Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeArijit Singh
HomeArijit Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa phir le aaya dil majboor kya kije raas na aaya rehna door kya kije dil keh raha usse mukammal kar bhi aao wo jo adhuri si baat baaki hai wo jo adhuri si yaad baaki hai wo jo adhuri si yaad baaki haiiii haan haan aaaa karte hain hum aaj kabool kya kije hoo gaye the jo humse bhool kya kije dil keh raha usse mayassar kar bhi aao wo jo dabi si aas baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai kismat ko hai ye manzoor kya kijeee ga pa ni dha ni ni re ni dha ni ma dhapaaaa aye hey kismat ko hai ye manzoor kya kije kismat ko hai ye manzoor kya kije milteee rahe hum badastoor kya kije dil keh raha hai usse musalsal kar bhi aao wo jo ruki si raah baaki hai wo jo ruki si chaah baaki hai wo jo ruki si chaah baaki hai wo jo ruki siiii chaah baaki hai hmmmmm aaaaaa hnnn aaa aye aye hmm ummmm
saanwali si raat ho khamoshi ka saath ho hmmm saanwali si raat ho khamoshi ka saath ho bin kahe bin sune baat ho teri meri neend jab ho laapta udaasiyan zara hata khaabon ki rajaayi mein raat ho teri meri hmmm hm mm mmm m hmm hmm hmm hmm hmm jhilmil taaron se aankhen teri khaare khaare paani ki jheelen bhari har dum yun hi tu hansti rahe har pal hai dil mein khahish yahi khamoshi ki loriyan sun to raat so gayi bin kahe bin sune baat ho teri meri saanwali si raat ho khamoshi ka saath ho bin kahe bin sune baat ho teri meri barfi ke tukde sa chanda dekho aadha hai dheere dheere chakhna zara hmm hasne rulaane ka adha pauna waada hai kandhe se takna zara ye jo lamhe hain lamhon ki behti nadi mein aa bheeg loon haan bheeg loon ye jo aankhen hain aankhon ki gum sum jubaan ko main seekh loon haan seekh loon ankahi si guftgu ansuni si justjoo bin kahe bin sune apni baat ho gayi saanwali si raat ho khamoshi ka saath ho bin kahe bin sune baat ho teri meri heyy ye ye aa aa aa
ab na mujhko yaad beeta main to lamhon mein jeeta chala ja raha hoon main kahaan pe ja raha hoon kahaan hoon iss yaqeen se main yahan hoon ki zamana yeh bhala hai aur jo raah mein mila hai thodi door jo chala hai woh bhi aadmi bhala tha pata tha zara bas khafa tha woh bhatka sa raahi mere gaanv ka hi woh rasta puraana jise yaad aana zaroori tha lekin jo roya mere bin wo ek mera ghar tha puraana sa darr tha magar ab na main apne ghar ka raha safar ka hi tha main safar ka raha idhar ka hi hoon na udhar ka raha safar ka hi tha main safar ka raha idhar ka hi hoon na udhar ka raha safar ka hi tha main safar ka raha main raha oo oo main raha wo oo main raha aaa aaaa aaaa meel pattharon se meri dosti hai chaal meri kya hai raah jaanti hai jaane rozaana zamana wohi rozaana sehar sehar fursaton ko bechta hoon khaali haath jaata khaali lautta hoon aise rozaana rozaana khud se begaana jab se gaanv se main shehar hua itna kadva ho gaya ki zehar hua main toh rozana na chaaha
shayad kabhi na keh sakun main tumko kahe bina samajh lo tum shayad shayad mere khayaal mein tum ek din milo mujhe kahin pe gum shayad jo tum na ho rahenge hum nahin jo tum na ho rahenge hum nahin na chahiye kuchh tum se zyada tum se kam nahin jo tum na ho to hum bhi hum nahin jo tum na ho to hum bhi hum nahin na chahiye kuchh tum se zyada tum se kam nahin aankhon ko khaab dena khud hi sawaal kar ke khud hi jawaab dena teri taraf se bina kaam kaam karna jaana kahin ho chaahe har baar hi guzarna teri taraf se ye koshishein to hongi kam nahin ye koshishein to hongi kam nahin na chahiye kuchh tum se zyada tum se kam nahin jo tum na ho rahenge hum nahin jo tum na ho to hum bhi hum nahin na chahiye kuchh tum se zyada tum se kam nahin jo tum na ho ooooooo jo tum na ho jo tum na ho oooo
soney do khwaab bone do soney do khwaab bone do jaagenge phir thaamenge koi wajah jeene ki soney do khwaab bone do hmmm sone do khwaab bone do parchhayi ke peechhe peechhe bhaag raha hai mann chaand ko mutthi mein bharne ko karta roz jatan pyaase se iss panchhi ko koi nadi milne do naa soney do khwaab bone do soney do khwaab bone do itne saare chehre hain aur tanha sab ke sab tere shehar ka kaam hai chalna yun hi be matlab chehron ke iss mele mein apna koi milne do naa soney do khwaab bone do soney do khwaab bone do
tu haan tu tu haan tu maana sabse tu haseen hai husn waali maana sabke tu dilon mein basne waali haan haan hai maasha adaa bhi nakhre waali par taareefon se nahin tu maanne waali tu haan tu tu haan tu khaamosh dil na zor se dhadakna dikh na jaaye haaye use tera tadapna mere haal pe hai muskurane waali par taareefon se nahin tu maanne waali tu tu haan tu haan tu yeah wohaahahaha na na na na na na na na na na na na na na na tere kaanon mein gungunaaun ya pahaadon se chillaaun tere kaanon mein gungunaaun ya pahaadon se chillaaun tu hi tu tu hi tu tu hi tu koi sufi shikayat karun tu ru ru tu ru ru tu ru ru koi filmi shararat karun o nakhre waali par taareefon se nahin tu maanne waali maana sabse tu haseen hai husn waali maana sabke tu hai hosh udaane waali mere haal pe hai muskuraane waali taarifon se nahin hmm hmmm hmm na na na na na na hey ooo wou uu uu taarefon se nahin tu maanne waali ooooo wou uu uu uu tu maanne waali hmmm
meri bechainiyon ko chain mil jaayee teraa chehraa jab nazar aaye teraa chehraa jab nazar aaye mere diwanepan ko sabra mill jaayee teraa chehraa jab nazar aaye zikra tumhara jab jab hota hai dekho na aakhon se bheega bheega pyaar beh jaata hai meri tanhaiyon ko noor mil jaayee teraa chehraa jab nazar aaye teraa chehraa jab nazar aaye main raat din yeh dua karoon tere liye main jiyoon maroon chaaron pehar tujhe dekha karoon mera jahaan yeh tujhpe fana karoon zikra tumhaara jab jab hota hai dekho na hothon pe tera ehsaas reh jaata hai mere har raaste ko manzil mill jaayee teraa chehraa jab nazar aaye teraa chehraa jab nazar aaye berang hawayein mujhe na jaane de gayi sada kyun abhi abhi hai sarfaroshi yeh aashiqui bhi jaayegi jaan meri ismein kabhi zikr tumhara jab jab hota hai dekho na har lamha teri daastaan keh jaata hai meri har ik tadap ko sukoon mil jaayee teraa chehraa jab nazar aaye teraa chehraa jab nazar aaye
kal the miley phir kyun lage aise tumse miley arsaa hua jaise ab tu bataa jo ho pataa tere binaa lamha lamha jiyenge kaise teri baahon ka ghera bada mehfooz lage hai badi bekhauf jagah hai ye oo oo inme hi rehna chaahein teri panaahein jab tak hai jeena chahenge oo oo tere ho ke rahenge oo oo dil zid pe adaa hai oo oo tere ho ke rahenge oo oo tera shauk chadha hai oo oo ooo oooo oooo oooo oo oooo aankhon mein sapnon ko rakh le mere inko naa jag tod de phir meri kismat ko jaise ho dil waisa hi tu mod de tu hi toh hai hausla chaahat ka tu hai sila jeete jee na jee sakein kahin ab jo tu naa milaa oo oo tere ho ke rahengay oo oo dil zidd pe adaa hai oo oo tere ho ke rahenge oo oo tera shauk chadha hai oooooo oo oo oooo oo oo oo oo oo oo oooooo
teri khushboo aur teri saansein katra katra sab bhulayenge silvatein jo tumne chhodi hain dheere dheere sab mitayenge kaatne ko itni lambi umar aage hai jane kiske peechhe tu bewajah bhage hai aankh nam hoti hain hone do honth lekin muskurayenge uski raaton se subah apni rafta rafta kheench laayenge aisa koi dil nahin jo kabhi toota nahin kaanch se ummeed kya rakhnaa aisa koi dil nahin jo kabhi toota nahin kaanch se ummeed kya rakhna kaatne ko itni lambi umar aage hai jane kiske peechhe tu bewajah bhage hai aankh nam hoti hai hone do honth lekin muskurayenge uski raaton se subah apni rafta rafta kheench laayenge chal nayi shuruwat kar bhool ke jo ho gaya haath pe yun haath kya rakhnaa oo chal nayi shuruwat kar bhool ke jo ho gaya haath pe yun haath kya rakhnaa kaatne ko itni lambi umar aage hai jane kiske peechhe tu bewajah bhage hai teri khushboo aur teri saansein katra katra sab bhulayenge silvatein jo tumne chhodi hain dheere dheere sab mitayenge oo oo oo oo oo
tumse hai din mere tumse hai raatein tumse hai rahat meri tumse hain pal mere tumse hai kal tumse hai chahat meri ab rehna hai sang tere hi mujhe ab jeena hai sang tere hi mujhe ab rehna hai sang tere hi mujhe ab jeena hai sang tere hi mujhe teri saanson mein aise bas jaaun juda koi na kar paaye teri baahon mein yun simat jaaun juda koi na kar paaye ho koi bhi safar saath chalna mujhe bepanah meri jaan chahunga main tujhe chaahe lele mera imtehaan teri saanson mein aise bas jaaun juda koi na kar paaye teri baahon mein yun simat jaaun juda koi na kar paaye dil ki zameen pe tere nishaan hain tumse hai duniya meri khushrawan main chal raha tha tanha akela tum jo mile to mila karvaan lafz banun main tere tu ban zubaan mere andheron ki tu ban subah teri zulfon mein aise kho jaaun juda koi na kar paaye tere daaman mein aise so jaaun juda koi na kar paaye shabnam sa chamke tera badan yeh thehri huyi hai tujhi pe nigaah sulge sulge se armaan hain dil ke ho jaaye na humse
dil pe patthar rakh ke munh pe makeup kar liya oh dil pe patthar rakh ke munh pe makeup kar liya mere saiyaan ji se aaj maine breakup kar liya mere saiyyan ji se aaj maine breakup kar liya subah savere uth ke maine yeh sab kar liya mere saiyyan ji se aaj maine breakup kar liya humko bin bataaye toone yeh kab kar liya are humko bin bataye toone yeh kab kar liya tere saiyyan ji se kaahe toone break up kar liya tere saiyyan ji se kaahe toone breakup kar liya subah savere uth ke maine ye sab kar liya tere saiyaan ji se kaahe toone breakup kar liya kuchh din to rona dho na bumper kiya aur phir delete uska number kiya ansoo jo sookhe seedha parlour gayi parlour mein jaake shampoo jamkar kiya college ki saheliyon se catch up kar liya are college ki saheliyon se catch up kar liya jinko mill na paayi unko whatsapp kar diya mere saiyyan ji se aaj maine breakup kar liya subah savere uth ke maine yeh sab kar liya mere saiyyan ji se aaj maine breakup kar liya kalti hua jo
waaqif to huye tere dil ki baat se chhupaya jise tune qayanat se waaqif toh huye tere uss khayal se chhupaya jise tune apne aap se kahin na kahin teri aankhein teri baatein padh rahe hain hum kahin na kahin tere dil mein dhadkanon mein dhal rahe hain hum tu har lamhaaa tha mujhse judaaaaa haa chahe door tha mainnnnn ya paas rahaaa aaaa uss din tu haan udaas rahe tujhe jiss din hum na dikhe na mile uss din tu chup chaap rahe tujhe jiss din kuchh na kahen na sunen main hoon ban chuka jeene ki ik wajah iss baat ko khud se tu na chhupaa tu har lamhaaaa tha mujhse judaaaa haa chahe door tha mainnnnn ya paas rahaaa aaaa lab se bhale tu kuchh na kahe tere dil mein hum hi to base ya rahe saansein teri iqraar karen tera haath agar chhoo lein pakden teri khwahishein kar bhi de tu bayaan yahi baat hai inke izhaar kaaaa tu har lamhaaaaa tha mujhse judaaaaa ha chahe door tha mainnnnn ya paas rahaaaa aaaa
o mere mohalle mein chaand jo aaya hai eid jo laaya hai tu hi toh nahin ammi ne meri jo suit silaaya hai khwaab dikhaaya hai tu hi toh nahin haan jiske liye dil bigadne lagaa hai woh kaun hai tu hi hai jiske liye dil sambhalne lagaa hai woh kaun hai tu hi hai door ye kaun hai paas ye kaun hai khaas ye kaun hai tu hi hai jiske liye maine saari haseenon ke dil tode jaana hai tu hi toh nahin jiske liye mujhko jeete hi jaana hai beema karaana hai tu hi toh nahin aane se jiske aa jaati hai saansein woh kaun hai tu hi hai hmm jaane se jiske jaati hain jaanen woh kaun hai tu hi hai door ye kaun hai paas ye kaun hai khaas ye kaun hai tu hi hai mere sheron mein ye kaun hai meri shayari mein kaun hai meri diary mein kaun hai tu hi hai gubbaaron mein ye kaun hai khumaaron mein ye kaun hai guitaron mein ye kaun hai tu hi hai o oo oo oooo
Tu Hi Hai Aashiqui (Duet)
dil mein haan hai hothon pe na dil mein haan hai hothon pe na bhare bazaar mein dil tod gayi zaalima aashiqon ki jaan le gayi aashiqon ki jaan le gayi kaahe rumaal magar chhod gayi zaalima chahane wale tere jitne hazaar sanam badh ke humse nahin honge dildaar sanam ye zamana hai bewafa ye zamana hai bewafa mile mushkil se wafadaar koi baalma hosh mein hi sahi magar gustakhiyan hon zara aa tujhe choom loon bhale badnaamiyan hon zara o hosh mein hi sahi magar gustakhiyan hon zara aa tujhe choom loon bhale badnaamiyan hon zara husn hai bekaabu agar husn hai bekaabu agar kaahe jazbaat ko kaabu mein rakhe baalma pyaar kya cheez hai peechha chhode naa wo marz hai umr bhar sar se jo miyan utre na wo karz hai iss se bach ke rehna zara iss se bach ke rehna zara nazar andaaz naa kar mashwara ye kaam ka
berange the din berangi shamein aayi hain tumse rangeeniyaan feeke the lamhe jeene mein saare aayi hai tumse namkeeniyaan be iraada raaston ki ban gaye ho manzilein mushkilein hal hain tumhi se ya tumhi ho mushkilein tum kya mile tum kya mile hum na rahe hum tum kya mile jaise mere dil mein khile fagun ke mausam tum kya mile tum kya mile tum kya mile tum kya mile tum kya mile kore kagazon ki hi tarha hai ishq bina jawaaniyaan darj huyi hain shayari mein jinki hain prem kahaaniyaan hum zamaane ki nigaahon mein kabhi gumnaam the apne charche kar rahi hain ab shahar ki mehfilein tum kya mile tum kya mile hum na rahe hum tum kya mile jaise mere dil mein khile fagun ke mausam tum kya mile tum kya mile tum kya mile tum kya mile tum kya mile hmm ho oooo ooo ho oo oo hmmmm mmm aaaaaa aaa aaaaa hum the rozmarra ke ek tarha ke kitne sawaalon mein uljhe unke jawaabon ke jaise mile jharne thande paani ke ho rawaani mein unche pahaadon se behke thehre talaabon se jaise mile tum
ve kamleyaa ve kamleyaa ve kamleyaa mere naadaan dil ve kamleyaa ve kamleyaa ve kamleyaa mere naadaan dil do nainon ke pechida sau galiyaare in mein kho kar tu milta hai kahaan tujhko ambar se pinjre jyada pyaare udd ja kehne se sunta bhi tu hai kahaan gal sun le aa gal sun le aa ve kamleyaa mere naadaan dil ve kamleya ve kamleya ve kamleyaa mere naadaan dil tujhpe khud se jyada yaar ki chalti hai ishq hai ye tera ya teri galti hai gar sawaab hai toh kyun saza milti hai dillagi ik teri aaj kal parson ki neend le jaati hai loot ke barson ki maan le kabhi toh baat khudgarzon ki jinpe chal ke manzil milni aasaan ho waise raste tu chunta hai kahaan kasti hai duniya kas le fikre taane ungli pe aakhir ginta bhi tu hai kahaan marzi teri jee bhar le aa ve kamleyaa mere naadaan dil ve kamleyaa ve kamleyaa ve kamleyaa mere naadaan dil
mainu vida karo mainu vida karo ji ab vida karo mere yaara mainu vida karo mainu vida karo ji maine jaana hai us paar tum sabhi saaf sahi hoon matmaila main tum sabhi paak magar paap ka dariya main mainu vida karo mainu vida karo ji ab vida karo mere yaar jhooth bhala kyun bologe tum sab sach kehte ho meri nahin hai duniya jisme tum sab rehte ho hmmm saath tumhaare aur rahoon main mera toh mann tha sach hai yahaan pe jo bhi bura tha mere kaaran tha mainu vida karo mainu vida karo ji ab vida karo mere yaar mere sar pe saari tohmat tum dhar dena main toh main hoon rooh bhi meri paagal kar dena tum khush rehna sab kuchh sehna mujhko aata hai toote taare ka dharti se kaisa naata hai mainu vida karo mainu vida karo ji ab vida karo mere yaara mainu vida karo mainu vida karo ji maine jaana hai us paar tum sabhi saaf sahi saaf sahi hoon matmaila main tum sabhi paak paak magar paap ka dariya main mainu vida karo mainu vida karo ji ab vida karo mere yaar
inn kaali sadiyon ke sar se jab raat ka aanchal dhalkega jab dukh ke baadal pighlenge jab sukh ka saagar chhalkega jab ambar jhoom ke naachega jab dharti nagmein gaayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi jis subah ki khatir jug jug se hum sab mar mar ke jeete hain jis subah ki amrit ki dhun mein hum zehar ke pyaale peete hain in bhookhi pyaasi roohon par ik din toh karam pharmaayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi maana ke abhi tere mere armaanon ki keemat kuchh bhi nahin mitti ka bhi hai kuchh mol magar insaanon ki keemat kuchh bhi nahin insaanon ki izzat jab jhoothe sikkon mein na toli jaayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi woh subah hami se aayegi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Phir Le Aaya Dil (Reprise) Barfi! (2012) 05:06 36599
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Arijit Singh
Duration : 05:06   Song Number : 36599   

Saanwali Si Raat Barfi! (2012) 05:12 32946
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Swanand Kirkire
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Arijit Singh
Duration : 05:12   Song Number : 32946   

Safar Jab Harry Met Sejal (2017) 06:00 38612
 
Poster of Jab Harry Met Sejal (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan
Duration : 06:00   Song Number : 38612   

Shayad Love Aaj Kal (2020) 04:07 12095
 
Poster of Love Aaj Kal (2020)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2020
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Sara Ali Khan, Kartik Aaryan
Duration : 04:07   Song Number : 12095   

Soney Do Citylights (2014) 04:30 38004
 
Poster of Citylights (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Rashmi Singh
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Rajkumar Rao, Patraleka
Duration : 04:30   Song Number : 38004   

Taareefon Se Dear Zindagi (2016) 04:38 19822
 
Poster of Dear Zindagi (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Lyricist
Kausar Munir
Music Director- 
Amit Trivedi
Singer- 
Arijit Singh
Duration : 04:38   Song Number : 19822   

Tera Chehra Sanam Teri Kasam (2016) 04:34 37332
 
Poster of Sanam Teri Kasam (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Lyricist
Shabbir Ahmed
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Harshvardhan Rane, Mawra Hocane
Duration : 04:34   Song Number : 37332   

Tere Ho Ke Rahenge Raja Natwarlal (2014) 04:04 37322
 
Poster of Raja Natwarlal (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Yuvan Shankar Raja
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 04:04   Song Number : 37322   

Teri Khushboo Mr X (2015) 05:44 37044
 
Poster of Mr X (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Amyra Dastur, Emraan Hashmi
Duration : 05:44   Song Number : 37044   

Teri Saanson Mein Karle Pyaar Karle (2014) 04:44 37235
 
Poster of Karle Pyaar Karle (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
Rashid Khan
Duration : 04:44   Song Number : 37235   

The Breakup Song Ae Dil Hai Mushkil (2016) 04:13 38581
 
Poster of Ae Dil Hai Mushkil (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Ranveer Kapoor, Anushka Sharma
Duration : 04:13   Song Number : 38581   

Tu Har Lamha Khamoshiyan (2015) 04:32 36530
 
Poster of Khamoshiyan (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Bobby Imraan
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Sapna Pabbi, Ali Fazal
Duration : 04:32   Song Number : 36530   

Tu Hi Hai Dear Zindagi (2016) 03:21 40259
 
Poster of Dear Zindagi (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Lyricist
Kausar Munir
Music Director- 
Amit Trivedi
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Alia Bhatt, Ali Zafar
Duration : 03:21   Song Number : 40259   

Tu Hi Hai Aashiqui (Duet) Dishkiyaoon (2014) 04:58 37204
 
Poster of Dishkiyaoon (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
Palash Muchhal
On Screen Actors- 
Harman Baweja, Ayesha Khanna
Duration : 04:58   Song Number : 37204   

Tukur Tukur Dilwale (2015) 04:33 37329
 
Poster of Dilwale (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Duration : 04:33   Song Number : 37329   

Tum Kya Mile Rocky Aur Rani Kii Prem Kahaani (2023) 05:24 19987
 
Poster of Rocky Aur Rani Kii Prem Kahaani (2023)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2023
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Alia Bhatt, Ranveer Singh
Duration : 05:24   Song Number : 19987   

Ve Kamleya Rocky Aur Rani Kii Prem Kahaani (2023) 04:06 18898
 
Poster of Rocky Aur Rani Kii Prem Kahaani (2023)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2023
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Ranveer Singh, Alia Bhatt
Duration : 04:06   Song Number : 18898   

Vida Karo Amar Singh Chamkila (2024) 04:29 18899
 
Poster of Amar Singh Chamkila (2024)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2024
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Diljit Dosanjh, Parineeti Chopra
Duration : 04:29   Song Number : 18899   

Woh Subah Begum Jaan (2017) 04:38 40833
 
Poster of Begum Jaan (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Kausar Munir
Music Director- 
Anu Malik
Duration : 04:38   Song Number : 40833   
Karaoke Songs of Arijit Singh, Sad Songs of Arijit Singh, Love Songs of Arijit Singh, Dance Songs of Arijit Singh, Hip-hop songs of Arijit Singh, Best songs of Arijit Singh, Super hit songs of Arijit Singh, hit songs of Arijit Singh, duet songs of Arijit Singh, solo songs of Arijit Singh, old songs of Arijit Singh, famous songs of Arijit Singh, Hindi Karaoke Songs of Arijit Singh, Hindi Sad Songs of Arijit Singh, Hindi Love Songs of Arijit Singh, Hindi Dance Songs of Arijit Singh, Hindi Hip-hop songs of Arijit Singh, best Hindi songs of Arijit Singh, super hit Hindi songs of Arijit Singh, hit Hindi songs of Arijit Singh, duet Hindi songs of Arijit Singh, solo Hindi songs of Arijit Singh, old Hindi songs of Arijit Singh, famous Hindi songs of Arijit Singh, Sing Along Songs of Arijit Singh, Sing Along Sad Songs of Arijit Singh, Sing Along Love Songs of Arijit Singh, Sing Along Dance Songs of Arijit Singh, Sing Along Hip-hop songs of Arijit Singh, Sing Along Best songs of Arijit Singh, Sing Along Super hit songs of Arijit Singh, Sing Along hit songs of Arijit Singh, Sing Along duet songs of Arijit Singh, Sing Along solo songs of Arijit Singh, Sing Along old songs of Arijit Singh, Sing Along famous songs of Arijit Singh