ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein hoga kitna khoobsurat ye nazara duniya dekhegi hum bhi dekhenge ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein saara zamana dekh chuke tera jawaab kahaan saara zamana dekh chuke tera jawaab kahaan guzre nazar se phool kayi tujhsa gulaab kahaan ho yaar mere main nisaar tere tujh pe sitaare hain fidaa sitaaron ki tamanna haii tere aanchal mein chhup jaayein hoga kitna khoobsurat ye nazara duniya dekhegi hum bhi dekhenge ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein kyun na kahoon main tujhko sanam sapnon ka tajmahal kyun na kahoon main tujhko sanam sapnon ka tajmahal paa ke rahunga pyaar tera aaj nahin to kal yaar mere main nisaar tere tujh pe bahaarein hain fidaa baharon ki tamanna hai teri chaahat mein lutt jaayein hoga kitna khoobsurat ye nazara duniya dekhegi hum bhi dekhenge ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein
Yaaron Ki Tamanna Hai
Kahin Din Kahin Raat (1968)