MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


o ho ho o o o ho ho ho aaj purani raahon se koi mujhe aawaz na de aaj purani raahon se koi mujhe aawaz na de dard mein doobey geet na de ghum ka sisakta saaz na de dard mein doobey geet na de ghum ka sisakta saaz na de o ho ho o o o ho ho ho beete dinon ki yaad thi jin mein main wo tarane bhool chuka aaj nayi manzil hai meri kal ke thikane bhool chuka na wo dil na sanam na wo deen dharam ab door hoon saare gunahon se aaj purani raahon se koi mujhe aawaz na de toot chuke sab pyaar ke bandhan aaj koi zanjeer nahin sheesha e dil mein armanon ki aaj koi tasveer nahin ab shaad hoon main aazad hoon main kuchh kaam nahin hai aahon se aaj purani raahon se koi mujhe aawaz na de dard mein doobey geet na de ghum ka sisakta saaz na de o ho ho o o o ho ho ho jeevan badla duniya badli mann ko anokha gyaan mila aaj mujhe apne hi dil mein ek naya insaan mila pahuncha hoon wahan nahin door jahan bhagwaan bhi meri nigahon se aaj purani raahon se koi mujhe aawaz na de dard mein click here
hoye tu aaja re ke dil hai bekaraar ke dole re man mein tera pyaar tu aaja re ke dil hai bekaraar ke dole re man mein tera pyaar tu aaja re hum to hain musafir anjaane dil kis ko pukaare haaye tera dil kis ko pukaare haaye tera hoooo main tujhko bulaaun aaja re dil tere bina ghabraaye mera dil tere bina ghabraaye mera hoooo hum to hain musafir anjaane dil kis ko pukaare haaye tera dil kis ko pukaare haaye tera hoooo main tujhko bulaaun aaja re dil tere bina ghabraaye mera dil tere bina ghabraaye mera hoooo hoye tu aaja re ke dil hai bekaraar ke dole re man mein tera pyaar tu aaja re phirte hain bhatakte raahon mein tu dard humaara kya jaane tu dard humaara kya jaane hoooo nazron se tera man bhar dungi aa paas to aa o deewaane aa paas to aa o deewaane hoooo phirte hain bhatakte raahon mein tu dard humaara kya jaane tu dard humaara kya jaane hoooo nazron se tera man bhar dungi aa paas to aa o deewaane aa paas to aa o deewaane hoooo hoye tu aaja re ke dil hai bekaraar click here
aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya phir nayi mastiyaan saath le kar muskuraate nazaaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj duniyaa jawaan ho gayi hai zindagi meharbaan ho gayi hai aaj duniyaa jawaan ho gayi hai zindagi meharbaan ho gayi hai aye bahaaron tumhaari kahaani ab meri daastaan ho gayi hai ab meri daastaan ho gayi hai mil gayi phir mujhe meri manzil main haseen yaadgaaron mein aaya main haseen yaadgaaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aa gaya phir suhaana saveraa mit gaya shaam e ghum ka andhera aa gaya phir suhaana saveraa mit gaya shaam e ghum ka andhera gungunaane lagi hai fizaayen phir hawaaon ne nagma bakhera phir hawaaon ne nagma bakhera saaz phir chhid gaye zindagi ke rang phir dil ke taaron mein aaya rang phir dil ke taaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj ki bekhudi kya bataaun click here
aaja aaja main hoon pyaar tera allah allah inkaar tera o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa aaja aaja main hoon pyaar tera allah allah inkaar tera o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa hoooo tum pe hazaron ki aankhen chaahiye tumko sahara ooooooo palkon mein aao chhupa loon naazuk tan hai tumhara o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa aaja aaja main hoon pyaar tera allah allah inkaar tera o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa hoooo mera khayaal tujhe hai maine abhi yahi jaana oooooooo sachcha hai pyaar ke jhoota ye hai mujhe aazmaana o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa aaja aaja dekhoon pyaar tera allah allah inkaar tera o o aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aaja aa aa aa hoooo rakhna tha dil pe hamaare click here
ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai udd gayi neend yahan mere nain se bas karo yunhi pade raho chain se udd gayi neend yahan mere nain se bas karo yunhi pade raho chain se laage re darr mohe laage re ho ho ho ye kya darne ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai o hoo kitni ghuti si hai ye fiza aaha kitni suhaani hai ye hawa o hoo kitni ghuti si hai ye fiza aaha kitni suhaani hai ye hawa mar gaye hum nikla dum mar gaye hum ho ho ho mausam kya albela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai ho ho ho soja nindiya ki bela hai ho ho ho aaja panchhi akela hai bin tere kaisi andheri ye raat hai dil mera dhadkan meri tere saath hai bin tere kaisi andheri ye raat hai dil mera dhadkan meri tere saath hai tanha hai phir bhi dil tanha hai ho ho ho laaga sapnon ka mela hai ho ho ho aaja click here
aaja re aa zara aa lehraa ke aa zara aankhon se dil mein samaa aaja re aa zara aa lehraa ke aa zara aankhon se dil mein samaa aaja re aa zara dekh fizaa mein rang bhara hai mere jigar ka zakhm hara hai dekh fizaa mein rang bhara hai mere jigar ka zakhm hara hai seene se mere sar ko laga de haath mein tere dil ki dawaa hai aaja re aa zara aa lehraa ke aa zara aankhon se dil mein samaa aaja re aa zara apna sulgana kis ko dikhaaun saans ke tufaan kaise chhupaaun apna sulgana kis ko dikhaaun saans ke tufaan kaise chhupaaun aankhen kyaa kyaa dekh rahi hain dil pe jo gujre kaise bataaun aaja re aa zara aa lehraa ke aa zara aankhon se dil mein samaa aaja re aa zara tere bhi dil mein aag lagi hai mere bhi dil mein aag lagi hai tere bhi dil mein aag lagi hai mere bhi dil mein aag lagi hai dono taraf hai ek si haalat dono dilon par bijli giri hai aaja re aa zara aa lehraa ke aa zara aankhon se dil mein samaa aaja re aa zara aa lehraa ke aa zara aankhon se dil mein samaa aaja click here
dil insaan ka ek taraazu dil insaan ka ek taraazu jo insaaf ko tole apni jagah par pyaar hai kaayam dharti ambar dole sabse bada sach ek jagat mein bhed anek jo khole prem bina jeevan soona yeh paagal premi bole ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi o baalam harjaayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi o baalam harjaayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi zaalim kitni der laga di zaalim kitni der laga di tumne aate aate ab aaye ho ab na aate to hum jaan se jaate dil deewana deewane ko hum kaise samjhate dete raam duhaayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi fursat bhi hai mausam bhi hai fursat bhi hai mausam bhi hai mann hai rang raliyon mein chhup gayi hai tu khushboo ban ke shaayad in kaliyon mein maine tujhko kitna dhoondha aawaara galiyon mein yeh aawaaz lagayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi mast hawaa ne baat koi mast hawaa ne baat koi aisi keh di kaanon mein click here
agni binar jhankare fotad tumi agunero ful tomari ganer ful diye puja kori kobi najrul kobi najrul ajo modhuro bashori baje baje modhuro bashori baje godhuli lagone buker majhe godhuli lagone buker majhe modhuro bashori baje baje modhuro bashori baje ajo mone hoy sahosa kakhono jale bhara duti dagoro nayano ajo mone hoy sahosa kakhono jale bhara duti dagoro nayano khonikero bhule sei chapa fule fele chhute jaoa laje ajo modhuro bashori baje baje modhuro bashori baje harano din bujhi asise na fire mon kande keno sritiro tire mon kande mon kande keno harano din bujhi asise na fire mon kande keno sritiro tire tobu majhe majhe asha jage keno ami bhuliyachhi bholeni se jeno go moti ro tire pataro kutire ajo se patho chahe sajhe ajo modhuro bashori baje baje modhuro bashori modhuro bashori modhuro bashori baje click here
aakhari geet muhabbat ka suna loon to chalun aakhari geet muhabbat ka suna loon to chalun main chala jaaunga main chala jaaunga do ashk baha loon to chalun main chala jaaunga aaj wo din hai ke toone mujhe thukraaya hai aaj wo din hai ke toone mujhe thukraaya hai apna anjaam inn aankhon ko nazar aaya hai wehshat e dil main zara hosh mein aa loon to chalun main chala jaaunga aaj main gair hoon kuchh din huye main gair na tha aaj main gair hoon kuchh din huye main gair na tha meri chaahat meri ulfat se tujhe bair na tha main hoon ab gair yakeen dil ko dila loon to chalun main chala jaaunga teri duniyaan se main ek roz chala jaaunga teri duniyaan se main ek roz chala jaaunga aur gaye waqt ki maanind nahin aaunga phir na aane ki kasam aaj main khaa loon to chalun aakhari geet muhabbat ka suna loon to chalun main chala jaaunga main chala jaaunga do ashk baha loon to chalun main chala jaaunga click here
oooooo ooooo ooooo oooooo aaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa rang rang ke phool khile mohe bhaaye koi rang naa ho ab aan milo sajna aan milo aan milo sajna aan milo aan milo sajna deepak sang patanga naacheeee aaahaa aaaahaa deepak sang patanga naache koi mere sang naa oye ab aan milo sajna aan milo aan milo sajna sajna sajna sajna sajna aan milo sajna dhoondhte tohe taaron ki chhanv mein kitne kaante chubhe mere paanv mein tune soorat dikhayi naa jaalmaa pardesi hua reh ke gaanv mein ooooooo ooooooo preet meet bin soona soona laage mora angnaaaaaaa ho ab aan milo sajna aan milo aan milo sajna aayin baagon mein phoolon ki sawaariyaan mele ki ho gayi taiyaariyaan tera mera milan kab hoga mili preetam se sab panhaariyaa oooooooooo ooooooooo door door reh ke jeene se main aa jaaun tang naaaaaa oye ab aan milo sajna aan milo aan milo sajna kaise poochhoo main prem ki paheliyaa sang hoti hai teri saheliyaan ve channa kis kam diyaan ye saheliyaan meriyaan raatan ne chhiniyaan click here
aana hai to aaaa raah mein kuchh pher nahin hai bhagwaan ke ghar der hai andher nahin hai aana hai to aa raah mein kuchh pher nahin hai bhagwaan ke ghar der hai andher nahin hai aana hai to aa raah mein kuchh pher nahin hai bhagwaan ke ghar der hai andher nahin hai aana hai to aaaaaaaa jab tunjhse naa suljhe tere uljhe huye dhandhe jab tunjhse naa suljhe tere uljhe huye dhandhe bhagwaan ke insaaf pe sab chhod de bande khud hi teri mushkil ko wo aasaan karega khud hi teri mushkil ko wo aasaan karega jo tu nahin kar paaya wo bhagwaan karega jo tu nahin kar paaya wo bhagwaan karega bhagwaan karega aana hai to aa raah mein kuchh pher nahin hai bhagwaan ke ghar der hai andher nahin hai aana hai to aaaaaaaa kehne ki zarurat nahin aana hi bahot hai kehne ki zarurat nahin aana hi bahot hai iss dar pe tera sees jhukana hi bahot hai jo kuchh hai tere dil mein wo sab usko khabar hai jo kuchh hai tere dil mein wo sab usko khabar hai bande tere har haal pe maalik ki nazar hai click here
aana hai to chale aao suhaani shaam hai aise mein aapse dil ko zaruri kaam hai hum ko bhi to kasam le lo kahan aaraam hai pehlu mein dard hai lab pe tumhara naam hai itna hi tumse humko tha kehna dil mein samaana dil hi mein rehna itna hi tumse humko tha kehna dil mein samaana dil hi mein rehna iss dil ko tumse yahi kaam hai aana hai to chale aao suhaani shaam hai aise mein aapse dil ko zaruri kaam hai hai daali daali ulfat ki maala rangon mein dooba poolon ka pyaala hai daali daali ulfat ki maala rangon mein dooba poolon ka pyaala jaise mohabbat ka ik jaam hai hum ko bhi to kasam le lo kahan aaraam hai pehlu mein dard hai lab pe tumhara naam hai halka sa ab to kar ke ishaara girte huye ko dena sahara halka sa ab to kar ke ishaara girte huye ko dena sahara teri hi nazron ka ye kaam hai aana hai to chale aao suhaani shaam hai aise mein aapse dil ko zaruri kaam hai hum ko bhi to kasam le lo kahan aaraam hai pehlu mein dard hai lab pe tumhara naam hai click here
aana to sajni din ko aana sapnon mein aa ke sataana naa haaye aana to sajni din ko aana sapnon mein aa ke sataana naa are sapnon mein aa ke sataana naa din ko jab ghul khileeee meri jaan tu mileeeee din ko jab ghul khileeee meri jaan tu mileeeee phir adaa ka khazaanaa aa ke mujhpe lootaanaa par ye guzaarish sunti jaana sapnon mein aa ke sataana naa haaye aana to sajni din ko aana sapnon mein aa ke sataana naa sapnon mein aa ke sataana naa dekh le zaalima ye tadpnaa mera dekh le zaalima ye tadpnaa mera meri neendiyaa ki chori tune ki o chakori haaye mujhe kar ke deewana sapnon mein aa ke sataana naa haaye aana to sajni din ko aana sapnon mein aa ke sataana naa are sapnon mein aa ke sataana naa tere jalwe hazaar tu hai jaanebahaar tere jalwe hazaar tu hai jaanebahaar le ke aanchal ki chhaiyaan kahiyo aa more saiyaan jaagun to chaahe jo farmaana sapnon mein aa ke sataana naa haaye aana to sajni din ko aana sapnon mein aa ke sataana naa are sapnon mein aa ke sataana naa click here
aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan zulfon mein sitaare bhar lenaa aise hi kabhi jab shaam dhale tab yaad humein bhi kar lenaa aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan aayaa thaa yahaan begaanaa saa aayaa thaa yahaan begaanaa saa chal doongaa kahin diwaanaa saa chal doongaa kahin diwaanaa saa diwaane ki khaatir tum koi ilzaam na apne sar lenaa aise hi kabhi jab shaam dhale tab yaad humein bhi kar lenaa aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan rastaa jo mille anjaan koi rastaa jo mille anjaan koi aa jaaye agar toofaan koi aa jaaye agar toofaan koi apne ko akelaa jaan ke tum aankhon mein na aansoo bhar lenaa aise hi kabhi jab shaam dhale tab yaad humein bhi kar lenaa aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan zulfon mein sitaare bhar lenaa aanchal mein sajaa lenaa kaliyaan click here
zindagi jisne tujhe di hai mitayega wo hi ye diyaa jisne jalaya hai bujhayega wo hi aandhiyaan ghum ki chalti hain chalne bhi de jal sake jab talak shamma jalne bhi de aandhiyaan ghum ki degi khushiyon ki barkha ye kaali ghata apne hathon na apna diya tu bujha degi khushiyon ki barkha ye kaali ghata apne hathon na apna diya tu bujha sabr kar ye ghadi ghum ki talne bhi de jal sake jab talak shamma jalne bhi de aandhiyaan ghum ki dhoop mein chhanv hai chhanv mein dhoop hai har nirasha mein aasha ka ik roop hai dhoop mein chhanv hai chhanv mein dhoop hai har nirasha mein aasha ka ik roop hai dard palta hai dil mein to palne bhi de jal sake jab talak shamma jalne bhi de aandhiyaan ghum ki zindagi de rahi hai tujhe ye sadaa ooooo oooooo ooooo zindagi de rahi hai tujhe ye sadaa jane wale na jaaaa meri mehfil mein aa jane wale na jaa meri mehfil mein aa kafilaa zindagi ka ye chalne bhi de jal sake jab talak shamma jalne bhi de aandhiyaan ghum ki chalti hain chalne bhi de click here
aane se uske aaye bahaar jaane se uske jaaye bahaar badi mastani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba iss ghata ko main to uski aankhon ka kajal kahunga iss hawa ko main to uska lehrata aanchal kahunga kaliyon ka bachpan hai phoolon ki jawaani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba beet jaate hain din kat jaati hain aankhon mein raatein hum na jaane kya kya karte rehte hain apas mein baatein main thoda deewana thodi si deewani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba aaa aa aaa aaa aaa saamne main sabke naam uska nahin le sakunga saamne main sabke naam uska nahin le sakunga wo sharam ke maare rooth jaaye to main kya karunga hooron ki malika hai pariyon ki raani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba badi mastani hai meri mehbooba click here
aaaa aaaa aaaa aaaa oo oo oo oo aane se uss ke aaye bahaar jaane se uss ke jaaye bahaar badi mastani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba aane se uss ke aaye bahaar jaane se uss ke jaaye bahaar badi mastani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba gungunaye aise jaise bajte hon ghunghru kahin pe aake parbaton se jaise girta ho jharna zamin pe jharnon ki mauj hai wo maujon ki rawani hai meri mehbooba mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba ban sanvar ke nikle aaye sawan ka jab jab mahina har koi ye samjhe hogi wo koi chanchal haseena poochho to kaun hai wo rut ye suhani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba mehbooba badi mastani hai meri mehbooba hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmhmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
ooooo ooooo ooooooooo oooo oooo oooo oooo ooooo oooooo ooooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo oooooooooo oooooo ooooo ooooo oooo ooooo ooooo ooooo aane waale ko aana hoga jaane waale ko jaana hoga aane waale ko aana hoga jaane waale ko jaana hoga ooooo ooooo oooooo oooooo mili hai pyaar ki manzil naye safar ke liye tumhare ho gaye hum aaj umr bhar ke liye mili hai pyaar ki manzil naye safar ke liye tumhare ho gaye hum aaj umr bhar ke liye pyaar karke nibhaana hoga pyaar karke nibhaana hoga aane waale ko aana hoga jaane waale ko jaana hoga ooooo ooooo oooooo oooooo khushi ke mauj mein hum aaj doobe jaate hain humaare haath se patwaar chhute jaate hain khushi ke mauj mein hum aaj doobe jaate hain humaare haath se patwaar chhute jaate hain ishq mein doob jaana hoga ishq mein doob jaana hoga aane waale ko aana hoga jaane waale ko jaana hoga ooooo ooooo oooooo oooooo humare pyaar ke kisse sunaaye jaayenge ye geet saare zamaane mein gaaye jaayenge humare pyaar ke kisse click here
aa ha aa ha aa ha aa ha aankhein humaari hon sapne tumhare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon laakh zamaane ke mausam badlen na tum badlo na hum badlen aaa aaaa aaaa laakh zamaane ke mausam badlen na tum badlo na hum badlen na hum badlen ek doosre ke hum saath sahare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon pyaar bhara ye jaadu na toote koi humaare khwaab na loote aaa aaaa aaaa pyaar bhara ye jaadu na toote koi humaare khwaab na loote khwaab na loote sab kuchh duniya ka khwaab humaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon click here
aankhon aankhon mein na jaane kya ishaare ho gaye muskura kar tumne dekha hum tumhaare ho gaye aankhon aankhon mein na jaane aa aaaaaa raat din ki bekraari umar bhar ki bekhudi raat din ki bekraari umar bhar ki bekhudi dil laga kar kuchh to jeene ke sahaare ho gaye aankhon aankhon mein na jaane haaye ye maasoom chehra ye ada ye baankpan haaye ye maasoom chehra ye ada ye baankpan tumse mil ke rang dil ke aur pyaare ho gaye aankhon aankhon mein na jaane tumko pa kar is jahaan mein humne sab kuchh pa liya tumko pa kar is jahaan mein humne sab kuchh pa liya ab humein kya chahiye jab tum humaare ho gaye muskura kar tumne dekha hum tumhaare ho gaye aankhon aankhon mein na jaane click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Purani Raahon Se Aadmi (1968) 05:48 20029
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 05:48   Song Number : 20029   

Aaj Suhani Raat Re Naya Andaz (1956) 04:51 20328
 
Poster of Naya Andaz (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 04:51   Song Number : 20328   

Aaj Udta Hua Ek Panchhi Gehra Daag (1963) 04:49 13272
 
Poster of Gehra Daag (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:49   Song Number : 13272   

Aaja Aaja Main Hoon Pyaar Tera Teesri Manzil (1966) 06:38 20035
 
Poster of Teesri Manzil (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 06:38   Song Number : 20035   

Aaja Panchhi Akela Hai Nau Do Gyarah (1957) 02:50 20039
 
Poster of Nau Do Gyarah (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Kalpana Kaartik
Duration : 02:50   Song Number : 20039   

Aaja Re Aa Zara Aa Love In Tokyo (1966) 04:57 20041
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:57   Song Number : 20041   

Aaja Teri Yaad Aayi Charas (1976) 05:51 12965
 
Poster of Charas (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 05:51   Song Number : 12965   

Aajo Madhuro Banshori Baaje Mohd Rafi 04:59 32007
 
Poster of Mohd Rafi
 
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:59   Song Number : 32007   

Aakhari Geet Muhabbat Ka Neela Akash (1965) 04:00 13867
 
Poster of Neela Akash (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:00   Song Number : 13867   

Aan Milo Sajna Aan Milo Sajna (1970) 06:48 20053
 
Poster of Aan Milo Sajna (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Asha Parekh
Duration : 06:48   Song Number : 20053   

Aana Hai To Aa Naya Daur (1957) 05:45 13855
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
Raag- 
Bhairavi
Duration : 05:45   Song Number : 13855   

Aana Hai To Chale Aao Taxi Stand (1958) 03:16 36612
 
Poster of Taxi Stand (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Anita Guha
Duration : 03:16   Song Number : 36612   

Aana To Sajni Din Ko Raton Ka Raja (1970) 04:31 14030
 
Poster of Raton Ka Raja (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dheeraj Kumar
Duration : 04:31   Song Number : 14030   

Aanchal Mein Saja Lena Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 02:46 12076
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Raag- 
Kedar
Duration : 02:46   Song Number : 12076   

Aandhiyaan Ghum Ki Chalti Hain Kangan (1959) 04:14 36756
 
Poster of Kangan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 04:14   Song Number : 36756   

Aane Se Uske (Sad) Jeene Ki Raah (1969) 03:50 13440
 
Poster of Jeene Ki Raah (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Sanjeev Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 13440   

Aane Se Uss ke Aaye Bahaar Jeene Ki Raah (1969) 04:12 13437
 
Poster of Jeene Ki Raah (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:12   Song Number : 13437   

Aane Waala Ko Aana Hoga Sohni Mahiwal (1958) 04:17 14265
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nimmi, Bharat Bhushan
Duration : 04:17   Song Number : 14265   

Aankhein Humaari Hon Sapne Mere Arman Mere Sapne (1963) 04:05 36988
 
Poster of Mere Arman Mere Sapne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Sumitra Devi, Pradeep Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 36988   

Aankhon Aankhon Mein Bedaag (1965) 03:08 40728
 
Poster of Bedaag (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Duration : 03:08   Song Number : 40728   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi