Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMukesh
HomeMukesh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


pukaaro mujhe naam le kar pukaaro mujhe tumse apni khabar mil rahi hai pukaaro mujhe naam le kar pukaaro mujhe tumse apni khabar mil rahi hai kayi baar yun bhi hua hai safar mein achaanak se do ajnabi mil gaye hon kayi baar yun bhi hua hai safar mein achaanak se do ajnabi mil gaye hon jinhe roop pehchaanti ho ghazal se bhatakte bhatakte wohi mil gaye hon kunwaare labon ki kasam tod do tum zara muskara kar bahaare sanwaaron pukaaro mujhe naam le kar pukaaro mujhe tumse apni khabar mil rahi hai khayaalon mein tumne bhi dekhi to hongi kabhi mere khaabon ki dhundhali lakeeren khayaalon mein tumne bhi dekhi to hongi kabhi mere khaabon ki dhundhali lakeeren tumhaari hatheli se milti hain jaa kar mere haath ki ye adhuri lakeeren badi sar chadhi hai ye zulfen tumhaari ye zulfen mere baajuon mein utaaro pukaaro mujhe naam le kar pukaaro mujhe tumse apni khabar mil rahi hai
pyaar ka bandhan khoon ka rishta chhoote se naa chhoote dil se dil ki dor bandhi jo dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote pyaar ka bandhan khoon ka rishta chhoote se naa chhoote dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote lage rahe aur bhare rahenge pyaar bhare ye mele hoooo oooo ooooo pyaar bhare ye mele khushiyon ka jhula jhulenge bhai behan albele hoooo oooo ooooo bhai behan albele sunn le daata inka naata janam janam naa chhute dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote jag mag jag mag aaye deewali lachhmi dhan barsaaye hoooo oooo ooooo lachhmi dhan barsaaye rang birenge dhaage le kar raakhi ka din aaye hoooo oooo ooooo raakhi ka din aaye inn dhaago ka rang ho gehra chhute se naa chhute dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote pyaar ka bandhan khoon ka rishta chhoote se naa chhoote dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote
pyaar ka fasaana bana le dil deewana pyaar ka fasaana bana le dil deewana kuchh tum kaho kuchh hum kahen kuchh tum kaho kuchh hum kahen pyaar ka fasaana bana le dil deewana pyaar ka fasaana bana le dil deewana kuchh tum kaho kuchh hum kahen kuchh tum kaho kuchh hum kahen pyaar ka fasaana aisa na ho baaghon se bahaar chali jaaye kali kali ho ke beqaraar chali jaaye aisi rut bina kiye pyaar chali jaaye aisa na ho baaghon se bahaar chali jaaye kali kali ho ke beqaraar chali jaaye aisi rut bina kiye pyaar chali jaaye isiliye to kaha hai pyaar ka fasaana bana le dil deewana pyaar ka fasaana bana le dil deewana kuchh tum kaho kuchh hum kahen kuchh tum kaho kuchh hum kahen pyaar ka fasaana chhoti si hai aaj ki hamaari mulaqaat ye na ho ke jee mein reh jaaye jee ki baat jaane phir kab koi dekhe humen saath chhoti si hai aaj ki hamaari mulaqaat hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ye na ho ke jee mein reh jaaye jee ki baat jaane phir kab koi dekhe humen saath isiliye to kaha hai
pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar kuchh din se mere dil ki dhadkan kyun tej huyi jaati hai kuchh din se mere dil ki dhadkan kyun tej huyi jaati hai kya baat huyi ke raaton ko ab neend nahin aati hai bin pal bhar chain naa paaye pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar phir unn se milun kab unn se milun din raat yahi dil soche phir unn se milun kab unn se milun din raat yahi dil soche kya unn se kahoon aur kaise kahoon bas baat yahi dil soche aur soch soch reh jaaye pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar pyaar ka saagar pyaar ka saagar
pyaar kar le pyaar kar le nahin to phansi chadh jayega pyaar kar le nahin to phansi chadh jayega phansi chadh jayega phansi chadh jayega yaar kar le yaar kar le nahin to yun hi mar jaayega pyaar kar le jeete haare saikadon teer se talwaar se jeete haare saikadon teer se talwaar se mere saath muskura dil ko jeet pyaar se mere saath muskura dil ko jeet pyaar se bichaar kar le bichaar kar le nahin to pichhe pachhtayega pyaar kar le nahin to phansi chadh jayega phansi chadh jayega phansi chadh jayega pyaar kar le chori kari chor bana roj nayi ghaat hai chori kari chor bana roj nayi ghaat hai aaj teri zindagi jaise kaali raat hai aaj teri zindagi jaise kaali raat hai paar kar le paar kar le nahin to chakkar pad jayega pyaar kar le nahin to phansi chadh jayega phansi chadh jayega phansi chadh jayega yaar kar le yaar kar le nahin to yun hi mar jaayega pyaar kar le
pyaase panchhi neel gagan mein geet milan ke gaayen geet milan ke gaayen iss mele mein hum hai akele saathi kise banaaye saathi kise banaaye pyaase panchhi neel gagan mein geet milan ke gaayen geet milan ke gaayen o matwaale raahi tujhko manzil kahaan bulaaye kiss ko khabar hai inn raahon mein kaun kahaan mil jaaye o matwaale raahi tujhko manzil kahaan bulaaye kiss ko khabar hai inn raahon mein kaun kahaan mil jaaye jaise saagar ki do lehren chupke to mil jaaye geet milan ke gaayen chhupi hain aahen kiss premi ki baadal ki aahon mein bikhari huyi hai khushboo kaisi albeli raahon mein chhupi hain aahen kiss premi ki baadal ki aahon mein bikhari huyi hai khushboo kaisi albeli raahon mein kiss ki zulfen chhoo kar aayi mehki huyi ye hawaayen geet milan ke gaayen pyaase panchhi neel gagan mein geet milan ke gaayen geet milan ke gaayen
raam kareeeeeeeeee ho ooooo raam kare aisa ho jaaye meri neendiyaa tohe mil jaaye main jaagun tu so jaaye main jaagun tu so jaaye raam kare aisa ho jaaye meri neendiyaa tohe mil jaaye main jaagun tu so jaaye main jaagun tu so jaaye guzar jaayen sukh se teri dukh bhari ratiyaan badal loon main to se ankhiyaan guzar jaayen sukh se teri dukh bhari ratiyaan badal loon main to se ankhiyaan bas mein agar hon ye batiyaan maangun duwaayen haath uthaaye meri neendiyaa tohe mil jaaye main jaagun tu so jaaye main jaagun tu so jaaye ho ooooo tu hi nahin main hi nahin saara zamaana dard ka hai ek fasaana tu hi nahin main hi nahin saara zamaana dard ka hai ek fasaana aadmi ho jaaye deewana yaad kare gar bhul naa jaaye meri neendiyaa tohe mil jaaye main jaagun tu so jaaye main jaagun tu so jaaye ho ooooo sapan chala aaye koi chori chori mast pawan gaaye lori sapan chala aaye koi chori chori mast pawan gaaye lori chandra kiran ban ke dori tere mann ko jhulaa jhulaaye meri
raaste ka pathar kismat ne mujhe bana diya jo raaste se guzra ek thokar laga gaya raaste ka pathar kismat ne mujhe bana diya jo raaste se guzra ek thokar laga gaya raaste ka pathar kitne ghaav lage hai ye mat poochho mere dil pe kitne ghaav lage hai ye mat poochho mere dil pe kitni thokren khayi na pahuncha phir bhi manzil pe koi aage phenk gaya to koi peechhe hata gaya raaste ka pathar kismat ne mujhe bana diya jo raaste se guzra ek thokar laga gaya raaste ka pathar pehle kya kar paaya kya iske baad karunga main pehle kya kar paaya kya iske baad karunga main jaari jaa aye duniyaan kya tujhko yaad karunga main do din teri mehfil mein kya aaya kya gayaa raaste ka pathar kismat ne mujhe bana diya jo raaste se guzra ek thokar laga gaya raaste ka pathar heera ban ke chamka har ek musafir ko roka heera ban ke chamka har ek musafir ko roka ye ummed bhi tooti logon ne na khaya dhoka har ek utha kar mujhko phir yahin gira gaya raaste ka pathar kismat ne mujhe bana diya jo
raat andheri door savera barbaad hai dil mera hoooo oooo oooo raat andheri door savera barbaad hai dil mera hoooo oooo oooo aana bhi chaahen aa naa sake hum koi nahin aasraa aana bhi chaahen aa naa sake hum koi nahin aasraa khoyi hai manzil rasta hai mushkil chaand bhi aaj chhupa hoooo oooo oooo raat andheri door savera barbaad hai dil mera aah bhi roye raah bhi roye sujhe naa baat koi aah bhi roye raah bhi roye sujhe naa baat koi thodi umar hai soona safar hai dega naa saath koi hoooo oooo oooo raat andheri door savera barbaad hai dil mera hoooo oooo oooo barbaad hai dil mera hoooo oooo oooo barbaad hai dil mera
raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai jaane kahaan hai o saathi tu jo mile jeewan ujiyaaraa hai raat aur din pag pag mann mera thokar khaaye chaand sooraj bhi raah naa dikhaaye pag pag mann mera thokar khaaye chaand sooraj bhi raah naa dikhaaye aisa ujaalaa koi mann mein samaaye jis se piyaa ka darshan mil jaaye raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai jaane kahaan hai o saathi tu jo mile jeewan ujiyaaraa hai raat aur din gahraa ye bhed koi mujh ko bataaye kisne kiyaa hain mujhpar anyaay gahraa ye bhed koi mujh ko bataaye kisne kiyaa hain mujhpar anyaay jis kaa ho deep wo sukh nahin paaye jyot diye ki duje ghar ko sajaaye raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai jaane kahaan hai o saathi tu jo mile jeewan ujiyaaraa hai raat aur din khud nahin jaanoo dhoondhe kis ko nazar kaun dishaa hai mere man ki dagar khud nahin jaanoo dhoondhe
Tune Raat Ganwaayi Soye Ke, Divas Ganwaaya Khaaye Ke
hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm raat nikhari huyi zulf bikhari huyi har ada teri phoolon ki dali aaj subaha nahin hone wali aaj subaha nahin hone wali raat nikhari huyi zulf bikhari huyi har ada teri phoolon ki dali aaj subaha nahin hone wali aaj subaha nahin hone wali raat nikhari huyi ye samaa tham gayaa ye hansi adayein dekh ke ye samaa tham gayaa ye hansi adayein dekh ke dhadkane so gayin ye nasheeli aankhein dekh ke dekh ke raat nikhari huyi zulf bikhari huyi har ada teri phoolon ki dali aaj subaha nahin hone wali aaj subaha nahin hone wali raat nikhari huyi rang bhari mastiyaan yeh baharon ke kafile rang bhari mastiyaan yeh baharon ke kafile hum chale tum chale koi saath saath chal diye chal diye raat nikhari huyi zulf bikhari huyi har ada teri phoolon ki dali aaj subaha nahin hone wali aaj subaha nahin hone wali raat nikhari huyi
raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam seeta raam seeta raam bhaj pyaare tu seeta raam ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan ishwar allah tero naam sabko sanmati de bhagwaan raghupati raaghav raja raam pateet paavan seeta raam raghupati raaghav raja
hamre des mein kehte the har ladki hindustani ya radha hai ya seeta hai ya jhansi ki raani rama ho rama rama ho rama rama ho rama rama ho rama hamne gaanv ke panghat pe bhai hamne gaanv ke panghat pe hamne gaanv ke panghat pe bhai dekhi thi panhaariyaan chakkar kha gaye ham to re bhaiya dekhi sheher ki naariyaan hamne gaanv ke panghat pe hamne gaanv ke panghat pe bhai dekhi thi panhaariyaan chakkar kha gaye ham to re bhaiya dekhi sheher ki naariyaan o ho ho ho o ho ho ho yahaan sadken hain wahan galiyaan theen yahaan kaante hain wahaan kaliyaan theen wahaan taanga tha yahaan tamtam hai wahaan gori thi yahaan madam hai wahaan payal thi yahaan sandal hai wahaan payal thi yahaan sandal hai wahaan jhoomar tha yahaan pandel hai wahaan ghunghat tha yahaan jalva hai wahaan shanti thi yahaan balva hai baat baat pe karti hain baat baat pe karti hain ye ladne ki taiyaariyaan chakkar kha gaye ham to re bhaiya dekhi sheher ki naariyaan koi bulbul hai koi titli hai koi shola
ho oo ho oo oo oo ramayyaa vastavayya ramayyaa vastavayya ramayyaa vastavayya ramayyaa vastavayya maine dil tujh ko diyaa maine dil tujh ko diyaa ramayyaa vastavayya ramayyaa vastavayya ramayyaa vastavayya ramayyaa vastavayya maine dil tujh ko diyaa maine dil tujh ko diyaa ramayyaa vastavayya ramayyaa vastavayya nainon mein thi pyaar ki roshni teri aankhon mein ye duniyaadaari na thi teri aankhon mein ye duniyaadaari na thi tu aur tha tera dil aur tha tere mann mein ye meethhi kataari na thi tere mann mein ye meethhi kataari na thi main jo dukh paaoon to kyaa aaj pachhtaaon to kyaa main jo dukh paaoon to kyaa aaj pachhtaaon to kyaa maine dil tujh ko diyaa maine dil tujh ko diyaa o ramayyaa vastavayya ramayyaa vastavayya uss des mein tere pardes mein sone chaandi ke badle mein bikte hain dil sone chaandi ke badle mein bikte hain dil iss gaanw mein dard ki chhaanw mein pyaar ke naam par hi dhadkte hain dil pyaar ke naam par hi dhadkte hain dil chaand taaron ke talle
re priya mora kuha mu tumari pain to bina mora duniaare kehi nahi re priya mora kuha mu tumari pain to bimna mora duniaare kehi nahi re priya mora pai mu sparsa tora siharana deha re mora jiba ne uthee juaara sapane mo manaa bibhora ee sapana mo kuha tu bhangibu nahi na bhangi dine chadi chali jibu kahin re priya mooora manara upa banaaru sarage mu saunti phula gabha re khoshi go debi madhu bhara ee uphaara moo uphaara sate ki chaunh ta nahi ee jibanare banchi bi muu kaha pain reeee priya mora kuha mu tumari pain to bimna mora duniaare kehi nahi re priya mora
roothi huyi taqdeer ko ab kaise manaun ab kaise manaun toota hua sitaar hai ab kaise bajaun ab kaise bajaun kismat se mile hain ye mujhe do nazrane khane ko mili thokar peene ko mile aansu ghum aur museebat se sada yaari nibhaun nibhaun ab kaise manaun ujdi huyi nagri hai meri toota hua hai dil haaye toota hua hai dil keh rahi hai mujhko meri alvida baharein keh rahi hai mujhko meri alvida baharein poochha jo unse maine ab kaise bataun ab kaise manaun tooti huyi taqdeer ko ab kaise manaun ab kaise manaun
ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de ab na kar intezaar kyun ke hum tum mein pyaar hone waala hai aaj kal mein ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de dil ko banaye saaz aaj ki hum dil ko banaye saaz aaj ki raat hum dil ke uthaye naaz aaj ki raat hum kehlen wo jo na kaha sun le wo jo na suna ye umar na guzar jaaye aaj kal mein ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed deeeeee ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de nazren chura ke hum kya karenge sanam nazren chura ke hum kya karenge sanam daaman bacha ke hum kya karenge sanam dil kabhi khona to hai ye sitam hona to hai hona hai to ye ho jaaye aaj kal mein ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed deeeeee ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de aisi ho koi baat jo bahaana bane aisi ho koi baat jo bahaana bane aur iss bahaane se ye fasaana bane ye nazar hai beqaraar kyun ke hai ye intezaar ek paiyaam aane wala hai
ruk jaa o jaane waali ruk jaa main to raahi teri manzil kaa nazron mein teri main bura sahi aadmi bura nahin main dil ka aadmi bura nahin main dil ka dekha hi nahin tujhko surat bhi naa pehchaani tu aake chali chham se jyun dhoop ke din paani dekha hi nahin tujhko surat bhi naa pehchaani tu aake chali chham se jyun dhoop ke din paani ruk jaa ruk jaa o jaane waali ruk jaa main to raahi teri manzil kaa nazron mein teri main bura sahi aadmi bura nahin main dil ka aadmi bura nahin main dil ka mudaddat se mere dil ke sapnon ki tu raani hai ab tak na mile lekin pehchaan puraani hai mudaddat se mere dil ke sapnon ki tu raani hai ab tak na mile lekin pehchaan puraani hai ruk jaa ruk jaa o jaane waali ruk jaa main to raahi teri manzil kaa nazron mein teri main bura sahi aadmi bura nahin main dil ka aadmi bura nahin main dil ka aa pyaar ki raahon mein baahon ka sahaara lein duniyaan jise gaati hai uss geet ko dohraa lein aa pyaar ki raahon mein baahon ka sahaara lein
rut hai suhani rut hai suhani rut hai suhani rut hai suhani baadal chhaye re hum to sajan pardesh se aaye re aaye re aaye re rut hai suhani rut hai suhani rut hai suhani rut hai suhani chham chham chham chham barsat paani bheeg ke chand teri hai jawani chham chham chham chham barsat paani bheeg ke chand teri hai jawani mast pawan ye raag sunaye re hum to sajan pardesh se aaye re aaye re aaye re rut hai suhani rut hai suhani rut hai suhani rut hai suhani payal soye geet jagaye tohre nainan maa ka janam sikhaye payal soye geet jagaye tohre nainan maa ka janam sikhaye dil ki dhadkan ye samjhaye re hum to sajan pardesh se aaye re aaye re aaye re rut hai suhani rut hai suhani rut hai suhani rut hai suhani dil ki baat chhupane wale dekh ke yun sharmane wale dil ki baat chhupane wale dekh ke yun sharmane wale chitwan dete hain batlaye re hum to sajan pardesh se aaye re aaye re aaye re rut hai suhani rut hai suhani
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pukaro Mujhe Naam Lekar Pukaro Bhool Na Jana (1965) 03:04 15598
 
Poster of Bhool Na Jana (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Dan Singh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Kiran Kumar, Kumkum
Duration : 03:04   Song Number : 15598   

Pyaar Ka Bandhan Khel Khilari Ka (1977) 04:44 18290
 
Poster of Khel Khilari Ka (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dev Kumar, Shabana Azmi
Duration : 04:44   Song Number : 18290   

Pyaar Ka Fasaana Bana Le Teesra Kaun (1965) 04:00 19189
 
Poster of Teesra Kaun (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Firoz Khan, Kalpana
Duration : 04:00   Song Number : 19189   

Pyaar Ka Saagar Pyaar Ka Saagar (1961) 03:20 12436
 
Poster of Pyaar Ka Saagar (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:20   Song Number : 12436   

Pyaar Kar Le Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 02:50 15157
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 02:50   Song Number : 15157   

Pyaase Panchhi Neel Gagan Mein Geet Milan Ke Gaye Pyase Panchhi (1961) 03:16 31040
 
Poster of Pyase Panchhi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mehmood, Ameeta
Duration : 03:16   Song Number : 31040   

Raam Kare Aisa Ho Jaaye Milan (1967) 05:11 12392
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Duration : 05:11   Song Number : 12392   

Raaste Ka Pathar Raaste Ka Patthar (1972) 05:11 18291
 
Poster of Raaste Ka Patthar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Shatrughan Sinha
Duration : 05:11   Song Number : 18291   

Raat Andheri Door Aah (1953) 03:08 12254
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:08   Song Number : 12254   

Raat Aur Din Raat Aur Din (1967) 05:32 12444
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Pradeep Kumar
Duration : 05:32   Song Number : 12444   

Raat Ganwaayi Soye Ke Mukesh 03:12 11449
 
Poster of Mukesh
 
Category
Bhajan
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:12   Song Number : 11449   

Raat Nikhari Huyi Hum Hindustani (1960) 03:40 12362
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Manohar Khanna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Helen
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 03:40   Song Number : 12362   

Raghupati Raaghav Raja Raam Purab Aur Pachhim (1970) 04:52 15048
 
Poster of Purab Aur Pachhim (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Raag- 
Gara
Duration : 04:52   Song Number : 15048   

Rama Ho Rama Ek Bechara (1972) 04:34 37884
 
Poster of Ek Bechara (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:34   Song Number : 37884   

Ramayyaa Vastavayya Shree 420 (1955) 06:19 21153
 
Poster of Shree 420 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal, Hinch
Duration : 06:19   Song Number : 21153   

Re Priya Mora Samaya (1975) 03:12 32515
 
Poster of Samaya (1975)
 
Category
Oriya
Year- 
1975
Music Director- 
Bhuban Hari
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:12   Song Number : 32515   

Roothi Huyi Taqdeer Ko Mukesh 03:07 37418
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:07   Song Number : 37418   

Ruby O Ruby Chahat (1971) 05:34 16214
 
Poster of Chahat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Mumtaz, Mala Sinha
Duration : 05:34   Song Number : 16214   

Ruk Jaa O Jaane Waali Kanhaiya (1959) 05:18 21181
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 05:18   Song Number : 21181   

Rut Hai Suhani Baadal Chhaye Re Thes (1949) 02:42 36220
 
Poster of Thes (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Mukesh, Chorus
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Shashikala
Duration : 02:42   Song Number : 36220   
Karaoke Songs of Mukesh, Sad Songs of Mukesh, Love Songs of Mukesh, Dance Songs of Mukesh, Hip-hop songs of Mukesh, Best songs of Mukesh, Super hit songs of Mukesh, hit songs of Mukesh, duet songs of Mukesh, solo songs of Mukesh, old songs of Mukesh, famous songs of Mukesh, Hindi Karaoke Songs of Mukesh, Hindi Sad Songs of Mukesh, Hindi Love Songs of Mukesh, Hindi Dance Songs of Mukesh, Hindi Hip-hop songs of Mukesh, best Hindi songs of Mukesh, super hit Hindi songs of Mukesh, hit Hindi songs of Mukesh, duet Hindi songs of Mukesh, solo Hindi songs of Mukesh, old Hindi songs of Mukesh, famous Hindi songs of Mukesh, Sing Along Songs of Mukesh, Sing Along Sad Songs of Mukesh, Sing Along Love Songs of Mukesh, Sing Along Dance Songs of Mukesh, Sing Along Hip-hop songs of Mukesh, Sing Along Best songs of Mukesh, Sing Along Super hit songs of Mukesh, Sing Along hit songs of Mukesh, Sing Along duet songs of Mukesh, Sing Along solo songs of Mukesh, Sing Along old songs of Mukesh, Sing Along famous songs of Mukesh