MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeO P Nayyar
HomeO P Nayyar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum sabse haseen ho aur sabse jawaan ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho jannat bhi tumhi ho duniya bhi tumhi ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho tum sabse haseen ho shaam sawere dekhun bas ek hi sapna saath mere jab tum ho sab kuchh hai apna ho oo oo raatein bhi apni din bhi apne tum bhi apne saiyyan ho tum sabse haseen ho aur sab se jawaan ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho jannat bhi tumhi ho duniya bhi tumhi ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho tum sabse haseen ho bhool nahin ki maine dil tumko dekar kaun hai iss duniya mein aji tum se behtar ho oo baahon mein meri gunguna ke muskura ke aa jao tum sabse haseen ho aur sab se jawaan ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho jannat bhi tumhi ho duniya bhi tumhi ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho tum sabse haseen ho aaj meri nazron ko hoga na dhokha aaj tumhein hai dil ki aankhon se dekha ho oo oo tum se hi milkar mere dilbar dil ne jana tum kya ho tum sabse haseen ho aur sab se jawaan ho aji meri click here
tumhara chaahne waala khuda ki duniyaa mein mere siwaa bhi koi aur ho khuda naa kare tumhara chaahne waala khuda ki duniyaa mein mere siwaa bhi koi aur ho khuda naa kare tumhara chaahne waala khuda ki duniyaa mein ye baat kaise ganwaara karega dil mera tumhara zikr kisi aur ki zabaan pe ho tumhare husn ki taarif aaina bhi kare to main tumhari kasam hai ke tod doon usko tumhare pyaar tumhari adaa ka deewana mere siwaa bhi koi aur ho khuda naa kare tumhara chaahne waala khuda ki duniyaa mein wo din naa aaye ke mujhse kabhi juda ho kar kisi ka pyaar dobara kahin talaash karo jhuka ke sar ko kisi ajnabee ke shaanon par tum apne ghum ka sahaara kahin talaash karo kareeb dil ke tumhaare kisi bhi haalat mein mere siwaa bhi koi aur ho khuda naa kare tumhara chaahne waala khuda ki duniyaa mein tumaare dil ko kabhi mujhse koi thes lage mujhe yakeen hai aisa kabhi nahin hoga mujhe wafaaon pe apni bada bharosa hai tumhaara pyaar hi de jaaye naa kahin dhoka duwaa ye hai ke click here
tumhaare ye nakhre tumhaari shararat tumhaare ye nakhre tumhaari shararat mujhe to yakin hai kabhi meri jaan leke rahenge tumhaare ye nakhre ye hasne ka andaaz sabse juda kanwal jheel mein jaise khilta hua ye hasne ka andaaz sabse juda kanwal jheel mein jaise khilta hua kahin bhi na dekha kahin bhi na dekha kahin bhi na paaya jahaan mein tumhaare siva hoye tumhaare ye nakhre tumhaari shararat mujhe to yakin hai kabhi meri jaan leke rahenge tumhaare ye nakhre nazar mein jawaani ki ye roshni ke paani pe hai khelti chaandani nazar mein jawaani ki ye roshni ke paani pe hai khelti chaandani salaamat raho tum salaamat raho tum meri jaan jaaye yahi hai khuda se dua hoye tumhaare ye nakhre tumhaari shararat mujhe to yakin hai kabhi meri jaan leke rahenge tumhaare ye nakhre click here
tumhari mulaaqat se mujh ko pata ye chala ke mere bhi seene mein hai dil ik dhadkata huaa hoye tumhari mulaaqat se mujh ko pata ye chala ke mere bhi seene mein hai dil ik dhadkata huaa hoye tumhari mulaaqat se ye ehsaas dil ko mere pehle kabhi naa hua ke ye zindagi hai meri rangeen safar pyaar kaa hoye mila main abhi aap se to ye raaz mujh par khula ke mere bhi seene mein hai dil ik dhadkata huaa hoye tumhari mulaaqat se ijaazat ho gar aapki dil ko main rakh doon wahaan masti mein sarkaar ke padte hain paanv jahaan hoye apna bana lo mujhe le lo kisi ki dua ke mere bhi seene mein hai dil ik dhadkata huaa hoye tumhari mulaaqat se ye maana ke main gair hoon anjaan hoon ajnabi dekha naa hoga magar aisa deewana kabhi hoye tum se machalti huyi kehti hai jiski adaa ke mere bhi seene mein hai dil ik dhadkata huaa hoye tumhari mulaaqat se mujh ko pata ye chala ke mere bhi seene mein hai dil ik dhadkata huaa hoye tumhari mulaaqat se click here
tumhen mohabbat hai humse mana batao iska suboot kya hai tumhen mohabbat hai humse mana batao iska suboot kya hai ye haath seene pe rakh ke dekho na poochho iska suboot kya hai tumhen mohabbat hai humse mana ye dil ki dhadkan ye sard aahen yahi shikayat hai har kisi ko ye dil ki dhadkan ye sard aahen yahi shikayat hai har kisi ko kisi hasina ko jab bhi dekha to pyaar karne lage usi ko nayi bhala iss mein baat kya hai ke ye fasana bahut suna hai ye haath seene pe rakh ke dekho na poochho iska suboot kya hai tumhen mohabbat hai humse mana jo aag seene mein hai humare tumhare hoti to jaan lete jo aag seene mein hai humare tumhare hoti to jaan lete bagair koi suboot mange humari chahat ko maan lete tumhari aankhon mein kaash hota humari aankhon mein jo nasha hai humari aankhon mein jo nasha hai yahi nasha jo rahe hamesha to hum bhi chahat ka jaam pilen yahi nasha jo rahe hamesha to hum bhi chahat ka jaam pilen ye daur sa bas yunhi chalega to leke saaki ka naam pilen click here
gareeb jaan ke gareeb jaan ke humko naa tum mita dena tumhin ne dard diya tumhin ne dard diya hai tumhin dawaa dena gareeb jaane ke lagi hai chot kaleje pe umr bhar ke liye lagi hai chot kaleje pe umr bhar ke liye tadap rahen hai muhabbat mein ik nazar ke liye nazar mila ke nazar mila ke muhabbat se muskuraa dena tumhin ne dard diya hai tumhin dawaa dena gareeb jaane ke jahaan mein aur humara kahaan thikaana hai jahaan mein aur humara kahaan thikaana hai tumhaare dar se kahaan uth ke humko jaana hai jo ho sake to jo ho sake to muqaddar mera jagaa dena tumhin ne dard diya hai tumhin dawaa dena gareeb jaane ke mila qaraar naa dil ko kisi bahaane se tumhari aas lagaaye hain ik zamaane se kabhi to apni kabhi to apni muhabbat ka aasraa dena tumhin ne dard diya hai tumhin dawaa dena gareeb jaane ke nazar tumhari mere dil ki baat kehti hai nazar tumhari mere dil ki baat kehti hai tumhari yaad to din raat saath rehti hai tumhari yaad ko tumhari yaad ko mushkil hai ab bhula click here
aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa tumko to karodon saal huye batlaao gagan gambheer is pyaari pyaari duniya mein kyun alag alag taqdeer tumko to karodon saal huye batlaao gagan gambheer is pyaari pyaari duniya mein kyun alag alag taqdeer milte hain kisi ko bin maange hi moti oooo oooooo koi maange lekin bheekh naseeb na hoti hoooo ooooo kya soch ke hai maalik ne rachi ye do rangi tasveer is pyaari pyaari duniya mein kyun alag alag taqdeer tumko to karodon saal huye batlaao gagan gambheer is pyaari pyaari duniya mein kyun alag alag taqdeer kuchh kismat waale sukh se amrit peete ooooo oooooo kuchh dil par rakh kar patthar jeevan jeete ooooo oooooo kahin mann panchhi aakaash ude kahin paon padi zanjeer is pyaari pyaari duniya mein kyun alag alag taqdeer tumko to karodon saal huye batlaao gagan gambheer is pyaari pyaari duniya mein kyun alag alag taqdeer kyun alag alag taqdeer kyun alag alag taqdeer kyun alag alag taqdeer click here
yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha uff ye nazar uff ye adaa uff ye nazar uff ye adaa kaun na ab hoga fidaa zulfen hai ya badliyaan aankhen hai ya bijliyaan jaane kis kis ki aayengi kazaa yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha haan tumsa nahin dekha tum bhi haseen rutt bhi haseen aaj ye dil bas mein nahin tum bhi haseen rutt bhi haseen aaj ye dil bas mein nahin raaste khamosh hain dhadkane madhosh hain piye bin aaj humen chada hai nasha yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha tum na agar bologe sanam tum na agar bologe sanam mar to nahin jaayenge hum kya pari yaa hoor ho itne kyun magroor ho maan ke to dekho kabhi kisi ka kaha yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha yun to humne laakh haseen dekhe hai tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha ho tumsa nahin dekha tumsa click here
ho o o ho udein jab jab zulfein teri ho udein jab jab zulfein teri ho oh ho ho ho udein jab jab zulfein teri ho udein jab jab zulfein teri kanwaariyon ka dil machle kanwaariyon ka dil machle jind meriye jab aise chikne chehre jab aise chikne chehre to kaise na nazar phisle to kaise na nazar phisle jind meriye ho o o ho rut pyaar karan ki aayi ho rut pyaar karan ki aayi ho o o o ho rut pyaar karan ki aayi ho rut pyaar karan ki aayi ke beriyon ke ber pak gaye ke beriyon ke ber pak gaye jind meriye kabhi daal idhar bhi phera kabhi daal idhar bhi phera ke tak tak nain thak gaye ke tak tak nain thak gaye jind meriye ho o o ho us gaon pe sawarg bhi sadke ho us gaon pe sawarg bhi sadke ho o ho ho ho us gaon pe sawarg bhi sadke ho us gaon pe sawarg bhi sadke ke jahan mera yaar basta ke jahan mera yaar basta jind meriye paani lene ke bahaane aaja paani lene ke bahaane aaja ke tera mera ik rasta ke tera mera ik rasta jind meriye ho o o ho tujhe chaand ke bahaane dekhoon ho click here
hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmm udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hain ye rangeen raaton ki ek daastaan hain udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hain ye rangeen raaton ki ek daastaan hain ye kaisa hai naghma ye kya daastaan hain bata aye muhabbat mera dil kahaan hai ye kaisa hai naghma mere ghar mein aayi huyi hai bahaar qayaamat hai phir bhi karun intezaar mere ghar mein aayi huyi hai bahaar qayaamat hai phir bhi karun intezaar aaaa aaaaa aaaaa muhabbat kuchh aisi sadaa de rahi hai muhabbat kuchh aisi sadaa de rahi hai ke khud raat angdaayiaan le rahi hai jidhar dekhti hoon nazaara jawaan hai udhar tum haseen ho idhar dil jawaan hain ye rangeen raaton ki ek daastaan hain ye kaisa hai naghma ye kya daastaan hain bata aye muhabbat mera dil kahaan hai ye kaisa hai naghma sulagti hai taaron ki parchhaiyaan buri hain muhabbat ki tanhaaiyaan sulagti hai taaron ki parchhaiyaan click here
la la la la ra la ra laa la ra la ra la la laa hey ee eeeeeee hey eeeee cha cha cha cha cha cha cha cha cha cha cha cha cha udhar wo chaal chalte hain idhar hum jaan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain udhar wo chaal chalte hain idhar hum jaan lete hain agar tum hans ke dekhoge to hum bhi muskura lenge bacha kar aankh nikloge nazar hum bhi phira lenge tum apna rasta loge hum apna rasta lenge na hum ehsan karte hain na hum ehsan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain udhar wo chaal chalte hain idhar hum jaan lete hain tumhe humse mohabbat hai zarurat kya jataane ki inhe parade mein rehne do ye baatein hain chhupane ki humein aadat nahin jhooti kasam khane khilane ki na hum imaan dete hain na hum imaan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain nazar pehchanne wale nazar pehchan lete hain udhar wo chaal chalte hain idhar hum jaan click here
uff uff uff ye beqarar dil kahaan loota naa poochhiye har nighaah chor hai ji naam kiss ka lijiye uff uff ye beqarar dil kahaan loota naa poochhiye har nighaah chor hai ji naam kiss ka lijiye uff nazar nazar se mil gayi jabaan se uff nazar nazar se mil gayi jabaan se uff nikal gayi chale jo dil ko thaam kar to aarzoo machal gayi ye kaun jadoo kar gaya ye kaun jadoo kar gaya ke dil gaya jigar gaya hum aaye the ilaaz ko ke dard aur badh gaya uff uff ye beqarar dil kahaan loota naa poochhiye har nighaah chor hai ji naam kiss ka lijiye uff hum apne dil ko rok len mazaal kya hum apne dil ko rok len humari kya mazaal hai kisi ko kya bataayen hum jo aaj dil ka haal hai raat hai shabaab par nazar ruki hai aap par raat hai shabaab par nazar ruki hai aap par karenge dil ka faisla hum aap ke jawaab par uff uff ye beqarar dil kahaan loota naa poochhiye har nighaah chor hai ji naam kiss ka lijiye uff jhuki jhuki nighaah ne ye kya kiya jhuki jhuki nighaah ne dikha ke jaam shaam click here
wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe bekaar hi ulfat kaa izhaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe aisi to naa thi kismat apna bhi koi hota aisi to naa thi kismat apna bhi koi hota apna bhi koi hota kyun khud ko mohabbat ka haqdaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe royen to bhala kaise khole to jabaan kyun kar royen to bhala kaise khole to jabaan kyun kar khole to jabaan kyun kar darten hai ke jaane kya sansaar samajh baithe bekaar hi ulfat kaa izhaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe click here
aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa wo haseen dard de do jise main gale laga loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon wo nighaah mujh pe daalo ke main zindagi bana loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon tumhe tum se maangti hoon zara apna haath de do mujhe aaj zindagi ki wo suhaag raat de do jise le ke kuchh naa maangu aur maang mein sazaa loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon wo nighaah mujh pe daalo ke main zindagi bana loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa meri aarzoo to dekho ho tumhe saamne bitha kar kabhi dil ke paas laa kar kabhi dilrubaa bana kar koi daastaan sun loon koi daastaan suna loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon wo nighaah mujh pe daalo ke main zindagi bana loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon maine pyaar ke alaawa kabhi tumse kuchh naa maanga tumhe jaane kya click here
ri ri ka raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka ri ri ka raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha ri ri ka raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha haa ho ho haaye garibon ka ye jeena haye jale hai dekh dekh seena haye kaam to karta budha kallu maze se khaaye sambhu kaka ri ri ka raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha tumhein jo aata hai jhukaana thukega lala ye zamaana duniya hai zaalim maanegi usko jo ho duniya ka chacha ri ri ra raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha kaisi nigahein teri kafir haye raste pe luta hai musafir haye aaj tamaasha ho gaya ulta daku pe pad gaya daaka ri ri ra raka aaka ka baka baka ka taka worli ka naka duniya dhamaka kadam kadam pe chhodo ik pataakha haaa ha ho galiyon mein jhoom jhoom gaata husn ko ishq sikhaata mera click here
ya ya ya o ya ke tum par meri jaan shabaab aa gaya ya ke phir mere marne ke din aa gaye ya ke tum par meri jaan shabaab aa gaya ya ke phir mere marne ke din aa gaye ya ke tumko main apni khushi maan loon ya ke phir aah bharne ke din aa gaye ya ke tum par ye nazaare ye nazaare jo mujhko deewaana karen hain bahaaron mein aise nazaare kahaan door ho jinse dil ka andhera kabhi aasmaanon mein aise sitaare kahaan ya meri ya meri aarzuon ki kaliyaan khilin ya tumhaare sanwarne ke din aa gaye ya ke tum par meri jaan shabaab aa gaya ya ke phir mere marne ke din aa gaye ya ke tum par tumko dekha tumko dekha kadam dagmagaane lage aisi masti khizaaon mein milti nahin in mehakte huye gesuon ki kasam aisi khushboo hawaaon mein milti nahin ya ke dooba ya ke dooba hua hoon main jazbaat mein ya tumhaare ubharne ke din aa gaye ya ke tum par meri jaan shabaab aa gaya ya ke phir mere marne ke din aa gaye ya ke tumko main apni khushi maan loon ya ke phir aah bharne ke din aa gaye ya ke click here
yaar baadshah yaar dilrubaa yaar baadshah yaar dilrubaa qatil aankhon waale o dilbar matwaale dil hai tere hawaale yaar baadshah yaar dilrubaa qatil aankhon waale o dilbar matwaale dil hai tere hawaale yaar baadshah yaar dilrubaa hooo yaar baadshah yaar dilrubaa raaton ki tanhaayi meri jaan naa le le teri laaparwaahi mere pyaar se khele hoooooo nagmen hain rufaani mausam hai nooraani main teri deewaani yaar baadshah yaar dilrubaa qatil aankhon waale o dilbar matwaale dil hai tere hawaale yaar baadshah yaar dilrubaa hoooo yaar baadshah yaar dilrubaa mastaane albele meri baat samjh le dil ki dhadkan sun kar jazbaat samjh le hoooooo kyun tadpaaye aa jaa dil ghabraaye aa jaa chain naa aaye aa jaa yaar baadshah yaar dilrubaa qatil aankhon waale o dilbar matwaale dil hai tere hawaale yaar baadshah yaar dilrubaa hooo yaar baadshah yaar dilrubaa click here
ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein hoga kitna khoobsurat ye nazara duniya dekhegi hum bhi dekhenge ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein saara zamana dekh chuke tera jawaab kahaan saara zamana dekh chuke tera jawaab kahaan guzre nazar se phool kayi tujhsa gulaab kahaan ho yaar mere main nisaar tere tujh pe sitaare hain fidaa sitaaron ki tamanna haii tere aanchal mein chhup jaayein hoga kitna khoobsurat ye nazara duniya dekhegi hum bhi dekhenge ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein kyun na kahoon main tujhko sanam sapnon ka tajmahal kyun na kahoon main tujhko sanam sapnon ka tajmahal paa ke rahunga pyaar tera aaj nahin to kal yaar mere main nisaar tere tujh pe bahaarein hain fidaa baharon ki tamanna hai teri chaahat mein lutt jaayein hoga kitna khoobsurat ye nazara duniya dekhegi hum bhi dekhenge ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein click here
yahan hum wahan tum mera dil hua hai gum bolo kahaan aji yahaan bolo kahaan aji yahaan yahin hum yahin tum kahin ho na jaye gum bolo kahaan are yahaan bolo kahaan are yahaan mera dil tha hasin mera dil tha jawan liya kisne chura gaya haaye kahan kahan dil hai tera kahan tera jigar yahan khud hi nahin hamen apni khabar kahan dil hai tera kahan tera jigar yahan khud hi nahin hame apni khabar mat haye karo mera naak mein dam yahan hum wahan tum mera dil hua hai gum bolo kahaan aji yahaan bolo kahaan aji yahaan yahan dekh liya wahan dekh liya nahin haye kahin mere dil ka pata chalo theek hua tali sar se bala aji jaan bachi karo shukar ada chalo theek hua tali sar se bala aji jaan bachi karo shukar ada aisa na kaho tumhe meri kasam yahan hum wahan tum mera dil hua hai gum bolo kahaan aji yahaan bolo kahaan aji yahaan yahin hum yahin tum kahin ho na jayen gum bolo kahaan are yahaan bolo kahaan are yahaan click here
ooooooo ooooo ooooo oooo ooooooo ooooo ooooo oooo ye desh hai veer jawaanon ka albelon ka mastaanon ka iss desh ka yaaron iss desh ka yaaron kya kehna ye desh hai duniyaan ka gehnaa ooooo oooo oooo oooo oooo oooo yahaan choudi chhati veeron ki yahaan bholi shaklen heeron ki yahaan gaate hain raanjhe yahaan gaate hain ranjhe masti mein machti hain dhoome basti mein ooooo oooo oooo oooo oooo oooo pedon pe bahaaren jhoolon ki raahon mein kataaren phoolon ki yahaan hansta hai saawan yahaan hansta hai saawan baalon mein khilti hai kaliyaan gaalon mein ooooo oooo oooo oooo oooo oooo kahin dangal shokh jawaanon ke kahin kartab teer kamaanon ke yahaan neet neet mele yahaan neet neet mele sajate hain neet dhol aur taashe bajte hain ooooo oooo oooo oooo oooo oooo dilbar ke liye dildaar hain hum dushman ke liye talwaar hain hum maidaan mein agar hum maidaan mein agar hum datt jaayen mushkil hai ke peechhe hatt jaayen click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Sabse Haseen Ho Mohabbat Zindagi Hai (1966) 05:57 32975
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Madhavi
Duration : 05:57   Song Number : 32975   

Tumhara Chaahne Waala Kahin Din Kahin Raat (1968) 05:33 16261
 
Poster of Kahin Din Kahin Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Veena
Duration : 05:33   Song Number : 16261   

Tumhare Ye Nakhre Tumhari Shararat Kahin Din Kahin Raat (1968) 03:34 20004
 
Poster of Kahin Din Kahin Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 03:34   Song Number : 20004   

Tumhari Mulaqat Se Mohabbat Zindagi Hai (1966) 04:23 13765
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:23   Song Number : 13765   

Tumhen Mohabbat Hai Ek Musafir Ek Hasina (1962) 05:25 32086
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sadhana, Joy Mukherjee
Duration : 05:25   Song Number : 32086   

Tumhin Ne Dard Diya Chhoo Mantar (1956) 04:40 12981
 
Poster of Chhoo Mantar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johny Walker, Anita Guha
Duration : 04:40   Song Number : 12981   

Tumko To Karodon Saal Huye Sambandh (1969) 05:44 38674
 
Poster of Sambandh (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:44   Song Number : 38674   

Tumsa Nahin Dekha Tumsa Nahin Dekha (1957) 03:28 12178
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:28   Song Number : 12178   

Udein Jab Jab Zulfein Teri Naya Daur (1957) 04:52 21393
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dileep Kumar
Duration : 04:52   Song Number : 21393   

Udhar Tum Haseen Ho Mr & Mrs 55 (1955) 04:19 13781
 
Poster of Mr & Mrs 55 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Guru Dutt
Duration : 04:19   Song Number : 13781   

Udhar Wo Chaal Ek Musafir Ek Hasina (1962) 04:39 13226
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhna
Duration : 04:39   Song Number : 13226   

Uff Yeh Beqarar Dil Dil Aur Mohabbat (1968) 03:40 16408
 
Poster of Dil Aur Mohabbat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Bela Bose, Joy Mukherjee
Duration : 03:40   Song Number : 16408   

Wo Hans Ke Mile Hum Se Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 04:16 11908
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Tanuja, Dharmendra
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:16   Song Number : 11908   

Wo Haseen Dard De Do Humsaya (1968) 04:07 11919
 
Poster of Humsaya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:07   Song Number : 11919   

Worli Ka Naka Duniya Do Ustad (1959) 05:27 39751
 
Poster of Do Ustad (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Madhu Bala
Duration : 05:27   Song Number : 39751   

Ya Ke Tum Par Meri Jaan Nasihat (1967) 03:29 17662
 
Poster of Nasihat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 17662   

Yaar Baadshah Yaar Dilrubaa C I D 909 (1967) 04:39 11918
 
Poster of C I D 909 (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Bela Bose
Duration : 04:39   Song Number : 11918   

Yaaron Ki Tamanna Hai Kahin Din Kahin Raat (1968) 04:16 36541
 
Poster of Kahin Din Kahin Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Sapna
Duration : 04:16   Song Number : 36541   

Yahan Hum Wahan Tum Shrimati 420 (1956) 03:12 36620
 
Poster of Shrimati 420 (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Om Puri, Johny Walker, Meena, Meena Shori
Duration : 03:12   Song Number : 36620   

Ye Desh Hai Veer Naya Daur (1957) 03:52 13857
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:52   Song Number : 13857   
Karaoke Songs of o p nayyar, Sad Songs of o p nayyar, Love Songs of o p nayyar, Dance Songs of o p nayyar, Hip-hop songs of o p nayyar, Best songs of o p nayyar, Super hit songs of o p nayyar, hit songs of o p nayyar, duet songs of o p nayyar, solo songs of o p nayyar, old songs of o p nayyar, famous songs of o p nayyar, Hindi Karaoke Songs of o p nayyar, Hindi Sad Songs of o p nayyar, Hindi Love Songs of o p nayyar, Hindi Dance Songs of o p nayyar, Hindi Hip-hop songs of o p nayyar, best Hindi songs of o p nayyar, super hit Hindi songs of o p nayyar, hit Hindi songs of o p nayyar, duet Hindi songs of o p nayyar, solo Hindi songs of o p nayyar, old Hindi songs of o p nayyar, famous Hindi songs of o p nayyar, Sing Along Songs of o p nayyar, Sing Along Sad Songs of o p nayyar, Sing Along Love Songs of o p nayyar, Sing Along Dance Songs of o p nayyar, Sing Along Hip-hop songs of o p nayyar, Sing Along Best songs of o p nayyar, Sing Along Super hit songs of o p nayyar, Sing Along hit songs of o p nayyar, Sing Along duet songs of o p nayyar, Sing Along solo songs of o p nayyar, Sing Along old songs of o p nayyar, Sing Along famous songs of o p nayyar