mujhe jab jab bahaaron ka zamaana yaad aayega kahin apna bhi tha ek aashiyaana yaad aayega kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha mujhko barbaadi ka koi ghum nahin mujhko barbaadi ka koi ghum nahin ghum hai barbaadi ka kyun charcha hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha ek chhota sa tha mera aashiyaan ek chhota sa tha mera aashiyaan aaj tinke se alag tinka hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha sochta hoon apne ghar ko dekh kar sochta hoon apne ghar ko dekh kar ho na ho ye hai mera dekha hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha dekhne waalon ne dekha hai dhunwa dekhne waalon ne dekha hai dhunwa kisne dekha dil mera jalta hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha
Kal Chaman Tha
Khandan (1965)

Anvar, Badri Prasad, Lalita Pawar, M Khan, Man Mohan Krishna, Maruti, Murad, Shyama
Song Title :
Kal Chaman Tha
Album/Film :
Khandan (1965)
Production :
Anand Pictures
Producer :
Akhtar Husain
Director :
M L Anand
Film Actors :
Anvar, Badri Prasad, Lalita Pawar, M Khan, Man Mohan Krishna, Maruti, Murad, Shyama
Singer :
Mohammed Rafi
OnScreen Actors :
Sunil Dutt