Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBairiyaa
HomeBairiyaa
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


raat khamosh thi gungunaate rahe raat khamosh thi gungunaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste ajnabi tha main apna banaate rahe ajnabi tha main apna banaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste raat khamosh thi gungunaate rahe koi saathi koi humsafar na mila shaher anjaan tha uska ghar na mila koi saathi koi humsafar na mila shaher anjaan tha uska ghar na mila paas aate rahe door jaate rahe paas aate rahe door jaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste raat khamosh thi gungunaate rahe sooni aakhon mein kaante khatakte rahe dard seene mein leke bhatakte rahe sooni aakhon mein kaante khatakte rahe dard seene mein leke bhatakte rahe raat bhar teri baaten sunaate rahe raat bhar teri baaten sunaate rahe ajnabi shaher ke ajnabi raaste raat khamosh thi gungunaate rahe uski saanson ki garmi fazaaon mein thi uski zulfon ki khushboo hawaaon mein thi uski saanson ki garmi fazaaon mein thi uski zulfon ki khushboo hawaaon mein thi hum bhi sheron mein raashid sajaate rahe hum
raat ki hatheli par chaand jagmagata hai aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa raat ki hatheli par chaand jagmagata hai uski narm kirnon mein tumko dekhtaa hoon to dil dhadak sa jaata hai dil dhadak sa jaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai aa aaa aaa aaa aaa aa aaa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tum kahaan se aayi ho kis nagar ko jaaogi tum kahaan se aayi ho aa aa aa aa aa kis nagar ko jaaogi aa aa aa aa sochta hoon main hairaan chaand jaisa yeh chehra aa aa aa aa raat jaisi ye zulfen aa aa aa aa hain jagaaye sau armaan ik nasha sa aankhon mein dheere dheere chhaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai uski narm kirnon mein tumko dekhtaa hoon to dil dhadak sa jaata hai dil dhadak sa jaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai aa aaa aaa aaa aaa aa aaa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa meri iss tanhaayi mein mere iss viraane mein meri iss tanhaayi mein aa aa aa aa mere
raat ki mehfil sooni sooni aankhen purnam dil naakaam sehmen sehmen armaanon ka hona hi tha ye anjaam oooooo ooooo oooooo raat ki mehfil sooni sooni bhool gaye the apni hasti ishq wafaa ke josh mein hum sab kuchh kho kar bebas ho kar ab aayen hain hosh mein hum pyaase reh gaye dil ke armaan chhuta saaki toota jaam hona hi tha ye anjaam oooooo ooooo oooooo raat ki mehfil sooni sooni sar ko jahaan takraayen jaa kar aisi koi deewaar nahin haaye ri kismat hum duniyaa mein pyaar ke bhi haqdaar nahin dil hota jo apne bas mein lete naa hum pyaar ka naam hona hi tha ye anjaam oooooo ooooo oooooo raat ki mehfil sooni sooni aankhen purnam dil naakaam sehmen sehmen armaanon ka hona hi tha ye anjaam oooooo ooooo oooooo
raat mehke to yun bhi hota hai chaand dharti pe aake sota hai raat mehke to yun bhi hota hai chaand dharti pe aake sota hai raat mehke to yun bhi hota hai ujla maatha madhur madhur chitwan rang ka sona roop ka chandan ras ka saagar hai jaise tera badan mann mein ek kaamna sanjota hai raat mehke to yun bhi hota hai hmmmmm hmmmmm hhmmmm hmmmm hmmm hmmm saat rangon ne li hai angdaayi saans mein ghul rahi hai shehnaayi raat ki har ghadi hai yun aayi jaise moti koi pirota hai raat mehke to yun bhi hota hai chehra jhalka sarakte aanchal mein chaand chhalta hai jaise baadal mein mann hai kya jaane kaisi halchal mein ab mera chain mujhse khota hai raat mehke to yun bhi hota hai chaand dharti pe aake sota hai
hmmmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm raat mohe raat mohe meetha meetha sapna aaya re sapne mein saajan aa gaye raat mohe raat mohe meetha meetha sapna aaya re sapne mein saajan aa gaye sapnon ki duniya mein so rahi thi main so rahi thi main sapnon ki duniya mein so rahi thi main so rahi thi main nindiya ki nagri mein kho rahi thi main kho rahi thi main haaye aake kisi ne jagaaya jagaaya re aake kisi ne jagaaya jagaaya re sapne mein saajan aa gaye raat mohe raat mohe meetha meetha sapna aaya re sapne mein saajan aa gaye aaaaaaaa haha aa aaaa chupke chupke mere mehlon mein aake chupke chupke mere mehlon mein aake dheere dheere mera ghunghat hata ke dheere dheere mera ghunghat hata ke koyi kaanon mein gun gun gun gun gungunaaya re kaanon mein gun gun gun gun gungunaaya re sapne mein saajan aa gaye raat mohe raat mohe meetha meetha sapna aaya re sapne mein saajan aa gaye hmmmmmmm aaaaaa aaa aaaa aaaa
raat ne gesu bikhraaye mera dil mujhko tadpaaye kisne chheena hai bolo mere chaand ko kisne chheena hai bolo mere chaand ko mana baadlon ne ghera ye to sada rahega tera kaun chheenega tujhse tere chaand ko kaun chheenega tujhse tere chaand ko kaise ye dil seh paayega tumse itni doori marji meri samajh na lena ye to hai majboori ghirne laga hai dil mein andhera ghirne laga hai dil mein andhera reh gayi preet adhuri kisne chheena hai bolo mere chaand ko kisne chheena hai bolo mere chaand ko mana baadlon ne ghera ye to sada rahega tera kaun chheenega tujhse tere chaand ko kaun chheenega tujhse tere chaand ko pyaar ka kisne kiya na waada kasam na kisne khaayi iski kasauti tab hoti hai jab aati hai judaai yakin nahin jinko auron par yakin nahin jinko auron par wo hai khud harjaayi kaun chheenega tujhse tere chaand ko kaun chheenega tujhse tere chaand ko raat ne gesu bikhraaye mera dil mujhko tadpaaye kisne chheena hai bolo mere chaand ko kisne chheena hai bolo mere
raat ne kya kya khawab dikhaaye rang bhare sau jaal bichhaye aankhein khuli to sapne toote reh gaye ghum ke kaale saaye raat ne kya kya khawab dikhaaye ho o o o humne to chaaha bhool hi jaayein wo afsaana kyun dohraayein humne to chaaha bhool hi jaayein wo afsaana kyun dohraayein dil reh reh ke yaad dilaaye raat ne kya kya khawab dikhaaye ho o o o dil mein dil ka dard chhupaaye chalo jahaan kismat le jaaye dil mein dil ka dard chhupaaye chalo jahaan kismat le jaaye duniyaa paraayi log paraaye raat ne kya kya khawab dikhaaye rang bhare sau jaal bichhaye aankhein khuli to sapne toote reh gaye ghum ke kaale saaye raat ne kya kya khawab dikhaaye
hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm raat nikhari huyi zulf bikhari huyi har ada teri phoolon ki dali aaj subaha nahin hone wali aaj subaha nahin hone wali raat nikhari huyi zulf bikhari huyi har ada teri phoolon ki dali aaj subaha nahin hone wali aaj subaha nahin hone wali raat nikhari huyi ye samaa tham gayaa ye hansi adayein dekh ke ye samaa tham gayaa ye hansi adayein dekh ke dhadkane so gayin ye nasheeli aankhein dekh ke dekh ke raat nikhari huyi zulf bikhari huyi har ada teri phoolon ki dali aaj subaha nahin hone wali aaj subaha nahin hone wali raat nikhari huyi rang bhari mastiyaan yeh baharon ke kafile rang bhari mastiyaan yeh baharon ke kafile hum chale tum chale koi saath saath chal diye chal diye raat nikhari huyi zulf bikhari huyi har ada teri phoolon ki dali aaj subaha nahin hone wali aaj subaha nahin hone wali raat nikhari huyi
raat piya ke sang jaagi re sakhi raat piya ke sang jaagi re sakhi chain pada jo ang laagi re sakhi chain pada jo ang laagi re sakhi raat piya ke sang he he haa haa saiyaan ji ne jadoo phera saiyaan ji ne jadoo phera baahon ka daala ghera karke zara andhera achra jo kheencha mera god piya ki tang laagi re sakhi god piya ki tang laagi re sakhi chain pada jo ang laagi re sakhi raat piya ke sang jaagi naa sakhi saiyaan ji ne daaka daala saiyaan ji ne daaka daala uljha laton mein baala bikhri gale ki maala bhadki badan ki jwaala deh dhanush rang laagi re sakhi deh dhanush rang laagi re sakhi chain pada jo ang laagi re sakhi raat piya ke sang jaagi re sakhi gajra suhaana toota gajra suhaana toota kajra nayan ka chhoota sab tan bhaya re jhoota jitna sataaya loota aur bhi baake ang laagi re sakhi aur bhi baake ang laagi re sakhi tan ki chhupi tarang jaagi re sakhi tan ki chhupi tarang jaagi re sakhi chain pada jo ang laagi re sakhi chain pada jo ang laagi re sakhi aah haa
raat raat bhar jaag jaag kar intezaar karte hain hum tumse pyaar karte hain raat raat bhar jaag jaag kar intezaar karte hain hum tumse pyaar karte hain jab jab baadal chaand se khele aankh micholi jab jab bhanwra phool se bole pyaar ki boli uss ghadi sanam tum ko yaad hum baar baar karte hain hum tumse pyaar karte hain raat raat bhar jaag jaag kar intezaar karte hain hum tumse pyaar karte hain unn ko kar ke door hum aaj hain khud pachhtaate nain bichhe hain raah mein kaash ke tum aa jaate jab se tum gaye hum ko ghum naye beqaraar karte hain hum tumse pyaar karte hain raat raat bhar jaag jaag kar intezaar karte hain hum tumse pyaar karte hain
hooo raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli hoye mere mann mein aaj ek pyaar ki duniya ban ke sajna mere nain samaja khawab sunhera ban ke sajna lagi tose preet gaaun main geet lagi tose preet gaaun mein geet mere mann ke meet aaja hooo raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli hoye chale mast pawan ik nasha sa chaaye sajna sajna meri ankhiyan fir bhi neend na aaye sajna sajna nahin beete rain tarse ye nain nahin beete rain tarse ye nain mera ban ke chain aaja hooo raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli hoye mera machale jiya ek baat na meri maane sajna mere dil ki batiya haaye koi kya jaane sajna gale baiyan daar mann dungi haar gale baiyan daar mann dungi haar mera tu shingaar aaja hooo raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli chamke taare aaja sajanwa prem duware raat rangeeli
raat rangeeli mast nazaare geet sunaayen chaand sitaare raat rangeeli ooooo oooo oooo oooo aaj lutta ke aaj lutta ke pyaar pe tann mann apni wafa ka naam karenge apni wafa ka naam karenge pyaar ka dil mein rang bharenge chhod ke ye dukh dard ki duniyaa naya nagar aabad karenge jeevan ko azaad karenge hum tum donon pyaar ke maare hum tum donon pyaar ke maare mast nazaare raat rangeeli mast nazaare geet sunaayen chaand sitaare raat rangeeli aao aao oo aao chale akash pe hum tum chaand ki nagari mein chhup jaye duniya wale dekh na payen naach naach ke taal pe mann ki naach naach ke naach naach ke taal pe mann ki apna apna raag sunayen dil se dil ke taar milayen dhun bhi nirali bol bhi pyare dhun bhi nirali bol bhi pyare mast nazaare raat rangeeli
raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi sau dafaa darwaaje pe gayi raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi haan sau dafaa darwaaje pe gayi tu naa tha wahaan khadi ghadi ghadi yaad thi teri raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi haan sau dafaa darwaaje pe gayi odh loon main pyaar tera pehan loon main pyaar tera phir sanam aana odh loon main pyaar tera pehan loon main pyaar tera phir sanam aana hoo hoo hooo iss se pehle nahin thahre rehna wahin aajaa na abhi nahin abhi nahin jab main kahoon raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi haan sau dafaa darwaaje pe gayi raasten mein jaa miloon yaa raastaa dekhoon main tera kya karoon sajnaa raasten mein jaa miloon yaa raastaa dekhoon main tera kya karoon sajnaa hooo hoo hooo bekali ka saaman dil mein kitne gumaan phir koi bhoola na de tujhe mera naam pata raat sari beqaraari mein guzaari sau dafaa darwaaje pe gayi
raat se kaho ruke zara raat se kaho ruke zara meri jawaani ka raksh wo bhi dekh le zara raat se kaho ruke zara meri jawaani ka raksh wo bhi dekh le zara raat se kaho ruke zara hey mere meharbano ye meri baat maano phir na kabhi ye raat aayegi aayi bhi jo raat na ye baat aayegi main aaj hoon kal kahan raat se kaho ruke zara raat se kaho ruke zara meri jawaani ka raksh wo bhi dekh le zara raat se kaho ruke zara aye muskuraane waalo jee bhar ke muskuraa lo jane phir dil ko qaraar ho na ho ye jalwa ye raks e bahar ho na ho jo aaj hai kal kahaan raat se kaho ruke zara raat se kaho ruke zara meri jawaani ka raksh wo bhi dekh le zara raat se kaho ruke zara
raat shabnami bheegi chandni teesra koi door tak nahin iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo raat shabnami bheegi chandni teesra koi door tak nahin iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo sanam tumko jis din se dekha humne deewana dil kaboo mein nahin bada pyara ye bhi itefaq dekho tumhi mil jaate ho har kahin tumhi mil jaate ho har kahin pyare tumhi mil jaate ho har kahin raat shabnami bheegi chandni teesra koi door tak nahin iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo agar tum bhi wo chaaho jo main chaahon to gul khil jaaye ikraar ka dilon ko milne de kuch na bole hum mazaa aaye phir to pyar ka mazaa aaye phir to pyar ka jaanam aage khud hi jaan lo aur kya kahein jaanam samjha karo raat shabnami bheegi chandni teesra koi door tak nahin iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo thehro badi hai
raat sone ko hai neend aati nahin raat sone ko hai neend aati nahin aap bhi jaagiye aaj mere liye aye mere humnashin raat sone ko hai neend aati nahin hahahahaaaa shole meri saanson mein hain jalta hai saara badan jo pyaar ki shabnam mile pyaas bujhe jaaneman shole meri saanson mein hain jalta hai saara badan jo pyaar ki shabnam mile pyaas bujhe jaaneman ban ke saawan mere tan pe chhaa jaiye aye mere humnashin raat sone ko hai neend aati nahin leke mujhe aagosh mein mujh pe karam kijiye ye dil to kya jaan bhi meri badle mein le lijiye leke mujhe aagosh mein mujh pe karam kijiye ye dil to kya jaan bhi meri badle mein le lijiye aarzu hai meri mujh mein kho jaaiye aye mere humnashin raat sone ko hai neend aati nahin aap bhi jaagiye aaj mere liye aye mere humnashin raat sone ko hai neend aati nahin la la la la la laaa lala lala laa laaa la la la la la laaa lala lala laa laaa
raat suhaani hanste taare inn taaron mein dhoond rahen hain tumko tumko nain humare raat suhaanii beeti jaaye ghadiyan mitti jaaye aashaa dekhe raah tumhari main aur meri nirasha raat suhaanii diya jale sang jale patange sang sang jale hai baati diya jale sang jale patange sang sang jale hai baati main jalta hoon man hi man mein main jalta hoon man hi man mein koi na mera saathi koi na mera saathi raat suhaanii
oooooooooo oooo oooo ooooo ooooo hooooooooo ooooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo raat suhaani jaag rahi hai dheere dheere chupke chupke chori chori hoooo hoooo oooo dheere dheere chupke chupke chori chori hoooo prem kahaani jaag rahi hai dheere dheere chupke chupke chori chori hoooo hoooo oooo dheere dheere chupke chupke chori chori hoooo chal rahen hain jaadoo tham gaya zamaana dil churaa raha hai ye samaa suhaana paalki chaman mein phoolon ki utaar ke ye bahaar gaa rahi hai geet pyaar ke oooo oooo oooo hoooooooo aur jawaani jaag rahi hai dheere dheere chupke chupke chori chori hoooo hoooo oooo oooo dheere dheere chupke chupke chori chori hoooo chaand kar raha hai yun humen ishaare ye humare naina ban gaye hain taare neend ne naa aane ki uthaayi hai kasam neend kaise aaye mann ke dwaar pe sanam aaaahooo aaaahooo aaaahoooo hooooo ooooooo preet deewani jaag rahi hai dheere dheere chupke chupke chori chori hoooo hoooo oooo oooo dheere dheere chupke chupke chori
raat suhaani jhoome jawaani dil hai deewana haaye tere liye aa dil mila le duniyaa basa le dil hai deewana haaye tere liye tere liye oooo oooo oooo raat suhaani o bewafaa mat der lagaa o bewafaa mat der lagaa soya hua mat dard jagaa soya hua mat dard jagaa mast bahaaren tujhko pukaaren mast bahaaren tujhko pukaaren dil hai deewana haaye tere liye tere liye oooo oooo oooo raat suhaani rutt hai nasheeli mausam jawaan rutt hai nasheeli mausam jawaan chubhne lagi hai thandi hawaa chubhne lagi hai thandi hawaa chupke se aa jaa dil mein samaa jaa chupke se aa jaa dil mein samaa jaa dil hai deewana haaye tere liye tere liye oooo oooo oooo raat suhaani jhoome jawaani dil hai deewana haaye tere liye tere liye oooo oooo oooo raat suhaani
Raat Ujiyari Din Andhera Hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Raat Khamosh Thi Hariharan 06:18 40557
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:18   Song Number : 40557   

Raat Ki Hatheli Par Refugee (2000) 06:57 21142
 
Poster of Refugee (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Udit Narayan, Chorus
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan
Duration : 06:57   Song Number : 21142   

Raat Ki Mehfil Sooni Sooni Noor Jehan (1967) 03:24 12243
 
Poster of Noor Jehan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:24   Song Number : 12243   

Raat Mehke To Yun Bhi Mrityudand (1997) 04:42 15348
 
Poster of Mrityudand (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit
Duration : 04:42   Song Number : 15348   

Raat Mohe Meetha Meetha Sapna Tamasha (1952) 03:04 19457
 
Poster of Tamasha  (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Manna Dey
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:04   Song Number : 19457   

Raat Ne Gesu Bikhraaye Sapera (1961) 03:23 38625
 
Poster of Sapera (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Ajeet Merchant
Duration : 03:23   Song Number : 38625   

Raat Ne Kya Kya Khawab Dikhaaye Ek Gaon Ki Kahani (1957) 03:41 21143
 
Poster of Ek Gaon Ki Kahani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 03:41   Song Number : 21143   

Raat Nikhari Huyi Hum Hindustani (1960) 03:40 12362
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Manohar Khanna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Helen
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 03:40   Song Number : 12362   

Raat Piya Ke Sang Prem Parbat (1973) 03:36 17635
 
Poster of Prem Parbat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Jaidev
Duration : 03:36   Song Number : 17635   

Raat Raat Bhar Jaag Pyaar Ka Saagar (1961) 02:30 12438
 
Poster of Pyaar Ka Saagar (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 02:30   Song Number : 12438   

Raat Rangeeli Chamke Baap Re Baap (1955) 03:11 12279
 
Poster of Baap Re Baap (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Chand Usmani
Duration : 03:11   Song Number : 12279   

Raat Rangeeli Mast Dulari (1949) 03:40 32083
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Suresh, Madhu Bala
Duration : 03:40   Song Number : 32083   

Raat Sari Zakhm (1998) 05:08 21144
 
Poster of Zakhm (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Pooja Bhatt
Duration : 05:08   Song Number : 21144   

Raat Se Kaho Lootera (1965) 04:21 32437
 
Poster of Lootera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nishi Baran
Duration : 04:21   Song Number : 32437   

Raat Shabnami Asha Bhosle 06:04 18282
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Milind Soman
Duration : 06:04   Song Number : 18282   

Raat Sone Ko Hai Pyaas (1982) 06:05 15165
 
Poster of Pyaas (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 06:05   Song Number : 15165   

Raat Suhaani Hanste Taare Aasmaan (1952) 03:14 16381
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 03:14   Song Number : 16381   

Raat Suhaani Jaag Rahi Jigri Dost (1969) 06:57 21145
 
Poster of Jigri Dost (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Mumtaj
Raag- 
Todi
Duration : 06:57   Song Number : 21145   

Raat Suhaani Jhoome Rani Rupmati (1957) 03:20 12458
 
Poster of Rani Rupmati (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amarnath, Nalini Chhonkar
Duration : 03:20   Song Number : 12458   

Raat Ujiyari Din Andhera Hai Chaalbaaz (1978) 04:31 39782
 
Poster of Chaalbaaz (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:31   Song Number : 39782