Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKalyan
HomeKalyan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


yun neend se wo jaan e chaman jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman phir yaad humein aaye hai saawan ke wo jhoole phir yaad humein aaye hai saawan ke wo jhoole wo bhool gaye hum ko unhein hum nahin bhoole unhein hum nahin bhoole iss dard ke kaaton ki chubhan jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai iss shaher se achchha tha bahut apna wo gaanw iss shaher se achchha tha bahut apna wo gaanw panghat hai yahaan koi na pipal ki wo chhaanw pipal ki wo chhaanw pashchim mein wo purab ki pawan jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman hum log sayaane sahi deewane hain lekin begaane bahut achchhe hain begaane hain lekin begaane hain lekin begaanon mein apnon ki lagan jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman jaag uthi hai
zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan musaafir se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haai jis raat mere dil ne dhadkana seekha shokh jazbaat ne seene mein bhadkana seekha meri taqadeer se nikli wahi meri taqadeer se nikli wahi sadmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dil ne jab pyaar ke rangeen fasaane chhede aankhon aankhon ne wafaaon ke taraane chhede sog mein doob gai aaj wo sog mein doob gai aaj wo naghmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi roothnewali roothnewali meri baat se maayus na ho behke behke se khayalaat se maayus na ho khatm hogi na kabhi tere mere khatm hogi na kabhi tere mere saath ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi
hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani phool se gaalon pe rukne ko tarastaa paani dil mein toofaan uthaate huye dil mein toofaan uthaate huye jazbaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dar ke bijli se achanak wo lipatnaa uska aur phir sharm se bal khaa ke simatna uska kabhi dekhi naa suni aisi ho kabhi dekhi naa suni aisi tilismaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne dil pe jaltaa hua ik teer sa chhoda uss ne aag paani mein lagaate huye aag paani mein lagaate huye haalat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi mere naghmon mein jo basti hai wo tasveer thi wo naujawaani ke haseen khawaab ki taabeer thi wo aasmaanon se utar aayi hooo aasmaanon se utar aayi thi jo raat ki raat zindagi bhar nahin
zindagi ka safar hai ye kaisa safar koi samjha nahin koi jaana nahin zindagi ka safar hai ye kaisa safar koi samjha nahin koi jaana nahin hai ye kaisi dagar chalte hain sab magar koi samjha nahin koi jaana nahin zindagi ko bahut pyaar humne diya aa aa maut se bhi muhabbat nibhaayenge hum rote rote zamaane mein aaye magar hanste hanste zamaane se jaayenge hum jaayenge par kidhar hai kise ye khabar koi samjha nahin koi jaana nahin aise jeevan bhi hai jo jiye hi nahin jinko jeene se pehle hi maut aa gayi phool aise bhi hain jo khile hi nahin jinko khilne se pehle khizaa kha gayi hai pareshaan nazar thak gaye chaar agar koi samjha nahin koi jaana nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Yun Neend Se Wo Jaan E Chaman Dard Ka Rishta (1982) 04:55 13023
 
Poster of Dard Ka Rishta (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Raag- 
Syam-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:55   Song Number : 13023   

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Duet) Barsaat Ki Raat (1960) 03:25 36009
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:25   Song Number : 36009   

Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Male) Barsaat Ki Raat (1960) 04:28 12073
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 12073   

Zindagi Ka Safar Safar (1970) 04:08 21503
 
Poster of Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:08   Song Number : 21503