MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Chand Ko Dekho Ji click here
chaand mera dil chandani ho tum chaand se hai door chandani kahaan laut ke aana hai yahin tumko jaa rahe ho tum jaao meri jaan waise to har kadam milenge log sanam milegaa sachchaa pyaar mushkil se hooooo dil ki dosti khel nahin koi dil se dil hai milta yaar mushkil se yehi to hai sanam pyaar ka thikana main hoon main hoon main hoon chaand mera dil chandani ho tum chaand se hai door chandani kahaan laut ke aana hai yahin tumko jaa rahe ho tum jaao meri jaan jaao meri jaan jaao meri click here
chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne aaj yahaan kal jaane kahaan chaand bada harjai hai phir bhi pagle panchhi ne chaand se preet lagaayi hai haaye chaand se preet lagaayi hai chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne tum jo bano ek shamma main parwana ban jaun ek ishara tum kar do main deewana ban jaun main deewana ban jaun chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne behlaao yun na sanam pyaar ki jhuthi kasmon se hum anjane lakh sahi wakif hain in rasmon se haye wakif hain in rasmon se chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni click here
chaand sa mukhda kyun sharmaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil bhabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil bhabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya jhuk gaye chanchal naina ik jhalki dikhla ke o jhuk gaye chanchal naina ik jhalki dikhla ke bolo gori kya rakha hai palkon mein chhupa ke tujhko re saanwariya tujhse hi chura ke tujhko re saanwariya tujhse hi chura ke nainon mein sajaaya maine kajra bana ke neend churaayi tune dil bhi churaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya ye bheege nazaare karte hain ishaare ye bheege nazaare karte hain ishaare milne ki ye rut hai gori din hain humaare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare humne to bichhadte dekhe kitnon ke pyaare kabhi na alag huyi kaya se kaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya click here
natkhat taaro humein na nihaaro humari ye preet nayi chaand sa mukhda kyun sharmaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraaya haai chaand sa mukhda kyun sharmaaya jhuk gaye chanchal naina ek jhalaki dikhla ke arre jhuk gaye chanchal naina ek jhalaki dikhla ke bolo gori kya rakha hai palkon mein chhupa ke tujhko re sanvariya tujhse hi churaa ke tujhko re sanvariya tujhse hi churaa ke nainon mein sajaaya maine kajra banaa ke neend churayi tune dil bhi churaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya ye bheege nazaare karte hain ishaare ye bheege nazaare karte hain ishaare milne ki yeh rut hai gori din hain humaare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare humne to bichhadte dekhe kitnon ke pyaar chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm chaand zard zard hai aaaa haaa haaa haaa chaand zard zard hai aaaa haaa haaa haaa mere dil mein pyaar ka halka halka dard hai aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa chaand zard zard hai dil hi jaane kitni khushnaseeb hoon aaj tere kiss kadar kareeb hoon dil hi jaane kitni khushnaseeb hoon aaj tere kiss kadar kareeb hoon tu mera hai main teri naseeb hoon main naseeb hoon main naseeb hoon chaand zard zard hai aaaa haaa haaa haaa chaand zard zard hai aaaa haaa haaa haaa mere dil mein pyaar ka meetha meetha dard haiiii aaaa hooooo chaand zard zard hai tera pyaar pyaar hai ke khaab hai kiss kadar ye pyaar behisaab hai tera pyaar pyaar hai ke khaab hai kiss kadar ye pyaar behisaab hai tu mere sawaal ka jawaab hai o jawaab hai o jawaab hai haaye chaand zard zard hai aaaa aaaaa aaaaa chaand zard zard hai aaaaa haaaaaa mere dil mein pyaar ka halka halka dard hai hoooo oooo oooo chaand zard zard hai hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm click here
chaandi ka badan sone ki nazar us par ye nazaakat kya kahiye ae ji kya kahiye chaandi ka badan sone ki nazar us par ye nazaakat haay nazaakat kya kahiye kis kis pe tumhaare jalwon ne todi hai qayamat kya kahiye ae ji kya kahiye chaandi ka badan sone ki nazar aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa gustaakh zubaan gustaakh nazar ye rang e tabiyat kya kahiye ae ji kya kahiye gustaakh zubaan gustaakh nazar ye rang e tabiyat haaye tabiyat kya kahiye aise bhi kahin is duniya mein hoti hai mohabbat kya kahiye ae ji kya kahiye gustaakh zubaan gustaakh nazar aa aa aa aa aanchal ki dhanak ke saaye mein ye phool gulaabi chehron chehron ke ye phool gulaabi haan ye phool gulaabi chehron ke hai gul bhi hai gulshan bhi hai aur taaron ka jhurmat bhi ye phool gulaabi chehron ke ye phool gulaabi haaye gulaabi chehron ke is waqt humaari nazron mein aaa aaaaaa is waqt humaari nazron mein kya cheez hai jannat kya kahiye ae ji kya kahiye is waqt humaari aaaa aaa nazron mein nazron mein aaa aaa aaa click here
chadhte phaagun jiyara jari gayile mora sajna sanehiya bisri gayile re mora sajna sanehiya bisri gayile re chadhte phaagun jiyara jari gayile re mora sajna sanehiya bisri gayile re mora sajna sanehiya bisri gayile re hooooo oooooo oooooo hoooo oooo hoo oooo oooo balma bilam gaye ja ke pardeswa kabahun na bheje rama kauno re sandeswa balma bilam gaye ja ke pardeswa kabahun na bheje rama kauno re sandeswa kaa wohi deswa koyaliya na bole eehon papiha sab mari gayile re mora sajna sanehiya bisri gayile re chadhte phaagun jiyara jari gayile re mora sajna sanehiya bisri gayile re mora sajna sanehiya bisri gayile re hooooo oooooo oooooo hoooo hooooo dharti agin lagi jare aasmanwa ratiya jehar laage dank mare dinwa dharti agin lagi jare aasmanwa ratiya jehar laage dank mare dinwa kaune kasurwa nithur nirmohiya ansuwa ancharwa mein bhari gayile re mora sajna sanehiya bisri gayile re chadhte phaagun jiyara jari gayile re mora sajna sanehiya bisri gayile re mora sajna click here
huyi chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama hoye chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama haaye raama hoye raama haaye raama uljhe kaahe re main hoon surat mein tujhse badh ke kahin aye ri tu hai jawaan to main bhi sajila kuchh kam nahin hooo hooo hooo uljhe kaahe re main hoon surat mein tujhse badh ke kahin aye ri tu hai jawaan to main bhi sajila kuchh kam nahin haaye duniyaan huyi re mere pyaar mein deewani laakhon ki main diljaani raama chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama wo kaun aisi hai jiska hai roop aisa jaadoo bhara jaa re main bhi to dekhoon tu jiski dhun mein hai baanwara hooo hooo hooo wo kaun aisi hai jiska hai roop aisa jaadoo bhara jaa re main bhi to dekhoon tu jiski dhun mein hai baanwara hoye uske kadam choome teri jawaani wo hai sahar ki raani raama chadti jawaani meri chaal mastaani tune kadar na jaani raama haaye raama click here
chahoonga main tujhe saanjh savere phir bhi kabhi ab naam ko tere aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga chahoonga main tujhe saanjh savere phir bhi kabhi ab naam ko tere aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga chahoonga main tujhe saanjh savere dekh mujhe sab hai pata sunta hai tu man ki sadaaaa dekh mujhe sab hai pata sunta hai tu man ki sada mitavaaaaa mere yaar tujhko baar baar aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga chahoonga main tujhe saanjh savere phir bhi kabhi ab naam ko tere aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga chahoonga main tujhe saanjh savere dard bhi tu chain bhi tu daras bhi tu nayan bhi tu dard bhi tu chain bhi tu daras bhi tu nayan bhi tu mitavaaaaa mere yaar tujhko baar baar aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga chahoonga main tujhe saanjh savere phir bhi kabhi ab naam ko tere aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga click here
chakke mein chakka chakke pe gaadi gaadi mein nikli apni sawaari thode agaadi thode peechhadi thode agaadi thode peechhadi chakke mein chakka chakke pe gaadi gaadi mein nikli apni sawaari thode agaadi thode peechhadi thode agaadi thode peechhadi chunnu chhabeele munnu hatheele makhmal ki topi chhotu rangeele chunnu chhabeele munnu hatheele makhmal ki topi chhotu rangeele lallu bataata lalli tamaata gaama banenge gattu gathile pet mein inke lambi si daadi chakke mein chakka chakke pe gaadi gaadi mein nikli apni sawaari thode agaadi thode peechhadi thode agaadi thode peechhadi umar mein kachche ye chhote bachche hain bhole bhaale hain seedhe sachche umar mein kachche ye chhote bachche hain bhole bhaale hain seedhe sachche thaanenge jo bhi kar ke rahenge ye apni dhun ke hain pure pakke koi na samjhe inko anaadi chakke mein chakka chakke pe gaadi gaadi mein nikli apni sawaari thode agaadi thode peechhadi thode agaadi thode peechhadi lamba safar hai tedhi dagar hai click here
chal chal aage nikal chal chal aage nikal tere peechhe bhaage tera saaya bach ke nikal chal chal aage nikal tere peechhe bhaage tera saaya bach ke nikal chal chal aage nikal bigdi hai kismat to sanwar jaayegi ye raat ghum ki guzar jaayegi bigdi hai kismat to sanwar jaayegi ye raat ghum ki guzar jaayegi unchi neechi raahen gir na jaana sambhal chal chal aage nikal tere peechhe bhaage tera saaya bach ke nikal chal chal aage nikal kuchh bhi ho raftaar tu kam na kar thokar lage aaj to ghum na kar kuchh bhi ho raftaar tu kam na kar thokar lage aaj to ghum na kar seene se lagaayega tujhe aane waala kal chal chal aage nikal tere peechhe bhaage tera saaya bach ke nikal chal chal aage nikal khidmat watan ki tera farz hai kar de ada ye tera karz hai khidmat watan ki tera farz hai kar de ada ye tera karz hai dagmaga na jaana faisla hai ye atal chal chal aage nikal tere peechhe bhaage tera saaya bach ke nikal chal chal aage nikal click here
chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal jahan dil ka ek ishaara ho aur duniya jaaye badal chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal masti bhari hawaayen jis gali se jaaye phool khilaayen yeh madhosh nigaahen jis pe tik jaayen apna banaayen yeh madhosh nigaahen jahan pyaar ka rasta koi na roke koi na kahe sambhal chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal roop ki pyaasi aankhen dil mein armaan sau tufaan aakhir kabhi toh hogi tumse pehchaan o anjaan aakhir kabhi toh hogi kabhi toh rimjhim barsenge yeh rang bhare baadal chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal yahaan ki reet niraali jo mausam jaaye jaa ke na aaye dam bhar ki ujiyaali jab din dhal jaaye dil ghabraaye dam bhar ki ujiyaali jahan ujade naa singaar kisi kaa phaile naa kaajal chal chal re musaafir chal tu us duniya mein chal click here
chal chal re naujawaan chal chal re naujawaan jeena tera kaam nahin marna teri shaan chal chal re naujawaan parbat pe chadhe jaa bin maut mare jaa jaayegi teri jaan magar hoga teraa naam chal chal re naujawaan chal chal re naujawaan kaise jaaun aage saasuji kaise jaaun aage uncha pahaad niche gehri gehri khayi dar laage kaise jaaun aage saasuji kaise jaaun aage jo waada kiya woh nibhaana padega sar phoot jaaye chaahe taang toot jaaye tujhko jaana padega jo waada kiya woh nibhaana padega nibhaana padega tu apni mummy ke kehne mein aakar kyun khil khilaati hai mujhko sata kar ek din tu hogi udaas dekhegi jab meri laash ho kar ke ladke kyun karta bahaane rag rag teri koi jaane na jaane lekin main hoon teri saas jaanun tu hai badmaash zindagi bhar nahin chhodunga teri beti ka haath chhod de gar tu mother in law yeh pahaad ki baat chhod de gar tu mother in law yeh pahaad ki baat ab der na kar mere laalaa teri raah take hai himaala ab der na kar mere laalaa teri raah click here
chal diye banda nawaaz chhed kar mere dil ka saaz chal diye banda nawaaz chhed kar mere dil ka saaz hum taraste hi rahe jalwe baraste hi rahe suniye mister chaal baaz baniye na bade teer andaaz suniye mister chaal baaz baniye na bade teer andaaz aur koi ghar dekhiye dil ko yahaan mat phenkiye suniye mister chaal baaz baniye na bade teer andaaz hai mujh mein tu ban ke dard e jigar dil mein khatakti hai teri nazar hai mujh mein tu ban ke dard e jigar dil mein khatakti hai teri nazar bas bas tumhen be sune aise na kar dala ulfat ka khana kharab bas bas tumhen be sune aise na kar dala ulfat ka khana kharab maan ja ae sang dil dil se mila le mera dil suniye mister chaal baaz baniye na bade teer andaaz suniye mister chaal baaz baniye na bade teer andaaz aur koi ghar dekhiye dil ko yahaan mat phenkiye suniye mister chaal baaz baniye na bade teer andaaz daaman se khicho zara haath ko samjho zara apni aukaat ko daaman se khicho zara haath ko samjho zara apni aukaat ko click here
chal mere bhai chal mere bhai tere haath jodta hoon haath jodta hoon tere paaon padta hoon chal mere bhai chal mere bhai tere haath jodta hoon haath jodta hoon tere paaon padta hoon chal mere bhai chand huaa awara subah ka nikla tara chal mere bhai chal mere bhai tere haath jodta hoon haath jodta hoon tere paaon padta hoon chal mere bhai toone nahin pee haan maine pee hai toone nahin pee haan maine pee hai jisne bhi pee ye aadat buri hai bahut ho chuki duniya so chuki ab maan jaa nahin sar phodta hoon chal mere bhai chal mere bhai tere haath jodta hoon haath jodta hoon tere paaon padta hoon chal mere bhai mujhko yaaro maaff karna main nashe mein hoon kyaa main nashe mein hoon jiska bada bhai ho sharabi chhota peeye to kya hai kharabi jiska bada bhai ho sharabi chhota peeye to kya hai kharabi bhala ya buraa tum hi samajhnaa tumpe faisla ye main chhodta hoon chal mere bhai chal mere bhai tere haath jodta hoon haath jodta hoon tere paaon padta hoon chal mere bhai click here
naa ho mayoos tootengi kabhi zulmon ki zanjeeren ulat jaayengi tadbeeren badal jaayengi taqdeeren chal musafir teri manzil door hai to kya hua chal musafir teri manzil door hai to kya hua aaj tera paanv thak kar chhor hai to kya hua chal musafir chal ye dhuwaan ye dhundhali raahen ye andheron ki ghutan ye dhuwaan ye dhundhali raahen ye andheron ki ghutan inn andheron se hi lipti hai ujaale ki kiran wo kiran gar aaj tak be noor hai to kya hua chal musafir chal zindagi se jo naa haare wo sanwaare zindagi zindagi se jo naa haare wo sanwaare zindagi thokren kha kar hi banta aadmi hai aadmi aazmaaish ka yahi dastooor hai to kya hua chal musafir chal tere maathe ke paseene mein hai ganga ki lehar tere maathe ke paseene mein hai ganga ki lehar teri mehnat se zameen par swarg aayega utar karm yogi naam se majdoor hai to kya hua chal musafir teri manzil door hai to kya hua aaj tera paanv thak kar chhor hai to kya hua chal musafir chal click here
o hoooo oo tange waale oye ki gal hai kudiye chal prem nagar jaayega batalao taange waale prem nagar jaayega kyun prem nagar jaayega batalao taange waale mera taanga nahin hai khali o jhanjhar waali matwaali dilwaali bholi bhaali mera taanga nahin hai khali kisi aur se bol bithale chal prem nagar jaayega batlao taange waale mera taanga nahin hai khali kisi aur se bol bithale thoda tera bhaari wazan saamaan bhi jyada hai raste pe main baithi rahun kya tera yeh iraada hai arre thoda tera bhaari wazan saamaan bhi jyada hai raste pe main baithi rahun kya tera yeh iraada hai thak jaungi chalte chalte thak jaungi chalte chalte pad jayenge panv mein chhale chal prem nagar jaayega batla re taange waale hooo hoooo oooo jaaungi main tere hi saath warna mujhe jaana nahin mujhko teri meethi meethi baaton mein abb aana nahin arre jaungi main tere hi saath warna mujhe jaana nahin mujhko teri meethi meethi baaton mein abb aana nahin main toh hoon ek sawaari main toh hoon ek click here
Chal Ud Jaa Re Panchhi Ke Ab Ye Des Hua Begaana, Bhool Ja Ab Wo Mast Hawaa Wo Udna Daali Daali click here
chala bhi aaaaa hoooo aa jaa rasiyaa ho jaane waale aaja teri yaad sataaye khaabon ka gharonda kahin toot naa jaaye jaane waale aaja teri yaad sataaye khaabon ka gharonda kahin toot naa jaaye chala bhi aaaaa hoooo aa jaa rasiyaa jaane waale aaja teri yaad sataaye khaabon ka gharonda kahin toot naa jaaye murjhaa chale hain armaan saare dhundhlaa gaye hain sabhi ujle nazaare kaise jiyungi ghumon ke sahaare tarsi nighaahen meri tujhko sadaayen de dhadkan pukaare chala bhi aaaaa hoooo aa jaa rasiyaa baithi hoon main kab se teri yaad lagaaye jaane waale aajaa teri yaad sataaye itna bataa jaa tere jee mein kya hai laa ke do raahe pe bichhadna bura hai iss zindagi ka tu hi aasraa hai kya wo khata hai meri jispe khafa hai tu jiski sajaa hai chala bhi aaaaa hoooo aa jaa rasiyaa dil to gaya mera kahin jaan naa jaaye jaane waale aajaa teri yaad sataaye chala bhi aaaaaaaaaa ooooooooooooooooo oooooooo oooooo ooooo oooooo ooooo oooooooo oooooo ooooo meri lagan ko kahaan tune click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chaand Ko Dekho Ji Chand Mere Aja (1960) 03:25 39732
 
Poster of Chand Mere Aja (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
I C Kapoor
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Nanda
Duration : 03:25   Song Number : 39732   

Chaand Mera Dil Hum Kisise Kum Naheen (1977) 03:12 11995
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi, Sathi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tariq
Duration : 03:12   Song Number : 11995   

Chaand Nikla Bhi Nahin Aur Bhai Bahen (1969) 03:53 16418
 
Poster of Bhai Bahen (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Duration : 03:53   Song Number : 16418   

Chaand Sa Mukhda Insaan Jaag Utha (1959) 03:16 12106
 
Poster of Insaan Jaag Utha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Sunil Dutt
Duration : 03:16   Song Number : 12106   

Chaand Sa Mukhda (Long Version) Insaan Jaag Utha (1959) 03:39 40070
 
Poster of Insaan Jaag Utha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Madhubala
Duration : 03:39   Song Number : 40070   

Chaand Zard Zard hai Jaali Note (1960) 03:16 16254
 
Poster of Jaali Note (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Dev Anand
Duration : 03:16   Song Number : 16254   

Chaandi Ka Badan Taj Mahal (1963) 09:29 39903
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Duration : 09:29   Song Number : 39903   

Chadhte Phagun Jiyara Balam Pardesia (1979) 04:23 38656
 
Poster of Balam Pardesia (1979)
 
Category
Bhojpuri
Year- 
1979
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:23   Song Number : 38656   

Chadti Jawaani Meri Caravan (1971) 04:40 20249
 
Poster of Caravan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra, Aruna Irani
Duration : 04:40   Song Number : 20249   

Chahoonga Main Tujhe Dosti (1964) 05:06 20252
 
Poster of Dosti (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:06   Song Number : 20252   

Chakke Mein Chakka Brahmachari (1968) 05:32 20253
 
Poster of Brahmachari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Rajshree, Mumtaz
Duration : 05:32   Song Number : 20253   

Chal Chal Aage Nikal Chakravyuha (1978) 06:10 19259
 
Poster of Chakravyuha (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 06:10   Song Number : 19259   

Chal Chal Re Musaafir Chal Pooja (1954) 03:08 37513
 
Poster of Pooja (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Purnima
Duration : 03:08   Song Number : 37513   

Chal Chal Re Naujawan Ek Phool Do Mali (1969) 05:42 40606
 
Poster of Ek Phool Do Mali (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sadhana, Sanjay Khan, David, Durga Khote
Duration : 05:42   Song Number : 40606   

Chal Diye Banda Nawaaz Mr & Mrs 55 (1955) 04:21 13779
 
Poster of Mr & Mrs 55 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Madhu Bala
Duration : 04:21   Song Number : 13779   

Chal Mere Bhai Naseeb (1981) 06:52 18093
 
Poster of Naseeb (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rishi Kapoor
Duration : 06:52   Song Number : 18093   

Chal Musafir Ganga Ki Saugand (1978) 06:46 18218
 
Poster of Ganga Ki Saugand (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pran
Duration : 06:46   Song Number : 18218   

Chal Prem Nagar Jeet (1972) 05:41 12996
 
Poster of Jeet (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Babita
Duration : 05:41   Song Number : 12996   

Chal Ud Jaa Re Panchhi Bhabhi (1957) 06:38 12893
 
Poster of Bhabhi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Shyama
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:38   Song Number : 12893   

Chala Bhi Aa Aaja Rasiya Man Ki Ankhen (1970) 05:28 15618
 
Poster of Man Ki Ankhen (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Waheeda Rehman
Duration : 05:28   Song Number : 15618   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi