Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYaman
HomeYaman
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


priye priye priye praaneshwari priye praaneshwari hridaeshwari yadi aap humen aadesh karen to prem ka hum shri ganesh karen yadi aap humen aadesh karen to prem ka hum shri ganesh karen priye praaneshwari ye chakshu tere chanchal chanchal ye chakshu tere chanchal chanchal ye kuntal bhi shyaamal shyaamal ye adhar dhare jeevan jwaala ye roop chandra sheetal sheetal o kaaminiiiiiii o kaamini prem vishesh karen yadi aap humen aadesh karen to prem ka hum shri ganesh karen yadi aap humen aadesh karen to prem ka hum shri ganesh karen priye praaneshwari hum bhramer nahin iss yauwan ke hum bhramer nahin iss yauwan ke hum yaachak hain mann upwan ke hum bhaav pushp kar den arpan saakaar karo sapne mann ke mann mohiniiiiiiii mann mohini mann mein pravesh karen yadi aap humen aadesh karen to prem ka hum shri ganesh karen yadi aap humen aadesh karen to prem ka hum shri ganesh karen priye praaneshwari
naujawaanon baat maano kabhi kisi se naa pyaar karna naujawaanon baat maano kabhi kisi se naa pyaar karna hey ke sera sera sera jo bhi ho so ho humein pyaar ka ho aasra phir chaahe jo ho hey ke sera sera sera jo bhi ho so ho humein pyaar ka ho aasra phir chaahe jo ho pyaar zindagi pyaar har khushi pyaar jisne paaya hai wohi dil phool jaisa khilaa pyaar galti hai pyaar dhoka hai pyaar dhalti chaaya hai dekho phir naa karna gilaa ho pyaar zindagi pyaar har khushi pyaar jisne paaya hai wohi dil phool jaisa khilaa pyaar galti hai pyaar dhoka hai pyaar dhalti chaaya hai dekho phir naa karna gilaa pyaar hi dhadkanon ki kahani hai pyaar hai haseen daastan pyaar ashkon ki detaa nishaani hai pyaar mein hai chaen kahan pyaar ki baat jisne naa maani hai uski naa to zameen hai naa hai aasman naujawaanon baat maano kabhi kisi se naa pyaar karna hey ke sera sera sera jo bhi ho so ho humein pyaar ka ho aasra phir chaahe jo ho ho o o pyaar jaise hai purab paschim pyaar hai uttar
ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa ranjish hi sahi aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa ranjish hi sahi pehle se maraasim na sahi phir bhi kabhi to pehle se maraasim na sahi phir bhi kabhi to rasmo rahe duniyaa hi nibhaane ke liye aa ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa ranjish hi sahi kis kis ko batayenge judai ka sabab hum kis kis ko batayenge judai ka sabab hum tu mujhse khafa hai to zamaane ke liye aa ranjish hi sahi aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa ranjish hi sahi
ye ye ye ye aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa a aa a aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa re mann sur mein ga re mann sur mein ga re mann sur mein ga ga ga re mann sur mein ga koi taar besur na bole na bole koi taar besur na bole na bole re mann sur mein ga ga ga re mann sur mein ga jeevan hai sukh dukh ka sangam jeevan hai sukh dukh ka sangam maddham ke sang jaise pancham maddham ke sang jaise pancham dono ko ek bana bana bana bana re mann sur mein ga ga ga re mann sur mein ga dil jo dhadke taal baje re dil jo dhadke taal baje re taal taal mein samay chale re taal taal mein samay chale re samay ke sang ho ja aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa re mann sur mein ga ga ga re mann sur mein ga jag hai geeton ki rajdhaani jag hai geeton ki rajdhaani sur hai raaja laiy hai raani aa aa sur hai raaja laiy hai raani raaj roop ban jaa ban jaa ban jaa ban jaa aa aa re mann sur mein ga ga ga re mann sur
roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara kaliyon ke naam koi likhe paigaam koi kaliyon ke naam koi likhe paigaam koi baanwara bhanwara baanwara roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara beete huye mausam ki koi nishani hogi pa ma pa ma ga ma ga re ga ni re ni ma ga re pa beete huye mausam ki koi nishani hogi dard puraana koi yaad puraani hogi dard puraana koi yaad puraani hogi koi to daastaan hogi na roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara hoga koi waada hoga waada nibhata hoga haaannnnn hoga koi waada hoga waada nibhata hoga shaakhon pe likh kar yaad dilaata hoga shaakhon pe likh kar yaad dilaata hoga yaad to aati hi hogi na roz roz dali dali roz roz dali dali roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara
saagar kinaare dil ye pukaare tu jo nahin to mera koi nahin hai hooo saagar kinaare saagar kinaare dil ye pukaare tu jo nahin to mera koi nahin hai hooo saagar kinaare jaage nazaare jaagi hawaaein jaage nazaare jaagi hawaaein jab pyaar jaaga jaagi fizaaein ho pal bhar ko dil ki duniya soyi nahin hai saagar kinaare dil ye pukaare tu jo nahin to mera koi nahin hai hooo saagar kinaare leharon pe naachein kirnon ki pariyaan leharon pe naachein kirnon ki pariyaan main khoyi jaise saagar mein nadiya ho tu hi akeli to khoyi nahin hai saagar kinaare dil ye pukaare tu jo nahin to mera koi nahin hai hooo saagar kinaare
saaranga teri yaad mein saaranga teri yaad mein nain huye bechain ho saaranga teri yaad mein nain huye bechain ho madhur tumhare milan bina din katate nahin rain ho saaranga teri yaad mein wo ambuva ka jhoolana wo peepal ki chhaanv wo ambuva ka jhoolana wo peepal ki chhaanv ghoonghat mein jab chaand tha mehndi lagi thi paanv aaj ujad ke reh gaya aaj ujad ke reh gaya wo sapnon ka gaanv hooo saaranga teri yaad mein nain huye bechain ho madhur tumhare milan bina din katate nahin rain hooo saaranga teri yaad mein sang tumhaare do ghadi beet gaye jo pal sang tumhaare do ghadi beet gaye jo pal jal bharke mere nain mein aaj huye ojhal sukh leke duhkh de gayin sukh leke duhkh de gayin do akhiyan chanchal hooo saaranga teri yaad mein nain huye bechain hooo madhur tumhare milan bina din katate nahin rain ho saaranga teri yaad mein
salam e hasrat kabool kar lo meri muhabbat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo meri muhabbat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo udaas nazrein tadap tadap kar tumhaare jalwan ko dhoondti hai jo khaab ki taraha kho gaye un haseen lamhon ko dhoondhati hai haseen lamhon ko dhoondhati hai agar na ho na gawaar tum ko to ye shikaayat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo tumhin nigaahon ki justzu ho tumhin khayaalon ka mudda ho tumhin mere waaste sanam ho tumhin mere waaste khuda ho tumhin mere waaste khuda ho meri prakhtish ki laaj rakh lo meri ibaadat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo tumhaari chubhati nazar se jab tak na koi paigaam mil sakega na ruh takseen pa sakegi na dil ko aaraam mil sakega na dil ko aaraam mil sakega ghum judaai hai jaanlewa ye ik haqeekat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo meri muhabbat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo
sansaar se bhaage phirte ho bhagwaan ko tum kya paaoge iss lok ko bhi apna na sake uss lok mein bhi pachhtaaoge sansaar se bhaage phirte ho ye paap hai kya ye punya hai kya reeton par dharm ki mohren hain ye paap hai kya ye punya hai kya reeton par dharm ki mohren hain reeton par dharm ki mohren hain har yug mein badalte dharmon ko kaise aadarsh banaaoge sansaar se bhaage phirte ho ye bhog bhi ek tapasyya hai tum tyaag ke maare kya jaano ye bhog bhi ek tapasyya hai tum tyaag ke maare kya jaano tum tyaag ke maare kya jaano apmaan rachetaa kaa hoga rachnaa ko agar thukraaoge sansaar se bhaage phirte ho hum kehte hai ye jag apna hai tum kehte ho jhutha sapna hai hum kehte hai ye jag apna hai tum kehte ho jhutha sapna hai tum kehte ho jhutha sapna hai hum janam bita kar jaayenge tum janam gawaa kar jaaoge sansaar se bhaage phirte ho bhagwaan ko tum kya paaoge sansaar se bhaage phirte ho
sapt suran teen graam unanchaas koti taan gunijan sab karat gaan naad brahm jaage sapt suran teen graam unanchaas koti taan gunijan sab karat gaan naad brahm jaage sapt suran teen graam sur alaap alankaar muurchhanaa vividh prakaar sur alaap alankaar muurchhanaa vividh prakaar kal kal jyon jal ki dhaar thumak chalat aage thumak chalat aage thumak chalat aage sapt suran teen graam jeevan ko geet jaan saans saans jaise taan jeevan ko geet jaan saans saans jaise taan har dhadakan lay samaan har pal prabhu aage har pal prabhu aage har pal prabhu aage sapt suran teen graam unanchaas koti taan gunijan sab karat gaan naad brahm jaage sapt suran teen graam unanchaas koti taan gunijan sab karat gaan naad brahm jaage jeevan ko geet jaan saans saans jaise taan har dhadakan lay samaan har pal prabhu aate har pal prabhu aate har pal prabhu aate sapt suran teen graam gurur brahmaa gurur vishnu gurur devo maheshvarah gurur saakshaat parabrahmaa tasmai shri gurave namah
savere ka sooraj tumhaare liye hai savere ka sooraj tumhaare liye hai ke bhujhte diye ko na tum yaad karna huye ek beeti huyi baat hum to huye ek beeti huyi baat hum to koi aansoo hum par na barbaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai tumhaare liye hum tumhaare diye hum lagan ki agan mein abhi tak jalen hain humaari kami tum ko mehsoos kyun ho suhaani subah hum tumhen de chale hain jo har dam tumhaari khushi chaahte hain jo har dam tumhaari khushi chaahte hain udaas ho ke unko na naashaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai sabhi waqt ke aage jhukte rahe hain kisi ke liye waqt jhukta nahin hai badi tej raftaar hai zindagi ki kisi ke liye koyi rukta nahin hai chaman se jo ik phool bichhda to kya hai chaman se jo ik phool bichhda to kya hai naye gul se gulshan ko aabaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai
seene mein sulagte hain armaan aankhon mein udaasi chhaayi hai ye aaj teri duniya se hamein taqdeer kaha le aayi hai seene mein sulagte hain armaan kuchh aankh mein aansoon baaki hain jo mere ghum ke saathi hain jo mere ghum ke saathi hain ab dil hain na dil ke armaan hain ab dil hain na dil ke armaan hain bas main hun meri tanhaai hai seene mein sulagte hain armaan na tujhse gila koyi hum ko na koyi shikaayat duniya se do chaar kadam jab manzil thi do chaar kadam jab manzil thi kismat ne thhokar khaayi hai seene mein sulagte hain armaan ik aisi aag lagi mann mein jeene bhi na de marne bhi na deeeeeee chup hun to kaleja jalta hai chup hun to kaleja jalta hai boloon to teri ruswaayi hai seene mein sulagte hain armaan
hey hey hey hey hmm mm mm hmm mm ooo aha ha sochenge tumhein pyar karein ke nahin sochenge tumhein pyar karein ke nahin ye dil beqaraar karein ke nahin khwaabon mein chhupaaya tumko yaadon mein basaaya tumko khwaabon mein chhupaaya tumko yaadon mein basaaya tumko miloge hamein tum jaanam kahin na kahin sochenge tumhein pyar karein ke nahin ye dil beqaraar karein ke nahin tum ho khilta mehka sa kawal tum ho khilta mehka sa kawal hum jo gaayen tum ho woh ghazal kamsin bhola sa mukhda lagti ho chaand ka ik tukda hum kitni taareef karein dekh ke tumko aahen bharein tumsa nahin hai koi pyara sanam pyara sanam sochenge tumhein pyar karein ke nahin ye dil beqaraar karein ke nahin hey hey hey hey la la la la la la la la la la hey hey hey hey hey jis din tum ko dekhegi nazar jis din tum ko dekhegi nazar jaane dil pe hoga kya asar rakhenge tumko nigaahon mein bhar lenge tumhe baahon mein zulfon ko hum suljhayenge ishq mein duniya bhulayenge ye beqaraari ab to hogi na kum
aaa aaa aaa aaa aaaaa suni jo unke aane ki aahat gareeb khanaa sajayaa hamne qadam mubarak hamaare dar pe naseeb apnaa jagayaa hamne huyi hai aamad khushamadidam ye kehnaa dil ko sikhayaa hamne khile hain aashaa ke phool mann mein ye raaz unse chhupayaa hamne wo apne neta hum unki jantaa hameshaa naata nibhayaa hamne ye teri rehmat ae mere maalik gumaan nahin tha wo payaa hamne unhen jo dekhaa jhukaa li aankhe adab se ehsaan uthayaa hamne suni jo unke aane ki aahat gareeb khaanaa sajayaa hamne
aaj hum apni duwaaon ka asar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge aaj hum apni duwaaon ka asar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge oooo oooo oooo aap to aankh milaate huye sharmaate hain aap to aankh milaate huye sharmaate hain aap to dil ke dhadakne se bhi darr jaate hain phir bhi ye zid hai ke hum zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge ooooo oooo oooo pyaar karna dil e betaab bura hota hai pyaar karna dil e betaab bura hota hai sunte aaye hain ke ye khaab bura hota hai aaj iss khaab ki taabir magar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge teer e nazar dekhenge zakhm e jigar dekhenge jaan lewaa hai muhabbat ka samaa aaj ki raat shamma ho jaayegi jal jal ke dhuwaan aaj
tere husn kiii kya taarif karun kuchh kehte huyeeeeee bhi darta hoon kahin bhool se tu naa samjh baithe ke main tujh se muhabbat karta hoon tere husn ki kya taarif karun tere husn ki tere husn ki kya taarif karun kuchh kehte huye bhi darta hoon kahin bhool se tu naa samjh baithe ke main tujh se muhabbat karta hoon mere dil mein kasak si hoti hai mere dil mein mere dil mein kasak si hoti hai teri raah se jab main guzarti hoon iss baat se ye naa samjh lena ke main tujh se muhabbat karti hoon teri baat mein geeton ki sargam teri chaal mein paayal ki chham chaam teri baat mein geeton ki sargam teri chaal mein paayal ki chham chaam koi dekh le tujhko ek nazar koi dekh le tujhko ek nazar mar jaaye teri aankhon ki kasam main bhi hoon ajab ik deewana marta hoon naa aahen bhartaa hoon kahin bhool se tu naa samjh baithe ke main tujh se muhabbat karta hoon aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mere saamne jab tu aata hai jee dhak se mera ho jaata hai mere saamne jab tu aata hai jee
hmmmmmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa thode badmaash ho tum thode naadaan ho tum thode badmaash ho tum thode naadaan ho tum haan magar ye sach hai humari jaan ho tum thode badmaash ho tum thode naadaan ho tum haan magar ye sach hai humari jaan ho tum hmmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm meri saanson ki jhankaar ho tum mera solah singaar ho tum meri aankhon ka intezaar ho tum mera imaan meri shaan mera maan ho tum thode beimaan ho tum thode shaitaan ho tum haan thode beimaan ho tum thode shaitaan ho tum haan magar ye sach hai mere bhagwaan ho tum thode hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm naadaan ho tum hmmmm hmmmm hmmmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmm haaaa aaaaaa aaaaaaa
tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se ae poochho mere dil se tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se saawan ke din aaye beeti yaadein laaye kaun jhukaakar aankhein mujhko paas bithhaaye kaisa tha pyaara roop tumhaara poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se prem ka saagar haai chaaron taraf lehaeraaye jitna aage jaaun gehra hota jaaye gham ke bhanwar mein kya kya dooba poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se jaise jugnu ban mein tu chamke ansuwan mein ban kar phool khili ho jaane kis bagiyan mein main apni kismat pe roya poochho mere dil se haai poochho mere dil se tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se haai poochho mere dil se poochho mere dil se poochho mere dil se
tum dil ki dhadkan mein rehte ho rehte ho tum dil ki dhadkan mein rehte ho rehte ho tum dil ki dhadkan mein rehte ho rehte ho meri in saanson se kehte ho kehte ho baahon mein aa jaao sapnon mein kho jaao tum dil ki dhadkan mein rehte ho rehte ho hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm deewanon sa haal hua humko unse pyaar hua deewanon sa haal hua humko to unse pyaar hua dheere se wo paas aaye chupke se izhaar hua ab naa kisi se darna hai sang jeena marna hai ab naa kisi se darna hai sang jeena marna hai baahon mein aa jaao sapnon mein kho jaao tum dil ki dhadkan mein rehte ho rehte ho hey hey hey hey aha ha ha ha ha ha hey ae hey hey aha ha ha duniyaa ne thukraaya hai bas tumne apnaya hai duniyaa ne thukraaya hai bas tumne apnaya hai dil ko kitna chaen milaa sabne itna sataaya hai apna hai ik sapna ik tu hi ho apna apna hai ik sapna ik tu hi ho apna aa ha ha aa ha ha sapnon mein kho jaao tum dil ki dhadkan mein rehte ho rehte ho rehte ho rehte ho aaa a haa
tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon tum pralay ke devtaa ho tum pralay ke devtaa ho main samarpit phool hoon tum ho poojaa main pujaari tum sudhaa main pyaas hoon tum sudhaa main pyaas hoon tum mahaasagar ki seemaa main kinaare ki lehar tum mahaasangeet ke swar main adhoori saaz per tum ho kayaa main hoon chhaaya tum shamaa main bhool hoon tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tum ushha ki laalima ho bhor ka sindoor ho mere praanon ki ho goonjan mere mann ki mayur ho tum ho poojaa main pujaari tum sudhaa main pyaas hoon tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon tum gagan ke chandrama
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Priye Praneshwari Hum Tum Aur Woh (1971) 03:20 12365
 
Poster of Hum Tum Aur Woh (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Raag- 
Yaman
Duration : 03:20   Song Number : 12365   

Pyaar Zindagi / Hey Ke Sera Sera Pukar (2000) 06:53 18610
 
Poster of Pukar (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
A R Rahman
Raag- 
Yaman
Duration : 06:53   Song Number : 18610   

Ranjish Hi Sahi Mehdi Hassan 03:50 11760
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Raag- 
Yaman
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:50   Song Number : 11760   

Re Mann Sur Mein Ga Lal Patthar (1971) 04:16 12245
 
Poster of Lal Patthar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Hema Malini, Vinod Mehra
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:16   Song Number : 12245   

Roz Roz Dali Dali Angoor (1982) 04:05 12268
 
Poster of Angoor (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Deven Verma
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:05   Song Number : 12268   

Saagar Kinaare Saagar (1985) 04:18 18262
 
Poster of Saagar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Dimple Kapadia
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:18   Song Number : 18262   

Saarangaa Teri Yaad Mein Saranga (1960) 04:24 21221
 
Poster of Saranga (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mahipal
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:24   Song Number : 21221   

Salam E Hasrat Kabool Baabar (1960) 03:19 12281
 
Poster of Baabar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Sudha Malhotra
On Screen Actors- 
Sulochana Chatterji
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 12281   

Sansaar Se Bhaage Phirte Chitralekha (1964) 04:02 12316
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:02   Song Number : 12316   

Sapt Suran Teen Graam Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:10 12470
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:10   Song Number : 12470   

Savere Ka Sooraj Ek Bar Mooskura Do (1972) 03:50 18286
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Joy Mukherjee, Tanuja
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Jhaptal
Duration : 03:50   Song Number : 18286   

Seene Mein Sulagte Tarana (1951) 03:11 12513
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Dileep Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:11   Song Number : 12513   

Sochege Tumhein Pyar Deewana (1992) 05:44 18709
 
Poster of Deewana (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Divya Bharati
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:44   Song Number : 18709   

Suni Jo Unke Aane Ki Satyam Shivam Sundaram (1978) 03:22 32550
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Shashi Kapoor
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:22   Song Number : 32550   

Teer E Nazar Dekhenge Pakeezah (1972) 04:05 13903
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Bhopali
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman
Duration : 04:05   Song Number : 13903   

Tere Husn Ki Kya Taarif Leader (1964) 04:44 13607
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:44   Song Number : 13607   

Thode Badmash Saawariya (2007) 03:24 16952
 
Poster of Saawariya (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Nusrat Badr
Music Director- 
Monty
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Sonam Kapoor, Rani Mukherjee
Raag- 
Yaman
Duration : 03:24   Song Number : 16952   

Tum Bin Jeevan Kaise Anita (1967) 04:31 11907
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sadhna
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:31   Song Number : 11907   

Tum Dil Ki Dhadkan Mein Dhadkan (2000) 05:38 18686
 
Poster of Dhadkan (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Shilpa Shetty
Raag- 
Yaman
Duration : 05:38   Song Number : 18686   

Tum Gagan Ke Chandrama Sati Savitri (1964) 03:25 11905
 
Poster of Sati Savitri (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahipal, Anjali Devi
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 03:25   Song Number : 11905