MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShankar
HomeShankar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mubaarakbaad dene kooo hawa baagon se aayi hai bahaaren saari duniyaaa ki wo apne saaath laayi hai khushiyon ke chaand muskuraaye re ooooooo khushiyon ke chaand muskuraaye re dekho mast zamaane aaye re haay re khushiyon ke chaand muskuraaye re nasheeli bahaaron mein dil kho raha hai dil kho raha hai nigaahon se matlab ada ho raha hai nigaahon se matlab ada ho raha hai ada ho raha hai hothon pe baat dil ki aaye re o o o hothon pe baat dil ki aaye re dekho mast zamaane aaye re haay re khushiyon ke chaand muskuraaye re khushi pyaar ban ke jhuki ja rahi hai jhuki ja rahi hai mohabbat ki mehfil luti ja rahi hai mohabbat ki mehfil luti ja rahi hai luti ja rahi hai aankhon mein raat jhume jaaye re o o o aankhon mein raat jhume jaaye re dekho mast zamaane aaye re haay re khushiyon ke chaand muskuraaye re muhabbat ka inpe asar ho gaya hai asar ho gaya hai udhar ho chuka hai idhar ho raha hai udhar ho chuka hai idhar ho raha hai idhar ho raha hai inse na aaj raha jaaye re o click here
kisi ki muskurahaton pe ho nisaar kisi ka dard mil sake to le udhaar kisi ke vaaste ho tere dil mein pyaar jeena isi ka naam hai kisi ki muskurahaton pe ho nisaar kisi ka dard mil sake to le udhaar kisi ke vaaste ho tere dil mein pyaar jeena isi ka naam hai maana apni jeb se faqeer hain phir bhi yaaron dil ke hum amir hain maana apni jeb se faqeer hain phir bhi yaaron dil ke hum amir hain mite jo pyaar ke liye woh zindagi jale bahar ke liye woh zindagi kisi ko ho na ho humen to aitbaar jeena isi ka naam hai rishta dil se dil ke aitbaar ka zinda hai humin se naam pyaar ka rishta dil se dil ke aitbaar ka zinda hai humin se naam pyaar ka ke mar ke bhi kisi ko yaad aaenge kisi ke aasuon mein muskaraenge kahega phool har kali se baar baar jeena isi ka naam hai kisi ki muskurahaton pe ho nisaar kisi ka dard mil sake to le udhaar kisi ke vaaste ho tere dil mein pyaar jeena isi ka naam hai click here
kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri raah mein khaden hain hum kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri raah mein khaden hain hum kisi nargisi nazar ko dil denge hum jab nazar milayegi shokh dilruba bin piye hi chhayega humpen ek nasha hans ke gul khilaayegi uss ki har adaa hum kahenge jaaneman tujh pe hum fidaa kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri raah mein khaden hain hum kisi nargisi nazar ko dil denge hum hum zaroor paayenge ek nayi bahaar kam nahin jahaan mein husn waale hai hazaar kar rahe hain aaj hum jiska intezaar khud hi chali aayegi wo hoke beqaraar kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri click here
kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya andhere ghar mein kisi ne hans ke charaag jaise jala diyaa sharam ke maare main kuchh na boli sharam ke maare main kuchh na boli nazar ne parda gira diya magar wo sab kuchh samajh gaye hai ke dil bhi maine ganwaa diyaa kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya naa pyaar dekha naa pyaar jaana naa pyaar dekha naa pyaar jaana suni thi lekin kahaaniyaa suni thi lekin kahaaniyaa jo khaab raaton mein bhi naa aayaa wo mujhko din mein dikha diyaa kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya wo rang bharte hain zindagi mein wo rang bharte hain zindagi mein badal raha hai mera jahaan koi sitaare loota raha tha kisi ne daaman bichhaa diyaa kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya click here
kiss kiss kiss kiss ko kiss ko kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai haaaayeeeeee kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai haayee haaaayeeeeee kiss ko pyaar karun mere liye to ho gayi mushkil kaise baantun ek mera dil haaaayeee mere liye to ho gayi mushkil kaise baantun ek mera dil haaayeeeee ha ha ha ha kiss kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai haaye haaaayeee kiss ko pyaar karun dekhun jidhar main shole hi shole dil hai aakhir kaise naa dole haayeeeee dekhun jidhar main shole hi shole dil hai aakhir kaise naa dole haaayeeeee kiss kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai hoyeee kiss ko pyaar karun ik ik soorat pyaar ki moorat sab ko lekin meri zururat haayeeeee ik ik soorat pyaar ki moorat sab ko lekin meri zururat haaayeeeee kiss kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai click here
kitni baatein yaad aati hain tasveerein si ban jaati hain main kaise inhe bhoolun dil ko kya samjhaaoon kitni baatein kehne ki hain honton par jo sehmi si hain ek roz inhen sun lo kyun aise gumsum ho kyun poori ho na paayi daastaan kaise aayi hain aisi dooriyaan dono ke dilon mein chupa hai jo ek anjana sa ghum kya ho payega wo kam koi kya kahe dono ne kabhi zindagi ke ik mod pe thi jo payi hai kaisi wo tanhai koi kya kahe kitna viraan hai ye samaa saanson mein jaise ghulta hai dhuaaan kaise aayi hain aisi dooriyaan kitni baatein yaad aati hain tasveerein si ban jaati hain main kaise inhe bhoolun tumse aaj yun mil ke dil ko yaad aye lamhe kal ke ye aansoon kyun hain chalke ab kya kahein tumne humko dekha jo aise toh ek umeed hai jagi phir tumse pyaar pane ki ab kya kahein aa gaye hum kahan se kahan dekhe mud ke ye dil ka carvaan kaise aayi hain aisi dooriyaan kitni baatein kehne ki hain honton par jo sehmi si hain ek roz inhen sun lo kyun aise gumsum ho kitni click here
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere dwaare akhiyon se kar gayaa ajab ishaare akhiyon se kar gayaa ajab ishaare koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere dwaare kyaa mann uss ke main kyaa jaanu chhaliyaa ko main kyaa pehachaanu jaane kyun meraa naam pukaare jaane kyun meraa naam pukaare aa aa aa aa aa aa koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere dwaare akhiyon se kar gayaa ajab ishaare koi matwaala aaya mere dwaare jab se gayaa hai bholaa bachpan naina chanchal natkhat hai mann ab nahi kuchh bhi bas mein humaare ab nahi kuchh bhi bas mein humaare ooooooo koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere dwaare akhiyon se kar gayaa ajab ishaare koi matwaala aaya mere dwaare raat raat bhar nind na aaye bin chaahe wo yaad aa jaaye kaatoon ratiyaan gin gin taare kaatoon ratiyaan gin gin taare aa aa aa aa aa aa koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere click here
koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm phoolon ne sindoor chhidka phoolon ne sindoor chhidka mausam ka dil aaj dhadka mausam ka dil aaj dhadka chhalke bahaaron se masti chhalke bahaaron se masti jaadu hai unki nazar ka koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm naina miley kho gayi main naina miley kho gayi main baalam ki ab ho gayi main baalam ki ab ho gayi main sapnon ki rimjhim na puchho sapnon ki rimjhim na puchho madhosh ho so gayi main koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm click here
chaand ek bewaa ki chudi ki tarah toota hua har sitaara besahaara soch mein dooba hua ghum ke baadal ik janaaje ki tarah thehre huye hichkiyon ke saaz par kehta hai dil rota hua koi nahin mera iss duniyaa mein aashiyaan barbaad hai aansun bhari mujhe kismat di hai zindagi naashaad hai jaa hawaa tu rastaa le apna kismat hai meri jee ke tadapnaa jaa hawaa tu rastaa le apna kismat hai meri jee ke tadapnaa aayi hai mere ghum pe jawaani roti huyi ek yaad hai sookh chuke hai aankhon ke jharne loot liya humen daag e jigar ne phool nahin ye zakham khile hain phool nahin ye zakham khile hain aasmaan saiyaad hai aasmaan saiyaad hai koi nahin mera iss duniyaa mein aashiyaan barbaad hai mausam dukhon ka sar par hai chhaaya mujhse juda hai khud mera saaya mausam dukhon ka sar par hai chhaaya mujhse juda hai khud mera saaya hum hai akele ghum ke hai mele dard ki fariyaad hai koi nahin mera iss duniyaa mein aashiyaan barbaad hai click here
bhaja bhajare premika pattuko cheli paadam baapure balika teeyake na praanam anukunte sara okate oodhara chepthe vinadha vurike thondara konchem istam vunte konchem kastam ante oppukoka tappadantu taguve taguna entho istam vunna entho kastam anna vurukokundethamante sarele anana anaganaga jaliga saganee mana gadha enthaki teladha emiti yama badha prathi sari ila modalaithe yela sudilo padavai kadaderedhela konchem istam vunte konchem kastam aina kanchi daka cherchaleda ninu na venaka entha istam vunte antha kastam vunte aadhi lone hamsa paadam avadem chilaka yennadu cherame thinnaga thudi teeram aape apada kadhe pupodha bedurendukata nenu vunnakada konchem istam venta konchem kastam venta premadesam cheralsinde anduko sujana entho dooram vunna entha kalam aina prema kosam parugulu teeddam padave lalana rajune baanisa cheyada cheli bandham samayam tho sada samaram cheyaga valape hrudayam geliche teerada konchem istam pudithe konchem kastam pedithe anthu chuse click here
konda palli nimma kaya ooristhunte chei pattevayya vottesuko itta vosthe vinipinchedaka polenaya venta padi patteiante tattakunda pone pilla vontarrigaa vollo kosthe dulipinchukunta raave illa jata kahavalo theliyala thadabaate viduvala koosindi koyila kesindi koyila haisa haisa naisa naisa manasa manasa telusa telusa haisa haisa naisa naisa manasa manasa telusa telusa bugga meedaaaa nu taakithe gunde mothaaa recchindiraaa thella pancha nuvu meetite picchi kaaka puttindile muttukunnaka punasakottadaaaa muddu baagullu munakeyadaaa moodocchesaka yenakadaneee pedavi yenchakka pattesthaneee are moju padda manasu aaga mante vinadu paita paita meedaliraaaa kaisaa kaisaa naisaa naisaa vysaaaa vysaaaa telusa telusa kaisaaaa kaisaaaa naisa naisa vayasaa vayasaa telusa telusa vayyaramu ullasamu gunna gumma mundukosthe tayyatakka adincheina saddillalo bandhincheina kalalo nanu nuvvu kattipadestheeee kaya mabbullo kaada mareee valapai ninne nenu katti nelestheee gayam gayappe click here
halki halki mulaaqatein thi door door se baatein thi halki halki mulaaqatein thi door door se baatein thi dheere dheere kya ho gaya hai main kya kahoon kyun ladkhadaaye dhadkan kyun thartharaaye tan mann kyun hosh mera yun kho gaya hai main kya kahoon kyun ladkhadaaye dhadkan kyun thartharaaye tan mann kyun hosh mera yun kho gaya hai main kya kahoon kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho sab mere din sab raaten tumhaare khayaalon mein rehten hai gum kehni hai tumse jo baaten baitho zara ab sun bhi lo tum kya mere khaab hain kya hai meri aarzoo tum se ye daastaan kyun na kahoon rubaroo kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho hoooo jazbaat jitne hai dil mein mere hi jaise hain wo bezabaan jo tumse main keh na paayi kehti hai wo meri khamoshiyaan sun sako to suno wo jo maine kaha nahin sach to hai kehne ko ab kuchh raha nahin kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho kuchh na kaho halki halki mulaaqatein thi door door se baatein thi click here
kuchh sher sunaata hoon main kuchh sher sunaata hoon main jo tujh se mukhatib hai ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain seekhi hai tumse phool ne hasne ki har ada seekhi hawaa ne tum se hi chalne ki har ada aina tum ko dekh ke hairaan ho gaya ek bezubaan tum se pashemaan ho gaya kitni bhi taarif karoon rukti nahin zubaan rukti nahin zubaan kuchh sher sunaata hoon main jo tujh se mukhatib hai ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain haathon ka loch ras bhari shaakhon ki daastaan naazuk hatheliyon pe wo mehndi ka gulsitaan pad jaaye tum pe dhoop to sawlaye gora tan makhmal pe tum chalo to chhile paaun gul badan kitni bhi taarif karoon rukti nahin zubaan rukti nahin zubaan kuchh sher sunaata hoon main jo tujh se mukhatib hai ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain ek husn pari dil mein hai ye unse mukhatib hain aankhein agar jhooke to muhabbat click here
kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai do char din se lagta hai jaise sab kuchh alag hai sab kuchh naya hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai cheezen main rakh ke bhool jati hoon bekhayali mein gungunati hoon ab akele mein muskurati hoon badali huyi si meri ada hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai pighala pighala hai dil mera jab se achha rehta hai mood bhi tab se haske milta hoon aaj kal sab se khushh ho gaya hai jo bhi mila hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai rang chamkeele sare lagte hain raah mein bikhare taare lagte hain phool ab zyada pyare lagte hain mehki huyi si jaise hawa hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai dhyan ab apna zyada rakhta hoon sochta hoon main kaisa lagta hoon aaeena ho to dekh leta hoon kaise ye chehara aisa khila hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai ye nasha jismen dono rehtein hain ye laher jismen dono behte hain ho na ho click here
kurra kurra chilakaa nanu sarra sarra korukuthe rojantha nee venaka nanu girra girra thipputhe kurra kurra chilakaa nanu sarra sarra korukuthe rojantha nee venaka nanu girra girra thipputhe yedo yedo konchem kadaregene adi preme anukonaaa yado yado hrudayam padipoyene adi preme anukonaa kurra kurra chilakaa nanu sarra sarra korukuthe rojantha nee venaka nanu girra girra thipputhe hee hee eee suryakanti puvve nuvvai mukhame thippave chandrakanti navve naaku sagame choopave chinni chinni kathale cheppi gaalam vesthave vinnanante yedapaikocchi taalam theesthave thamaraporu nemali o kanne veyyamma kannesthe potha panile ika challe vellayya kurisede thallanta karigede pillanta raa raa rammanta karichede paamanta paamante premanta pothe pommanta yedo yedo konchem kadaregene adi preme anukonaaa yado yado hrudayam padipoyene adi preme anukonaa kurra kurra chilakaa nanu sarra sarra korukuthe rojantha nee venaka nanu girra girra thipputhe yenda kaalam vede nuvvai vayasunu click here
kya huya ye mujhe kya huya kya pata jaane kyun machal raha hai aaj dil mera pyaar ki dagar pe koi tujhe le chala kaun hai wo kaun hai humein bhi to bata kya huya sans sans bekraar hai jaise tere dil ke paar hai aaaa haaye jiski mithi mithi hai jalan ye wo madbhara bukhaar hai mat kisi ko bata chhup sake to chhupa kya huya haye haye ye mujhe kya huya kya pata jaane kyun machal raha hai aaj dil mera pyaar ki oyeoye dagar pe koi tujhe le chala kaun hai wo kaun hai humein bhi to bata kya huya din mein tujhko khawab aayenge aur raat bhar jagaayenge jhoot ye kasak jo yun bani rahi haye hum to mar hi jaayenge dhadke dil har ghadi haye ye kya bebasi ooooo ooooo oooooo pyaar ki dagar pe koi tujhe le chala kaun hai wo kaun hai humein bhi to bata kya huya haaye haaye ye mujhe kya huya kya pata jaane kyun machal raha hai aaj dil mera kya huya is nashe ka kya utaar hai is nadi ka koi paar hai aaaaaa rog ye to laailaaj hai chal hatt haan isi ka naam pyaar hai roz hota nahin hoke click here
kya khoya kya paaya jag mein milte aur bichhadte pag mein kya khoya kya paaya jag mein milte aur bichhadte pag mein mujhe kisi se nahi shikayat yadhypi chhala gaya pag pag mein ek drishti beeti par daalein yaadon ki potli tatolen ek drishti beeti par daalein yaadon ki potli tatolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen prithvi lakhon arsh purani jeevan ek anant kahani prithvi lakhon arsh purani jeevan ek anant kahani par tan ki apni simaayen yadhyapi sau shardon ki vaani itna kaafi hai antim dastak par khud darwaza kholen itna kaafi hai antim dastak par khud darwaza kholen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen janam maran ka avirat phera jeevan banjaron ka dera janam maran ka avirat phera jeevan banjaron ka dera aaj yahan kal kahan kooch hai kaun jaanta kidhar savera andhiyara aakash aseemit pranon ke pankho ko tolen andhiyara aakash aseemit pranon ke pankho ko tolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi mann se kuchh bolen apne hi click here
kya maar sakegi maut usse auron ke liye jo jeeta hai milta hai jahan ka pyaar usse auron ke jo aansoo peeta hai kya maar sakegi maut usse auron ke liye jo jeeta hai milta hai jahan ka pyaar usse auron ke jo aansoo peeta hai kya maar sakegi maut usse balapan vidiya ke liye hai bhog ke liye jawaani hai balapan vidiya ke liye hai bhog ke liye jawaani hai jog ke liye budhapa hai ye jag ki reet puraani hai hai karamyog hi yog bada yahi sachchai yahi geeta hai milta hai jahaan ka pyaar usse auron ke jo aansoo peeta hai kya maar sakegi maut usse auron ke liye jo jeeta hai milta hai jahan ka pyaar usse auron ke jo aansoo peeta hai kya maar sakegi maut usse hona hota hai jinko amar wo log to marte hi aaye hona hota hai jinko amar wo log to marte hi aaye auron ke liye jeevan apna balidaan wo karte hi aaye dharti ko diye jisne badal wo saagar kabhi na reeta hai milta hai jahan ka pyaar usse auron ke jo aansoo peeta hai kya maar sakegi maut usse jisne vish piya bana shankar click here
kya mil gaya haay kya kho gaya mujhe mere baalam yeh kya ho gaya hum kho gaye haay tum kho gaye muhabbat ki raahon mein dil kho gaya kya mil gaya haay kya kho gaya mujhe mere baalam yeh kya ho gaya oye hoye hum kho gaye aji tum kho gaye muhabbat ki raahon mein dil kho gaya yeh khushiyon ke pyaale chalakte chalenge hawaaon ke aanchal mehakte chalenge hoy naye raaste khud ba khud khul chalenge jidhar se bhi hum tum behakte chalenge ho behakte chalenge aa aa aa aa kya mil gaya haay kya kho gaya mujhe mere baalam yeh kya ho gaya hum kho gaye aji tum kho gaye muhabbat ki raahon mein dil kho gaya jahaan se safar yeh shuru ho raha hai naye ik zamaane ki woh ibtida hai kahin tum kabhi tum bhula toh na doge dhadakta huwa dil mera puchhta hai dil mera puchhta hai aa aa aa ae hum kho gaye haay tum kho gaye muhabbat ki raahon mein dil kho gaya kya mil gaya haay kya kho gaya mujhe mere baalam yeh kya ho gaya har ik baat geeton mein dhalne lagi hai har ek aarzu phir machalne click here
laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila ek magar dhoonde na mila kismat ka hai naam magar hai kaam yeh duniyaa waalon ka phoonk diya hai chaman humaare khaabon aur khayaalon ka jee karta hai khud hi ghont de apne armaanon ka gala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala sau sau sadiyon se lambi yeh ghum ki raat nahin dhalati iss andhiyaare ke aage ab aye dil ek nahin chalti hanste hi loot gayi chandani aur uthte hi chaand dhala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala maut hai behtar iss haalat se naam hai jiska majboori kaun musafir tay kar paaya dil se dil ki yeh doori kaanton hi kaanton se gujraa jo raahi iss raah chala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila dekh ke click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Khushiyon Ke Chaand Mayur Pankh (1954) 03:29 19837
 
Poster of Mayur Pankh (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:29   Song Number : 19837   

Kisi Ki Muskurahaton pe Anari (1959) 04:27 20780
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 04:27   Song Number : 20780   

Kisi Nargisi Nazar Ko Main Nashe Mein Hoon (1959) 03:46 13652
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Maruti
Duration : 03:46   Song Number : 13652   

Kisi Ne Apna Bana Ke Patita (1953) 03:14 13940
 
Poster of Patita (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Usha Kiran
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:14   Song Number : 13940   

Kiss Kiss Kiss Ko Pyaar Tumse Achha Kaun Hai (1969) 04:25 20784
 
Poster of Tumse Achha Kaun Hai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Mahamood
Duration : 04:25   Song Number : 20784   

Kitni Baatein Lakshya (2004) 05:49 32107
 
Poster of Lakshya (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 05:49   Song Number : 32107   

Koi Matwaala Aaya Mere Love In Tokyo (1966) 04:57 13623
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 04:57   Song Number : 13623   

Koi Mere Sapnon Mein New Delhi (1956) 03:20 13872
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:20   Song Number : 13872   

Koi Nahin Mera Daag (1952) 03:31 13015
 
Poster of Daag (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:31   Song Number : 13015   

Konchem Ishtam Konchem Ishtam Konchem Kashtam (2009) 05:23 10549
 
Poster of Konchem Ishtam Konchem Kashtam (2009)
 
Category
Telugu
Year- 
2009
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Sidharth, Tamanna
Duration : 05:23   Song Number : 10549   

Kondapalli Nimmakaya Deva (2007) 03:57 10428
 
Poster of Deva (2007)
 
Category
Telugu
Year- 
2007
Lyricist
Bhuvana Chandra
Music Director- 
Yuvan Shankar Raja
On Screen Actors- 
Surya, Asin
Duration : 03:57   Song Number : 10428   

Kuchh Na Kaho Kuch Naa Kaho (2003) 05:22 11960
 
Poster of Kuch Naa Kaho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Duration : 05:22   Song Number : 11960   

Kuchh Sher Sunaata Ek Dil Sau Afsane (1963) 06:06 13211
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Raj Kapoor
Duration : 06:06   Song Number : 13211   

Kuchh To Huaa Hai Kal Ho Naa Ho (2003) 05:34 16843
 
Poster of Kal Ho Naa Ho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Singer- 
Alka Yagnik, Shaan
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Preity Zinta
Duration : 05:34   Song Number : 16843   

Kurra Kurra Chilaka Deva (2007) 04:15 10429
 
Poster of Deva (2007)
 
Category
Telugu
Year- 
2007
Lyricist
Chandrabose
Music Director- 
Yuvan Shankar Raja
Singer- 
Tippu, Sujatha
On Screen Actors- 
Surya, Asin
Duration : 04:15   Song Number : 10429   

Kya Hua Yeh Mujhe Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 03:30 40502
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Chanchal, Padmini
Duration : 03:30   Song Number : 40502   

Kya Khoya Kya Paaya (Samvedna) Jagjit Singh 05:00 32029
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:00   Song Number : 32029   

Kya Maar Sakegi Maut Sanyasi (1975) 04:56 14146
 
Poster of Sanyasi (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:56   Song Number : 14146   

Kya Mil Gaya Haaye Sasural (1961) 03:30 36849
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, B Saroja Devi
Duration : 03:30   Song Number : 36849   

Laakhon Tare Aasman Hariyali Aur Rasta (1962) 04:55 13322
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:55   Song Number : 13322   
Karaoke Songs of shankar, Sad Songs of shankar, Love Songs of shankar, Dance Songs of shankar, Hip-hop songs of shankar, Best songs of shankar, Super hit songs of shankar, hit songs of shankar, duet songs of shankar, solo songs of shankar, old songs of shankar, famous songs of shankar, Hindi Karaoke Songs of shankar, Hindi Sad Songs of shankar, Hindi Love Songs of shankar, Hindi Dance Songs of shankar, Hindi Hip-hop songs of shankar, best Hindi songs of shankar, super hit Hindi songs of shankar, hit Hindi songs of shankar, duet Hindi songs of shankar, solo Hindi songs of shankar, old Hindi songs of shankar, famous Hindi songs of shankar, Sing Along Songs of shankar, Sing Along Sad Songs of shankar, Sing Along Love Songs of shankar, Sing Along Dance Songs of shankar, Sing Along Hip-hop songs of shankar, Sing Along Best songs of shankar, Sing Along Super hit songs of shankar, Sing Along hit songs of shankar, Sing Along duet songs of shankar, Sing Along solo songs of shankar, Sing Along old songs of shankar, Sing Along famous songs of shankar