aaaaaaaaaa aankhon mein tumhaare jalwe hain aankhon mein tumhaare jalwe hain honthon pe tumhaare afsaane betaab ye dil se tang aa kar pahunche hain yahaan tak deewaane sahaara bekason ka hai yahin insaaf ka ghar hai koyi bhi ho yahaan par martaba sabka baraabar hai aaaaaaa aaaaaaa yahaan se maangne waala kabhi khaali nahin jaata jahaan bigdi huyi taqdeer banti hai ye wo dar hai taqdeer ke kab tak julm sahein tumse na kahen to kisse kahein aaa aaaaaaaaaaaaaa ye dard e mohabbat kya shai hai ye dard e mohabbat kya shai hai bedard zamaana kya jaane tumhaare aastaane se na hum nakaam jaayenge guzarti hai jo is dil par wo ro ro kar sunaayenge tumhaare dar pe aaj aaye hain hum ye faisla karke yahin mar jaayenge hum ya muradein apni paayenge ya dil ki kali ab khil jaaye ya khaak mein hasti mil jaaye ae shamma tere jalwon ki kasam ae shamma tere jalwon ki kasam jal kar hi rahenge parwaane aaaaaa aaaaaaaa
Aankhon Mein Tumhare Jalwe Hain
Shirin Farhad (1956)