Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTalat Mahmood
HomeTalat Mahmood
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kaun kehta hai tujhe maine bhula rakha hai kaun kehta hai tujhe maine bhula rakha hai teri yaadon ko kaleje se laga rakha hai teri yaadon ko kaleje se laga rakha hai lab pe aahen bhi nahin aankh mein aansu bhi nahin lab pe aahen bhi nahin aankh mein aansu bhi nahin dil ne har raaz mohabbat ka chhupa rakha hai dil ne har raaz mohabbat ka chhupa rakha hai tune jo dil ke andhere mein jalaaya tha kabhi tune jo dil ke andhere mein jalaaya tha kabhi wo diya aaj bhi seene mein jala rakha hai wo diya aaj bhi seene mein jala rakha hai dekh ja aake mehakte huye jakhmon ki bahaar maine ab tak tere gulshan ko saja rakha hai kaun kehta hai tujhe maine bhula rakha hai
khuda wo waqt na laye khuda wo waqt na laye ke sogawaar ho tu khuda wo waqt na laye sukun ki neend tujhe bhi haraam ho jaye teri masarrat e paiham tamaam ho jaye teri hayat tujhe talkh jam ho jaye gamon se aaina e dil gudaz ho tera khuda wo waqt na laye hujum e yaas se betaab ho ke reh jaye wafur e dard se simab ho ke reh jaye tera shabaab faqat khwab ho ke reh jaye gurur e husn sarapa niyaz ho tera khuda wo waqt na laye tawil raaton mein tu bhi qaraar ko tarse teri nigaah kisi gamgusaar ko tarse khizanrasida tamanna bahaar ko tarse koi jabin na tere sang e aastaan pe jhuke khuda wo waqt na laye ke sogawaar ho tu khuda wo waqt na laye
koi din gar zindgani aur hai koi din gar zindgani aur hai apne jee mein humne thani aur hai koi din gar zindgani aur hai aatish e do jhakh mein ye garmi kahaan aatish e do jhakh mein ye garmi kahaan soz e ghum haaye ne haani aur hai soz e ghum haaye ne haani aur hai baarhaa dekhi hain unki ranjishen baarhaa dekhi hain unki ranjishen par kuchh ab ke sargarani aur hai par kuchh ab ke sargarani aur hai de ke khat munh dekhta hai naamabar de ke khat munh dekhta hai naamabar kuchh to paigaam e zubani aur hai kuchh to paigaam e zubani aur hai ho chuki ghalib balaayen sab tamaam ho chuki ghalib balaayen sab tamaam ek marg e naa gahaani aur hai ek marg e naa gahaani aur hai apne jee mein humne thani aur hai koi din gar zindgani aur hai
kya bataaun ke mujhe tujhse muhabbat kyun hai mere mehboob mujhe teri zarurat kyun hai kya bataaun ke mujhe tujhse muhabbat kyun hai kashti e dil ke liye aur kinaare hain bahut tere jalwon ke siwa aur nazaare hain bahut meri chahat ke liye aur sahaare hain bahut tere waadon pe mujhe phir bhi yaqidat kyun hai kya bataaun ke mujhe tujhse muhabbat kyun hai kyun teri yaad sataati hai mujhe shaam o sehar jaane kyun dhundti phirti hai tujhe meri nazar hain zamaane mein haseen aur bhi tujhse behtar tu hi batla de mujhe tujhse muhabbat kyun hai kya bataaun ke mujhe tujhse muhabbat kyun hai mere mehboob mujhe teri zarurat kyun hai kya bataaun ke mujhe tujhse muhabbat kyun hai
kya itna bhi adhikaar nahin dhoondh sakun nazaron mein teri apna khoyaa pyaar dekh sakun dekh sakun jee bhar ke tujhko door khada ek baar door khada ek baar kya itna bhi adhikaar nahin kabhi kahin jaane anjaane kar loon main lachaar jhoom sakun jhoom sakun main sun kar teri payal ki jhankaar payal ki jhankaar kya itna bhi adhikaar nahin karun tere sapnon pe apni raaton ka shingaar chhed sakun chhed sakun man ki veena par tere geet hazaar tere geet hazaar kya itna bhi adhikaar nahin nain bichha main raah niharun prem nagar ke dwaar poochh sakun poochh sakun main tujh se apne jeene ka aadhaar jeene ka aadhaar kya itna bhi adhikaar nahin
main teri chhabi banaunga teri chhabi banaunga main teri chhabi banaunga teri chhabi banaunga tere ang ka rang milane ko main chaand se loonga chaandni tere ang ka rang milane ko main chaand se loonga chaandni honton ki hansi banaane ko honton ki hansi banaane ko phoolon se hansi churaunga teri chhabi banaunga main teri chhabi banaunga jab main banane lagunga pyari do akhiyaan matwali jab main banane lagunga pyari do akhiyaan matwali apne aage rakh loonga tab ras ki bhari do pyaali apne aage rakh loonga tab ras ki bhari do pyaali phir palkon ki nok ko sajni main teeron se milaunga teri chhabi banaunga main teri chhabi banaunga rang dekh kar zulfon ka tadpegi badariya kaari rang dekh kar zulfon ka tadpegi badariya kaari dekh ke roop bhara mukhda jhumegi duniya saari dekh ke roop bhara mukhda jhumegi duniya saari phir teri tasveer dikha kar tujhko yun sharmaunga teri chhabi banaunga main teri chhabi banaunga teri chhabi banaunga
mera dukh ambar mein chhaya rom rom se phoota dukhda jo dil mein na samaya mera dukh ambar mein chhaya rom rom se phoota dukhda jo dil mein na samaya mera dukh ambar mein chhaya paaon mere hardam kaanton par haathon mein angaare chhoota karte in nainon se lahoo ke phuwaare itni garm aah bharta hoon itni garm aah bharta hoon jise chhuyi murjhaaya mera dukh ambar mein chhaya ro kar kaali raat bana diiii hans kar din ujiyaala jo pee leta mere aansu ban jaata matwaala meri aasha aur niraasha meri aasha aur niraasha bani dhoop aur chhaaya mera dukh ambar mein chhaya chaand aur sooraj ambar ke baadal rangon waale anginti jo dekh rahe ho jugnu aur sitaare aansu ka bunn taana baana aansu ka bunn taana baana maine hi failaaya mera dukh ambar mein chhaya rom rom se phoota dukhda jo dil mein na samaya mera dukh ambar mein chhaya
mera pyaar mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do main jeevan mein ulajh gaya hoon main jeevan mein ulajh gaya hoon tum jeena sikhla do mera pyaar mujhe lauta do thukraane se pehle mujhko lauta do woh preet ki baaten meri hansi mastiyaan meri lauta do woh chaandni raatein mere sapnon ko lauta do mera toota dil lauta do mera pyaar mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do maine jisko jeevan samjha tumne uss ki hansi udaayi dikha dikha phoolon ke sapne mujhko kaanton ki raah bataayi mera apnapan lauta do mere geet mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do main jeevan mein ulajh gaya hoon main jeevan mein ulajh gaya hoon tum jeena sikhla do mera pyaar mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do
mere humnashi mere humnawa mere humnashi mere humnawa mujhe tujhse koi gila nahin tu nazar se door sahi magar tera gham to dil se juda nahin mere humnashi mere humnawa tera tazkra teri guftgoo teri justzoo teri aarzoo teri justzoo teri aarzoo mujhe zindagi mein hai kya kami mere paas jeene ko kya nahin mere humnashi mere humnawa teri anjuman se utha hoon yun dil e ghamzada ko liye huye dil e ghamzada ko liye huye ke phir uske baad se aaj tak kisi anjuman mein gaya nahin mere humnashi mere humnawa karoon tujhse koi gila to kya main khuda se maangun dua to kya main khuda se maangun dua to kya tujhe kuchh dinon se gumaan hai ye mera jaise koi khuda nahin mere humnashi mere humnawa mere humnawa
aa aa aaa aaaa meri zindagi hai zaalim tere ghum se ashkaara tera ghum hai gar haqeeqat mujhe zindagi se pyara meri zindagi hai zaalim tu agar bura na maane to jahaan e rang o bu mein main sukun e dil ki khaatir koi dhundh lun sahaaraa main sukun e dil ki khaatir koi dhundh lun sahaaraa main bataun farq naaseh main bataaun farq naaseh jo hai mujh mein aur tujh mein meri zindagi talaatum teri zindagi kinaara meri zindagi talaatum teri zindagi kinaaraa koi ae shaki puchhe ye junun nahin to kya hai ki usi ke ho gaye hum jo na ho saka hamaara ki usi ke ho gaye hum jo na ho saka hamaara meri zindagi hai zaalim
phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya kya takdeeren kaam karen jab apna naseeba soya phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya ghaav puraana abhi haraa hai chhalni sa dil dard bhara hai ghaav puraana abhi haraa hai chhalni sa dil dard bhara hai phir kar baitha mehenga sauda phir kar baitha mehenga sauda jis mein sab kuchh khoya phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya zaft ka daawaa chhoot gaya hai sapnon ka ghar toot gaya hai zaft ka daawaa chhoot gaya hai sapnon ka ghar toot gaya hai armaanon ka ret mahel phir armaanon ka ret mahel phir tufaanon ne dhoya phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya kya takdeeren kaam karen jab apna naseeba soya phir pyaar kiya phir roya phir pyaar kiya phir roya
Phool Ki Ankh Mein Ansoo Hai
raat andheri door kinara koi nahin hai apna sahara kitni badi duniya hai magar is duniya mein hai kaun humara raat andheri door kinara koi nahin hai apna sahara aansu mile humen badle khushi ke ghum hi mila humko badle mein pyaar ke kya thi khata mere malik bata do kaante bane aaj gul ye bahar ke ujada hai ghar le kaun khabar nahin aata nazar qismat ka sitara raat andheri door kinara koi nahin hai apna sahara dhalne laga din jalne laga dil saathi sabhi chal diye mukhde mod ke pyasi nazar hai pyasa jigar hai koi chala dil ko pyasa hi chhod ke raah ruki hai paonv thake hain aas miti nahin himmat hara raat andheri door kinara koi nahin hai apna sahara
raatein guzaar di hain taaron ki roshni mein afsaane sun chuka hoon apne hi khamoshi mein afsaane sun chuka hoon larzish si ho rahiiiiiiiiiiii hai aaalam ki kul fizaa meinnnnnnn rota hai koi bekas shayad ke bekasi mein rota hai koi bekas main mehav e bandagi hoonnnnnnn wo mayal e tagafullllllllll kuchh lutf aa raha hai iss tarz e dilbari mein kuchh lutf aa raha hai ukta gaya hai aalammmmmmm afsana sunte sunteeeeeeee ukta gaya hai aalam afsana sunte sunteeeeee aankhen jhapak rahe hain taarein bhi khamoshi meinnn raatein guzaar di hain
rang laayi ab meri ye aabla paayi to kya rang laayi ab meri ye aabla paayi to kya raah roki mil gaye manzil kareeb aayi to kya raah roki mil gaye manzil kareeb aayi to kya chand murjhayiii huyi kaliyon ka manzar dekh kar chand murjhayii huyi kaliyon ka manzar dekh kar gulsitaan mein aankh shabnam ki jo bhar aayi to kya gulsitaan mein aankh shabnam ki jo bhar aayi to kya baat to jab hai ki ye kauno makaa hansne lage baat to jab hai ki ye kauno makaa hansne lage aasmaan par chaand taaron ko hansi aayi to kya aasmaan par chaand taaron ko hansi aayi to kya hum to maanu se khizaan ab ho chuke ae baagbaan hum to maanu se khizaan ab ho chuke ae baagbaan fasl e gul jashn e bahaaraa ki khabar laayi to kya fasl e gul jashn e bahaaraa ki khabar laayi to kya raat saari daastaan kehne mein ishrat kat gayi raat saari daastaan kehne mein ishrat kat gayi ab sehar hone ko hai aankhon mein neend aayi to kya ab sehar hone ko hai aankhon mein neend aayi to kya rang laayi ab meri ye
ro ro beeta jeevan saara jeevan saaraa ro ro beeta jeevan saara ro ro beeta aaya na man kaa meet humara aaya na man kaa meet humara ro ro beeta jeevan saara ro ro beeta khushiyon ke sab geet chura kar pyaar ka jalta deep bujha kar loot liya hai de ke sahaara ro ro beeta raah kathin hai main hoon ghaayal kashti tooti door hai saahil door hai saahil raah kathin hai main hoon ghaayal kashti tooti door hai saahil door hai saahil main hoon akelaa path andhiyaaraaa ro ro beeta ro ro beeta jeevan saara ro ro beeta
roshani ban ke fizaon mein bikharna hoga phir se doobe huye taaron ko ubharna hoga roshani ban ke meri armaa bhari mehfil ko sajaane ke liye meri armaa bhari mehfil ko sajaane ke liye zindagi tujhko dulhan ban ke sanwarna hoga roshani ban ke maine aawaaz tere naam se di hai usko maine aawaaz tere naam se di hai usko mera daawa hai zamaane ko theharna hoga roshani ban ke ishq ki manzil e aasaan ko tarasne wale ishq ki manzil e aasaan ko tarasne wale tujhko dushwaari e manzil se guzarna hoga roshani ban ke fizaon mein bikharna hoga roshani ban ke
ruper oi prodip jele ki habe tomar kachhe keu na ele ebar moner oi eto modhu keno jomechhe jodi keu na thake nebar ruper oi prodip jele ki habe tomar o nupur na bajale karo bashite o hasi na meshale karo hasite o nupur na bajale karo bashite o hasi na meshale karo hasite tomar oi sonar fagun ki dam pabe tomar oi sonar fagun ki dam pabe jodi keu na thake debar ruper oi prodip jele ki habe tomar kachhe keu na ele ebar moner oi eto modhu keno jomechhe jodi keu na thake nebar ruper oi prodip jele ki habe tomar e jiban na jarale karo jibane e sapon na chharale karo sapone e jiban na jarale karo jibane e sapon na chharale karo sapone rongeen oi din guli ki emon rabe rongeen oi din guli ki emon rabe sara keu debe na je aar ruper oi prodip jele ki habe tomar kachhe keu na ele ebar moner oi eto modhu keno jomechhe jodi keu na thake nebar ruper oi prodip jele ki habe tomar
aare o befawa saambhad tane dil thi dua maari barbaad bhale thato hu aabaad rahe duniya taari shaane gumaan karto shaane gumaan karto faani chhe zindgaani aa roop ne jawaani ek din fana thavaani shaane guman karto radtaone hasave hasta vone radave kudarat ni ek thokar garvishtne namaave garvishtne namaave duniyama shikanderni duniyama shikanderni pan na rahi nishaani shaane gumaan karto pachadai jaldi niche je khay che uchalo kudrat e chandrama pan mukyo che daagh kaado mukyo che daagh kaado samju chata na samje ea vaat murkhataani shaane gumaan karto aa zindagi no diyo pal ma bujaai jaase chandan sami aa kaaya dharni ni dhud thase dharni ni dhud thaase maate vinay karu chu maate vinay karu chu banto na tu gumaani shaane gumaan karto faani chhe zindgaani shaane gumaan karto
soye huye hain chaand aur taare aaj ki raat andhiyaari aaj ki raat andhiyaari tum baithi ho paas humaare soyi hai phulwaari soyi hai phulwaari jin aankhon mein laaj bhari thi wo bhi hain matwaari jin aankhon mein laaj bhari thi wo bhi hain matwaari ab to itna keh do pyaari main hoon tumhaari main hoon tumhaari ek dooje ko paa ke hum tum bahut mile sharma ke hum tum ek dooje ko paa ke hum tum bahut mile sharma ke hum tum yun hi rahein to reh jaayengi mann ki baatein mann mein saari ab to itna keh do pyaari main hoon tumhaari main hoon tumhaari ye chup tum ko tadpaayegi phir ye raat nahin aayegi ye chup tum ko tadpaayegi phir ye raat nahin aayegi prem milan ki in ghadiyon par laakh baharein waari laakh baharein waari ab to itna keh do pyaari main hoon tumhaari main hoon tumhaari soye huye hain
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kaun Kehta Hai Tujhe Talat Mahmood 03:18 40323
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:18   Song Number : 40323   

Khuda Wo Waqt Na Laye Talat Mahmood 03:16 37057
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:16   Song Number : 37057   

Koi Din Gar Zindgani Aur Hai Talat Mahmood 03:39 16022
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:39   Song Number : 16022   

Kya Bataaun Ke Mujhe Tujhse Mohabbat Talat Mahmood 02:28 40196
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
ANJUM LUCKNAVI
Music Director- 
Yunus Mallik
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 02:28   Song Number : 40196   

Kya Itna Bhi Adhikaar Nahin Talat Mahmood 03:19 38023
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Hindi Non Film
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:19   Song Number : 38023   

Main Teri Chhabi Banaunga Talat Mahmood 03:07 38510
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Hindi Non film
Lyricist
Faiyaz Hashami
Music Director- 
Das Gupta
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:07   Song Number : 38510   

Mera Dukh Ambar Mein Chhaya Talat Mahmood 03:27 37841
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Sajjan
Music Director- 
Madan Prakash
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:27   Song Number : 37841   

Mera Pyaar Mujhe Lauta Do Talat Mahmood 03:24 36360
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:24   Song Number : 36360   

Mere Hum Nasheen Mere Hum Nava Talat Mahmood 03:34 19755
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shamim Jaipuri
Music Director- 
Yunus Mallik
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:34   Song Number : 19755   

Meri Zindagi Hai Zaalim Talat Mahmood 03:24 39740
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shakeel Badayuni
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:24   Song Number : 39740   

Phir Pyaar Kiya Hai Talat Mahmood 03:32 40327
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sajjan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:32   Song Number : 40327   

Phool Ki Aankh Mein Aansoo Hain Talat Mahmood 03:32 38937
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Shyam Sharma
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:32   Song Number : 38937   

Raat Andheri Door Kinara Talat Mahmood 03:28 16171
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:28   Song Number : 16171   

Raatein Guzaar Di Hain Talat Mahmood 03:30 16378
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:30   Song Number : 16378   

Rang Laayi Ab Meri Talat Mahmood 05:51 39741
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 05:51   Song Number : 39741   

Ro Ro Beeta Jeevan Saara Talat Mahmood 03:08 36903
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:08   Song Number : 36903   

Roshni Ban Ke Fizaon Mein Talat Mahmood 03:27 37842
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:27   Song Number : 37842   

Ruper Oi Pradeep Talat Mahmood 03:17 14740
 
Poster of Talat Mahmood
 
Lyricist
Shyamal Gupta
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:17   Song Number : 14740   

Shaane Guman Karto Talat Mahmood 03:27 41023
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Gujarati
Lyricist
Ramesh Gupta
Music Director- 
Jayanti Joshi
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:27   Song Number : 41023   

Soye Huye Hain Chaand Aur Taare (Geet) Talat Mahmood 03:10 40243
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Fayyaz Hashmi
Music Director- 
Durga Sen
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:10   Song Number : 40243