MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajendra Krishna
HomeRajendra Krishna
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaji maine kaha aap yahaan se jaane ka kya loge kaun main haan ji aap yahaan se jaane ka kya loge kya loge kya doge kya kya doge jo main maangu wo tum doge kyon nahin din ko taare tod ke laadoon jannat ki kaliyaan mangwadoon aur kuchh bolo sanam dhandhe ki kasam haan haan dhandhe ki kasam mere dhandhe ki kasam magar aap yahaan se jaane ka kya loge kya kya loge un hoon kuchh to socho hoon kuchh to samjho wo ho kuchh to socho kuchh to samjho rehne do bekar ki baaten bekar ki baaten hann haan sun lega bedard zamaana dil mein rakkho pyar ki baaten pyar ki chori chhup nahin sakti sakti hai ho behti nadiyan ruk nahin sakti ruk sakti hai pyar ki chori chhup nahin sakti behti nadiyan ruk nahin sakti kab se mere gale padi ho kab se mere gale padi ho ban ke ik deewar khadi ho jaaungi mein na sanam mere dhandhe ki kasam haan haan dhandhe ki kasam tere dhandhe ki kasam haai aap yahaan se jaane ka kya loge kya kya loge nahin jaaungi suno kya suno na bolo na hoon hoon hoon hoon click here
aas ka panchhi udta jaaye udta jaaye udna iska kaam manzil aaye na aaye aas ka panchhi udta jaaye udta jaaye udna iska kaam manzil aaye na aaye aas ka raahi chalta jaaye chalta jaaye chalna iska kaam manzil paaye na paaye do phoolon ko ik daali par sang sang khilte dekha sang sang khilte dekha ek chadha mandir mein dooja dhool mein milte dekha dhool mein milte dekha jeevan ke ooooo jeevan ke dukh sukh ki kahaani ek anokha raaz koi kya samjhaye aas ka panchhi udta jaaye udta jaaye udna iska kaam manzil aaye na aaye sabse bada balwaan samay hai kisne samay ko jaana kisne samay ko jaana waqt ka roop kisi ne ab tak dekha na pehchaana dekha na pehchaana shaam savera ooooo shaam savera rain ka phera ek anokha raaz koi kya samjhaye aas ka panchhi udta jaaye udta jaaye udna iska kaam manzil aaye na aaye aas ka raahi chalta jaaye chalta jaaye chalna iska kaam manzil paaye na paaye click here
aata hai aata hai santaclaus aata hai ek hiran ki baggi par geet sunaata aata hai aata hai aata hai santaclaus aata hai ek hiran ki baggi par geet sunaata aata hai merry christmas merry christmas merry christmas merry christmas merry christmas merry christmas merry christmas merry christmas haa haa haa haa haa haa duniya bhar ke sabhi khilone lekar aaya hoon duniya bhar ke sabhi khilone lekar aaya hoon neele peele aur salone le kar aaya hoon moti dulhan rabad ki gudiya buddha baaba kubdi budhiya dugg dugg dugg dugg naache bandar dugg dugg dugg dugg naache bandar bhaloo been bajaata hai aata hai aata hai santaclaus aata hai ek hiran ki baggi par geet sunaata aata hai aata hai aata hai santaclaus aata hai nanhe munne bachche jis din subha savere jaagenge nanhe munne bachche jis din subha savere jaagenge aur takiye ke neeche se leke khilone bhaagenge apna apna packet khole jhoom jhoom ke sabse bole kya lal lal laa lal lal laa lal lal laa jaata hai jaata hai santaclaus click here
o aaye baithe khaaye piye khis ke o aaye baithe khaaye piye khis ke ye achchhi soorat waale yaar kis ke aaaaan aaaaaaan kis ke aaye baithe khaaye piye khis ke o aaye baithe khaaye piye khis ke ye achchhi soorat waale yaar kis ke aaaaan aaaaaaan kis ke o dene waale ne de diya mukhda jo ban gaya dil waalon ka dukhda kya achchhi soorat paayi jaise loot li khudaayi dil tode honge kis kis ke aaaaan aaaaaaan kis ke aaye baithe haaye aaye baithe khaaye piye khis ke ye achchhi soorat waale yaar kis ke aaaaan aaaaaaan kis ke jawaani inki hai zamaana inka nazar inki hai nishaana inn ka kamar lachkaa ke chale jo bal khaa ke to reh jaaye dil pis pis ke aaaaan aaaaaaan pis ke aaye baithe haaye aaye baithe khaaye piye khis ke ye achchhi soorat waale yaar kis ke aaaaan aaaaaaan kis ke inn ko to waasta apni adaa se ho kaun mara kaun loota inki bala se sitam kiye jaayen pata bhi naa lagaayen ye kaun roye kaun siske aaaaaan aaaaan siske aaye baithe haaye aaye baithe khaaye piye khis click here
diyaan dig dig dig diyaan dig dig dig diyaan dig dig dig diyaan dig dig dig tiyun tiyun tiyun tara ta tiyun aaye the huzoor bade tan ke zulfen sanwaare ban than ke nazren jhukaye ab chale kahan ban ke huma jaani aaye the huzoor bade tan ke zulfen sanwaare ban than ke nazren jhukaye ab chale kahan ban ke huma jaani diyaan dig dig dig diyaan dig dig dig diyaan dig dig dig diyaan dig dig dig tiyun tiyun tiyun tara ta tiyun aankh se chhalke pyaar magar mukhde par gussa khele aankh se chhalke pyaar magar mukhde par gussa khele aate jaata hawa ka jhonka agar balaayen le le to kya hoga aaye the huzoor bade tan ke zulfen sanwaare ban than ke nazren jhukaye ab chale kahan ban ke huma jaani buri haseenon ki ye aadat pehle pehal tadpaaye haaye buri haseenon ki ye aadat pehle pehal tadpaaye aur phir ek din dil le kar khud daude daude aayen sar aankhon par aaye the huzoor bade tan ke zulfen sanwaare ban than ke nazren jhukaye ab chale kahan ban ke huma jaani aaye the huzoor click here
aayega aayega ek chhail chhabila aayega aayega aayega ek chhail chhabila aayega ek din jo meri chhoti si gudiya ko le jayega aayega aayega ek chhail chhabila aayegaa bhool ja bachpan ki rang raliya aaye din sharmane ke bhool ja bachpan ki rang raliya aaye din sharmane ke chhod ke roji sang saheli saajan ke ghar jane ke chahe ghabraye chahe muhkada chhupaye aane wala to ayega aayega aayega ek chhail chhabila aayega ayega aayega ek chhail chhabila aayega laakh chhupa le humse lekin chaal teri ye kehti hai lakh chhupa le humse lekin chaal teri ye kehti hai surat ek albele ki teri ankhiyon mein rehti hai kaisi balkhaye yahi aas lagaye kab aane wala ayega aayega aayega ek chhail chhabila aayega aayega aayega ek chhail chhabila aayega haan haan do din ka ab tera basera babul ke is aangan mein do din ka ab tera basera babul ke is aangan mein kaisa hoga desh piya ka jaagi hai chinta mann mein chain na aaye yahi soch sataye ab aane wala ayega aayega aayega ek chhail click here
ab aur na kuchh bhi yaad raha ab aur na kuchh bhi yaad raha na apni jafa na teri wafa dil pyaar mein aisa doob gaya ab aur na kuchh bhi yaad raha na apni jafa na teri wafa dil pyaar mein aisa doob gaya ab aur na kuchh bhi yaad rahaa teri shikaayat kaun kare saamne baitha dil churaaye nazar na aaye saamne baitha dil churaaye nazar na aaye teri shikaayat kaun kare ja dekh li teri ye bhi ada aur na kuchh bhi yaad raha na apni jafa na teri wafa dil pyaar mein aisa doob gaya ab aur na kuchh bhi yaad rahaa bol chhupega aur kahaan raat ke chitwan chaand ka darpan lehron ki dhadkan raat ke chitwan chaand ka darpan lehron ki dhadkan bol chhupega aur kahaan har shay mein sanam andaaz tera aur na kuchh bhi yaad raha na apni jafa na teri wafa dil pyaar mein aisa doob gaya ab aur na kuchh bhi yaad rahaa mujhko tamanna koi nahin teri mohabbat teri chaahat meri daulat teri mohabbat teri chaahat meri daulat mujhko tamanna koi nahin dil tere siwa sab bhool gaya aur na kuchh bhi click here
aa haa haaa aaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aa haa haaa aaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa ab do dilon ki mushkil aasaan ho gayi hai duniyaa ko muhabbat ki pehchaan ho gayi hai ab pyaar ki har manzil aasaan ho gayi hai aapas mein do dilon ki pehchaan ho gayi hai ab do dilon ki mushkil iss raaste se guzraa ik dil koi bechaara naa jaane kiss adaa se tumne use pukara aisa kiya ishara kuchh soch kar bechara wo ho gaya tumhara duniyaa bhi dekh kar ye hairaan ho gayi hai aapas mein do dilon ki pehchaan ho gayi hai ab do dilon ki mushkil aaaa haaa haaaa haaa haaaa aaaa haaaa haaa haaaa ooo hoo hooo hooo hooo aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa kab se tumhari khaatir hum raah mein pade the ik roz phir ye dekha tum saamne khade the aisi nazar milaayi duniyaa mujhe bhulaayi kuchh soch bhi naa paaye jaise ke ruh meri bejaan ho gayi hai aapas mein do dilon ki pehchaan ho gayi hai ab do dilon ki mushkil milna tha jinko ab wo deewane mil gaye hain teri daastaan se mere afsaane mil gaye hain click here
albelaaaa albela main ek dilwaala bada hoon matwaala zamaane se niraala albela main ek dilwaala bada hoon matwaala zamaane se niraala albelaaaa raat ho ya din mujhe kya mast main hardum khel samjhun zindagi ko kya khushi kya ghum raat ho ya din mujhe kya mast main hardum khel samjhun zindagi ko kya khushi kya ghum maana gareeb hoon phir bhi ajeeb hoon dil ka ameer hoon ta ra ra ram albelaaaa albela main ek dilwaala bada hoon matwaala zamaane se niraala albelaaaa meri nagri man ki duniya cheez kya hai tan phool hon ya chaand taare hai ye mera dhan meri nagri man ki duniya cheez kya hai tan phool hon ya chaand taare hai ye mera dhan khana kharaab hoon phir bhi main apna aap jawaab hoon ta ra ra ram albelaaaa albela main ek dilwaala bada hoon matwaala zamaane se niraala albelaaaa aaj ka din zindagi hai maut ka din kal lag raha hai chal chalaa o tu bhi pyaare chal aaj ka din zindagi hai maut ka din kal lag raha hai chal chalaa o tu bhi pyaare chal mele mein ghoom ja click here
Adi Adi Ruk Ja Kudi, Arey Surat Se Kaya click here
adosan padosan kahe jo kahe adosan padosan kahe jo kahe main to balma se naina milaaye aayi re main to balma se naina milaaye aayi re adosan padosan kahe jo kahe main to balma se naina milaaye aayi re main to balma se naina milaaye aayi re main jo chhup chhup ke galiyon se jaane lagi main jo chhup chhup ke galiyon se jaane lagi mui duniya ye ungli uthaane lagi mui duniya ye ungli uthaane lagi main bhi chalti rahi aage badhti rahi jaa ke sainyaan ko apna banaaye aayi re main to balma se naina milaaye aayi re main to balma se naina milaaye aayi re rokti hi rahi raat barsaat ki rokti hi rahi raat barsaat ki dil mein lekin lagan thi mulaqaat ki dil mein lekin lagan thi mulaqaat ki main phisalti rahi phir sambhalti rahi apne jogi ke darshan main paaye aayi re main to balma se naina milaaye aayi re main to balma se naina milaaye aayi re teer taanon ke duniya ne kya kya kasey teer taanon ke duniya ne kya kya kasey mere manwa mein lekin piyaa the basey mere manwa mein click here
ae baad e saba aahista chal yahaan soyi huyi hai anaarkali ee aankhon mein jalwe saleem ke liye khoyi huyi hai anaarkali hai shaheed e ishq ka maqbara zara chal adab se yahaan hawa tujhe yaad ho ke na yaad ho mujhe yaad hai uska maajara abhi yaad hai woh ghadi jab kisi ki us pe nazar padi yahaan husn tha wahaan taaj tha yahaan ishq tha wahaan raaj tha yeh kaha saleem ne pyaar se hans hans ke apni anaar se tu kahe toh taaron ko tod loon tu kahe toh taaj bhi chhod doon zara dekh le kya hawa chali na raha saleem na woh kali yah mazaar nishani hai pyaar ki kisi dard bhare ikraar ki ee kisi bhanvare ke intezaar mein yahaan soyi hai kali anaar kiee ae baad e saba aahista chal click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm la la la aa ha ha o o o o o ae chaand kal jo aana unko bhi saath laana wo jinke bagair aaj pyaar beqaraar hai ae chaand kal jo aana unko bhi saath laana wo jinke bagair aaj pyaar beqaraar hai ae chaand kal jo aana ye thandi hawa ye sama ye nazaare ye thandi hawa ye sama ye nazaare aise mein aaye koi dil ye pukaare jisse meri ankhiyon ne dekha ik baar hai jisse meri ankhiyon ne dekha ik baar hai wo jinke bagair aaj pyaar beqaraar hai ae chaand kal jo aana unko bhi saath laana wo jinke bagair aaj pyaar beqaraar hai ae chaand kal jo aana o chanda bata hai kahan chaand mera o chanda bata hai kahan chaand mera itna bata de to kya bigadega tera pehli pehli preet meri pehla pehla pyaar hai pehli pehli preet meri pehla pehla pyaar hai wo jinke bagair aaj pyaar beqaraar hai ae chaand kal jo aana unko bhi saath laana wo jinke bagair aaj pyaar beqaraar hai ae chaand kal jo aana click here
aaaaa haa haa haa haa haa haa aaaaa haa haa haa haa haa haa aye dil mujhe bata de tu kis pe aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai aye dil mujhe bata de tu kis pe aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai masti bhara tarana kyun raat ga rahi hai aankhon mein neend aa kar kyun door ja rahi hai masti bhara tarana kyun raat ga rahi hai aankhon mein neend aa kar kyun door ja rahi hai dil mein koi sitamgar armaan jaga gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai aye dil mujhe bata de tu kis pe aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai betaab ho raha hai ye dil machal machal ke shaayad ye raat beete karvat badal badal ke lal lal la lal lal la lal lal la lal lal la betaab ho raha hai ye dil machal machal ke shaayad ye raat beete karvat badal badal ke aye dil zara sambhal ja shaayad wo aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai aye dil mujhe bata de tu kis pe aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar click here
aye humsafar bata de manzil teri kidhar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de ye pyaar ki tamanna jis dil mein muskaraaye wo dil chiraag banakar duniya mein jagamagaaye shab ko bhi din bana de ulfat mein wo asar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye hamsafar bata de duniya ajeeb dil ki iski ajeeb raahein duniya ajeeb dil ki iski ajeeb raahein manzoor ishq ko hai kushiyaan mile ya aahein hans ke jo ghum bhi sah le ye ishq ka jigar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de ik saath hum chale hain duniya basa ke dil ki rangeen hasaraton se mehafil saja ke dil ki is waqt pyaar apna duniya se bekhabar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de manzil teri kidhar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de click here
ae husn e bekhabar tujhe takne ko ik nazar jhukta to hoga roz tere ghar pe maahetaab ae jaan e chaman ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman mal mal ke jism itna bhi paani mein mat nahaa mal mal ke jism itna bhi paani mein mat nahaa dar hai kahin ye paani bhi ban jaaye na sharaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman baaghon ke aas paas bhi jaana na bhool ke baaghon ke aas paas bhi jaana na bhool ke hoga bhari bahaar mein phoolon ka jee kharaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman tujhko banane wala bhi sau koshishen kare tujhko banane wala bhi sau koshishen kare la na sakega dhoond ke tera koi jawaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise click here
mujhe jab apni guzari zindagani yaad aati hai to bus ik meherbaan ki meherbani yaad aati hai ae mere dost ae mere humdum mere mohosin mere karam farma woh mera ghum tha ya khushi meri har jagah tune mera saath diya ae mere dost ae mere humdum mere mohosin mere karam farma woh mera gam tha ya khushi meri har jagah tune mera saath diya ae mere dost ae mere humdum kaun tha tu kahan se aaya tha aaj tak maine yeh nahin jaana tu meri rooh tha magar maine tere jaane ke baad pehchana ae mere dost ae mere humdum mere mohosin mere karam farma woh mera ghum tha ya khushi meri har jagah tune mera saath diya ae mere dost ae mere humdum tu sudama bhi hai kanhaiya bhi kanhaiya kanhaiya tu sudama bhi hai kanhaiya bhi tu bhikaari bhi aur daata bhi tere sau rang hain mere pyaare tu hi pyaasa hai tu hi jharna bhi ae mere dost ae mere humdum mere mohosin mere karam farma woh mera ghum tha ya khushi meri har jagah tune mera saath diya ae mere dost ae mere humdum tu meri bebasi ke aalam click here
ae mere pyaar bata kyun hua mujhse khafa yun na hona tha juda oh mere bichhade sanam pyaar ki tujhko kasam dekh ab yaad na aa ae mere pyaar bata maine chaha tha tujhe maine pooja tha tujhe maine chaha tha tujhe maine pooja tha tujhe zindagi bhar ke liye apna samjha tha tujhe yeh judayi to na thi bewafai to na thi meri wafaon ka sila ae mere pyaar bata pyaar sapna hi to tha aankh khulte hi mita pyaar sapna hi to tha aankh khulte hi mita meri taqdeer mili saath mera na diya dil ke tukde bhi huye phir bhi kuchh keh na sake raaz dil dil mein raha ae mere pyaar bata yeh hawa kaisi chali jal gayi dil ki kali yeh hawa kaisi chali jal gayi dil ki kali ghum ke saye jo bahe dhoop khushiyon ki dhali dil ko le jaaun kahan jaa ke behlaun kahan kaun humdam hai mera ae mere bichhade sanam pyaar ki tujhko kasam dekh ab yaad na aa ae mere pyaar bata click here
ae meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekha hai pehle kabhi ae meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekha hai pehle kabhi ae mere hamsafar mujhko pehchan le main wohi hoon wohi hoon wohi ae mere hamsafar mujhko pehchan le main wohi hoon wohi hoon wohi tu mere saath reh kar bhi kyun door hai is liye ke tujhe khud ye manjoor hai tu mere saath reh kar bhi kyun door hai is liye ke tujhe khud ye manjoor hai main tere paas hoon main tere paas thi main wohi hoon wohi hoon wohi ae meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekha hai pehle kabhi ae mere hamsafar mujhko pehchan le main wohi hoon wohi hoon wohi dil mein padti to hain teri parchhayian door hoti nahin phir bhi tanhaayian dil mein padti to hain teri parchhayian door hoti nahin phir bhi tanhaayian dil ke aayine mein jhaank kar dekh le main wohi hoon wohi hoon wohi hii ae meri zindagi tu nahin ajnabi tujhko dekha hai pehle kabhi ae mere hamsafar mujhko pehchan le main wohi hoon wohi hoon wohi tu wohi hai jo mere click here
ae zindagi ke raahi himmat na haar jaana himmat na haar jaana ae zindagi ke raahii ae zindagi ke raahi himmat na haar jaana bitegi raat ghum ki badlega ye zamaana ae zindagi ke raahi wo raat ki siyahi tujh ko dara rahi hai wo raat ki siyahi tujh ko dara rahi hai haare huye musafir manzil bula rahi hai haare huye musafir manzil bula rahi hai bas jaayega kisi din ujda jo aashiyana bitegi raat ghum ki badlega ye zamaana ae zindagi ke raahi haathon se tere daaman umeed ka naa toote haathon se tere daaman umeed ka naa toote dum toot jaaye lekin himmat kabhi na toote dum toot jaaye lekin himmat kabhi na toote marne mein kya dhara hai jeene ka kar bahana bitegi raat ghum ki badlega ye zamana ae zindagi ke raahii click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Yahaan Se Jaane Ka Banarsi Babu (1973) 04:01 18111
 
Poster of Banarsi Babu (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dev Anand, Yogeeta Bali
Duration : 04:01   Song Number : 18111   

Aas Ka Panchhi Ulfat (1978) 04:08 12347
 
Poster of Ulfat (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:08   Song Number : 12347   

Aata Hai Aata Hai Santaclaus Shandaar (1974) 04:21 11277
 
Poster of Shandaar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:21   Song Number : 11277   

Aaye Baithe Khaye Piye Ek Shriman Ek Shrimati (1969) 03:11 13237
 
Poster of Ek Shriman Ek Shrimati (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:11   Song Number : 13237   

Aaye The Huzoor Bade Tan Ke Main Bhi Ladki Hoon (1964) 03:04 15621
 
Poster of Main Bhi Ladki Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajan
Duration : 03:04   Song Number : 15621   

Aayega Aayega Ek Chhail Chhabila Aayega Mehrban (1967) 04:01 32646
 
Poster of Mehrban (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:01   Song Number : 32646   

Ab Aur Na Kuchh Bhi Prem Patra (1962) 04:59 40576
 
Poster of Prem Patra (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhna
Duration : 04:59   Song Number : 40576   

Ab Do Dilon Ki Mushkil Pooja Ke Phool (1964) 05:18 13964
 
Poster of Pooja Ke Phool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Duration : 05:18   Song Number : 13964   

Ablela Main Ek Dilwaala Miss India (1957) 04:56 17250
 
Poster of Miss India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:56   Song Number : 17250   

Adi Adi Ruk Ja Kudi, Are Soorat Se Kya Parde Ke Peechhey (1971) 04:39 37574
 
Poster of Parde Ke Peechhey (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Yogeeta Bali
Duration : 04:39   Song Number : 37574   

Adosan Padosan Kahe Jo Kahe Bahana (1960) 03:20 17602
 
Poster of Bahana (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Shamshad Begum
Duration : 03:20   Song Number : 17602   

Ae Baad E Saba Aahista Anarkali (1953) 03:02 19795
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 03:02   Song Number : 19795   

Ae Chaand Kal Jo Aana Devta (1956) 03:11 13059
 
Poster of Devta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Duration : 03:11   Song Number : 13059   

Ae Dil Mujhe Bata De Bhai Bhai (1956) 04:53 20105
 
Poster of Bhai Bhai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Nirupa Roy
Duration : 04:53   Song Number : 20105   

Ae Humsafar Bata De Manzil Teri Mohar (1959) 03:33 19121
 
Poster of Mohar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Geeta Bali
Duration : 03:33   Song Number : 19121   

Ae Jaan E Chaman Anmol Moti (1969) 04:59 12699
 
Poster of Anmol Moti (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Jitendra, Babita
Duration : 04:59   Song Number : 12699   

Ae Mere Dost Mehrban (1967) 06:02 13706
 
Poster of Mehrban (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Bhairavi
Duration : 06:02   Song Number : 13706   

Ae Mere Pyaar Bata Ghar Basake Dekho (1963) 04:07 37762
 
Poster of Ghar Basake Dekho (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Rajshree, Manoj Kumar
Duration : 04:07   Song Number : 37762   

Ae Meri Zindagi Tu Nahin Ajnabi Pyar Ka Sapna (1969) 05:58 33006
 
Poster of Pyar Ka Sapna (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Mala Sinha
Duration : 05:58   Song Number : 33006   

Ae Zindagi Ke Raahi Bahar (1951) 03:18 15553
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pandhari Bai
Duration : 03:18   Song Number : 15553   
Karaoke Songs of rajendra krishna, Sad Songs of rajendra krishna, Love Songs of rajendra krishna, Dance Songs of rajendra krishna, Hip-hop songs of rajendra krishna, Best songs of rajendra krishna, Super hit songs of rajendra krishna, hit songs of rajendra krishna, duet songs of rajendra krishna, solo songs of rajendra krishna, old songs of rajendra krishna, famous songs of rajendra krishna, Hindi Karaoke Songs of rajendra krishna, Hindi Sad Songs of rajendra krishna, Hindi Love Songs of rajendra krishna, Hindi Dance Songs of rajendra krishna, Hindi Hip-hop songs of rajendra krishna, best Hindi songs of rajendra krishna, super hit Hindi songs of rajendra krishna, hit Hindi songs of rajendra krishna, duet Hindi songs of rajendra krishna, solo Hindi songs of rajendra krishna, old Hindi songs of rajendra krishna, famous Hindi songs of rajendra krishna, Sing Along Songs of rajendra krishna, Sing Along Sad Songs of rajendra krishna, Sing Along Love Songs of rajendra krishna, Sing Along Dance Songs of rajendra krishna, Sing Along Hip-hop songs of rajendra krishna, Sing Along Best songs of rajendra krishna, Sing Along Super hit songs of rajendra krishna, Sing Along hit songs of rajendra krishna, Sing Along duet songs of rajendra krishna, Sing Along solo songs of rajendra krishna, Sing Along old songs of rajendra krishna, Sing Along famous songs of rajendra krishna