MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSahir Ludhianvi
HomeSahir Ludhianvi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tora manva kyun ghabraaye re laakhon deen dukhiyaare praani jag mein mukti paaye reeeee raam ji ke dwaar se tora manva kyun ghabraaye re laakhon deen dukhiyaare praani jag mein mukti paaye reeeee raam ji ke dwaar se band hua ye dwaar kabhi naa jug kitne hi jug kitne hi beete sab dwaaron par haarne waale iss dwaare par iss dwaare par jeete laakhon patit laakhon patitaayen laakhon patit laakhon patitaayen paawan ho kar aaye re raam ji ke dwaar se tora manva tora manva kyun ghabraaye re laakhon deen dukhiyaare praani jag mein mukti paaye reeeee raam ji ke dwaar se hum murakh jo kaaj bigaade raam wo kaaj sanwaare raam wo kaaj sanwaare o maha nanda ho ke ahillyya sab ko paar utaareeee sab ko paar utaare jo kankar charnon ko chhoo le jo kankar charnon ko chhoo le wo heera ho jaaye re raam ji ke dwaar se tora manva tora manva kyun ghabraaye re laakhon deen dukhiyaare praani jag mein mukti paaye reeeee raam ji ke dwaar se naa poochhe wo jaat kisi ki naa gun avgun naa gun click here
tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai jis ilam ne insaan ko takseem kiya hai us ilam ka tujh par koi ilzaam nahin hai tu badle huye waqt ki pehchaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya kudrat ne to bakshi thi humen ek hi dharti humne kahin bharat kahin iraan banaaya jo tod de har band wo tufaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega nafrat jo sikhaye wo dharam tera nahin hai insaan ko jo click here
tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon main isse aage kya kahoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon oooo soniye oooo mere mahivaal aa aaja oye aaja paar nadi ke mere yaar ka dera yaar ka dera hoye yaar ka dera tere havaale rabba dilbar mera dilbar mera oye dilbar mera raat balaa ki badhata jaaye leharon ka ghera kasam khuda ki aaj hai mushkil milna mera khair karin rabba rabba khair karin rabba khair karin rabba rabba khair karin rabba khair karin rabba rabba khair karin rabba hooooooo saath jiyenge saath marenge yehi hai fasaana oye tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon main isse aage kya kahoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon kahaan saleem ka rutba kahaan anaarkali kahaan saleem ka rutba kahaan anaarkali ye aisi click here
tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti meri badnaami tere saath palegi saath palegi sun sun taane meri kokh jalegi haaye kokh jalegi meri badnaami tere saath palegi saath palegi sun sun taane meri kokh jalegi haaye kokh jalegi kaanton bhare hain sab raaste tere waaste jeevan ki dagar mein kaun banega tera aasraa bedard nagar mein tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti poochhega koi to kise baap kahega baap kahega jag tujhe phenka hua paap kahega haaye paap kahega poochhega koi to kise baap kahega baap kahega jag tujhe phenka hua paap kahega haaye paap kahega ban ke rahegi sharmindagi teri zindagi jab tak tu jiyega aaj pilaaun tujhe dhoodh main kal zehar piyega tu mere pyaar ka phool hai ke meri dhool hai kuchh click here
tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakhee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe seikh brahman mulla pande sab hain ek maati ke bhaande seikh brahman mulla pande sab hain ek maati ke bhaande ved wohi kuraan wohi haiiii ved wohi kuraan wohi hai raam wohi rehmaan wohi hai kisi ka daaman thaam tujh ko allah rakhe kisi ka daaman thaam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakheee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe gore uske kaale uske are purab pachhim waale uske gore uske kaale uske purab pachhim waale uske sab mein usi ka noor samayaaaaa sab mein usi ka noor samayaa kaun hai apna kaun parayaa sab ko kar pranaam tujh ko allah rakhe sab ko kar pranaam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakheee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa click here
aaaa aaaaa aaja aaja aaja aaaaa aaaa aaja aaja aaja tujhko pukare mera pyaar hooo tujhko pukare mera pyaar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar aakhri pal hai aakhri aahen tujhe dhoondh rahi hain doobti saansen bujhti nigahen tujhe dhoondh rahi hain saamne aaja ek baar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar dono jahan ki bhent chadha di maine chaah mein teri apne badan ki khaak mila di maine raah mein teri ab to chali aa iss paar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar itne yugon tak itne dukhon ko koi seh na sakega teri kasam mujhe tu hai kisi ki koi keh na sakega mujhse hai tera iqraar hoye aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar teri nazar ki oss pade to bujhe pyaas milan ki tere badan ki oat mite to rahe laaj lagan ki mil jaaye chain qaraar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar hoye tujhko pukare mera pyaar tujhko pukare mera pyaar click here
tum agar mujhko na chaaho to koi baat nahin tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi ab agar mail nahin hai to judaai bhi nahin baat todi bhi nahin tumne banai bhi nahin ye sahara hi bahot hai mere jeene ke liye tum agar meri nahin ho to parayi bhi nahin mere dil ko na saraaho mere dil ko na saraaho to koi baat nahin to koi baat nahin gair ke dil ko saraahogi to mushkil hogi tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi tum haseen ho tumhen sab pyaar hi kartein honge main jo marta hoon to kya aur bhi marte honge sabki aankhon mein issi shauk ka toofan hoga sabke seene mein yahi dard ubharte honge mere gham mein na karaaho mere gham mein na karaaho to koi baat nahin to koi baat nahin aur ke gham mein karaahogi to mushkil hogi tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi phool ki tarah haso sabki nigahon mein raho apni masoom jawani ki panaahon mein raho mujhko wo din na dikhana tumhein apni hi kasam main tarasta rahoon tum gair ki click here
tum agar saath dene ka wada karo main yunhin mast nagmein lutata rahoon tum mujhe dekh kar muskurati raho main tumhen dekh kar geet gaata rahoon tum agar saath dene ka wada karo main yunhin mast nagmein lutata rahoon kitne jalwe fizaon mein bikhre magar maine ab tak kisi ko pukara nahin tum ko dekha to nazarein ye kehne lagin hum ko chehre se hatna gawara nahin tum agar meri nazaron ke aage raho main har ik shae se nazarein churata rahoon tum agar saath dene ka wada karo main yunhin mast nagmein lutata rahoon maine khaabon mein barason tarasha jise tum wahi sange marmar ki tasvir ho tum na samjho tumhara mukadar hoon main main samajhata hoon tum meri takdir ho tum agar mujhko apna samajhne lago main baharon ki mehfil sajata rahoon tum agar saath dene ka wada karo main yunhin mast nagmein lutata rahoon main akela bahut der chalta raha ab safar zindagani ka katta nahin jab talak koi rangin sahara na ho waqt kaafir jawani ka katta nahin tum agar hum kadam banke chalti click here
tum apna ranj o ghum apni pareshaani mujhe de do tumhe unki kasam iss dil ki viraani mujhe de do tumhe unki kasam iss dil ki viraani mujhe de do ye maana main kisi kaabil nahin hoon inn nighahon ne ye maana main kisi kaabil nahin hoon inn nighahon ne bura kya hai agar ye dukh ye hairaani mujhe de do bura kya hai agar ye dukh ye hairaani mujhe de do main dekhoon to sahi duniyaan tumhen kaise sataati hai main dekhoon to sahi duniyaan tumhen kaise sataati hai koi din ke liye apni nigebaani mujhe de do koi din ke liye apni nigebaani mujhe de do wo dil to maine maanga tha magar gairon ne paaya tha wo dil jo maine maanga tha magar gairon ne paaya tha badi shaikh hai agar uski pashemaani mujhe de do badi shaikh hai agar uski pashemaani mujhe de do tum apna ranj o ghum apni pareshaani mujhe de do click here
tum apni saheli ko itna bata do ki usse koi pyaar karne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai jo ab tak sada muskuraata raha tha har ek baat par aah bharne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai tumhari saheli bala ki hansi hai hamein bhi khabar hai usse bhi yaqin hai tumhari saheli bala ki hansi hai hamein bhi khabar hai usse bhi yaqin hai kisi ki to banna hai aakhir usse bhi bura kya hai gar koi marne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai tum apni saheli ko itna bata do ki usse koi pyaar karne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai kisi aur ki baat maane na maane magar tum kahogi to woh maan legi kisi aur ki baat maane na maane magar tum kahogi to woh maan legi zara apne beemaar ko kuchh dava de ki ab dard had se guzarne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai tum apni saheli ko itna bata do ki usse koi pyaar karne laga hai ki usse koi pyaar karne laga hai bas ab naaz chhodo zaraa paas aao bahut ho chukaa ab na isko satao bas ab naaz chhodo zaraa click here
hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm chalti rahe zindagi tum bhi chalo hum bhi chalein chalti rahe zindagi tum bhi chalo hum bhi chalein chalti rahe zindagi na zamin manzil na aasmaan zindagi hai zindagi tum bhi chalo hum bhi chalein chalti rahe zindagi peechhe dekhein na kabhi mudd ke raahon mein ho jhume mera dil tumhein leke baahon mein ho dhadkanon ki zubaan nit kahe daastaan pyaar ki jhilmil chhaaon mein palti rahe zindagi tum bhi chalo hum bhi chalein chalti rahe zindagi behate chalein hum masti ke dhaaron mein hoo goonje yahi dhun sada dil ke taaron mein ho ab ruke na kahin pyaar ka caaravaan nit nai rut ke rang mein dhalti rahe zindagi tum bhi chalo hum bhi chalein chalti rahe zindagi na zamin manzil na aasmaan zindagi hai zindagi tum bhi chalo hum bhi chalein chalti rahe zindagi click here
tum bhi chalo hum bhi chalen chalti rahe zindagi tum bhi chalo hum bhi chalen chalti rahe zindagi na zamin manzil na aasmaan zindagi hai zindagi tum bhi chalo la la la la hum bhi chalen la la la la chalti rahe zindagi la la la peechhe dekhe na kabhi mud ke raahon mein hoooo jhoome mera dil tumhen leke baahon mein dhadkanon ki jubaan nit kahe daastaan pyaar ki jhilmil chhanv mein palti rahe zindagi tum bhi chalo hmmmm hum bhi chalen hmmmmmm chalti rahe zindagi na zamin manzil na aasmaan zindagi hai zindagi tum bhi chalo hum bhi chalen chalti rahe zindagi behten chalen hum masti ke dhaaron mein ooooo goonje yahi dhun sada dil ke taaron mein ab ruke na kahin pyaar ka kaarwaan nit nayi rut ke rang mein dhalti rahe zindagi tum bhi chalo hum bhi chalen chalti rahe zindagi na zamin manzil na aasmaan zindagi hai zindagi tum bhi chalo hum bhi chalen chalti rahe zindagi chalti rahe zindagi la la la laa la la laa aa hmmm aa haaa click here
tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki raanaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki tum ke iss jheel ke saahil pe mili hooo mujhse jab bhi dekhunga yahi mujhko nazar aaogi yaad mitti hai naa manzar koi mit sakta hai door jaa kar bhi tum apne ko yahin paaogi tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki ghul ke reh jaayegi jhonkon mein badan ki khushboo zulf ka aks ghataaon mein rahega sadiyon phool chupke se chura lenge labon ki surkhi ye jawaan husn fazaaon mein rahega sadiyon tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki iss dhadakti huyi shaadaab o hanseen waadi mein iss dhadakti huyi shaadaab o hanseen waadi mein ye naa samjho ke zara der ka kissa ho tum ab humesha ke liye mere muqaddar ki tarah inn nazaaron ke muqaddar kaa bhi hissa ho tum tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi click here
tum ek baar muhabbat ka imtihaan to lo mere junoon meri vehshat ka imtihaan to lo tum ek baar muhabbat ka imtihaan to lo salaam e shauq pe ranjish bhara payaam na do mere khuloos ko hirso hawas ka naam na do meri wafa ki haqeeqat ka imtihaan to lo tum ek baar muhabbat ka imtihaan to lo na takht o taaj na laal o gohar ki hasrat hai na takht o taaj na laal o gohar ki hasrat hai tumhaare pyaar tumhaari nazar ki hasrat hai tum apne husn ki azmat ka imtihaan to lo tum ek baar muhabbat ka imtihaan to lo main apni jaan bhi de doon to aitbaar nahin ke tum se badhke mujhe zindagi se pyaar nahin yoon hi sahi meri chaahat ka imtihaan to lo tum ek baar muhabbat ka imtihaan to lo click here
tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko meri baat aur hai maine to muhabbat ki hai tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko mere dil ki mere jazbaat ki keemat kya hai uljhe uljhe se khayaalaat ki keemat kya hai maine kyun pyaar kiya tumne na kyun pyaar kiya in pareshaan sawaalat ki keemat kya hai tum jo ye bhi na bataao to ye haq hai tumko meri baat aur hai maine to muhabbat ki hai tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko zindagi sirf muhabbat nahin kuchh aur bhi hai zulfon rukhsaar ki jannat nahin kuchh aur bhi hai bhook aur pyaas ki maari hui iss duniyaa mein ishq hi ek haqeekat nahin kuchh aur bhi hai tum agar ankh churaao to ye haq hai tumko maine tumse hi nahin sabse muhabbat ki hai tum agar ankh churaao to ye haq hai tumko tumko duniyaa ke ghumon dard se fursat na sahi sabse ulfat sahi mujhse hi muhabbat na sahi main tumhaari hoon yahi mere liye kya kum hai tum mere hoke raho ye meri kismat na sahi aur bhi dil ko jalaao to ye haq hai tumko meri click here
tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye hum bhari duniyaan mein tanha ho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye maut bhi aati nahin aas bhi jaati nahin dil ko ye kya ho gaya koi sheh bhaati nahin loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan tum kahaan tum kahaan tum kahaan aaaaa tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye ek jaan aur laakh ghum ghut ke reh jaaye naa dam aao tumko dekh len doobti nazron se hum loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan loot kar mera jahaan chhup gaye ho tum kahaan tum kahaan tum kahaan tum kahaan aaaaa tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye hum bhari duniyaan mein tanha ho gaye tum naa jaane kis jahaan mein kho gaye click here
tumhaari nazar kyun khafa ho gayi khata bakhsh do gar khata ho gayi hamaara irada to kuchh bhi na tha tumhaari khata khud saza ho gayi saza kuchh bhi do par khata to bata do meri begunaahi ka kuchh to sila do saza kuchh bhi do par khata to bata do meri begunaahi ka kuchh to sila do mere dil ke maalik mere devta bas ab julm ki intehaa ho gayi hamaara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khata khud saza ho gayi kabhi jinki nazron mein armaan pale the hazaaron diye aarzoo ke jale the kabhi jinki nazron mein armaan pale the hazaaron diye aarzoo ke jale the yakin hai magar ye yakin jurm hai ke unki nazar bewafaa ho gayi tumhaari nazar kyun khafa ho gayi khata bakhsh do gar khata ho gayi click here
tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee humara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khataa khud sazaa ho gayee humara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khataa khud sazaa ho gayee sazaa hee sahi aaj kuchh to milaa hai sazaa mein bhi ik pyaar ka silsila hai sazaa hee sahi aaj kuchh to milaa hai sazaa mein bhi ik pyaar ka silsila hai mohabbat ka ab kuchh bhi anjaam ho mulaaqat ki ibtedaa ho gayee tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee humara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khataa khud sazaa ho gayee mulaaqat per itne magroor kyun ho humari khushamad pe majbur kyun ho mulaaqat per itne magroor kyun ho humari khushamad pe majbur kyun ho manane ki aadat kahan pad gayee satane ki talim kya ho gayee tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee la la la la la la la la la la la la la la la la la la la click here
bhool sakta hai bhala kaun ye pyaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun meri har sos ne har soch ne chaaha hai tumhen jab se dekha hai tumhen tab se saraaha hai tumhen bas gayin hain meri aankhon mein tumhaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun tum jo nazron ko uthaao to sitaare jhuk jaayen tum jo palkon ko jhukaao to zamaane ruk jaayen kyun na ban jaayen inn aankhon ki ujaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun jaagti raat ko sapnon ka khazaana mil jaaye tum jo mil jaao to jeene kaa bahaana mil jaaye apni kismat pe karen naaz humaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun ye pyaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun click here
tumhari mast nazar tumhari mast nazar garr idhar nahin hoti nashe mein choor fiza iss kadar nahin hoti tumhari mast nazar aa aa aa aa tumhin ko dekhne ki dil mein aarzooein hain tumhin ko dekhne ki dil mein aarzooein hain dil mein aarzooein hain tumhare aage hi oonchi nazar nahin hoti tumhare aage hi oonchi nazar nahin hoti tumhari mast nazar khafa na hona agar badhke thaam loon daaman khafa na hona agar badhke thaam loon daaman badhke thaam loon daaman ye dil fareb khataa jaankar nahin hoti ye dil fareb khataa jaankar nahin hoti tumhare aane talak hum ko hosh rehta hai tumhare aane talak hum ko hosh rehta hai hum ko hosh rehta hai phir iske baad humein kuchh khabar nahin hoti phir iske baad humein kuchh khabar nahin hoti tumhari mast nazar click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tora Manva Kyun Sadhna (1958) 04:34 14105
 
Poster of Sadhna (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Leela Chitnis
Duration : 04:34   Song Number : 14105   

Tu Hindu Banega Na Dhool Ka Phool (1959) 05:43 21323
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:43   Song Number : 21323   

Tu Husn Hai Main Ishq Hoon Hamraaz (1967) 08:30 13310
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi, Mumtaz
Duration : 08:30   Song Number : 13310   

Tu Mere Pyaar Ka Phool Dhool Ka Phool (1959) 03:59 13082
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:59   Song Number : 13082   

Tujh Ko Rakhe Raam Ankhen (1968) 06:09 21351
 
Poster of Ankhen (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Amar Nath, Mehmood, Mala Sinha
Duration : 06:09   Song Number : 21351   

Tujhko Pukare Mera Pyaar Neel Kamal (1968) 05:33 13864
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:33   Song Number : 13864   

Tum Agar Mujhko Na Chaho Dil Hi To Hai (1963) 04:28 13100
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Raag- 
Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 13100   

Tum Agar Saath Dene Hamraaz (1967) 06:16 21355
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi
Duration : 06:16   Song Number : 21355   

Tum Apna Ranj O Ghum Shagoon (1964) 03:27 11931
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Jagjit Kaur
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:27   Song Number : 11931   

Tum Apni Saheli Ko Samaj Ko Badal Dalo (1970) 04:08 38500
 
Poster of Samaj Ko Badal Dalo (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sharda, Prem Chopra
Duration : 04:08   Song Number : 38500   

Tum Bhi Chalo Hum Bhi Chalein Zameer (1975) 04:38 21356
 
Poster of Zameer (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:38   Song Number : 21356   

Tum Bhi Chalo Hum Bhi Chalen Zameer (1975) 03:33 13250
 
Poster of Zameer (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
On Screen Actors- 
Saira Banu, Amitabh Bachchan
Duration : 03:33   Song Number : 13250   

Tum Chali Jaaogi Shagoon (1964) 03:24 14211
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Duration : 03:24   Song Number : 14211   

Tum Ek Baar Muhabbat Ka Imtihaan To Lo Baabar (1960) 03:14 12774
 
Poster of Baabar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Gajanan Jagirdar
Duration : 03:14   Song Number : 12774   

Tum Mujhe Bhool Bhi Jao Didi (1959) 03:39 13087
 
Poster of Didi (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Shobha Khote, Sunil Dutt
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:39   Song Number : 13087   

Tum Naa Jaane Kis Jahaan Sazaa (1951) 03:13 21364
 
Poster of Sazaa (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:13   Song Number : 21364   

Tumhaari Nazar Kyun Khafa (Sad) Do Kaliyan (1968) 03:37 37435
 
Poster of Do Kaliyan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Biswajeet
Duration : 03:37   Song Number : 37435   

Tumhaari Nazar Kyun Khafaa Do Kaliyan (1968) 05:08 21374
 
Poster of Do Kaliyan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Vishwajeet
Duration : 05:08   Song Number : 21374   

Tumhari Aankhen Dharmputra (1961) 03:11 13078
 
Poster of Dharmputra (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:11   Song Number : 13078   

Tumhari Mast Nazar Dil Hi To Hai (1963) 03:25 12035
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 03:25   Song Number : 12035   
Karaoke Songs of sahir ludhianvi, Sad Songs of sahir ludhianvi, Love Songs of sahir ludhianvi, Dance Songs of sahir ludhianvi, Hip-hop songs of sahir ludhianvi, Best songs of sahir ludhianvi, Super hit songs of sahir ludhianvi, hit songs of sahir ludhianvi, duet songs of sahir ludhianvi, solo songs of sahir ludhianvi, old songs of sahir ludhianvi, famous songs of sahir ludhianvi, Hindi Karaoke Songs of sahir ludhianvi, Hindi Sad Songs of sahir ludhianvi, Hindi Love Songs of sahir ludhianvi, Hindi Dance Songs of sahir ludhianvi, Hindi Hip-hop songs of sahir ludhianvi, best Hindi songs of sahir ludhianvi, super hit Hindi songs of sahir ludhianvi, hit Hindi songs of sahir ludhianvi, duet Hindi songs of sahir ludhianvi, solo Hindi songs of sahir ludhianvi, old Hindi songs of sahir ludhianvi, famous Hindi songs of sahir ludhianvi, Sing Along Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Sad Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Love Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Dance Songs of sahir ludhianvi, Sing Along Hip-hop songs of sahir ludhianvi, Sing Along Best songs of sahir ludhianvi, Sing Along Super hit songs of sahir ludhianvi, Sing Along hit songs of sahir ludhianvi, Sing Along duet songs of sahir ludhianvi, Sing Along solo songs of sahir ludhianvi, Sing Along old songs of sahir ludhianvi, Sing Along famous songs of sahir ludhianvi