Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnand
HomeAnand
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye bahaaron ka samaa chaand taaron ka samaa kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa zindgani dard ban jaaye kahin aisa naa ho zindgani dard ban jaaye kahin aisa naa ho saans aahen sard ban jaaye kahin aisa naa ho dil tadap kar naa gahaan so naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa chaand taaron ka samaa kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa kya hua kyun iss tarah tune nighaahen pher li kya hua kyun iss tarah tune nighaahen pher li meri raahon ki taraf se apni raahen pher li zindagi ka carwaan kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa chaand taaron ka samaa kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa
heyyyyyyyy khushiyaan yahin pe milengi humen re apna hai apna ye des pardes khushiyaan yahin pe milengi humen re apna hai apna ye des pardes wohi puraane hai saare fasaane are naya hai lekin jahaan rasten naye hain ye manzil nayi hai lekin wohi aasmaan sapna hai sapna apna hai apna ye des pardes hooo uuuuuuuu uuuuu hooo uuuuuuuu uuuuu akela nahin hoon main akela nahin hoon main tere bina sang mere teri yaad hai are mil kar khilen phool har rang ke bas yahi meri fariyaad hai tera na mera apna hai apna ye des pardes khushiyaan yahin pe milengi humen re apna hai apna ye des pardes ye des pardes
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hmmmmmm zooo zooo zooo zoooo zooo zooo zooo tirdi eee eee eee tirdi eee eee eee tirdi eee ye dil na hota bechara kadam na hote aawara jo khoobsurat koi apna humsafar hota ho ho ho ho ye dil na hota bechara kadam na hote aawara jo khoobsurat koi apna humsafar hota suna jab se zamaane hai bahaar ke hum bhi aaye hai raahi ban ke pyaar ke suna jab se zamaane hai bahaar ke hum bhi aaye hai raahi ban ke pyaar ke koi na koi bulaayega khade hai hum bhi raahon mein ye dil na hota bechara kadam na hote aawara jo khoobsurat koi apna humsafar hota are maana usko nahin main pehchantaa banda uska pata bhi nahin jaanta maana usko nahin main pehchantaa banda uska pata bhi nahin jaanta milna likha hai to aayega khade hai hum bhi raahon mein ye dil na hota bechara kadam na hote aawara jo khoobsurat koi apna humsafar hota uski dhun mein padega dukh jhelna seekha humne
ye duniyaa hai ye duniyaa hai ye duniyaa hai yahaan dil ka lagana kiss ko aata hai hazaaron pyaar karte hain hazaaron pyaar karte hain nibhaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai yahaan dil mein samaana kiss ko aata hai mitaane waale laakhon hain mitaane waale laakhon hain banaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai nighaahen pher li tumne to hum kiss ki taraf dekhen kiss ki taraf dekhen tumhin keh do muhabbat ka fasaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai wafaa ka yun to dam bharte hain iss duniyaa mein sab lekinnnn duniyaa mein sab lekin wafaa ke naam par mitt kar dikhaana kiss ko aata hai hazaaron pyaar karte hain hazaaron pyaar karte hain nibhaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai yahaan dil ka lagana kiss ko aata hai ye duniyaa hai
ye duniya waale poochhenge ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo ye baat agar koi poochhe kyun nain tere jhuk jaate hain tum kehna inki aadat hai ye nain yunhi sharmaate hain tum logon se ye na kehna sanwariya se laage naina sanwariya se laage naina ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo main to ye pyaar chhupa loongi tum kaise dil ko sambhaloge dil kya tum to deewaron pe meri tasvir laga loge dekho ye kaam nahin karna mujhko badnaam nahin karna mujhko badnaam nahin karna ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo ye poochhenge wo kaun hai jo tere dil ko dhadkaata hai ye poochhenge wo kaun hai jo chhup ke sapanon mein aata hai tum mera naam nahin lena sar pe ilzaam nahin lena sar pe ilzaam nahin lena ye duniya waale poochhenge
ye nai nai preet hai tuhi to mera meet hai naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka naye iqraar ka naa ho koi jahaan bana le wahin aashiyaan ye nai nai preet hai nazar tumse mili aise ke hum sharma gaye pukaara jab tere dil ne to phir hum aagaye nazar tumse mili aise ke hum sharma gaye pukaara jab tere dil ne to phir hum aagaye kasam tumhein pyaar ki isi iqraar ki naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka nigaahon hi nigaahon mein kaho kya kar diya mere daaman ko phoolon se ye kisne bhar diya nigaahon hi nigaahon mein kaho kya kar diya mere daaman ko phoolon se ye kisne bhar diya chalo chal den wahaan zameen aur aasmaan gale milte jahaan banale wahin aashiyan ye nai nai preet hai tuhi to mera meet hai naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka naye iqraar ka naa ho koi jahaan bana le wahin aashiyaan ye nai nai preet hai
ye naina ye kaajal ye zulfen ye aanchal hmmmmm ye naina ye kaajal ye zulfen ye aanchal khoobsurat si ho tum ghazal kabhi dil ho kabhi dhadkan kabhi shola kabhi shabnam tum hi ho tum meri humdam ye naina ye kaajal ye zulfen ye aanchal khoobsurat si ho tum ghazal kabhi dil ho kabhi dhadkan kabhi shola kabhi shabnam tum hi ho tum meri humdam zindagi tum meri meri tum zindagi meri aankhon se dekho meri nazron se jaanon meri aankhon se dekho meri nazron se jaanon tum maala hum moti hum deepak tum jyoti ye naina ye kaajal ye zulfen ye aanchal khoobsurat si ho tum ghazal kabhi dil ho kabhi dhadkan kabhi shola kabhi shabnam tum hi ho tum meri humdam zindagi tum meri meri tum zindagi sapnon kaa panghat ho aashaa kaa jhurmuth ho sapnon kaa panghat ho aashaa kaa jhurmuth ho tum nadiyaa hum dhaara tum chanda hum taara ye naina ye kaajal ye zulfen ye aanchal khoobsurat si ho tum ghazal kabhi dil ho kabhi dhadkan kabhi shola kabhi shabnam tum hi ho tum meri humdam meri saanson
aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa hoooo hooo ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen thaam lo baahen ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen thaam lo baahen jhoom jhoom gaaun pyaar se sharmaaun ek nasha sa mujhe ho chala teri meri chaahen roz badi jaayen aur na toote kabhi silsila dekh teri meri ab ek dagariya thaam lo baahen thaam lo baahen aaj bane saathi deep aur baathi jagmagaayi meri zindagi paa ke tere saaye kaun aage jaaye tu mila to mili har khushi tan mann chamke hai jaise bijuriya thaam lo baahen thaam lo baahen aaj samay aaya maine tujhe paaya main lata hoon tere pyaar ki phool naye laaun tujhko mehkaaun main kali hoon tere haar ki pyaar ki humare amar ho umariyaa thaam lo baahen thaam lo baahen ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm thaam lo baahen
yehi to hai wo yehi to hai yehi to hai wo yehi to hai dekhiye dekhiye guar se phir dekhiye dekhiye dekhiye guar se phir dekhiye yehi to hai wo yehi to hai yehi to hai wo yehi to hai suna hoga aapne kissa ye chaupal mein ek raaja phans gaya tha ik pari ke jaal mein suna hoga aapne kissa ye chaupal mein ek raaja phans gaya tha ik pari ke jaal mein wo pari aayi hai phir naye jalwe liye are dekhiye dekhiye guar se phir dekhiye yehi to hai wo yehi to hai yehi to hai wo yehi to hai shaayaron ka ye kahaan hoga tumein yaad bhi bholi bhaali surat waale hote hein jallad bhi shaayaron ka ye kahaan hoga tumein yaad bhi bholi bhaali surat waale hote hein jallad bhi seene mein dil nahin phirte hain patthar liye are dekhiye dekhiye guar se phir dekhiye yehi to hai wo yehi to hai yehi to hai wo yehi to hai haan wahi jinke liye jaan di farhaad ne jungal jungal rota tha majnoo bhi jinki yaad mein haan wahi jinke liye jaan di farhaad ne jungal jungal rota tha majnoo bhi jinki yaad
yenno yenno varnala hariville cheli kallai merisele mabbulone jabille na cheli nagumomai virisele gundelu pranamga neeve nindanga mande endallo vese chali chali prema ragalu pralaya kalahalu naku neeve neeve vevela mundhu janmala bandhalanni neevele yedhalo sandhallu nee andhalele sandhrala neere inketi banjarlonu poocheti poolanni nee hoyale enno enno varnala hariville cheli kallai merisele mabbulone jabille na cheli nagumomai virisele nee kosame yedhane gudilo ila malichena manase nee kanukai niliche thanuve navarasame neevanta paravasamai janmantha parichayame pandalanta preme inka inka mari mari nee kavvintha viriyaga naa vollantha kaligenula oo pulakintha entho vintha nuvvuvina jagamuna niluthuna priyathama vevela mundhu janmala bandhalanni neevele yedalo sandallu nee andalele sandhrala neere inketi banjarlonu poocheti poolanni nee hoyale yeno yeno varnala hariville cheli kallai merisele mabbulone jabille na cheli nagumomai virisele gundelu pranamga neeve
hooo you are my darling tu hai meri jaan tu jahaan main wahaan you are my darling tu hai meri jaan tu jahaan main wahaan tujhse sundar koi hai kahaan ooo auooo auoo auoo you are my darling tu hai meri jaan tu jahaan main wahaan tujhse sundar koi hai kahaan ooo auooo auooo auoo you are my darling tu hai meri jaan chehra jo dekhe sooraj seham seham jaaye chham chham chhanke ghunghroo jab kadam uthaaye hansen khil khila ke jaise shama jhilmilaaye ho ho ho ho you are my darling tu hai meri jaan tu jahaan main wahaan tujhse sundar koi hai kahaan ho ho ho ho you are my darling tu hai meri jaan halke halke chhalke jaise phoolon se shabnam dheeme dheeme gaaye jaise hawa koi sargam rang aise badle jaise aate jaate mausam auooo auooo auoo auoo you are my darling tu hai meri jaan tu jahaan main wahaan tujhse sundar koi hai kahaan auoooo auooo auoo auoo you are my darling tu hai meri jaan la la la la la la la la lala lala
zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan pyaar tujhe dega wo maalik o pyaare jabaan main teri meethi karun aaaaaa yahaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan honthon se meetha meetha ras tapkaao ji icekreem waala aaya aao ji honthon se meetha meetha ras tapkaao ji icekreem waala aaya aao ji teri gali mein laga di maine chhoti moti si dukaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan pyaar tujhe dega wo maalik o pyaare jabaan main teri meethi karun aaaaaa yahaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan door se kyun hain tuk tuk taktaa pyaare paise bina hi le jaa le jaa pyaare door se kyun hain tuk tuk taktaa pyaare paise bina hi le jaa le jaa pyaare aana do aana nahin hai to udaasi kaisi meri jaan zindagi hai kya sun meri jaan pyaar bhara dil meethi zabaan pyaar tujhe dega wo maalik o pyaare jabaan main teri meethi karun aaaaaa
hey jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo haa jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai jaake kahin jog lo chahe ise bhog lo pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai ye jawaani ye zamana hum bhi hain jawaan husn wale humnasheen hain chhayi mastiyan hey hey hey ye jawaani ye zamana hum bhi hain jawaan husn wale humnasheen hain chhayi mastiyan hey hey hey jeene ka ye daur to abhi hua hai shuru zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai pyasi pyasi kyun rahe jeene ki ye aarzoo zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai hmm hmmm sheeshe ke hain jaam wo paani ka hai wo nasha jogi kya hai jog kya tumhe kahan ye pata peeke bhi ho pyase tum pyasi pyasi zindagi zindagi ye kaisi hai jaise jiyo waisi hai ye jawaani chaar din mein daaman chhod de hoo husn jaane kis kadam pe nazren mod le laaye tumhe hosh mein aisa koi jaam pee zindagi ye kaisi hai jaise jiyo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Bahaaron Ka Samaa Milap (1955) 03:17 15626
 
Poster of Milap (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:17   Song Number : 15626   

Ye Des Pardes Des Pardes (1978) 04:02 13049
 
Poster of Des Pardes (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Sankara
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:02   Song Number : 13049   

Ye Dil Na Hota Bechara Jewel Thief (1967) 05:24 21464
 
Poster of Jewel Thief (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:24   Song Number : 21464   

Ye Duniya Hai Shair (1949) 02:59 14216
 
Poster of Shair (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Dev Anand
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:59   Song Number : 14216   

Ye Duniya Waale Poochhenge Mahal (1969) 05:12 21066
 
Poster of Mahal (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 05:12   Song Number : 21066   

Ye Nai Nai Preet Hai Pocket Maar (1956) 03:50 21452
 
Poster of Pocket Maar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Dev Anand
Duration : 03:50   Song Number : 21452   

Ye Naina Ye Kaajal Dil Sey Miley Dil (1978) 05:05 13128
 
Poster of Dil Sey Miley Dil (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vishal Anand
Duration : 05:05   Song Number : 13128   

Ye Tanhaayi Haaye Re Haaye Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:04 14339
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 03:04   Song Number : 14339   

Yehi To Hai Wo Solva Saal (1958) 04:14 14272
 
Poster of Solva Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 04:14   Song Number : 14272   

Yenno Yenno Malli Malli Idi Rani Roju (2015) 04:32 38005
 
Poster of Malli Malli Idi Rani Roju (2015)
 
Category
Telugu
Lyricist
Sahithi
Music Director- 
Gopi Sunder
On Screen Actors- 
Nithya Menen, Sharwanand
Duration : 04:32   Song Number : 38005   

You Are My Darling Hum Naujawan (1985) 03:31 38721
 
Poster of Hum Naujawan (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tabu
Duration : 03:31   Song Number : 38721   

Zindagi Hai Kya Sun Maya (1961) 04:35 13697
 
Poster of Maya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:35   Song Number : 13697   

Zindagi Ye Kaisi Hai Swami Dada (1982) 08:02 35857
 
Poster of Swami Dada (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Duration : 08:02   Song Number : 35857   
Karaoke Songs of anand, Sad Songs of anand, Love Songs of anand, Dance Songs of anand, Hip-hop songs of anand, Best songs of anand, Super hit songs of anand, hit songs of anand, duet songs of anand, solo songs of anand, old songs of anand, famous songs of anand, Hindi Karaoke Songs of anand, Hindi Sad Songs of anand, Hindi Love Songs of anand, Hindi Dance Songs of anand, Hindi Hip-hop songs of anand, best Hindi songs of anand, super hit Hindi songs of anand, hit Hindi songs of anand, duet Hindi songs of anand, solo Hindi songs of anand, old Hindi songs of anand, famous Hindi songs of anand, Sing Along Songs of anand, Sing Along Sad Songs of anand, Sing Along Love Songs of anand, Sing Along Dance Songs of anand, Sing Along Hip-hop songs of anand, Sing Along Best songs of anand, Sing Along Super hit songs of anand, Sing Along hit songs of anand, Sing Along duet songs of anand, Sing Along solo songs of anand, Sing Along old songs of anand, Sing Along famous songs of anand