MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSharmila Tagore
HomeSharmila Tagore
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa hmmm hmmmm kitni akeli kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli iss tarah khole nainaaa aaye wo mere aage iss tarah khole nainaaa aaye wo mere aage jiss tarah kisi gehri neend se koi jaage ab jahaan se door hoon kahin baithi main albeli kitni akeli hoooooo oooo ooooo kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa kaash wo mere ban ke paas yun kabhi aate kaash wo mere ban ke paas yun kabhi aate khulte dwaar baahon ke chand diye se jal jaate pyaar ke bina hai ye mann mera jaise sooni haweli kitni akeli aaaaa aaaaaa aaaaaa kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli
hey hey hey hey aahaa aahaa hm hm hm hm aa ha ha ha ha ha hm hm kora kaagaz tha yeh mann mera mera mera likh diya naam iss pe tera tera tera kora kaagaz tha yeh mann mera likh diya naam iss pe tera soona aangan tha jeevan mera bas gayaa pyaar iss mein teraa toot na jaaye sapne main darta hoon nis din sapnon mein dekha karta hoon toot na jaaye sapne main darta hoon nis din sapnon mein dekha karta hoon naina kajaraare matavaare yeh ishaare khaali darpan tha yeh mann mera rach gayaa roop iss mein tera kora kaagaz tha yeh mann mera likh liya naam iss pe tera chain ganvaayaa maine nindiya ganvaayi saari saari raat jaagu doon main duhaayi chain ganvaayaa maine nindiya ganvaayi saari saari raat jaagu doon main duhaayi kahoon kya main aage nehaa laage jee na laage koi dushmann tha yeh mann mera ban gaya meet jaa ke teraa kora kaagaz tha yeh mann mera likh liya naam iss pe tera baagon mein phoolon ke khilane se pehle tere mere nainon ke milne se pehle haan baagon mein
hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmm hmmm haa haaa haaa haaa haa haan haan ho ho ho ho ho ho hey hey heyyyyy kya likha hai khud hi padh lo kore kaagaz pe likhwa le jiya kiya tere hawaale hmm kore kaagaz pe likhwa le kore kaagaz pe likhwa le jiya kiya tere hawaale ho ho ho kore kaagaz pe likhwa le jiya kiya tere hawaale ho ho ho kore kaagaz pe likhwa le kabhi sochta hoon mere sapnon ki radha kabhi sochta hoon mere sapnon ki radha kanha se nain chura ke bhoola dena waada o radha bhoola dena waada bade beimaan hain bade beimaan hain tere naina matwale kore kaagaz pe likhwa le haan jiye kiya tere hawaale ho ho kore kaagaz pe likhwa le ho aaaaa aaaaa aaaa tera naam mera jeevan teri preet pooja tera naam mera jeevan teri preet pooja teri yaad bin iss mann mein nahin koi dooja re mitwaa nahin koi dooja mujhe bhool jaaye mujhe bhool jaaye ab ye duniya waale kore kaagaz pe likhwa le jiya kiya tere hawaale ho ho kore kaagaz pe likhwa le
kuchh dil ne kahaa kuchh bhi nahin kuchh dil ne sunaa kuchh bhi nahin aisi bhi baatein hoti hain aisi bhi baatein hoti hain kuchh dil ne kahaa kuchh bhi nahin leta hai dil angdaayiaan iss dil ko samjhaaye koi armaan aankhein khol de ruswaa na ho jaaye koi palkon ki thandi sej par sapnon ki pariyaan soti hain aisi bhi baatein hoti hain aisi bhi baatein hoti hain kuchh dil ne kahaa kuchh bhi nahin dil ki tassali ke liye jhooti chamak jhoota nikhaar jeevan to soona hi raha sab samjhein aayi hai bahaar kaliyon se koi puchhata hansti hain wo yaa roti hain aisi bhi baatein hoti hain aisi bhi baatein hoti hain kuchh dil ne kahaa kuchh bhi nahin kuchh dil ne sunaa kuchh bhi nahin
kuchh to log kahenge logon kaa kaam hai kehnaa chhodo bekaar ki baaton mein kahin beet naa jaaye rainaa kuchh to log kahenge logon kaa kaam hai kehnaa chhodo bekaar ki baaton mein kahin beet naa jaaye rainaa kuchh to log kahenge kuchh reet jagat ki aisi hai har ek suboh ki shaam huyi kuchh reet jagat ki aisi hai har ek suboh ki shaam huyi tu kaun hai teraa naam hai kyaa sita bhi yahaan badnaam huyi phir kyun sansaar ki baaton se bheeg gaye tere nainaa kuchh to log kahenge logon kaa kaam hai kehnaa chhodo bekaar ki baaton mein kahin beet naa jaaye rainaa kuchh to log kahenge hum ko jo taane dete hain hum khoye hain inn rang raliyon mein hum ko jo taane dete hain hum khoye hain inn rang raliyon mein hum ne unko bhi chhup chhup ke aate dekhaa inn galiyon mein ye sach hai jhuthi baat nahin tum bolo ye sach hai naa kuchh to log kahenge logon kaa kaam hai kehnaa chhodo bekaar ki baaton mein kahin beet naa jaaye rainaa kuchh to log kahenge logon kaa kaam hai kehnaa
kya ye zindagi hai kaisi bebasi hai bolo kyun khade ho gumsum kya ye zindagi hai kaisi bebasi hai bolo kyun khade ho gumsum ek baame laage naa ek baame laage naa sadiyon se yun hi sir pe dukhon ka bhojha uthaaye inn parbaton peeee hum chal rahe hain bhukhe nange pyaase laao haath apne saath laao haath apne saath chal ke dekho do kadam tum kya ye zindagi hai kaisi bebasi hai bolo kyun khade ho gumsum kitni hai dooriiii hum bade peechheeee tum bade aage tumhen chhoo naa paayen tumhen chhoo bhi len to thukraaye jaaye apna mel nahin khel apna mel nahin khel baabu kahaan hum kahaan tum kya ye zindagi hai kaisi bebasi hai bolo kyun khade ho gumsum ek baame laage naa ek baame laage naa humne ye maanaaaaa hum to bure hain humne ki buraayi tum to bhale ho tumne humariiiiii ki hai kya bhalaayi samjhaoo seekhlaao samjhaoo seekhlaao gale se laga ke hume tum kya ye zindagi hai kaisi bebasi hai bolo kyun khade ho gumsum
Leja Leja Mera Dil
hmmmm hmmmm main ik chor tu meri raani main ik chor tu meri raani chori chori le chala main tumko tumse hi chura ke main ik chor tu meri raani main ik chor tu mera raaja main teri raani tu mera raaja main teri raani chal padi main saath tere saari duniyaan ko bhulaa ke tu mera raaja main teri raani tu mera raaja hum dono ne dekha hai ek sapna kahin pe chhota sa ek ghar hai apna hoo hum dono ne dekha hai ek sapna kahin pe chhota sa ek ghar hai apna aangan mein utari hai chaandani raaten hum baithe karte hain prem ki baaten ye baaten ye raaten bhool jaayen hum to humen yaad dilaana hoooo bhool na jaana main ik chor tu meri raani main ik chor tu meri raani chori chori le chala main tumko tumse hi chura ke main ik chor tu meri raani main ik chor kismat ne to humko dukh hi baante apne rasten mein bikhraaye kaante ho kismat ne to humko dukh hi baante apne rasten mein bikhraaye kaante hoooo humne sajaayi pyaar se apni galiyaan kaanten chun chun ke bikhraayi kaliyaan ye
main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to main pyaasi tum saawan main pyaasi tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to aankhon ko jab band karoon main aankhon ko jab band karoon main sapne tumhaare aayen hooo pyaar bina ye jeevan phikaa sapne ye samjhaayen mann se mann ki dori ka tumhin to ho bandhan ho na hoon to ho ho na hoon to maine jab jab anjaane se maine jab jab anjaane se dekhi haath ki rekha main batlaa doon uss rekha mein tumne mujhe hi dekha main to ik parchhayee hoon tumhin ho mere darpan ho na hoon to ho ho na hoon to main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to
aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa main shayad tumhare liye ajnabi hoon aaaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa main shayad tumhare liye ajnabi hoon magar chaand taare mujhe jaante hain ye saare nazaare mujhe jaante hain main shayad tumhare liye ajnabi hoon magar chaand taare mujhe jaante hain ye saare nazaare mujhe jaante hain aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa patta patta yahaan raazdaan hai mera zarre zarre mein rakh di hai maine jabaan patta patta yahaan raazdaan hai mera zarre zarre mein rakh di hai maine jabaan poochhte hain sabhi aaj mujhse yahi phool baithe hain kyun pyaar ko meharbaan bhool jaao bhi tum to mujhe ghum naa hoga ke sab ghum ke maare mujhe jaante hain ye saare nazaare mujhe jaante hain aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa bewafaayi ki raahon mein tum kho gaye har kadam par bhi meri wafaa ke nishaan bewafaayi ki raahon mein tum kho gaye har kadam par bhi meri wafaa ke nishaan tum ko aye chhod kar har kasam tod kar reh gayin
Aa Man Se Man Ki Dor
Mangal Deep Jwele
aaaa aaa aaa aa mann pukare re re din tere bin beete na gin gin ke jhilmil taare ye birhan rain guzaare mann pukare re yaad teri aati hai to wo aag mann mein lagti hai preet meri roke huye ye geet birhaa ke gaati hai mann ke dware pe mann pukare re din tere bin beete na gin gin ke jhilmil taare ye birhan rain guzaare mann pukare re iss tarah toota hai ye dil kaise nigahen ye tarsi hain tu kya jane tere bina chham chham meri aankhen barsi hain iss tarah toota hai ye dil kaise nigahen ye tarsi hain tu kya jane tere bina chham chham meri aankhen barsi hain preetam pyare re man pukare re din tere bin beete na gin gin ke jhilmil taare ye birhan rain guzaare mann pukare re aa aaa aaa aaa hmm hmm hmm dekh logon ne ye saza di hai mujhe dil lagaane ki dushmani hai kis baat ki na jane sare zamane ki dekh logon ne ye saza di hai mujhe dil lagaane ki dushmani hai kis baat ki na jane sare zamane ki dil humare se mann pukare re din tere bin beete na gin gin ke jhilmil taare ye
oo oo oo oooo oooo oooo ooo mausam hai baharon ka haye phoolon ko khilna hai ho chal jaldi chal gaddiye ni gaddiye jaldi chal gaddiye mainnu yaar se milna hai ye mast hawa oo ye mast hawa pee ka sandesa layi hai oye ki sandesa layi hai is rut mein juda hona oo juda hona is rut mein juda hona rut ki ruswayi hai oo ho haye dekha nahin gori ka mukh ek mahine se ho dekha nahin gori ka mukh ek mahine se ho mar jana behtar hai pardesh mein jeene se kyun dooor ho kyun door chale aaye kyun door chale aaye sawan ke jhulon se ho ye phool hain kaanton se wo kaante phoolon se ho mausam hai baharon ka haye phoolon ko khilna hai ho chal jaldi chal gaddiye ni gaddiye jaldi chal gaddiye mainnu yaar se milna hai oye mainnu yaar se milna hai oye mainnu yaar se milna hai oye mainnu yaar se milna hai mainnu yaar se milna hai
meraaaaaa pardesi naa aaya hoo oooo meraaaaaa pardesi naa aaya sab ke mann ke meet mile hain baagon mein phir phool khile hain mera mann murjhaaya meraaaaaa pardesi naa aaya saawan barsaa yun mann tarsaa main jee bhar ke royiiiii saawan barsaa yun mann tarsaa main jee bhar ke royi jisne dekha paagal samjha ye naa samjha koi meraaaaaa pardesi naa aaya hoo oooo meraaaaa pardesi naa aaya yaad mein kis ki jaane julmi bhool gaya birhan ko yaad mein kis ki jaane julmi bhool gaya birhan ko raah mein jaane kis sautan ne rok liya saajan ko meraaaaaa pardesi naa aaya hoo oooo meraaaaa pardesi naa aaya saanjh sakaare ye keh keh ke chhede duniyaa saariiii saanjh sakaare ye keh keh ke chhede duniyaa saari wo aati hai wo jaati hai ik birhaa ki maari meraaaaaa pardesi naa aaya hoo oooo meraaaaaa pardesi naa aaya sab ke mann ke meet mile hain baagon mein phir phool khile hain mera mann murjhaaya meraaaaaa pardesi naa aaya
mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mili mujhko jannat to jannat ke badle khuda se meri jaan tumhen maang lega mera pyaar wo hai zamaana to karvat badlta rahega naye zindagi ke taraane banenge mitegi na lekin muhabbat humari mitane ke sau sau bahaane banenge haqeeqat hamesha haqeeqat rahegi kabhi bhi na iska fasaana banega mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mera pyaar wo hai tumhen chheen le meri baahon se koi mera pyaar yun besahaara nahin hai tumhara badan chandani aa ke chhoo le mere dil ko ye bhi gawara nahin hai khuda bhi agar tumse aa ke mile to tumhari kasam hai mera dil jalega mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mili mujhko jannat to jannat ke badle khuda se meri jaan tumhen maang lega mera pyaar wo hai
mere dil mein aaj kyaa hai tu kahe to main bataa doon mere dil mein aaj kyaa hai tu kahe to main bataa doon teri zulf phir sawaaroon teri maang phir sajaa doon mere dil mein aaj kyaa hai tu kahe to main bataa doon mujhe devtaa banaa kar teri chaahton ne pooja mujhe devtaa banaa kar teri chaahton ne pooja mera pyaar keh rahaa hai main tujhe khuda banaa doon mera pyaar keh rahaa hai main tujhe khuda banaa doon mere dil mein aaj kyaa hai tu kahe to main bataa doon koi dhoondne bhi aaye to humen na dhoond paaye koi dhoondne bhi aaye to humen na dhoond paaye tu mujhe kahin chhupaa de main tujhe kahin chhupa doon tu mujhe kahin chhupaa de main tujhe kahin chhupa doon mere dil mein aaj kyaa hai tu kahe to main bataa doon mere baazuon mein aa kar tera dard chain paaye mere baazuon mein aa kar tera dard chain paaye tere gesuon mein chhup kar main jahaan ke ghum bhulaa doon tere gesuon mein chhup kar main jahaan ke ghum bhulaa doon teri zulf phir sawaaroon teri maang phir
haaye re haaye ye mere haath mein tera haath naye jazbaat meri jaan balle balle oye hoye hoye oye oye oye haaye re haaye yahi jazbaat rahe din raat to phir kya baat meri jaan balle balle oye oye hoye hoye oye oye o oo oo oo oo oo oye jab se dil mein teri tasveer bani hai yun lagta hai jaise takdeer bani hai o oo oo oo oo oo oye jab se tu iss dil ka mehmaan hua hai jeevan mein khushiyon ka saamaan hua hai jitni door nazar main daalon chaaron aur bahaar hai haaye re haaye yahi jazbaat rahe din raat to phir kya baat meri jaan balle ho balle oye oye hoye hoye oye oye o oo oo oo oo oo oye tere ghar shehnai jis raat bajegi teri meri jodi kya khoob sajegi o oo oo oo oo oo oye pure honge dil ke armaan humare aanchal mein bhar lenge hum chaand sitaare tere aage chaand sitaare o gori kya cheez hain haaye re haaye yahi jazbaat rahe din raat to phir kya baat meri jaan balle balle oye oye hoye hoye oye oye o oo oo oo oo oo oye teri surat pyaari are jo bhi dekhe sach kehta hoon
meri jaan tum pe sadke ehsaan itna kar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itna kar do meri zindagi mein apni chaahat kaa rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itna kar do meri har khushi adhoori mera har singaar pheeka bina pyaar ke na bhaaye mujhe chaand ka bhi teekaa mujhe pyaar se sajaa ke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat kaa rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itna kar do main hawaa kaa rukh badal doon mile pyaar gar tumhaaraa jahaan doob kar main dekhoon ho usi jagah kinaaraa mujhe tum gale lagaa ke ehsaan itna kar do meri zindagi mein apni chaahat kaa rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itna kar do
meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do kisi chaand ki zarurat nahin meri zindagi ko ke taras rahaa hoon kab se main tumhaari roshani ko mujhe roshani dikha ke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do ye tumhaari zulf jisko mili shokhiyaan ghata ki inhi baadlon ke neeche meri har nazar hai pyaasi meri pyaas tum bhujha ke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kitni Akeli Kitni Tanhaa Talash (1969) 03:33 14315
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 03:33   Song Number : 14315   

Kora Kaagaz Tha Ye Aradhana (1969) 05:51 20799
 
Poster of Aradhana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:51   Song Number : 20799   

Kore Kaagaz Pe Likhwa Le Tyaag (1977) 04:19 37681
 
Poster of Tyaag (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 04:19   Song Number : 37681   

Kuchh Dil Ne Kahaa Anupama (1966) 04:21 20803
 
Poster of Anupama (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:21   Song Number : 20803   

Kuchh To Log Kahenge Amar Prem (1971) 05:01 20807
 
Poster of Amar Prem (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Raag- 
Khamaj
Duration : 05:01   Song Number : 20807   

Kya Ye Zindagi Hai Ye Gulistan Hamara (1972) 04:50 14425
 
Poster of Ye Gulistan Hamara (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Dev Anand
Duration : 04:50   Song Number : 14425   

Leja Leja Mera Dil An Evening In Paris (1967) 05:24 38324
 
Poster of An Evening In Paris (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 05:24   Song Number : 38324   

Main Ik Chor Tu Meri Raja Rani (1973) 04:53 11879
 
Poster of Raja Rani (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 04:53   Song Number : 11879   

Main Pyaasa Tum (Duet) Faraar (1975) 04:04 18208
 
Poster of Faraar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Amitabh Bachchan
Duration : 04:04   Song Number : 18208   

Main Shayad Tumhare Liye Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 05:40 11927
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:40   Song Number : 11927   

Man Se Man Ki Dor Maalik (1972) 04:28 40134
 
Poster of Maalik (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 04:28   Song Number : 40134   

Mangal Deep Jwele Pratidan (1983) 05:15 40075
 
Poster of Pratidan (1983)
 
Year- 
1983
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Naseeruddin Shah
Duration : 05:15   Song Number : 40075   

Mann Pukare Tyaag (1977) 05:11 36273
 
Poster of Tyaag (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Sachin Dev Verma
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Rajesh Khanna
Duration : 05:11   Song Number : 36273   

Mausam Hai Baharon Mere Humsafar (1970) 05:13 38400
 
Poster of Mere Humsafar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kamal Rajasthani
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Jeetendra
Duration : 05:13   Song Number : 38400   

Mera Pardesi Naa Aaya Mere Humsafar (1970) 05:09 13718
 
Poster of Mere Humsafar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:09   Song Number : 13718   

Mera Pyaar Wo Hai Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 04:14 14435
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Sharmila Tagore
Duration : 04:14   Song Number : 14435   

Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Daag (1973) 04:24 20918
 
Poster of Daag (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 04:24   Song Number : 20918   

Meri Jaan Balle Balle Kashmir Ki Kali (1964) 03:32 12016
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 03:32   Song Number : 12016   

Meri Jaan Tum (Female) Sawan Ki Ghata (1966) 04:01 14172
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sharmila Tagore, Mumtaj
Duration : 04:01   Song Number : 14172   

Meri Jaan Tum (Male) Sawan Ki Ghata (1966) 04:09 14173
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sharmila Tagore, Mumtaz
Duration : 04:09   Song Number : 14173   
Karaoke Songs of sharmila tagore, Sad Songs of sharmila tagore, Love Songs of sharmila tagore, Dance Songs of sharmila tagore, Hip-hop songs of sharmila tagore, Best songs of sharmila tagore, Super hit songs of sharmila tagore, hit songs of sharmila tagore, duet songs of sharmila tagore, solo songs of sharmila tagore, old songs of sharmila tagore, famous songs of sharmila tagore, Hindi Karaoke Songs of sharmila tagore, Hindi Sad Songs of sharmila tagore, Hindi Love Songs of sharmila tagore, Hindi Dance Songs of sharmila tagore, Hindi Hip-hop songs of sharmila tagore, best Hindi songs of sharmila tagore, super hit Hindi songs of sharmila tagore, hit Hindi songs of sharmila tagore, duet Hindi songs of sharmila tagore, solo Hindi songs of sharmila tagore, old Hindi songs of sharmila tagore, famous Hindi songs of sharmila tagore, Sing Along Songs of sharmila tagore, Sing Along Sad Songs of sharmila tagore, Sing Along Love Songs of sharmila tagore, Sing Along Dance Songs of sharmila tagore, Sing Along Hip-hop songs of sharmila tagore, Sing Along Best songs of sharmila tagore, Sing Along Super hit songs of sharmila tagore, Sing Along hit songs of sharmila tagore, Sing Along duet songs of sharmila tagore, Sing Along solo songs of sharmila tagore, Sing Along old songs of sharmila tagore, Sing Along famous songs of sharmila tagore