MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGhulam Mohammad
HomeGhulam Mohammad
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye duniyaa hai ye duniyaa hai ye duniyaa hai yahaan dil ka lagana kiss ko aata hai hazaaron pyaar karte hain hazaaron pyaar karte hain nibhaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai yahaan dil mein samaana kiss ko aata hai mitaane waale laakhon hain mitaane waale laakhon hain banaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai nighaahen pher li tumne to hum kiss ki taraf dekhen kiss ki taraf dekhen tumhin keh do muhabbat ka fasaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai wafaa ka yun to dam bharte hain iss duniyaa mein sab lekinnnn duniyaa mein sab lekin wafaa ke naam par mitt kar dikhaana kiss ko aata hai hazaaron pyaar karte hain hazaaron pyaar karte hain nibhaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai yahaan dil ka lagana kiss ko aata hai ye duniyaa hai click here
ye kis ki aankhon ka noor ho tum ye kis ke dil ka karaar ho tum ye kis ke dil ka karaar ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum ye kis ke dil ka karaar ho tum ye kis ke dil ka karaar ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum mujhe ye maaloom ho raha hai mujhe ye maaloom ho raha hai ke jaise mera hi pyaar ho tum ke jaise mera hi pyaar ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum sambhalo zulfon ki ye ghatayen kahin musafir bhatak na jaaye sambhalo zulfon ki ye ghatayen kahin musafir bhatak na jaaye behek na jaaye kahin zamaana behek na jaaye kahin zamaana ke ek nashili bahaar ho tum ke ek nashili bahaar ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum kabhi jhuki tum nigaah ban kar kabhi uthi dil se aah ban kar aah ban kar khatak rahi ho kabhi jigar mein khatak rahi ho kabhi jigar mein kabhi kaleje ke paar ho tum kabhi kaleje ke paar ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum garaz qayaamat se kam nahin ho koi bhi ho tum bohut haseen ho bohut haseen ho click here
ye raat ye raat ye raat ye raat ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo armaan lute deewane ke par toot gaye parwane ke armaan lute deewane ke par toot gaye parwane keeeee naa maut mili naa aazadi kismat mein likhi thi barbaadi ab kaun kahe duniyaa ko haseen naaqam bahaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo aye ranj o alam ke begaanon tum mera fasaana kya jaanon aye ranj o alam ke begaanon tum mera fasaana kya jaanon wo chot lagi hai seene par majboor hoon aansoon peene par dil se naa uthe toofan kahin betaab nazaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo ye raat ye raat ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavooo click here
zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun raat katti nahin din guzartaa nahin zakhm aisa diya hai ke bhartaa nahin aankh viraan hai dil pareshaan hai ghum ka saamaan hai jaise jaadu koi kar gayaa zindagi dene waale sun bekhataa toone mujh se khushi chheen li zinda rakha magar zindagi chheen li kar diya dil ka khoon chup kahaan tak rahoon saaf kyun na kahoon tu khushi se meri darr gayaa zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun click here
zindagi ki qasam ho chuke un ke hum ye zamana deewana jo chahe kahe zindagi ki qasam pyaar kar ke nibhana badi cheez hai pyaar kar ke nibhana badi cheez hai dil ki duniyaa bhi aakhir koi cheez hai ye naa hoga ke hum unse munh mod len dor taqdeer ki baandh kar tod den aadmi wo jo waade pe kaayam rahe zindagi ki qasam jor kis ka chala hai bhala ishq par jor kis ka chala hai bhala ishq par apna apna hai dil apni apni nazar zindagi bhar na hum unse honge juda dil ki raahon pe chalte rahenge sada jaise toofan ki maujon mein naiyya bahe zindagi ki qasam ho chuke un ke hum ye zamana deewana jo chahe kahe zindagi ki qasam click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Duniya Hai Shair (1949) 02:59 14216
 
Poster of Shair (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Dev Anand
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:59   Song Number : 14216   

Ye Kis Ki Aankhon Ka Mohd Rafi 38262
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration :    Song Number : 38262   

Ye Raat Suhaani Raat Nahin Dil E Nadaan (1953) 04:12 16224
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 04:12   Song Number : 16224   

Zindagi Denewale Sun Dil E Nadaan (1953) 03:21 12045
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Raag- 
Bhupali
Duration : 03:21   Song Number : 12045   

Zindagi Ki Qasam Malik (1958) 03:45 16273
 
Poster of Malik (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Jag Deep
Duration : 03:45   Song Number : 16273   
Karaoke Songs of ghulam mohammad, Sad Songs of ghulam mohammad, Love Songs of ghulam mohammad, Dance Songs of ghulam mohammad, Hip-hop songs of ghulam mohammad, Best songs of ghulam mohammad, Super hit songs of ghulam mohammad, hit songs of ghulam mohammad, duet songs of ghulam mohammad, solo songs of ghulam mohammad, old songs of ghulam mohammad, famous songs of ghulam mohammad, Hindi Karaoke Songs of ghulam mohammad, Hindi Sad Songs of ghulam mohammad, Hindi Love Songs of ghulam mohammad, Hindi Dance Songs of ghulam mohammad, Hindi Hip-hop songs of ghulam mohammad, best Hindi songs of ghulam mohammad, super hit Hindi songs of ghulam mohammad, hit Hindi songs of ghulam mohammad, duet Hindi songs of ghulam mohammad, solo Hindi songs of ghulam mohammad, old Hindi songs of ghulam mohammad, famous Hindi songs of ghulam mohammad, Sing Along Songs of ghulam mohammad, Sing Along Sad Songs of ghulam mohammad, Sing Along Love Songs of ghulam mohammad, Sing Along Dance Songs of ghulam mohammad, Sing Along Hip-hop songs of ghulam mohammad, Sing Along Best songs of ghulam mohammad, Sing Along Super hit songs of ghulam mohammad, Sing Along hit songs of ghulam mohammad, Sing Along duet songs of ghulam mohammad, Sing Along solo songs of ghulam mohammad, Sing Along old songs of ghulam mohammad, Sing Along famous songs of ghulam mohammad