Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShailendra
HomeShailendra
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil se tujhko bedili hai mujhko hai dil ka ghuroor tu ye maane ke na maane log maanein-ge zuroor ye mera deewanapan hai ya mohobbat ka suroor ye mera deewanapan hai ya mohobbat ka suroor tu na pehchaane to hai ye teri nazron ka kusoor ye mera deewanapan hai dil ko teri hi tamanna dil ko hai tujhse hi pyaar dil ko teri hi tamanna dil ko hai tujhse hi pyaar chaahe tu aaye na aaye hum karenge intezaar ye mera deewanapan hai ya mohobbat ka suroor tu na pehchaane to hai ye teri nazron ka kusoor ye mera deewanapan hai aise veeraane mein ik din ghut ke mar jayenge hum aise veeraane mein ik din ghut ke mar jayenge hum jitna ji chahe pukaro phir nahin aayenge hum ye mera deewanapan hai ya mohobbat ka suroor tu na pehchaane to hai ye teri nazron ka kusoor ye mera deewanapan hai ye mera deewanapan hai
ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal husn jo dekha haal behaal waah re waah mere baanke laal husn jo dekha haal behaal waah re waah mere baanke laal rasiyaa neele neele nain chain churaane ko bechain rasiyaa neele neele nain chain churaane ko bechain rasiyaa neele neele nain chain churaane ko bechain chupke se kar jaaye kamaal chupke se kar jaaye kamaal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal husn jo dekha haal behaal waah re waah mere baanke laal husn jo dekha haal behaal waah re waah mere baanke laal paa jo liya hai gora rang karte ho europe ke dhang paa jo liya hai gora rang karte ho europe ke dhang paa jo liya hai gora rang karte ho europe ke dhang chalte ho kaisi kaisi chaal chalte ho kaisi kaisi chaal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke
ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ithlaati hawa neelam ka gagan kaliyon pe ye behoshi ki nami aise mein bhi kyun bechain hai dil jeevan mein na jaane kya hai kami kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara jo din ke ujaale mein na mila dil dhoonde aise sapne ko iss raat ki jagmag mein doobi main dhoond rahi hoon apne ko ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara aise mein kahin kya koi nahin bhoole se jo hum ko yaad kare ek halki si muskaan se jo sapnon ka jahaan aabaad kare ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha
ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum patte kahin khadke hawa aayi to chaunke hum patte kahin khadke hawa aayi to chaunke hum ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum jis raah se tum aane ko thei jis raah se tum aane ko thei uske nishaan bhi mitne lage uske nishaan bhi mitne lage aaye na tum sau sau dafaa aaye gaye mausam aaye na tum sau sau dafaa aaye gaye mausam ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum seene se laga teri yaad ko seene se laga teri yaad ko roti rahi main raat ko roti rahi main raat ko haalat pe meri chaand taare ro gaye shabnam haalat pe meri chaand taare ro gaye shabnam ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum
ye shahar bada albela har taraf haseenon ka mela ye shahar bada albela har taraf haseenon ka mela par aur bhi hai kuchh aage tu chala chal akela ye shahar bada albela har taraf haseenon ka mela par aur bhi hai kuchh aage tu chala chal akela jawaan shahar yeh dil vaalon ka hamaare jaise matvaalon ka gale milen sab yahaan pe aakar nahin bhed gore kaalon ka ye shahar bada albela har taraf haseenon ka mela ye shahar bada albela har taraf haseenon ka mela par aur bhi hai kuchh aage tu chala chal akela ye muskuraati natkhat gudiyaan ye husn vaali mithi gudiyaan zara der ko sab chakraayein kahaan se aayi itni pariyaan ye shahar bada albela har taraf haseenon ka mela ye shahar bada albela har taraf haseenon ka mela par aur bhi hai kuchh aage tu chala chal akela jidhar se guzre hum masti mein bahaar aayi us basti mein chalein pyaar ke nagmein gaate hai ghar kisi dil ki dilli mein ye shahar bada albela har taraf haseenon ka mela ye shahar bada albela har taraf haseenon ka
ye to kaho ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum mujh se poochhe bina dil mein aane lage mujh se poochhe bina dil mein aane lage ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum meethi nazron se bijli girane lage meethi nazron se bijli girane lage ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum raat bhi nirali ye rut bhi nirali rang barsaaye umang matwaali pyaar bhari aankhon ne jaal hain bichhaye kaise koi dil ki karega rakhwaali kaise koi dil ki karega rakhwaali ye to kaho ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum haaan haan meethi nazron se bijli girane lage meethi nazron se bijli girane lage ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum mastiyon ke mele ye khoyi khoyi raatein aankhe kare aankhon se ras bhari baatein bhole bhaale hain wo magar dekhne mein mujh se kya chhupengi ye lootne ki ghaatein mujh se kya chhupengi ye lootne ki ghaatein ye to kaho ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum haaan haan mujh se poochhe bina dil mein aane lage mujh se poochhe bina dil mein aane
hooooooooooo ye bansi haaye yeh bansi kyun gaaye mujhe kyun sataaye yeh kya dhun sunaaye door na jaani kaahe mujh ko bulaaye haaye aaaa aaaa aaaaaaa bansi kyun gaaye mujhe kyun sataaye yeh kya dhun sunaaye door na jaani kaahe mujh ko bulaaye haaye aaaa aaaa aaaaaaa bansi kyun gaaye ye bansi nadiya ke teer mohee dekh ke akeli mujh ko sikhaane aayi preet paheli nadiya ke teer mohee dekh ke akeli mujh ko sikhaane aayi preet paheli jiya uljaaye mohee lalchaaye kitt jaaun haayee aaaaaa bansi kyun gaaye mujhe kyun sataaye yeh kya dhun sunaaye door na jaani kaahe mujh ko bulaaye haaye aaaa aaaa aaaaaaa bansi kyun gaaye ohh bansi bus mein na dil na ye nain humaare bachpan jo ruth gaya ruth gaye saare bus mein na dil na ye nain humaare bachpan jo ruth gaya ruth gaye saare mere mann bhaaye chori chori aaye dil mein samaaye aaaa aaaa aaaaaaaa bansi kyun gaaye mujhe kyun sataaye yeh kya dhun sunaaye door na jaani kaahe mujh ko bulaaye haaye aaaa aaaa aaaaaaa bansi kyun gaaye
aaa aaaaa aaaa aaaa aaaa yeh barkha bahaar sautaniya ke dwaar na ja more saanwre piya yeh barkha bahaar sautaniya ke dwaar na ja more saanwre piya na ja more saanware piya na ja more saanwre piya andheri raat ghataaon se dard barsega andheri raat ghataaon se dard barsega tere bina jalegi sej pyaar tarsega main ro ro marun tore paiyaan padun na ja more saanwre piya yeh barkha bahaar sautaniya ke dwaar na ja more saanwre piya na ja more saanwre piya na ja more saanwre piya tere bagair kya maza hai zindgaani mein tere bagair kya maza hai zindgaani mein na jao beraham laga ke aag paani mein na jao beraham laga ke aag paani mein aaaaa aaaa yeh thandi phuhaar yeh koyal pukaar na ja more saanwre piya yeh barkha bahaar sautaniya ke dwaar na ja more saanwre piya na ja more saanwre piya na ja more saanwre piya ghadi nahin yeh dil ke sabr aazmaane ki ghadi nahin yeh dil ke sabr aazmaane ki hai rut nazar se nazar dil se dil milaane ki yeh pehla ashaad dikha de dulaar na ja
yeh chaand yeh sitaare yeh saath tera mera shab e zindagi ka na ab ho saveraa dilruba hooo dilruba yeh chaand yeh sitaare yeh saath tera mera shab e zindagi ka na ab ho saveraa dilruba hooo dilruba dil ki tamnna aaye na wo pal dil ki tamnna aaye na wo pal aaj ki raat pe umar nichhawar aaj ki raat pe umar nichhawar yeh chaand yeh sitaare yeh saath tera mera shab e zindagi ka na ab ho saveraa dilruba hooo dilruba yeh chaand yeh sitaare yeh saath tera mera shab e zindagi ka na ab ho saveraa dilruba hooo dilruba aankhon mein ankhen daal ke humdam aankhon mein ankhen daal ke humdam keh do kabhi na honge juda hum keh do kabhi na honge juda hum yeh chaand yeh sitaare yeh saath tera mera shab e zindagi ka na ab ho saveraa dilruba hooo dilruba yeh chaand yeh sitaare yeh saath tera mera shab e zindagi ka na ab ho saveraa dilruba hooo dilruba hmmm mmmm mmm hmmm mmmm mmm
yeh duniya yeh duniya haye hamaari yeh duniya shaitaanon ki basti hai yahaan zindagi sasti hai yeh duniya yeh duniya haye hamaari yeh duniya shaitaanon ki basti hai yahaan zindagi sasti hai yeh duniya yeh duniya dam lene ko saaya hai talwaaron ka so jaane ko bistar hai angaaron ka kadam choom tu sar ke andhe peeron ke karna hai to sajda kar deewaaron ka arre karna hai to sajda kar deewaaron ka yeh duniya yeh duniya haye hamaari yeh duniya har zaalim ek hasti hai mazhab julm parasti hai yeh duniya yeh duniya raaz yeh dar ka maut hai yahaan ki raani kadam kadam pe zor julm ki manmaani bhook yahaan ki fasal saal bhar falti hai log yahaan peete hain aankhon ka paani are log yahaan peete hain aankhon ka paani yeh duniya yeh duniya haye hamaari yeh duniya harsu aag barasti hai pyaasi rooh tarasti hai yeh duniya yeh duniya badal rahi hai roz badalti jaayegi badal rahi hai roz badalti jaayegi duniya karwat legi chakkar khayegi lekin hum majrum gareebon ki kismat kabhi na
ye kaisa niyay tera deepak tale andhera ye kaisa niyay tera deepak tale andhera kisi ko di nigaah raah chheen li kisi ko raah di nigaah chheen li kisi ko di nigaah raah chheen li kisi ko raah di nigaah chheen li ye kaisa niyay tera deepak tale andhera ye kaisa niyay tera deepak tale andhera taqdeer humse roothi apne huye paraaye taqdeer humse roothi apne huye paraaye jaane kahaan chale hain jaane kahaan se aaye chaaron taraf andhera barbaadiyon ne ghera kisi ko di nigaah raah chheen li kisi ko raah di nigaah chheen li ye kaisa niyay tera deepak tale andhera humne na haay jaana sukh chain kya khushi kya humne na haay jaana sukh chain kya khushi kya hai raat umra bhar ki andha ki zindagi kya dil puchhta hai mera hai kaun ye lutera kisi ko di nigaah raah chheen li kisi ko raah di nigaah chheen li ye kaisa niyay tera deepak tale andhera ye kaisa niyay tera deepak tale andhera
ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye kya baat hai aaj ki chandni mein ye kya baat hai aaj ki chandni mein ke hum kho gaye pyaar ki raagni mein ye baahon mein baahein ye behki nigahein lo aane laga zindagi ka maza ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa sitaron ki mehfil ne karke ishaara sitaron ki mehfil ne karke ishaara kaha ab to saara jahaan hai tumhara muhabbat jawaan ho khula aasman ho kare koi dil aarzoo aur kya ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe rahe saans jab tak ye bandhan na toote tumhein dil diya hai ye wada kiya hai sanam main tumhari rahoongi sada ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein
yeh rut yeh raat jawaan bekal dil ke armaan aise mein tu kahaan mere dilbar aa mere dil mein sama yeh rut yeh raat jawaan bekal dil ke armaan aise mein tu kahaan mere dilbar aa mere dil mein sama aake mastiyon mein dooba hai jahaan haye chhup chhup ke milne milaane ke din chhup chhup ke milne milaane ke din aankhon se nindiya churaane ke din ye aankhon se nindiya churaane ke din ye gori gori ratiyaan tujhe rahin bula haa gori gori ratiyaan tujhe rahin bula aake mastiyon mein dooba hai jahaan haye yeh rut yeh raat jawaan bekal dil ke armaan aise mein tu kahaan mere dilbar diye chaahen ke ye shama bujha do diye chaahen ke ye shama bujha do chaand aur taaron ko parde mein chhupa do main chaand aur taaron ko parde mein chhupa do andhere mein tu apni raah bhool ke na ja haan andhere mein tu apni raah bhool ke na ja aake mastiyon mein dooba hai jahaan haye yeh rut yeh raat jawaan bekal dil ke armaan aise mein tu kahaan mere dilbar aa mere dil mein sama aake mastiyon mein
yeh sach hai ae jahaan waalo humein jeena nahin aaya yeh sach hai ae jahaan waalo humein jeena nahin aaya mare sau baar jeete jee magar marna nahin aaya ye sach hai ae jahaan waalo badi asaan thi rahein na manzil bhi koi mushkil badi asaan thi rahein na manzil bhi koi mushkil magar aasaan raahon par hume chalna nahin aaya humein chalna nahin aaya ye sach hai ae jahaan walo humein jeena nahin aaya ye sach hai ae jahaan waalo sisakti raat ke sayon mein jab kho jayenge hum bhi sisakti raat ke sayon mein jab kho jayenge hum bhi sama jal jal ke puchhegi wo parwana nahin aaya wo parwana nahin aaya ye sach hai ae jahaan waalo humein jeena nahin aaya ye sach hai ae jahaan waalo
aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa zindagi bahaar hai mohabbat ki bahaar se zindagi bahaar hai mohabbat ki bahaar se dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se main gumsum tum bhi chup the main gumsum tum bhi chup the par aankhon ne sab keh daala aaaaa mere pyaar ne pehni varmaala mere pyaar ne pehni varmaala dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se main naachun mera mann naache main naachun mera mann naache mere sang sang saara jag naache aaaa aaaa masti jhoom khushi ki dhun baaje masti jhoom khushi ki dhun baaje dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se
Zindagi Ka Ajab Fasana Hai
zindagi khaab hai khaab mein jhooth kya aur bhalaa sach hai kya zindagi khaab hai khaab mein jhooth kya aur bhalaa sach hai kya sab sach hai zindagi khaab hai dil ne humse jo kaha humne waisa hi kiya dil ne humse jo kaha humne waisa hi kiya phir kabhi fursat se sochenge burra tha ya bhalaa zindagi khaab hai khaab mein jhooth kya aur bhalaa sach hai kya zindagi khaab hai ek katra maee ka jab patthar ke honthon par pada ek katra maee ka jab patthar ke honthon par pada uske seene mein bhi dil dhadka ye usne bhi kahaa kya zindagi khaab hai khaab mein jhooth kya aur bhalaa sach hai kya zindagi khaab hai khaab mein jhooth kya aur bhalaa sach hai kya zindagi khaab hai
zindagi khwaab hai tha hume bhi pata par humen zindagi se bahut pyaar tha sukh bhi the dukh bhi the dil ko ghere huye chaahe jaisaa tha rangeen sansaar tha aa gayi thi shikayat labon tak magar kise kehte to kya kehna bekaar tha chal pade dard de kar toh chalte rahe haar kar baith jaane se inkaar tha chand din tha basera humara yahaan hum bhi mehmaan the ghar to uss paar tha humsafar ek din to bichhdna hi tha alvidaa alvidaa haa alvidaa alvidaa
zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe par meri chaahat ko jaane wo kya samjhe khud ko bhala jaana mujhko bura samjhe par meri chaahat ko jaane wo kya samjhe laaya tha dil ko nazar karne qurbaan ye jaan o jigar karne unke bina mera haal hai kya aaya tha unko khabar karne aaya tha unko khabar karneeee taal diya lekin mujhko bala samjheeee zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe haaye dil mere bure hain din tere ke maar hi naa daale kisi ki bedili unka muskurana gali se aana jaana humara loot jaana humari galtiiiii jaan ke dushman ko jaane wafaa samjheeee zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe kya hai muhabbat pyaar hai kya koi unhen batlaaye zara husn gazab ka husn sahi jaan to len dildaar hai kya jaan to len dildaar hai kyaaaaa baat wo karte hain baat bina samjheeee zulm o sitam ko bhi hum to adaa samjhe par meri chaahat ko jaane wo kya samjhe khud ko bhala jaanaaaa mujhko bura samjhe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Mera Deewanapan Hai Yahudi (1958) 03:47 21450
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Yaman
Duration : 03:47   Song Number : 21450   

Ye Munh Aur Masoor Around The World (1967) 04:45 12736
 
Poster of Around The World (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Rajshree, Others
Duration : 04:45   Song Number : 12736   

Ye Raat Bheegi Bheegi Chori Chori (1956) 04:35 11809
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 11809   

Ye Shaam Ki Tanhaiyan Aah (1953) 03:24 12156
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 12156   

Ye Shahar Bada Albela Singapore (1960) 04:53 36042
 
Poster of Singapore (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:53   Song Number : 36042   

Ye To Kaho Kaun Ho Aashiq (1962) 06:06 12607
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Padmini
Duration : 06:06   Song Number : 12607   

Yeh Bansi Kyun Gaaye Parakh (1960) 03:17 13911
 
Poster of Parakh (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 03:17   Song Number : 13911   

Yeh Barkha Bahaar Mayur Pankh (1954) 04:59 40914
 
Poster of Mayur Pankh (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sumitra Devi
Duration : 04:59   Song Number : 40914   

Yeh Chaand Yeh Sitaare Halaku (1956) 03:59 13305
 
Poster of Halaku (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:59   Song Number : 13305   

Yeh Duniya Yeh Duniya Yahudi (1958) 03:56 39127
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:56   Song Number : 39127   

Yeh Kaisa Nyay Tera Chhoti Bahen (1959) 03:14 17985
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Nanda
Duration : 03:14   Song Number : 17985   

Yeh Raatein Yeh Mausam Dilli Ka Thug (1958) 03:49 21482
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Kishore Kumar
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:49   Song Number : 21482   

Yeh Rut Yeh Raat Jawaan Sailaab (1956) 03:07 39710
 
Poster of Sailaab (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Mukul Roy
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:07   Song Number : 39710   

Yeh Sach Hai Ae Jahaan Waalo Kal Hamara Hai (1959) 03:16 37103
 
Poster of Kal Hamara Hai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Gajanan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 03:16   Song Number : 37103   

Zindagi Bahaar Hai New Delhi (1956) 02:00 40431
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:00   Song Number : 40431   

Zindagi Ka Ajab Fasaana Hai Chhoti Chhoti Baatein (1965) 03:11 39650
 
Poster of Chhoti Chhoti Baatein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Nadira, Moti Sagar
Duration : 03:11   Song Number : 39650   

Zindagi Khaab Hai Jagte Raho (1956) 03:41 21507
 
Poster of Jagte Raho (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Moti Lal
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:41   Song Number : 21507   

Zindagi Khwaab Hai Chhoti Chhoti Baatein (1965) 03:08 36843
 
Poster of Chhoti Chhoti Baatein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nadira, Moti Lal
Duration : 03:08   Song Number : 36843   

Zulm O Sitam Ko Bhi Hum Jawan Mohabbat (1971) 04:09 13434
 
Poster of Jawan Mohabbat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:09   Song Number : 13434   
Karaoke Songs of Shailendra, Sad Songs of Shailendra, Love Songs of Shailendra, Dance Songs of Shailendra, Hip-hop songs of Shailendra, Best songs of Shailendra, Super hit songs of Shailendra, hit songs of Shailendra, duet songs of Shailendra, solo songs of Shailendra, old songs of Shailendra, famous songs of Shailendra, Hindi Karaoke Songs of Shailendra, Hindi Sad Songs of Shailendra, Hindi Love Songs of Shailendra, Hindi Dance Songs of Shailendra, Hindi Hip-hop songs of Shailendra, best Hindi songs of Shailendra, super hit Hindi songs of Shailendra, hit Hindi songs of Shailendra, duet Hindi songs of Shailendra, solo Hindi songs of Shailendra, old Hindi songs of Shailendra, famous Hindi songs of Shailendra, Sing Along Songs of Shailendra, Sing Along Sad Songs of Shailendra, Sing Along Love Songs of Shailendra, Sing Along Dance Songs of Shailendra, Sing Along Hip-hop songs of Shailendra, Sing Along Best songs of Shailendra, Sing Along Super hit songs of Shailendra, Sing Along hit songs of Shailendra, Sing Along duet songs of Shailendra, Sing Along solo songs of Shailendra, Sing Along old songs of Shailendra, Sing Along famous songs of Shailendra