MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaa aaa aaaa aaa aaa aaaaa kaise samjhaaun badi nasamajh ho kaise samjhaaun badi nasamajh ho hum se na jeetogi tum rehne do yeh baazi kaise samjhaun aaa aaa aaaa aaa aaa aaaaa kaise samjhaaun bade nasamajh ho kaise samjhaaun bade nasamajh ho aaye gaye tum jaise sainkadon anaari kaise samjhaaun hum dil ka saaz bajaate hain duniya ke hosh udaate hain hum dil ka saaz bajaate hain duniya ke hosh udaate hain hum saat suron ke saagar hain har mehfil mein lehraate hain har mehfil mein lehraate hain kaise samjhaaun badi na samajh ho kaise samjhaaun tum saaz bajaana kya jaano tum rang jamaana kya jaano tum saaz bajaana kya jaano tum rang jamaana kya jaano mehfil to humare dum se hai tum hosh udaana kya jaano tum hosh udaana kya jaano kaise samjhaaun bade uh samajh ho kaise samjhaaun main naachun chaand sitaaron par sholon par aur sharaaron par main naachun chaand sitaaron par sholon par aur sharaaron par hum aise kalaa ke deewaane chha jaayen nasheeli bahaaron par chha click here
kaisi haseen aaj bahaaron ki raat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai o dene waale tune to koi kamin na ki ab kis ko kya mila ye muqaddar ki baat hai chhaaya hai husn o ishq pe ek rang e bekhudi chhaaya hai husn o ishq pe ek rang e bekhudi aate hain zindagi mein ye aalam kabhi kabhi har ghum ko bhool jaao khushi ki baraat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai aayi hai wo bahaar to nagmein ubal pade aisi khushi mili hai ke aansoon nikal pade honthon pe hai duwaayein magar dil pe haath hai ab kis ko kya mila ye muqaddar ki baat hai masti simat ke pyaar ke gulshan mein aa gayi masti simat ke pyaar ke gulshan mein aa gayi meri khushi bhi aapke daaman mein aa gayi bhanwara kali se door nahin saath saath hai ab kis ko kya mila ye muqaddar ki baat hai kaisi haseen aaj bahaaron ki raat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai click here
kaisi mehfil hai ye kaisa mela hai ye hain farishte sabhi koi insaan nahin kaisi mehfil hai ye kaisa mela hai ye hain farishte sabhi koi insaan nahin kaisi mehfil hai ye kaisa mela hai ye hum khilona bane hum tamaasha bane hum khilona bane hum tamaasha bane teri mehfil mein hum jaane kya kya bane teri mehfil mein hum jaane kya kya bane dil se khele koi ghum se khele koi sab khilone yahaan koi insaan nahin kaisi mehfil hai ye kaisa mela hai ye ek se ek qaatil nigaahen yahaan ek se ek qaatil nigaahen yahaan ek se ek rangi adaayen yahaan ek se ek rangi adaayen yahaan kaisa gulshan hai ye kaisa aalam hai ye hain meharbaan sabhi koi insaan nahin kaisi mehfil hai ye kaisa mela hai ye hain farishte sabhi koi insaan nahin kaisi mehfil hai ye kaisa mela hai ye click here
kajal waale nain mila ke kar daala bechain kisi matwali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne kajal waale nain mila ke kar daala bechain kisi matwali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne zulf labon ko choom rahi thi ek ghata si jhoom rahi thi panghat se yun chali aa rahi thi wo ithlaate huye lehraate huye tarsaate huye dil se nikli haaye mujhe jab dekha naina jhukaaye gulon ki daali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne hoye kajal waale nain mila ke kar daala bechain kisi matwali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne chaand si gori shokh haseena haaye mushkil kar gayi marna jeena ek jhalak mein hua haal ye ke main deewana bana mastana bana parwana bana main kho baitha hosh mujhe kar daala yun madhosh nashen ki pyaali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne kajal waale nain mila ke kar daala bechain kisi matwali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne kal sapne mein phir aayi thi hum dono the tanhaayi thi ghunghat mein haaye chhupi jaa click here
mujhe jab jab bahaaron ka zamaana yaad aayega kahin apna bhi tha ek aashiyaana yaad aayega kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha mujhko barbaadi ka koi ghum nahin mujhko barbaadi ka koi ghum nahin ghum hai barbaadi ka kyun charcha hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha ek chhota sa tha mera aashiyaan ek chhota sa tha mera aashiyaan aaj tinke se alag tinka hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha sochta hoon apne ghar ko dekh kar sochta hoon apne ghar ko dekh kar ho na ho ye hai mera dekha hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha dekhne waalon ne dekha hai dhunwa dekhne waalon ne dekha hai dhunwa kisne dekha dil mera jalta hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha click here
kal ki daulat aaj ki khushiyaan unki mehfil apni galiyaan asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mereeeeee asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mereeee kal ki daulat aaj ki khushiyaan unki mehfil apni galiyaan asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mereeeeee asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mereeee tod ke jhute naate rishte aaya main dilwaalon mein sach kehta hoon chor the jyaada daulat ke rakhwaalon mein tod ke jhute naate rishte aaya main dilwaalon mein sach kehta hoon chor the jyaada daulat ke rakhwaalon mein kal ki daulat aaj ki khushiyaan unki mehfil apni galiyaan asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mere asli kya hai naqli kya hai poochho dil se mere uss duniyaa ne baat naa poochhi iss duniyaa ne pyaar diya baitha mann ke rajmehal mein sapnon kaa sansaar diya uss duniyaa ne baat naa poochhi iss duniyaa ne pyaar diya baitha mann ke rajmehal mein sapnon kaa sansaar diya kal ki daulat aaj ki khushiyaan unki mehfil apni galiyaan asli kya click here
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm kal meri tarah mujhko salaam aap karenge kal meri tarah mujhko salaam aap karenge khamosh rahunga main kalaam aap karenge kal meri tarah mujhko salaam aap karenge dikhla ke jhalak hosh talak chheen liya hai saaqi ne mujhe maike e vaz pyaas diya hai mahkhane mein aankhon ke jise band kiya hai khud pesh kisi din wohi jaam aap karenge khamosh rahunga main kalaam aap karenge kal meri tarah mujhko salaam aap karenge raatein na rahin meri na ab dinrahe mere raatein na rahin meri na ab dinrahe mere rahte hain sada aap khayalaat ko ghere rukhsaar pe bikhra ke ye zulfon ke andhere zulfon ke andhere kab tak ke yun hi subah ko shaam aap karenge khamosh rahunga main kalaam aap karenge kal meri tarah mujhko salaam aap karenge nazren hain kisi ki yahin aur dil bhi yahin hai kaise kahoon chahat ka asar un pe nahin hai lag jayegi kuchh der magar mujhko yakeen hai mujhko yakeen hai lag jayegi kuchh der magar mujhko yakeen hai ek roz mere click here
aauch kal raat waali mulaqaat ke liye har baat ke liye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye kal raat waali mulaqaat ke liye har baat ke liye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye aauch aaina naa dekhiye meri soorat dekhiye seedhi saadhi bholi bhaali meri moorat dekhiye aadmi shareef nahin hoon main kya bhala kaabil e taarif nahin hoon main kya bhala aap hi ye insaaf kijiye aap hi ye insaaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye aauch meri kya majaal hai jo main daaman thaam loon tauba tauba meri tauba aap kaa main naam loon wo parwaana wo mastaana koi aur tha main nahin tha wo deewana koi aur tha maan jaaiye dil saaf kijiye maan jaaiye dil saaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye aauch suniye janaab ye meri pehli bhool hai pehli bhool maaf ho ye duniyaa ka usool hai aap jo naa honge aji humpe meharbaan aapko sitamgar kahega ye jahaan aur kya kahoon maaf kijiye aur kya kahoon maaf kijiye maaf kijiye maaf kijiye click here
kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi lab thartharaa rahe the magar baat ho gayi kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi ik husn saamne tha qayaamat ke roop mein ik khawaab jalwaagar tha haqeeqat ke roop mein chehra wohi gulaab ki rangat liye huye nazren wohi payaam e muhabbat liye huye zulfen wohi ke jaise dhundhal kaa ho shaam kaa aankhen wohi jin aankhon pe dhokha ho jaam ka kuchh der ko tasaali e jazbaat ho gayi lab thartharaa rahe the magar baat ho gayi kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi dekha use to daaman e rukhsaar nam bhi tha wallah uske dil ko kuchh ehsaas e ghum bhi tha the uski hasraton ke khazaane lute huye lab par tadap rahe the phasaane ghute huye kaanten chubhe huye the sisakti umang mein doobi huyi thi phir bhi wafaaon ke rang mein dam bhar ko khatam gardish e haalat ho gayi lab thartharaa rahe the magar baat ho gayi kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi aye meri rooh e ishq meri jaan e shaayari dil maanta click here
kali ek tumse puchhun baat ke jab hoti hai aadhi raat kaun bhanwra banke chupchaap teri bagiyaa mein aata hai chura ke tera man le jaata hai kali ek tumse puchhun baat ooooo ooo ooo oo kali se kaahe puchhe baat kali se kaahe puchhe baat pyaar mein hoti hai ye ghaat nain ke chalte hain jab baan baan ka jaadu chhata hai bechara khich khich aata hai kali se kaahe puchhe baat ooo oo oo oo oo nirday bhanwra kyun kunjan ki gali gali mein ghoomta nirday bhanwra kyun kunjan ki gali gali mein ghoomta kaun bharosa kare jo phirta kali kali ko choomta kali kali ko choomta parakh karta bhanwra din raat kaun vo kali jo deve saath kamalni se jab milte nain chain man ka kho jaata hai rain bhar bandh bandh jaata hai kali se kaahe puchhe baat ooo oo oo oooo sang nibhe na kali hai gori bhanwar ka kaala rang re sang nibhe na kali hai gori bhanwar ka kaala rang re kaare badarwa se puchho jo rakhe bijuriya sang re rakhe bijuriya sang re madhur gore kaale ka saath ke jyun milte hain din click here
kaliyon ne ghunghat khole har phool pe bhanwaraa dole lo aaya pyaar ka mausam gulon gulzaar ka mausam kaliyon ne ghunghat khole har phool pe bhanwaraa dole hoooo hoyee jab tu chaman mein aaye har gunchaa muskuraaye jab tu chaman mein aaye har gunchaa muskuraaye hai behijaab tera shabaab hum ho gaye deewaane lo aaya pyaar ka mausam tere deedar ka mausam kaliyon ne ghunghat khole har phool pe bhanwaraa dole hooo hoyeee har soo tera nasha hai har zarra pee raha hai har soo tera nasha hai har zarra pee raha hai tu aaftaab jaam e sharaab roshan huye maikhaane lo aaya pyaar ka mausam bisaal e yaar ka mausam kaliyon ne ghunghat khole har phool pe bhanwaraa dole hooo hoyeee jaane bahaar aa jaa dil ke qaraar aajaa jaane bahaar aa jaa dil ke qaraar aajaa ye shab ye khaab ye maahtaab ab to lage tadpaane lo aaya pyaar ka mausam mere dildaar ka mausam kaliyon ne ghunghat khole har phool pe bhanwaraa dole click here
kar chale hum fidaa jaan o tan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo kar chale hum fidaa jaan o tan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo saans thumti gayee nabz jamti gayee phir bhi badhte kadam ko na rukne diyaa kat gaye sar humaare to kuchh ghum nahin sar himaalay kaa humne na jhukne diyaa marte marte rahaa baankpan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo kar chale hum fidaa jaan o tan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo zindaa rehne ke mausam bahut hain magar jaan dene ki rut roz aati nahin husn aur ishq dono ko ruswaa kare wo jawaani jo khoon mein nahaati nahin aaj dharti bani hai dulhan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo kar chale hum fidaa jaan o tan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo raah qurbaaniyon ki na viraan ho tum sajaate hi rehnaa naye qaafile fateh kaa jashn iss jashn ke baad hai zindagi maut se mil rahi hai galle baandh lo apne sar se kafan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo kar chale hum fidaa click here
Karke Jiska Intezar click here
hoo hoo hooo ooooo hooo hoo hoo hooo karte ho mujhse kitni mohabbat karte ho mujhse kitni mohabbat jitni shamma se parvana kyun ji kya hai naam tumhara keh sakti ho deewana machal machal dekhte ho kya aye ji zulfon ki kali ghata deewane kya chahiye tumko dil tera jane ada dil tera jane ada badle mein tum mujhko kya doge bolo badle mein tum mujhko kya doge bolo jaan apni de doonga nazraana karte ho mujhse kitni mohabbat jitni shamma se parvana dil ke chaman mein ithlaaun kaise jaise ke baag e saba dil ko ye nazrein choomengi kaise phoolon ko jaise hawa phoolon ko jaise hawa kaisi hain meri yeh makhmur aankhen kaisi hain meri yeh makhmur aankhen jaise chhalakta paimana kyun ji kya hai naam tumhaara keh sakti ho deewana kya hai deewane teri tamanna nazron ka do aasra laayi mohabbat majhdhaar mein ban jao tum naa khuda ban jao tum naa khuda dil ke safeene mein baithi haseena dil ke safeene mein baithi haseena donon ko saahil pe hai jaana karte ho mujhse kitni mohabbat click here
kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya duniya ka ye bhed abhi tak koi samjh nahin paayaaaa kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya jeewan ki naiyaa mein sabhi hain raahi ik manzil ke in hi mein mann ke meet milenge in hi mein dushman dil ke kisi ke dil mein bhari hai nafarat kisi mein pyaar ki maayaaaa kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya bichhade log bhi mil jaate hain kabhi kabhi jeewan mein khushi ki laharein bhi uthati hain kisi ke dukhiya mann mein kabhi kisi nee khoya jag mein kabhi kisi ne paayaaaa kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya koi moorakh ban ke begaana apno ko thukraaye koi kisi ki khushi ke kaaran raste se hat jaaye koi kinaara chhod ke dhundhe toofaanon ka saayaaaaa kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya click here
kaun hai jo sapnon mein aaya kaun hai jo dil mein samaaya lo jhuk gaya aasman bhi ishq mera rang laya kaun hai jo sapnon mein aaya kaun hai jo dil mein samaaya lo jhuk gaya aasman bhi ishq mera rang laya o priyaa aa aa aa aa aa aa o priyaa aa aa aa aa aa aa aa zindagi ke har ik mod pe main geet gaata chala jaa raha hoon zindagi ke har ek mod pe main geet gaata chala jaa raha hoon bekhudi ka ye aalam na poochho manzilon se badha jaa raha hoon manzilon se badha jaa raha hoon kaun hai jo sapnon mein aaya kaun hai jo dil mein samaaya lo jhuk gaya aasman bhi ishq mera rang laya o priyaa aa aa aa aa aa aa o priyaa aa aa aa aa aa aa aa saj gayin aaj saari dishaayein khul gayi aaj jannat ki raahein saj gayin aaj saari dishaayein khul gayi aaj jannat ki raahein husn jab se mera ho gaya hai mujh pe padti hain sab ki nigaahein mujh pe padti hein sab ki nigaahein kaun hai jo sapnon mein aaya kaun hai jo dil mein samaaya lo jhuk gaya aasman bhi ishq mera rang laya o priyaa aa click here
kaun kisi ko bandh saka haan kaun kisi ko bandh saka saiyaad to ik diwaana hai tod ke pinjraa ek na ik din panchhi ko udd jaana hai hooo angdaai le ker ke jaagi hai nau jawaani sapne naye hai aur zanzeer hai puraani pehre daar faake se parsoonram dharaake se hosiyaar bhai sab hosiyaar raat andheri rut barkhaa aur gaafil saara jamaana hai tod ke pinjraa ek na ik din panchhi ko udd jaana hai kaun kisi ko bandh saka saiyaad to ik diwaana hai tod ke pinjraa ek na ik din panchhi ko udd jaana hai khidki se ruktaa hai jhoonka kahin hawaa ka khidki se ruktaa hai jhoonka kahin hawaa ka hil jaayen diwaarein aisaa karoon dhamaaka bole dhol taashe se parsoonram dharaake se dekh ke bhi na koi dekhe aisa kuchh rang zamaana hai tod ke pinjraa ek na ik din panchhi ko udd jaana hai kaun kisi ko bandh saka saiyaad to ik diwaana hai tod ke pinjraa ek na ik din panchhi ko udd jaana hai @mm;30;0;0;-1;0;0;979199;0;0;0;0;100 click here
kaun pari neel gagan ki chali aayi re paayaliya jhankaaye kaun pari neel gagan ki chali aayi re paayaliya jhankaaye dekh jise saanwri ghata lehraayi re rim jhim ras barsaaye lawang lata si komal kaaya naina do kajraare lawang lata si komal kaaya naina do kajraare honth kamal ki pankhudiyon se gaal arun ratna re khil khil kaliyon se muskaati man bhanwra lalchaaye haaye kaun pari neel gagan ki chali aayi re paayaliya jhankaaye rooth ke mat ja o mrignayni yug yug ke hum saathi rooth ke mat ja o mrignayni yug yug ke hum saathi jal na sakega deep akela ban ja tu meri baati pyaar karen hum donon aisa swarg yahin bas jaaye haaye kaun pari neel gagan ki chali aayi re paayaliya jhankaaye kaun pari neel gagan ki chali aayi re paayaliya jhankaaye click here
keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin mar jaayenge ek dusre par machega koi shor nahin keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin mar jaayenge ek dusre par machega koi shor nahin keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin tera tasavuarr sataaye suhab shaam pyaar bhare toofaan uthaye subah shaam sapne suhaane dikhaaye subah shaam dil ki zubaan par rataa hai tera naam haaye tum saa kahaan se laaun jahaan mein koi aur nahin haaye tum saa kahaan se laaun jahaan mein koi aur nahin mar jaayenge ek dusre par machega koi shor nahin keh do keh do jahaan se keh do ishq par zor nahin deep kahin jale patanga wahin jaaye chaand kahin khile chakora wahin jaaye phool kahin mehke to bhanwraa wahin jaaye dil ka papihaa tere hi paas aaye mera dil hai wo paagal panchhi ke aisa to chakor nahin mera dil hai wo paagal panchhi ke aisa to chakor nahin mar jaayenge ek dusre par machega koi shor nahin keh do keh do click here
bikhar gaye bachpan ke sapne armaanon ki shaam dhale kahin saje baraat kisi ki kahin kisi ka pyaar jale keh do koi na kare yahaan pyaar keh do koi na kare yahaan pyaar iss mein kushiyaan hain kam beshumaar hain ghum ik hansi aur aansu hazaar keh do koi na kare yahaan pyaar preet patanga diye se kare preet patanga diye se kare uski hi lau mein wo jal jal marre mushkil raahein yahaan ashk aur aahein yahaan iss mein chaen nahin na karaar keh do koi na kare yahaan pyaar humne to samjha tha phool khile humne to samjha tha phool khile chun chun ke dekha to kaante mille ye anokha jahaan hardum dhokha yahaan iss viraane mein kaisi bahaar keh do koi na kare yahaan pyaar iss mein kushiyaan hain kam beshumaar hain ghum ik hansi aur aansu hazaar keh do koi na kare yahaan pyaar click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kaise Samjhaaun Badi Nasamajh Ho Suraj (1966) 03:35 36260
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:35   Song Number : 36260   

Kaisi Haseen Aaj Aadmi (1968) 04:47 12550
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Manoj Kumar
Duration : 04:47   Song Number : 12550   

Kaisi Mehfil Hai Ye Aashiana (1974) 03:45 20456
 
Poster of Aashiana (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Neeraj Shridhar
Music Director- 
Hari Arjun
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:45   Song Number : 20456   

Kajal Waale Nain Mila Devar (1966) 03:47 13058
 
Poster of Devar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:47   Song Number : 13058   

Kal Chaman Tha Khandan (1965) 04:44 13545
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:44   Song Number : 13545   

Kal Ki Daulat Aaj Ki Asli-Naqli (1962) 03:30 12747
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:30   Song Number : 12747   

Kal Meri Tarah Mujhko Salaam Mere Gharib Nawaz (1973) 05:41 36355
 
Poster of Mere Gharib Nawaz (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Mahboob Sarvar
Music Director- 
Kamal Rajasthani
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anwar Ali, Nasir Husain, Satish, Beena, Jalal Agha
Duration : 05:41   Song Number : 36355   

Kal Raat Waali Mulaqaat Raja Saab (1969) 04:26 14049
 
Poster of Raja Saab (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:26   Song Number : 14049   

Kal Raat Zindagi Se Palki (1967) 06:09 13904
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 06:09   Song Number : 13904   

Kali Ek Tumse Puchhun Baat Sakshi Gopal (1957) 04:00 40594
 
Poster of Sakshi Gopal (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Chitragupt
Duration : 04:00   Song Number : 40594   

Kaliyon Ne Ghunghat Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:34 13106
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:34   Song Number : 13106   

Kar Chale Hum Fidaa Haqeeqat (1964) 04:07 20741
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Balraj Sahni, Sanjay Khan
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:07   Song Number : 20741   

Kar Ke Jiska Intezaar Hamrahi (1963) 04:56 38709
 
Poster of Hamrahi (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Jamuna
Duration : 04:56   Song Number : 38709   

Karte Ho Mujhse Kitin Mohabbat Bekhabar (1965) 03:41 37562
 
Poster of Bekhabar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
S Mohinder
Duration : 03:41   Song Number : 37562   

Kaun Apna Kaun Paraya Kaun Apna Kaun Paraya (1963) 03:23 13536
 
Poster of Kaun Apna Kaun Paraya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:23   Song Number : 13536   

Kaun Hai Jo Sapnon Mein Jhuk Gaya Aasman (1968) 05:59 20750
 
Poster of Jhuk Gaya Aasman (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:59   Song Number : 20750   

Kaun Kisi Ko Bandh Saka Kaalia (1981) 03:17 17953
 
Poster of Kaalia (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Ram Sethi
Duration : 03:17   Song Number : 17953   

Kaun Pari Neel Gagan Ki Prem Ki Ganga (1971) 03:33 20606
 
Poster of Prem Ki Ganga (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Prahalad Sharma
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:33   Song Number : 20606   

Keh Do Keh Do Jahaan April Fool (1964) 05:15 20713
 
Poster of April Fool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Sayra Banu
Duration : 05:15   Song Number : 20713   

Keh Do Koi Na Kare Yahaan Pyaar Goonj Uthi Shehnai (1959) 03:38 13287
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Ameeta, Anita Guha
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:38   Song Number : 13287   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi