte phirne ke hum nahin kayal ragon mein daudte phirne ke hum nahin kayal jab aankh hi se na jab aankh hi se na tapka to phir lahu kya hai har ek baat pe jala hai jism jahan dil bhi jal gaya hoga aaa aaaaa aaaa jala hai jism jahan dil bhi jal gaya hoga kuredte ho jo kuredte ho jo ab raakh juftju kya hai har ek baat pe rahee na taaqat e guftar aur agar ho bhi rahee na taaqat e guftar aur agar ho bhi to kis umeed pe to kis umeed pe kahiye ki aarzoo kya hai har ek baat pe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bura Maan Gaye Ayee Milan Ki Bela (1964) 03:09 12759
 
Poster of Ayee Milan Ki Bela (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:09   Song Number : 12759   

Bura Mat Suno Aya Sawan Jhoom Ke (1969) 04:15 20239
 
Poster of Aya Sawan Jhoom Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:15   Song Number : 20239   

Bure Bure Hum Hum Hum Bluffmaster (2005) 03:09 20237
 
Poster of Bluffmaster (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Various
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Ritesh Deshmukh
Duration : 03:09   Song Number : 20237   

Ha Raham (Mehfuz) Aamir (2008) 05:16 37485
 
Poster of Aamir (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Music Director- 
Amit Trivedi
On Screen Actors- 
Rajeev Khandelwal
Duration : 05:16   Song Number : 37485   

Haay Re Wo Din Anuradha (1960) 03:09 12725
 
Poster of Anuradha (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 03:09   Song Number : 12725   

Haaye Raam Na Tum Jaano Na Hum (2002) 05:57 12042
 
Poster of Na Tum Jaano Na Hum (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Hrithik Roshan
Duration : 05:57   Song Number : 12042   

Haaye Re Haaye Humjoli (1970) 04:36 20500
 
Poster of Humjoli (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:36   Song Number : 20500   

Haaye Re Haaye Tera Dhongee (1979) 06:46 13080
 
Poster of Dhongee (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Neetu Singh
Duration : 06:46   Song Number : 13080   

Haaye Re Insaan Ki Majooriyan Ghunghat (1960) 03:16 38151
 
Poster of Ghunghat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Beena Roy, Asha Parekh, Pradeep Kumar
Duration : 03:16   Song Number : 38151   

Haaye Ruthe Saiyaan Devar (1966) 03:37 13056
 
Poster of Devar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Bela Bose
Duration : 03:37   Song Number : 13056   

Hai Bahaar E Baagh E Duniyaa Bombay Ka Chor (1962) 03:39 15562
 
Poster of Bombay Ka Chor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Radhe Shyam
Duration : 03:39   Song Number : 15562   

Hai Bhiru Prem Haire Shaibal Barua 03:48 37946
 
Poster of Shaibal Barua
 
Singer- 
Shaibal Barua
Duration : 03:48   Song Number : 37946   

Hairat Se Tak Raha Hai Master Madan 03:17 40735
 
Poster of Master Madan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Saghar Nizami
Music Director- 
Pandit Amarnath
Singer- 
Master Madan
Duration : 03:17   Song Number : 40735   

Hairaton Ke Silsile Soz E Nehaan Tak Aa Gaye Asha Bhosle 04:35 15972
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Duration : 04:35   Song Number : 15972   

Har Aas Ashq Baar Hai Kinare Kinare (1963) 03:41 15614
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:41   Song Number : 15614   

Har Chehra Yahaan Chaand Aabroo (1968) 07:42 20505
 
Poster of Aabroo (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Deepak Kumar
Duration : 07:42   Song Number : 20505   

Har Chhori Rani Hiyan Mahaan (1983) 08:50 32111
 
Poster of Mahaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 08:50   Song Number : 32111   

Har Dard Ko Mehdi Hassan 07:55 18809
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 07:55   Song Number : 18809   

Har Dil Jo Pyaar Karega Sangam (1964) 04:48 14133
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 04:48   Song Number : 14133   

Har Ek Baat Pe Lata Mangeshkar 03:34 37117
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:34   Song Number : 37117