tumhaari nazar kyun khafa ho gayi khata bakhsh do gar khata ho gayi hamaara irada to kuchh bhi na tha tumhaari khata khud saza ho gayi saza kuchh bhi do par khata to bata do meri begunaahi ka kuchh to sila do saza kuchh bhi do par khata to bata do meri begunaahi ka kuchh to sila do mere dil ke maalik mere devta bas ab julm ki intehaa ho gayi hamaara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khata khud saza ho gayi kabhi jinki nazron mein armaan pale the hazaaron diye aarzoo ke jale the kabhi jinki nazron mein armaan pale the hazaaron diye aarzoo ke jale the yakin hai magar ye yakin jurm hai ke unki nazar bewafaa ho gayi tumhaari nazar kyun khafa ho gayi khata bakhsh do gar khata ho gayi
Tumhaari Nazar Kyun Khafa (Sad)
Do Kaliyan (1968)