meri bechainiyon ko chain mil jaayee teraa chehraa jab nazar aaye teraa chehraa jab nazar aaye mere diwanepan ko sabra mill jaayee teraa chehraa jab nazar aaye zikra tumhara jab jab hota hai dekho na aakhon se bheega bheega pyaar beh jaata hai meri tanhaiyon ko noor mil jaayee teraa chehraa jab nazar aaye teraa chehraa jab nazar aaye main raat din yeh dua karoon tere liye main jiyoon maroon chaaron pehar tujhe dekha karoon mera jahaan yeh tujhpe fana karoon zikra tumhaara jab jab hota hai dekho na hothon pe tera ehsaas reh jaata hai mere har raaste ko manzil mill jaayee teraa chehraa jab nazar aaye teraa chehraa jab nazar aaye berang hawayein mujhe na jaane de gayi sada kyun abhi abhi hai sarfaroshi yeh aashiqui bhi jaayegi jaan meri ismein kabhi zikr tumhara jab jab hota hai dekho na har lamha teri daastaan keh jaata hai meri har ik tadap ko sukoon mil jaayee teraa chehraa jab nazar aaye teraa chehraa jab nazar aaye
Tera Chehra
Sanam Teri Kasam (2016)