MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBhimpalasi
HomeBhimpalasi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


madhuban mein jo kanhaiya kisi gopi se mile kabhi muskaaye kabhi chhede kabhi baat kare radha kaise na jale radha kaise na jale aag tan man mein lage radha kaise na jale radha kaise na jale madhuban mein bhale kanha kisi gopi se mile mann mein to radha ke hi prem ke hain phool khile kis liye radha jale kis liye radha jale bina soche samjhe kis liye radha jale kis liye radha jale hoo gopiyaan taare hain chaand hai radha phir kyun hai usko bisvaas aadha ho gopiyaan taare hain chaand hai radha phir kyun hai usko bisvaas aadha kanha ji ka jo sadaa idhar udhar dhyaan rahe radha bechaari ko phir apne pe kya maan rahe gopiyaan aani jaani hain radha to mann ki raani hai gopiyaan aani jaani hain radha to mann ki raani hai sanjh sakhare jamuna kinare radha radha hi kanha pukare hoi hey hoi hey baahoon ke haar jo daale koi kanha ke gale aag tan man mein lage radha kaise na jale radha kaise na jale mann mein hai radhe ko kanha jo basaye to kanha kaahe ko usse na bataye prem ki click here
samay o dheere chalo bujh gayi raah se chhaaon door hai door hai pee ka gaaon dheere chalo dheere chalo ji ko behla liya tune aas niraash ka khel kiyaa tune aas niraash ka khel kiyaa chaar dinon mein koi jiya na jiya chaar dinon mein koi jiya na jiya zehar ye saans ka piya na piya zehar ye saans ka piya na piya ye hawa sab le gayi kaarvaan ke nishaan bhi uda le gai kaarvaan ke nishaan bhi uda le gai udati hawaaon waale milenge kahaan udati hawaaon waale milenge kahaan koi bata do mere piya ka nishaan koi bata do mere piya ka nishaan samay o dheere chalo bujh gayi raah se chhaaon door hai door hai pee ka gaaon dheere chalo dheere chalo click here
tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan hooo tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan ye samma ye jahaan phir kahaan tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan din hain suhaane phir kaun jaane aaye naa aaye bahaar tu ghum ko pee le dambhar ko jee le duniyaa ka kya aitbaar ho ji piya duniyaa ka kya aitbaar tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan kaanton mein daaman uljhe na saajan phoolon mein hans kar guzaar thodi khushi hai thodi hansi hai dukh zindagi mein hazaar ho ji piya dukh zindagi mein hazaar tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan naiyaa milan ki maujhen pawan ki kehti hai tujhko pukaar gaata chala chal hanstaa chala chal jeevan ki nadiyaa ke paar ho ji piya jeevan ki nadiyaa ke paar tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan ye samma ye jahaan phir kahaan tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir click here
tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye na ho tu udaas tere paas paas main rahoonga zindagi bhar na ho tu udaas tere paas paas main rahoonga zindagi bhar saare sansaar ka pyaar maine tujhi mein paaya tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye haan tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye chanda tujheee oooooo dekhne ko nikla karta hai aaina bhi o o o o o o deedaar ko tarsa karta hai itni haseen koi nahin itni haseen koi nahin husn dono jahaan ka ik tujh mein simat ke aaya tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye pyaar kabhi ho o o o o o marta nahin hum tum marte hain hote hain wo ho o o o o log amar pyaar jo karte hain jitni adaa utni wafaa jitni adaa utni wafaa ik nazar pyaar se dekh lo phir se zinda kar do tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye haan tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye na ho tu udaas tere paas paas main rahoongi zindagi bhar na ho tu udaas tere paas paas main rahoonga zindagi bhar click here
aa aa aa aa aa aa aa aa ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai ye bahaar ye sama keh raha hai pyaar kar kisi ki aarzoo mein apne dil ko beqarar kar ye bahaar ye sama keh raha hai pyaar kar kisi ki aarzoo mein apne dil ko beqarar kar zindagi hai bewafaaaaaaaaaa zindagi hai bewafa loot pyaar ka mazaa ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkanen na gin dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkanen na gin phir kahan ye fursaten phir kahan ye raat din aa rahi hai ye sadaaaaaaaaa aa rahi hai ye sada mastiyon mein doob ja ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai jo dil yahaan na mil sake milenge uss jahaan mein jo dil yahaan na mil sake milenge uss jahaan mein khilenge hasraton ke phool jaa ke aasmaan mein ye zindagi chali gayiiiiiii ye click here
tere waade par jiye hum to yeh jaan jhooth jaana tere waade par jiye hum to yeh jaan jhooth jaana ke khushi se mar na jaate agar aitbaar hota yeh na thi humari qismat ke visaal e yaar hota agar aur jeete rehte yahi intezaar hota ye na thi humari qiismat ye kahaan ki dosti hai ke bane hai dost naa se ye kahaan ki dosti hai ke bane hai dost naa se koi chaara saaz hota koi ghum gusaar hota ye na thi humari qismat ke visaal e yaar hota ye na thi humari qismat kahoon kis se main ke kya hai shab e ghum buri balaa hai kahoon kis se main ke kya hai shab e ghum buri balaa hai mujhe kya bura tha marna agar ek baar hota ye na thi humari qismat ke visaal e yaar hota agar aur jeete rehte yahi intezaar hota ye na thi humari qismat click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Radha Kaise Na Jale Lagaan (2001) 04:58 16803
 
Poster of Lagaan (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Amir Khan, Gracy Singh
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 04:58   Song Number : 16803   

Samay O Dheere Chalo Rudaali (1993) 04:43 10686
 
Poster of Rudaali (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Bhoopen Hazarika
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:43   Song Number : 10686   

Tere Sadke Balam Amar (1954) 03:44 12644
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:44   Song Number : 12644   

Tu Mile Dil Khile Criminal (1995) 06:00 21337
 
Poster of Criminal (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
M M Keeravani
On Screen Actors- 
Manisha Koirala
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:00   Song Number : 21337   

Ye Zindagi Usi Ki Hai Anarkali (1953) 08:14 21458
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 08:14   Song Number : 21458   

Yeh Na Thi Humari Qismat Chitra Singh 04:28 15694
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Year- 
1954
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 15694