naa ho mayoos tootengi kabhi zulmon ki zanjeeren ulat jaayengi tadbeeren badal jaayengi taqdeeren chal musafir teri manzil door hai to kya hua chal musafir teri manzil door hai to kya hua aaj tera paanv thak kar chhor hai to kya hua chal musafir chal ye dhuwaan ye dhundhali raahen ye andheron ki ghutan ye dhuwaan ye dhundhali raahen ye andheron ki ghutan inn andheron se hi lipti hai ujaale ki kiran wo kiran gar aaj tak be noor hai to kya hua chal musafir chal zindagi se jo naa haare wo sanwaare zindagi zindagi se jo naa haare wo sanwaare zindagi thokren kha kar hi banta aadmi hai aadmi aazmaaish ka yahi dastooor hai to kya hua chal musafir chal tere maathe ke paseene mein hai ganga ki lehar tere maathe ke paseene mein hai ganga ki lehar teri mehnat se zameen par swarg aayega utar karm yogi naam se majdoor hai to kya hua chal musafir teri manzil door hai to kya hua aaj tera paanv thak kar chhor hai to kya hua chal musafir chal
Chal Musafir
Ganga Ki Saugand (1978)

Amitabh Bachchan, Amzad Khan, Bindu Panikkar, I S Johar, Jeevan, Nana Palsikar, Pran, Rekha, Satyendra Kapoor