MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBali
HomeBali
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sujlam suflam malyaja shitlam shashay shamlam maatram sujlam suflam malyaja shitlam shashay shamlam maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaa ehsaas thoda to jagaayen apne dilon mein hum vande maatram vande maatram kya naam hai apna jahaan mein khadein hain kahan pe hum vande maatram vande maatram hai humein jaana kahan aur chale hain kahan pe hum hum se poochhe hai ye maatre watan vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram vande maatram o o o sujlam suflam malyaja shitlam shashay shamlam matram vande jana hai taaron se aage ab na rukenge hum vande maatram vande maatram hoo ik nayee subah jagaayen saare jahaan pe
aa aa aa aa wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein agar iss jahaan ka maalik kahin mil sake to poochhein mili kaun si khataa par humein iss qadar sazaayein mili kaun si khataa par humein iss qadar sazaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein teri berukhi ke sadqe aa aa aa aa aa teri berukhi ke sadqe meri zindagi ki khushiyaan tu agar isi mein khush hai to khushi se kar jafaayein tu agar isi mein khush hai to khushi se kar jafaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein
wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain chhoti si baat mohabbat ki chhoti si baat mohabbat ki aur wo bhi kahi nahin jaati kuch wo sharmaaye rehte hain kuch hum sharmaaye rehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain milne ki ghadiyan choti hain milne ki ghadiyan choti hain aur raat judaai ki lambi jab saari duniya soti hai hum taare ginte rehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain
haseenon mujhse mat poochho ke kya kya bechtaa hoon main chhupa kar chudiyon mein dil ki duniyaa bechtaa hoon main yaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna yaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna aabaad rakhna dil pardesi ka aabaad rakhna hoooo oooo oooo ooo ooo ooo oooo ooooo kaisi gori gori reshmi kalaayi re tere haath pardesiya aayi re hooo oooo kaisi gori gori reshmi kalaayi re tere haath pardesiya aayi re aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaa le ke haath ye chhod naa dena mukh mod naa lena ke dil mera shaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna main to mann ka darpan tod ke laaya dil ke tukde jod ke hooo oooo oooo saare jag se hai dekho niraala oooooo ooooo saare jag se hai dekho niraala ye baat meri yaad rakhna dil pardesi ka aabaad rakhna yaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna
ye jhoomte nazaare tum paas ho humare kehti hai kuchh nighahen samjho zara ishaare ye raah to nayi hai jaane kidhar gayi hai darr laage haaye kaise main sang chalun tumhare ye jhoomte nazaare tum paas ho humare kehta hai ye bahaar ka masti bhara samaan aankhon mein aakhen daal ke sun dil ki daastan baahen gale mein daal doon dil chaahta to hai phir sochti hoon kar na de badnaam ye jahaan badnaam ye jahaan kuchh bhi kahe zamana baaton mein tum naa aana tumko kisi ka darr kya main saath hoon tumhare ye jhoomte nazaare tum paas ho humare apna bana ke saajna munh modna nahin samjhi hoon jisko pyaar main dhoka na ho kahin dil to tumhara ho chuka haazir hai jaan bhi ek baar mere pyaar ka kar lo zara yakeen kar lo zara yakeen aisa naa munh se boliye hum to tumhare ho liye lo haath de diya hai ab haath mein tumhare ye jhoomte nazaare tum paas ho humare aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa
ye nai nai preet hai tuhi to mera meet hai naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka naye iqraar ka naa ho koi jahaan bana le wahin aashiyaan ye nai nai preet hai nazar tumse mili aise ke hum sharma gaye pukaara jab tere dil ne to phir hum aagaye nazar tumse mili aise ke hum sharma gaye pukaara jab tere dil ne to phir hum aagaye kasam tumhein pyaar ki isi iqraar ki naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka nigaahon hi nigaahon mein kaho kya kar diya mere daaman ko phoolon se ye kisne bhar diya nigaahon hi nigaahon mein kaho kya kar diya mere daaman ko phoolon se ye kisne bhar diya chalo chal den wahaan zameen aur aasmaan gale milte jahaan banale wahin aashiyan ye nai nai preet hai tuhi to mera meet hai naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka naye iqraar ka naa ho koi jahaan bana le wahin aashiyaan ye nai nai preet hai
ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen ye dil jo lagaaya badi chot khaayi dil jo lagaaya badi chot khaayi jafaa tumne ki aur mujhe sharm aayi mujhe le naa doobe ye meri khataayen ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen wohi aasmaan hai wohi chaand taare wohi aasmaan hai wohi chaand taare magar tum nahin ho bas waade tumhaare ye kiss dil mein tumne lagi hai lagaayi ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen
zara saamne aa zara aankh mila zara saamne aa zara aankh mila tera shukriya kar doon ada aise na machal mann jaye na kuchal tera dam hi nikal jaaye na zara saamne aa zara aankh mila tera shukriya kar doon ada aise na machal mann jaaye na kuchal tera dam hi nikal jaaye na paas aa sikha doon tujhe girke sambhalna tujhko bata doon tujhko bata doon raah dekh dekh chalna paas aa sikha doon tujhe girke sambhalna tujhko bata doon raah dekh dekh chalna aise na machal mann jaye na kuchal tera dam hi nikal jaaye na zara saamne aa zara aankh mila tera shukriya kar doon ada aise na machal mann jaaye na kuchal tera dam hi nikal jaaye na mann ke banaye huye jaal mein na fansna kahin tujhe kahin tujhe rona pade itna na hansna mann ke banaye huye jaal mein na fansna kahin tujhe rona pade itna na hansna aise na machal mann jaye na kuchal tera dam hi nikal jaaye na zara saamne aa zara aankh mila tera shukriya kar doon ada aise na machal mann jaaye na kuchal tera dam hi nikal jaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Vande Maatram (Lata Mangeshkar) Anand Math (1952) 04:45 11284
 
Poster of Anand Math (1952)
 
Category
Patriotic
Year- 
1952
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Raag- 
Des
Duration : 04:45   Song Number : 11284   

Wo Na Aayenge Devdas (1955) 04:17 13064
 
Poster of Devdas (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Bali
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:17   Song Number : 13064   

Wo Paas Rahein Ya Bari Behen (1949) 02:41 21413
 
Poster of Bari Behen (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya, Rehman, Geeta Bali
Duration : 02:41   Song Number : 21413   

Yaad Rakhna Nagin (1954) 03:07 13818
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Bali, Vijaya Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:07   Song Number : 13818   

Ye Jhoomte Nazaare Nai Raahen (1959) 03:38 16460
 
Poster of Nai Raahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Anoop Kumar, Geeta Bali
Duration : 03:38   Song Number : 16460   

Ye Nai Nai Preet Hai Pocket Maar (1956) 03:50 21452
 
Poster of Pocket Maar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Dev Anand
Duration : 03:50   Song Number : 21452   

Yeh Kaisi Adaayen Hai Unki Raag Rang (1952) 03:14 15653
 
Poster of Raag Rang (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:14   Song Number : 15653   

Zara Saamne Aa Zara Aankh Mila Baaz (1953) 03:13 38398
 
Poster of Baaz (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Geeta Bali
Duration : 03:13   Song Number : 38398   
Karaoke Songs of bali, Sad Songs of bali, Love Songs of bali, Dance Songs of bali, Hip-hop songs of bali, Best songs of bali, Super hit songs of bali, hit songs of bali, duet songs of bali, solo songs of bali, old songs of bali, famous songs of bali, Hindi Karaoke Songs of bali, Hindi Sad Songs of bali, Hindi Love Songs of bali, Hindi Dance Songs of bali, Hindi Hip-hop songs of bali, best Hindi songs of bali, super hit Hindi songs of bali, hit Hindi songs of bali, duet Hindi songs of bali, solo Hindi songs of bali, old Hindi songs of bali, famous Hindi songs of bali, Sing Along Songs of bali, Sing Along Sad Songs of bali, Sing Along Love Songs of bali, Sing Along Dance Songs of bali, Sing Along Hip-hop songs of bali, Sing Along Best songs of bali, Sing Along Super hit songs of bali, Sing Along hit songs of bali, Sing Along duet songs of bali, Sing Along solo songs of bali, Sing Along old songs of bali, Sing Along famous songs of bali