MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShamshad Begum
HomeShamshad Begum
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le ulfat se jholi bhar le duniya hai chaar din ki jee le chahe marle hoooo dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le duniya fani tu bhi fani leta ja ulfat ki nishani do lafzon ki ek kahani ek mohabbat ek jawani yaad isse tu kar le yaad isse tu kar le dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le duniya to kaanton ka ek ban hai aur ulfat phoolon ka chaman hai kar le wahi jo dil ki lagan hai soch na manzil dil ki kathin hai ho dil ki kathin hai iss manzil se guzar le iss manzil se guzar le dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le ulfat se jholi bhar le duniya hai chaar din ki jee le chahe marle hoooo dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le kehna jo tune mera na mana pichhe padega phir pachhtana dekhle apna karle thikana ye hai mohabbat woh hai zamana woh hai zamana hans le ya aahen bhar le hass le ya ahen bhar le dar na mohabbat kar le dar na mohabbat kar le click here
kahin ka deepak kahin ki baati kahin ka deepak kahin ki baati aaj bane hain jeevan saathi dekh hansaa hai chaand musaafir dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor musaafir dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor dekh ghataa ghanghor dekh ghataa ghanghor musaafir dekh ghataa ghanghor dekh ghataa ghanghor chaand ke mukh par ghoonghat daale khel rahi tu khel khel rahi tu khel chhipaa liyaa aanchal mein mukhada dekh ghataa ka khel dekh ghataa ka khel khel khel mein dekh musaafir bandhi preet ki dor dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor musaafir dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor dekh lahar ki oor dekh lahar ki oor musaafir dekh lahar ki oor dekh lahar ki oor tadap uthi jo dekh chaand ko chhipaa na paayi preet chhipaa na paayi preet milan huaa chandaa laharon ka goonj uthaa sangeet goonj uthaa sangeet yun milte hain dekh musaafir chandaa aur chakor dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor musaafir dekh chaand ki oor dekh chaand ki oor click here
dhadke mera dil mujh ko jawaani raam kasam na bhaaye bachpan yaad aaye dhadke mera dil mujh ko jawaani raam kasam na bhaaye bachpan yaad aaye o ooo rumjhum rumjhum aayi hai aayi hai oo oooo oooo oooo ho oo saawan ki rut albeli baadal garje bijli chamke kaise rahun main akeli ho oo kaise rahun main akeli kaun sune baalam bin dil ki baat kahi na jaaye bachpan yaad aaye hoo ooo ek to thandi pawan chale pawan chale oo oooo oooooo ho oo aur dil khaaye hichkole dooje mundere kaaga bole sun ke mera man dole hoo oo sun ke mera man dole bal bal jaaun kaaga par jo pee ka sandesha laaye bachpan yaad aaye click here
dharti ko aakash pukare aaja aaja prem duwaare aana hi hoga iss duniyaa ko chhod ke jaa re jhoote bandhan tod ke saare jaana hi hoga click here
dil gaya to gaya dilruba mil gaya dil gaya to gaya dilruba mil gaya aap ka aasra mil gaya aap ka aasra mil gaya pyaar ko bhi khuda mil gaya mil gaya dil gaya to gaya dilruba mil gaya dil gaya to gaya dilruba mil gaya chaahta tha ye nafrat ka maara jahaan aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa chaahta tha ye nafrat ka maara jahaan aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa ek hone naa paayen zameen aasmaan ek hone naa paayen zameen aasmaan roshni ka andhere mein ghut jaaye dam roshni ka andhere mein ghut jaaye dam chaand jaane naa maane chakori ka ghum chaand jaane naa maane chakori ka ghum ooooo oooo ooooo oooo ooooo oooo oooo phool se door bhanwara pada tilmilaaye phool se door bhanwara pada tilmilaaye shamma tak udd ke parwana aane naa paaye shamma tak udd ke parwana aane naa paaye ooooo ooooo ooo ooo oooo ooo kar gayi kaam chupke se meethi nazar ho gayi dil dhadkne ki dil ko khabar ho gayi dil dhadkne ki dil ko khabar dard ko ek dard aashna mil gaya dard ko ek dard click here
door koi gaaye dhun ye sunaaye tere bin chhaliya re baaje na muraliyaa re ho ji ho o o mann ke andar ho pyaar ki agni naina khoye khoye ke are na maane na khoye khoye ho o o o abhi se hai ye haal ho o abhi se hai ye haal to aage na jaane kya hoye neend nahin aaye birhaa sataaye tere bin chhaliya re baaje na muraliyaa re ho ji ho o o ho o o o o o more angana laaj ka pehra laaj ka pehra paaun pade zanzeer ke are raama paaun pade zanzeer ho yaad kisi ki jab jab aaye laage dil pe teer yaad kisi ki jab jab aaye laage jiyaa pe teer aankh bhar aaye jal barsaaye tere bin chhaliya re baaje na muraliyaa re ho ji ho o o click here
dekh re ghata ghir ke aayi rass bhar bhar laayi chhed le gori mann ki beena rimjhim rutt chhaayi ho ho ho ho madhur madhur manwaa gaaye apne bhi din aaye saawan ke sang aaye jawaani saawan ke sang jaaye o o o o click here
duniyaa badal gayi meri duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi tukde huye jigar ke chhuri dil pe chal gayi duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi meri duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi aisi chali hawa ke khushi dukh mein dhal gayi duniyaa badal gayi dil khaak ho gaya ye kisi ko khabar nahin kisi ko khabar nahin dil khaak ho gaya ye kisi ko khabar nahin sab ye samjh rahe hain tamanna nikal gayi duniyaa badal gayi barbaad ho gaya meri umeed ka chaman umeed ka chaman barbaad ho gaya meri umeed ka chaman jiss daal par kiya tha basera wo jal gayi duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi meri duniyaa badal gayi duniyaa badal gayi click here
hoye duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai duniya tumhari hai ji duniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai duniya ko laat maro duniya salaam kare duniya ko laat maro duniya salaam kare mud mud salaam kare jhuk jhuk salaam kare bich bich salaam kare kabhi namaste ji to kabhi ram raam kare kabhi namaste ji to kabhi ram raam kare duniya ke baap ho tum duniya ke baap ho ye muniya tumhari hai ji muniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai ji duniya tumhari hai duniya se daroge to duniya dabayegi duniya se daroge to duniya dabayegi aankhen dikhayegi rob jamayegi ye hansi udayegi chain naa lene degi jaan jalayegi chain naa lene degi jaan jalayegi taan ke seena chalo taan ke seena chalo chuniya tumhari hai yeh chuniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai ye duniya tumhari hai duniya ke jitne nazaare hain click here
ek baar tu ban ja mera o pardesi phir dekh maza ek baar tu ban ja mera o pardesi phir dekh maza mil jaaye mujhe dil tera o pardesi phir dekh maza phir dekh maza dhinchak dhinchak jhingilala dhinchak dhinchak jhingilala jeth ka mahina ho bheegi bheegi raat ho baajre ke khet mein pahli mulaqaat ho haye pahli mulaqaat ho aaye jab baisakh piya mele ke nazaare hon haathon mein ho haath tera aankhon mein ishaare hon ji aankhon mein ishaare hon phir dekh maza phir dekh maza dhinchak dhinchak jhingilala dhinchak dhinchak jhingilala jeth aur ashaad mein nadi ka kinaara ho piya teri aankhon mein pyaar ka ishaara ho haye pyaar ka ishaara ho hoo sawan mein jhulaun jhula aangan ho gulzaar ka ghar ghar mein phir charcha ho ji tere mere pyaar ka haye tere mere pyaar ka phir dekh maza phir dekh maza dhinchak dhinchak jhingilala dhinchak dhinchak jhingilala bhadon ki barsaat mein dil na rahe haath mein aaye jab wasood piya hawa sard sard ho tere mere dilon mein phir meetha meetha click here
ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen raat ko chhup chhup ke milna duniyan samjhe paap re ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen ye mad mast jawani hai ye mad mast jawani hai tere liye ye deewani hai doob ja iss ghehraayi mein doob ja iss ghehraayi mein dekhein kitna paani hai ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen kyun tu mujhe thukraata hai kyun tu mujhe thukraata hai mujhse nazar kyun churaata hai loot le duniya teri hai loot le duniya teri hai pyaar se kyun ghabraata hai ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen click here
hoy he dhak dhak mann mein dholak baaje chham chham pag mein paayal ho chham chham pag mein paayal aa aa aa hoy baalam ki nazron ne baalam ki nazron ne kiyaa hai aaj meraa dil ghaayal aaaa aaaa aaaaaa bhed main apne kholun naa kuchh bolun naa sang dolun naa teer chale chitwan ke ji rimjhim aaye din saawan ke ji naacho naacho man ki taal pe chham chham aahaa chham chham waah chham chham apne piyaa ki jogan ban jaa chhod de mahal dumahle ho chhod de mahal dumahle hoo oooo ooooo hoy phool wahi sachchaa hai phool wahi sachchaa hai jo kaanton ke dukh bhi seh le hoo oooo ooooo hoy pyaar ko jab tum jaanoge pehchaanoge phir maanoge roop naye jeewan ke ji milte hain dwaare saajan ke ji naacho naacho man ki taal pe aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa click here
garibon par jo hoti hain zafaayen kaun sunta hai zamaane mein dukhe dil ki sadaayen kaun sunta hai ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana kisko sunayen he he toota hua dil kaise dikhayen toota hua dil kaise dikhayen ghum ka fasaana tera bhala ho tadpaane waale tera bhala ho oo tera bhala ho tadpaane waale ho ho oo oo oo dil de raha hai tujhko duayen dil de raha hai tujhko duayen ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana hansti hai kismat kehti hai duniya hansti hai kismat hansti hai kismat kehti hai duniya ho ho oo oo oo aapas mein do dil milne na paayen aapas mein do dil milne na paayen ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana tujhko kasam hai aise mein aa ja tujhko kasam hai tujhko kasam hai aise mein aa ja ho ho oo oo oo phir ye zamaane shayad na aayen phir ye zamaane shayad na aayen ghum ka fasaana kisko sunaayen he he toota hua dil kaise dikhayen ghum ka fasaana click here
phoolon ka sapna dekhne waalo kaanton pe chalna seekh lo ajee o o jee o haaye re phoolon ka sapna dekhne waalo kaanton pe chalna seekh lo kaanton pe chalna seekh lo haaye re phoolon ka sapna dekhne waalo kaanton pe chalna seekh lo kaanton pe chalna apne haathon se apni kismat apne haathon se apni kismat khud badalna seekh lo khud badalna seekh lo haaye re phoolon ka sapna dekhne waalo bade atpate jagat ke raste o jee o chale chalo re bhai rote hanste o jee o yahaan bhool bhulaiya kahin kahin hain taal talaiya kahin kahin dhokhe ka jaal hai har taraf dhokhe ka jaal hai har taraf zara bachke nikalna seekh lo zara bachke nikalna seekh lo haaye re phoolon ka sapna dekhne waalo kaanton pe chalna seekh lo kaanton pe chalna seekh lo haaye re phoolon ka sapna dekhne waalo mat aane do aankh mein paani o jee o kamzori ki hai yeh nishaani o jee o baadal ki kadak se mat daro bijli ki tadak se mat daro baadal ki kadak se mat daro tum tufaanon ke beech bhi bedhadak tehelna seekh click here
holi aayi re kanhaayi holi aayi re holi aayi re kanhaayi rang chhalke suna de zara bansuri barse gulaal rang more anganwaa apne hi rang mein rang de mohe sanjanwaa tore kaaran ghar se aayi tore kaaran hooo tore kaaran ghar se aayi hoon nikal ke suna de zara baansuri chhute na rang aisi rang de chunariya dhobaniyaa dhoye chaahe saari umariyaa mohe bhaaye naa harjaai mohe bhaaye naa mohe bhaaye naa harjaai rang halke suna de zara baansuri click here
aaaa pi pi pi pi piya pi pi piya ho ho pi pi piya ho o ho o ho ho pi pi piya hum aur tum pi pi piya tum aur hum pi pi piya hum aur tum donon rahen ek saath nainon mein naina aur haathon mein haath hum aur tum pi pi piya tum aur hum pi pi piya hum aur tum donon rahen ek saath nainon mein naina aur haathon mein haath jala karen jalne waale chahe jo bhi ho hahahaaaa ho ho ho ho ho hum aur tum donon rahen ek saath rum pa pa pa pa rum pa pa pa pa aa ja o banke piya aaja aa piya aaja aa nainon se ras barsa ja aa piya aaja aa aa ja o banke piya aaja hu hu hu hu nainon se ras barsa ja rut mastaani aa ha raat suhaani wa wa mauj mein jawaani bhi hai aaja o pi pi pi pi piya o pi pi pi pi piya jala karen jalne waale chahe jo bhi ho hahhaaa ho o ho ho ho hum aur tum donon rahen ek saath nainon mein naina aur haathon mein haath jala karen jalne waale chahe jo bhi ho hahhaaa ho o ho ho ho hooo ho ho la hoooo hooo ho la la hoooo hoye dil mein hai aashiqi ke dere dere dere dere ooh click here
hum dard ka afsana duniya ko suna denge har dil mein mohabbat kiii ek aag laga denge ho jayegi phir duniyaaa aabad yatimon ki gunjegi zamane mein fariyad yatimon ki rote huye nagmon se toofaan utha denge sarkar do aalam kiii ummat pe sitam kyun ho allah ke bandon ko majhdhar ka ghum kyun ho islaam ki kashti ko hum paar laga denge ehsaan yatimon kiii takdeer pe kar dalo fariyad hai dil walo fariyad hai dil walo hum par bhi karam karnaaa hum tumko dua denge click here
khayaalon par mere chhaaye huye maaloom hote ho nahin aaye magar aaye huye maaloom hote ho aaa aaaa aaa aaaaa hum pe dil aaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge hum pe dil aaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge tere rangeen husn par main ho ke paagal aaaaaa thaam lunga kaanpte haathon se aanchal aaaaaaa tere rangeen husn par main ho ke paagal thaam lunga kaanpte haathon se aanchal aaaaaaa haath na aaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge hum pe dil aaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge hogi ek din bekhabar teri jawaani aaaaaa zulf ke saaye mein so jaaunga raani aaaaaaa hogi ek din bekhabar teri jawaani zulf ke saaye mein so jaaunga raani aaaaaaa na mila saaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge hum pe dil aaya to bolo kya karoge humne tadpaaya to bolo kya karoge hongi tere bin jo sooni meri raatein aaaaaa khwaab mein tumse karunga dil ki baatein aaaaaaa hongi tere bin jo click here
humne jab dil tha diya koi vaada tha kiya huzoor aapne muft ilzaam diya yoon hi badnaam kiya huzoor aapne humne jab dil tha diya koi vaada tha kiya huzoor aapne muft ilzaam diya yoon hi badnaam kiya huzoor aapne leke dil tumne kaha tha ki sambhaalenge isse kabhi machlega to seene se laga lenge isse leke dil tumne kaha tha ki sambhaalenge isse kabhi machlega to seene se laga lenge isse jaane kya maine kaha jaane kya tumne suna jaane kya maine kaha jaane kya tumne suna main karun pyaar bhala mujhko paagal na bana humne jab dil tha diya koi vaada tha kiya huzoor aapne muft ilzaam diya yoon hi badnaam kiya huzoor aapne apne dil se kabhi chaahat ka maza poochh to lo dil ne khayi thi kasam dil se zara poochh to lo apne dil se kabhi chaahat ka maza poochh to lo dil ne khayi thi kasam dil se zara poochh to lo mera dil kab hai mera wo to ja tujhse mila mera dil kab hai mera wo to ja tujhse mila dekh baatein na bana mere jee ko na jala humne jab dil tha diya koi vaada tha click here
jaadu bhare nainon mein jadu bhare jaadu bhare nainon mein dole jiya teri kasam dil hai tera deewaana dil hai tera dil hai tera deewaana bhole piya teri kasam main saawan main saawan aur tu ghataa teri meri preet hai teri meri preet hai jo dhun papeeha gaaye jo dhun papeeha gaaye wohi mera geet hai wohi mera geet hai maine tujhe dil deke maine tujhe maine tujhe dil deke jeet liya teri kasam dil hai tera deewaana bhole piya teri kasam haathon mein haath rahe haathon mein haath haathon mein haath rahe haathon mein haath rahe hoo oo oo ooo oo haath nahin chhodna haath nahin chhodna ooo oo oo oooo dekho ji yaad rahe dekho ji yaad rahe dekho ji yaad rahe hoo oo oooo waada nahin todna waada nahin todna koi nahin is dil mein koi nahin koi nahin is dil mein tere siwa teri kasam jaadu bhare nainon mein dole jiya teri kasam click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dar Na Mohabbat Kar Le Andaz (1949) 03:10 37161
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:10   Song Number : 37161   

Dekh Chaand Ki Aur Musaafir Aag (1948) 03:36 32786
 
Poster of Aag (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Ram Ganguly
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:36   Song Number : 32786   

Dhadke Mera Dil Babul (1950) 03:33 17959
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:33   Song Number : 17959   

Dharti Ko Aakash Pukare Mela (1948) 02:04 13711
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis, Noor Jahan
Raag- 
Asavari
Duration : 02:04   Song Number : 13711   

Dil Gaya To Gaya Shama (1961) 08:36 16319
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kammo, Various
Duration : 08:36   Song Number : 16319   

Door Koi Gaaye Baiju Bawra (1952) 03:41 12809
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Krishna Kumari
Raag- 
Des
Duration : 03:41   Song Number : 12809   

Dukh Bhare Din Beete Mother India (1957) 03:13 13771
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Sunil Dutt, Raj Kumar, Rajendra Kumar
Raag- 
Megh-Malhar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:13   Song Number : 13771   

Duniya Badal Gayi Babul (1950) 03:30 12781
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:30   Song Number : 12781   

Duniya Ka Maza Le lo Bahar (1951) 04:36 36371
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 04:36   Song Number : 36371   

Ek Baar Tu Ban Ja Mera Shabnam (1949) 04:22 32710
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kukku Saigal, Jeevan
Duration : 04:22   Song Number : 32710   

Ek Do Teen Awara (1951) 02:50 32787
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kukku Saigal
Duration : 02:50   Song Number : 32787   

Gaao Taraane Mann Ke Aan (1953) 04:34 19904
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nadira, Dilip Kumar
Duration : 04:34   Song Number : 19904   

Garibon Par Jo Hoti (Ghum Ka Fasaana) Mela (1948) 03:21 18255
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:21   Song Number : 18255   

Haay Re Phoolon Ka Sapna Dekhne Waalo Girls School (1949) 03:43 19975
 
Poster of Girls School (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Anil Biswas
Duration : 03:43   Song Number : 19975   

Holi Aayi Re Kanhaayi Mother India (1957) 02:55 15162
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Duration : 02:55   Song Number : 15162   

Hum Aur Tum Pi Pi Piya Naujawan (1951) 03:57 13074
 
Poster of Naujawan (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Duration : 03:57   Song Number : 13074   

Hum Dard Ka Afsana Dard (1947) 03:52 32631
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Munavvar Sultana, Nusrat, Suraiya, Sultana
Duration : 03:52   Song Number : 32631   

Hum Pe Dil Aaya To Bolo Do Ustad (1959) 04:44 20498
 
Poster of Do Ustad (1959)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Madhu Bala
Duration : 04:44   Song Number : 20498   

Humne Jab Dil Tha Diya Chhoo Mantar (1956) 03:00 39826
 
Poster of Chhoo Mantar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:00   Song Number : 39826   

Jaadu Bhare Nainon Babul (1950) 03:33 40462
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:33   Song Number : 40462   
Karaoke Songs of shamshad begum, Sad Songs of shamshad begum, Love Songs of shamshad begum, Dance Songs of shamshad begum, Hip-hop songs of shamshad begum, Best songs of shamshad begum, Super hit songs of shamshad begum, hit songs of shamshad begum, duet songs of shamshad begum, solo songs of shamshad begum, old songs of shamshad begum, famous songs of shamshad begum, Hindi Karaoke Songs of shamshad begum, Hindi Sad Songs of shamshad begum, Hindi Love Songs of shamshad begum, Hindi Dance Songs of shamshad begum, Hindi Hip-hop songs of shamshad begum, best Hindi songs of shamshad begum, super hit Hindi songs of shamshad begum, hit Hindi songs of shamshad begum, duet Hindi songs of shamshad begum, solo Hindi songs of shamshad begum, old Hindi songs of shamshad begum, famous Hindi songs of shamshad begum, Sing Along Songs of shamshad begum, Sing Along Sad Songs of shamshad begum, Sing Along Love Songs of shamshad begum, Sing Along Dance Songs of shamshad begum, Sing Along Hip-hop songs of shamshad begum, Sing Along Best songs of shamshad begum, Sing Along Super hit songs of shamshad begum, Sing Along hit songs of shamshad begum, Sing Along duet songs of shamshad begum, Sing Along solo songs of shamshad begum, Sing Along old songs of shamshad begum, Sing Along famous songs of shamshad begum