ae husn e bekhabar tujhe takne ko ik nazar jhukta to hoga roz tere ghar pe maahetaab ae jaan e chaman ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman mal mal ke jism itna bhi paani mein mat nahaa mal mal ke jism itna bhi paani mein mat nahaa dar hai kahin ye paani bhi ban jaaye na sharaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman baaghon ke aas paas bhi jaana na bhool ke baaghon ke aas paas bhi jaana na bhool ke hoga bhari bahaar mein phoolon ka jee kharaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman tujhko banane wala bhi sau koshishen kare tujhko banane wala bhi sau koshishen kare la na sakega dhoond ke tera koi jawaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise
Ae Jaan E Chaman
Anmol Moti (1969)