MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSaif Ali Khan
HomeSaif Ali Khan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sunoji dulhan ek baat sunoji apne naye parivar se miloji tumhe milayen sab se aaj suno sunaye sab ke raaz haye tumhe milayen sab se aaj suno sunaye sab ke raaz pehle dulhan tum inse miloji ghar ke mukhiya tumhare sasurji jinke sar pe sukhon ka taaj dekho zara inka andaaz haan jinke sar pe sukhon ka taaj dekho zara inka andaaz rampur ka waasi hoon main ram kishan hai naam seedhi sadhi boli meri seedha sadha kaam ho jo bhi chahaa maine ho rab se woh paaya maine hoo rampur ka waasi hoon main ram kishan hai naam des bides ghumkar aaya main bhayi ho mehak gaon ki mittee ki naa bisrayi wahi gud chana dudh nashte mein bhaye ho chhuri aur kante se khana na aaye itne par bhiiii hoo itne par bhi hai nayi technikon ko pyaar se seekha maine rampur ka waasi hoon main ram kishan hai naam seedhi sadhi boli meri seedha sadha kaam aao dulhan ab inse miloji yeh hain tumhari sasu maji ghar mein chalta inka raaz inka khaas hai ek andaaz haye ghar mein chalta inka raaz inka khaas hai
teri chaahat keee deewane huye hum teri chaahat keee deewane huye hum ganwaara har kami humen naa karna pyaar kam ganwaara har kami humen naa karna pyaar kam sanam teri chaahat keee deewane huye hum teri chaahat keee deewane huye hum ganwaara har kami humen naa karna pyaar kam ganwaara har kami humen naa karna pyaar kam sanam teri chaahat keee deewane huye hum teri chaahat keee deewane huye hum milte hi nayan hoti hai sajan dil mein mere roshni chhute hi badan jal uthe mann bijli ki tu hai bani haan milte hi nayan hoti hai sajan dil mein mere roshni chhute hi badan jal uthe mann bijli ki tu hai bani naa dekhenge kisi ko bhi dekh kar tujhko sanam naa dekhenge kisi ko bhi dekh kar tujhko sanam teri chaahat keee deewane huye hum teri chaahat keee deewane huye hum aauron ke tu saath jab kare baat jal jaati hai meri jaan tujh pe bhi to yaar marte hain hazaar tujhko chhupaaun kahaan haan aauron ke tu saath jab kare baat jal jaati hai meri jaan tujh pe bhi to yaar marte
la la la la la la la la ho gayi re beija beija beija beija ho gayi re la la la la la la la la ho gayi re ho tussi bhi gao naa dekhe mujhko wo aane bahaane peechhe aaye gali naapta munda hai wo ya jhonka hawa ka kya pata yeh lage har ghadi har jagah wo jaise mujhko rahe dhoondhta munda hai wo ya jhonka hawa ka kya pata hoo peechha bhi naa chode mera chuppi bhi naa tode keh bhi naa paaye dil vaali wo savaali mere dil ka hoye mere dil ka hua aisa mehram thoda thoda pyaar aa gaya hoo mere dil ka hua aisa mehram thoda thoda pyaar aa gaya jaane kaise hai uske iraade main naa jaanun wo kya chahta dhoondhen uski nigahein kya mujh mein kya pata socha keh doon badan pe tu mere yun chhuri si nazar naa chala dhoondhen uski nigahein kya mujh mein kya pata hooo ek tak dekhe mujhe thandhi saans leke karta ho jaise rakh vaali wo savaali mere dil ka hoye mere dil ka hua aisa mehram thoda thoda pyaar aa gaya hoo mere dil ka hua aisa mehram thoda thoda pyaar aa gaya
lets start some rounak shounak lets have some party now lets have some raala rappaa lets have some dhol dhamaka lets call the dholi now lets have some matti tappa chalo chalo ji lakk lachka lo chalo chalo ji mauj bana lo chalo chalo ji nach lo gaa lo pakad kisi ki wrist and we twist we twist we twist we twist and we twist we twist we twist we twist and we twist we twist we twist we twist and we twist we twist we twist we twist naked shaked si duniya challe phir bhi challe balle balle ho gayi haan ho gayi ho hansi khushi mein gum ki tuddi hawa mein huddi woh ka tale kho gayi haan kho gayi ho ho ho chhodo chhodo sab rone dhone chhodo chhodo dukh aadhe kore dekho dekho din sone mone yehi life ki jist and we twist we twist we twist we twist and we twist we twist we twist we twist and we twist we twist we twist we twist and we twist we twist we twist we twist sone mone malla malli kar gaye talli aankh wankh si lad gayi haan lad gayi haan botal shotal kholle bina daru
ye dooriyaan ye dooriyaan ye dooriyaan in raahon ki dooriyaan nigahon ki dooriyaan humraahon ki dooriyaan fana ho sabhi dooriyaan kyun koi paas hai door hai kyun koi jaane na koi yahan pe aa raha paas ya door main jaa raha janun na main hoon kahan pe ye dooriyaan in raahon ki dooriyaan nigahon ki dooriyaan humraahon ki dooriyaan fana ho sabhi dooriyaan ye dooriyaan ye dooriyaan kabhi hua ye bhi khali raahon pe bhi tu tha mere saath kabhi tujhe milke lauta mera dil ye khali khali haath ye bhi hua kabhi jaise hua abhi tujhko sabhi mein paa liya tera mujhe kar jaati hain dooriyaan satati hain dooriyaan tarsaati hain dooriyaan fana hon sabhi dooriyaan kaha bhi na maine nahi jeena maine tu jo na mila tujhe bhoole se bhi bola na main ye bhi chaahun faasla bus faasla rahe ban ke kasak jo kahe ho aur chahat ye jawaan teri meri mitt jaani hain dooriyaan begaani hai dooriyaan hatt jaani hai dooriyaan fana ho sabhi dooriyaan kyun koi paas hai door hai kyun koi jaane na koi
ye to sach hai ke bhagwaan hai hai magar phir bhi anjaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai hai magar phir bhi anjaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai janm daata hai jo naam jinse mila thaam kar jinki ungali hai bachapan chala o o oo oo oo oo kaandhe par baith ke jinke dekha jahaan gyaan jinse mila kya bura kya bhala kitne upkaar hai kya kahein ye bataana na aasaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai janm deti hai jo maa jise jag kahe apni santaan mein praan jiske rahe o o oo oo oo oo loriyaan honthon par sapne bunti nazar neend jo waar de hans ke har dukh sahe mamta ke roop mein hain prabhoo aap se paaya vardaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai aapke khwaab hum aaj hokar jawaan uss param shakti se karte hain praarthana o o oo oo oo oo inki chhaaya rahe rehti duniyaa talak ek pal reh sake hum na
zubaan khaamosh hoti hai nazar se kaam hota hai zubaan khaamosh hoti hai nazar se kaam hota hai isi pal ka zamaane mein muhabbat naam hota hai dekho dekho dekho mujhe pyaar ho gaya jaane kab kaise iqraar ho gaya zubaan khaamosh hoti hai nazar se kaam hota hai zubaan khaamosh hoti hai nazar se kaam hota hai isi pal ka zamaane mein muhabbat naam hota hai dekho dekho dekho mujhe pyaar ho gaya jaane kab kaise iqraar ho gaya haan dekho dekho dekho mujhe pyaar ho gaya jaane kab kaise iqraar ho gaya yeh woh ehsaas hai jisko na lafzon ki zaroorat hai jisse paa kar lage saara zamaana khoobsurat hai zamaana khoobsurat hai muhabbat naam hai jiska adaaon mein dikhaayi de teri dhadkan ki har sargam mein yeh mujhko sunaayi de haan yeh mujhko sunaayi de mere honton pe jab tere labon ka jaam hota hai mere honton pe jab tere labon ka jaam hota hai isi pal ka zamaane mein mohabbat naam hota hai dekho dekho dekho mujhe pyaar ho gaya jaane kab kaise iqraar ho gaya haan dekho dekho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sunoji Dulhan Ek Baat Sunoji Hum Saath Saath Hain (1999) 12:15 32834
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 12:15   Song Number : 32834   

Teri Chaahat Ke Deewane Huye Hum Mr Aashiq (1996) 05:34 14701
 
Poster of Mr Aashiq (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Jatin Lalit
Duration : 05:34   Song Number : 14701   

Thoda Thoda Pyaar Love Aaj Kal (2009) 04:05 13054
 
Poster of Love Aaj Kal (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Sunidhi Chauhan
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Giselli Monteiro
Duration : 04:05   Song Number : 13054   

Twist Love Aaj Kal (2009) 05:00 37229
 
Poster of Love Aaj Kal (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Neeraj Shridhar
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Deepika Padukone
Duration : 05:00   Song Number : 37229   

Ye Dooriyaan Love Aaj Kal (2009) 05:37 37215
 
Poster of Love Aaj Kal (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Mohit Chauhan
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Deepika Padukone
Duration : 05:37   Song Number : 37215   

Ye To Sach Hai Ke Bhagwaan Hai Hum Saath Saath Hain (1999) 06:49 11885
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 06:49   Song Number : 11885   

Zubaan Khamosh Hoti Hai Main Khiladi Tu Anari (1994) 08:27 31514
 
Poster of Main Khiladi Tu Anari (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Rahat Indori
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alka Yagnik
Duration : 08:27   Song Number : 31514   
Karaoke Songs of saif ali khan, Sad Songs of saif ali khan, Love Songs of saif ali khan, Dance Songs of saif ali khan, Hip-hop songs of saif ali khan, Best songs of saif ali khan, Super hit songs of saif ali khan, hit songs of saif ali khan, duet songs of saif ali khan, solo songs of saif ali khan, old songs of saif ali khan, famous songs of saif ali khan, Hindi Karaoke Songs of saif ali khan, Hindi Sad Songs of saif ali khan, Hindi Love Songs of saif ali khan, Hindi Dance Songs of saif ali khan, Hindi Hip-hop songs of saif ali khan, best Hindi songs of saif ali khan, super hit Hindi songs of saif ali khan, hit Hindi songs of saif ali khan, duet Hindi songs of saif ali khan, solo Hindi songs of saif ali khan, old Hindi songs of saif ali khan, famous Hindi songs of saif ali khan, Sing Along Songs of saif ali khan, Sing Along Sad Songs of saif ali khan, Sing Along Love Songs of saif ali khan, Sing Along Dance Songs of saif ali khan, Sing Along Hip-hop songs of saif ali khan, Sing Along Best songs of saif ali khan, Sing Along Super hit songs of saif ali khan, Sing Along hit songs of saif ali khan, Sing Along duet songs of saif ali khan, Sing Along solo songs of saif ali khan, Sing Along old songs of saif ali khan, Sing Along famous songs of saif ali khan