MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajesh-Khanna
HomeRajesh-Khanna
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tu mera kya laage o saathiya tu mera kya laage o saathiya laage na laage re tere bin kahin jiyaa tu mera kya laage o saathiya laage na laage re tere bin kahin jiyaa mar jaate raahon mein hum teri baahon mein aake jee gaye zulfon ke saaye mein hum dil ke saare ghum hans ke pee gaye mar jaate raahon mein hum teri baahon mein aake jee gaye zulfon ke saaye mein hum dil ke saare ghum hans ke pee gaye tune hi phir jeena sikhlaa diya laage na laage re tere bin kahin jiyaa din beete baaton mein baaton ki yaadon mein jhoome dil jawaan raaton ki neendon mein neednon ke khawaabon mein tu hi tu yahaan din beete baaton mein baaton ki yaadon mein jhoome dil jawaan raaton ki neendon mein neednon ke khawaabon mein tu hi tu yahaan bin poochhe bin maange dil le liya laage na laage re tere bin kahin jiyaa jis din se dekha hai bas tujhko dekha hai tujh mein kho gaye hum bhi ye na jaane hum tere deewane kaise ho gaye jis din se dekha hai bas tujhko dekha hai tujh mein kho gaye hum bhi click here
aaaa aaaaa aa aa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan kaisa jeevan phool khile to dil murjhaye phool khile to dil murjhaye aag lage jab barse saawan tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan roothe tum jab se piya roothe tum jab se soona sa hai man ka dera bairi hai duniya bairi hai duniya baante koi kyun dukh mera apne aansoo apna hi daaman tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan kaise dil behle aye ye aye ye ye ye ye ye kaise dil behle hasna chaahoon rona aaye dhoondha jag saara dhoondha jag saara kuchh na soojhe kuchh na bhaaye tod gaye tum man ka darpan tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan kis ko samjhaaun kis ko samjhaaun guzari kya kya beeti kya kya poochhe ye duniya poochhe ye duniya kis ke haathon ye dil toota haal hua ye kis ke kaaran tum bin jeevan kaisa jeevan phool khile to dil murjhaye phool khile to dil murjhaye aag lage jab barse saawan tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan click here
tum mile pyaar se mujhe jeena gawaara hua tum huye jo mere mera sab kuchh tumhaara hua tum mile haa aa pyaar se haa aa mujhe jeena gawaara hua aa aa tum huye jo mere mera sab kuchh tumhaara hua zindagi jod di maine teri zindagi se zindagi jod di maine teri zindagi se hum chhupaate rahe tha pyaar humko tujhi se jeevan sanwaara tune hamaara tune hamaara jeevan sanwaara suniyaan se pyaara tu humein tum mile haa aa pyaar se haa aa mujhe jeena gawaara hua aa aa tum huye ho o o jo mile ho o o mera sab kuchh tumhaara hua tere saathi hain hum har baat pe saath denge tere saathi hain hum har baat pe saath denge ye kinaare hain kya toofaan mein sang sang chalenge ye jag saara tujh pe waara tujh pe waara ye jag saara pyaar se pyaara tu humein tum mile haa aa pyaar se haa aa mujhe jeena gawaara hua aa aa tum huye jo mere mera sab kuchh tumhaara hua click here
ho upar wale upar wale upar wale upar wale o upar wale tera jawaab nahin o upar wale tera jawaab nahin kab de kya de hisaab nahin upar wale tera jawaab nahin kab de kya de hisaab nahin teri meharabaniyon ka jawaab nahin upar wale tera jawaab nahin kab de kya de hisaab nahin ho upar wale taram pam jhimnak jhimnak jhimna taram pam jhimnak jhimnak jhimna o upar wale taram pam jhimnak jhimnak jhimna taram pam jhimnak jhimnak jhimna mujhko biwi kaa pyaar diya jannat jaisa gharbaar diya mujhko biwi kaa pyaar diya jannat jaisa gharbaar diya har haal mein khush rehta hai tu dariya ki tarah behta hai tu o tu nahin tum nahin aap main are do beton kaa baap main isse bada koi khitaab nahin upar wale tera jawaab nahin kab de kya de hisaab nahin ho upar wale taram pam jhimnak jhimnak jhimna taram pam jhimnak jhimnak jhimna tu ek haath se leta hai to sau haathon se deta hai tu ek haath se leta hai to sau haathon se deta hai iss dil ko diye armaan bade mujh par hain tere ehsaan click here
ho ho sachchai chhup nahin sakti banaawat ke wasoolon se ke khushboo aa nahin sakti kabhi kaagaz ke phoolon se main intezaar karoon ye dil nisaar karoon main tujh se pyaar karoon ho magar kaise aitbaar karoon jhoota hai tera waada waada tera waada waada tera waada waada tera waada waada tera waada waade pe tere maara gaya banda main seedha saadha waada tera waada waada tera waada waada tera waada waada tera waada tumhaari zulf hai yaa sadak ka mod hai ye tumhaari aankh hai yaa nashe ka tod hai ye kahaa kab kyaa kisi se tumhein kuchh yaad nahin humaare saamne hain humaare baad nahin kitaabein husn mein to wafaa ka naam nahin are muhabbat tum karogi tumhaara kaam nahin muhabbat tum karogi tumhaara kaam nahin agar ke khoob ho tum meri mehboob ho tum agar ke khoob ho tum meri mehboob ho tum nigaahe gair se bhi magar mansoob ho tum kisi shaayar se poochho ghazal ho ya rubaai bhari hai shayari mein tumhaari bewafaai ho daaman mein tere phool hain kam aur kaante hain click here
ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha kal tak main akela tha aaj zamana saath hai waqt waqt ki baat hai samjhe na waqt waqt ki baat hai kal tak main akela tha aaj zamana saath hai waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai jab itna mashhoor na tha yaaro mera naam tab paani naa milta tha ab milte hain jaam kal ye raat andheri thi aaj suhaani raat hai hey waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai sun kar meri baaton ko hai duniya hairaan dekhte rah gaye sab maine maar liya maidaan kal dil mein veerani thi aaj magar baraat hai hey waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai aaj tu jaanegi mujhko aye mere mehboob bhola bhaala hoon lekin aadmi hoon main khoob kal tha jiska intezaar aaj wo mulaqaat hai hey waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai kal tak main akela tha aaj zamana saath hai hey waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai click here
wo nazar leke wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu lut gaye lut gaye hum sare mehfil tana na haiya hu uuuuu hay thaam ke baithe hain jo dil tana na haiya hu thaam ke baithe hain jo dil tana na haiya hu hai yahi hai yahi to mere kaatil tana na haiya hu uuu hay wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu kis liye tez hawaaon mein jalaya hai charag kabhi paoge na tum khoye huye dil ka surag uska pana to hai mushkil uska pana to hai mushkil tana na haiya hu uuuu hay wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu aaaa aaaa aaaaa aapke dil me nazar aate the yun hi kai daag aise daagi ka bhala payenge kya aap surag wo na tha wo na tha pyaar ke kaabil tana na haiya hu uuuu hay thaam ke baithe hain jo dil tana na haiya hu unko dekho koi aur unki adayen dekho ek zara sar ko jo sharma ke jhukayen dekho bijliyaan kyun na wo hans hans ke girayen dekho unpe kurbaan hai mehfil unpe kurbaan hai mehfil tana na haiya hu uuuu hay wo nazar leke rahi dil click here
wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi jhuki huyi nigaah mein kahin mera khayaal tha dabi dabi hansi mein ik haseen saa gulaal tha main sochta tha mera naam gunguna rahi hai wo main sochta tha mera naam gunguna rahi hai wo naa jaane kyun laga mujhe ke muskura rahi hai wo wo shaam kuchh ajeeb thi mera khayaal hai abhi jhuki huyi nigaah mein khili huyi hansi bhi hai dabi huyi si chaah mein main jaanta hoon mera naam gunguna rahi hai wo main jaanta hoon mera naam gunguna rahi hai wo yahi khayaal hai mujhe ke saath aa rahi hai wo wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi click here
hoo yaar dildaar tujhe kaisa chaahiye pyaar chaahiye ke paisa chaahiye yaar dildaar tujhe kaisa chaahiye pyaar chaahiye ke paisa chaahiye paisa kya karna hai tere liye jeena hai tere liye jeena hai tere liye marna hai yaar dildaar tere jaisa chaahiye pyaar ke liye magar paisa chaahiye hoo yaar dildaar tujhe kaisa chaahiye pyaar chaahiye ke paisa chaahiye dil kahin aur aankh kahin aur mere jhoothe baalmaa tere dil mein chor dil kahin aur hai aankh kahin aur mere jhoothe baalmaa tere dil mein chor daulat ka deewaanaaa banta hai parwaanaa parwaana to naam badnaam nahin aisa chaahiye pyaar chaahiye ke paisa chaahiye yaar dildaar tere jaisa chaahiye pyaar ke liye magar paisa chaahiye saathi tere saath mein aise aisi raat mein dulhan jaise ho koi choron ki baaraat mein saathi tere saath mein aise aisi raat mein dulhan jaise ho koi choron ki baaraat mein loot jaayegi raaniiiii teri ye jawaaniii ye jawaani tujhe nighebaan mere jaisa chaahiye pyaar ke liye magar paisa click here
yaar hamaari baat suno aisaa ik insaan chuno jisne paap naa kiyaa ho jo paapi naa ho jisne paap naa kiyaa ho jo paapi naa ho yaar hamaari baat suno aisaa ik insaan chuno jisne paap naa kiyaa ho jo paapi naa ho jisne paap naa kiyaa ho jo paapi naa ho koi hai chaalaak aadmii koi seedha saadaa koi hai chaalaak aadmii koi seedha saadaa ham mein se har ek hai paapi thoda koi zyaadaa ho koi maan gayaa re koi rooth gayaa ho koi pakda gayaa koi chhoot gayaa yaar hamaari baat suno aisaa ik beimaan chuno jisne paap naa kiyaa ho jo paapi naa ho jisne paap naa kiyaa ho jo paapi naa ho is paapan ko aaj sazaa denge milkar ham saare is paapan ko aaj sazaa denge milkar ham saare lekin jo paapi na ho vo pehlaa patthar maare ho pahale apna mann saaf karo re phir auron kaa insaaf karo yaar hamaari baat suno aisaa ik nadaan chuno jisne paap naa kiyaa ho jo paapi naa ho jisne paap naa kiyaa ho jo paapi naa ho yaar hamaari baat suno aisaa ik insaan chuno jisne paap naa kiyaa ho jo paapi click here
ye jo chilman hai dushman hai humari hoo o ye jo chilman hai dushman hai humari kitni sharmili hooo o kitni sharmili dulhan hai humari ye jo chilman hai dusra aur koi yahaan kyun rahen dusra aur koi yahaan kyun rahen husn aur ishq ke darmiyaan kyun rahen darmiyaan kyun rahen ye yahaan kyun rahen haan ji haan kyun rahen ye jo aanchal hai shikwaa hai humara kyun chhupata hai chehraa ye tumhara haaye ye jo chilman hai hoooo aaaaa aaaa kaise deedaar aashique tumhara kare kaise deedaar aashique tumhara kare rukh e roshan ka kaise nazaara kare ho nazaraa kare ho ishaara kare haan pukaraa kare ye jo gesun hain baadal hai kasam se kaise bikhren hai gaalon pe sanam ke hoooo ye jo chilman hai rukh se parda zara jo sarakne laga rukh se parda zara jo sarakne laga uff ye kambakhat dil kyun dhadakne laga haaan dhadkane laga haan bhadkne laga dum atakne laga ye jo dhadkan hai dushman hai humari kaise dil sambhle uljhan hai humari hoooo ye jo chilman hai dushman hai humari click here
heyyyy ye jo mohabbat hai ye unka hai kaam arre mehboob kaa jo bas lete hue naam mar jaayein mit jaayein ho jaayein badnaam rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum naa karenge pyaar rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum naa karenge pyaar toote agar saagar nayaa saagar koi le le mere khuda dil se koi kisi ke na khele toote agar saagar nayaa saagar koi le le mere khuda dil se koi kisi ke na khele dil toot jaaye to kyaa ho anjaam ye jo mohabbat hai ye unka hai kaam arre mehboob kaa jo bas lete hue naam mar jaayein mit jaayein ho jaayein badnaam rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum naa karenge pyaar rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum naa karenge pyaar aankhen kisi se naa ulajh jaayein main dartaa hoon yaaro haseenon ki gali se main guzartaa hoon aankhen kisi se naa ulajh jaayein main dartaa hoon yaaro haseenon ki gali se main guzartaa hoon bas door hee se kar ke salaam ye jo mohabbat hai ye unka hai kaam arre mehboob kaa jo bas lete hue naam mar jaayein mit jaayein click here
aye babu ye public hai public ye jo public hai ye sab jaanti hai public hai ye jo public hai ye sab jaanti hai public hai aji andar kya hai aji bahar kya hai andar kya hai bahar kya hai ye sab kuchh pahchanti hai public hai ye sab jaanti hai public hai ye jo public hai ye sab jaanti hai public hai aji andar kya hai aji bahar kya hai andar kya hai bahar kya hai ye sab kuchh pahchanti hai public hai ye sab jaanti hai public hai ye jo public hai ye sab jaanti hai public hai heere moti tumne chhupaye kuchh hum log na bole heere moti tumne chhupaye kuchh hum log na bole abb aata chawal bhi chhupa to bhukhon ne munh khole are bhikh na maange are karz na maange bhikh na maange karz na maange ye apna haq mangti hai public hai ye sab jaanti hai public hai ye jo public hai ye sab jaanti hai public hai ye chaahe to sar pe bitha le chahe phenk de neeche ye chaahe to sar pe bitha le chahe phenk de neeche pahle ye peechhe bhaage phir bhaago iske peechhe are dil toote to are ye click here
ye kya hua kaise hua kab hua ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua hum kyun shikva karen jhoota kya hua jo dil toota hum kyun shikva karen jhoota kya hua jo dil toota sheeshe ka khilona tha kuchh na kuchh to hona tha hua ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua humne jo dekha tha suna tha kya batayen wo kya tha humne jo dekha tha suna tha kya batayen wo kya tha sapna salona tha khatam to hona tha hua ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua aye dil chal pee kar jhumen inhi galiyon mein ghumen aye dil chal pee kar jhumen inhi galiyon mein ghumen yahan tujhe khona tha badnaam hona tha hua ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua click here
ye laal rang kab mujhe chhodega ye laal rang kab mujhe chhodega ye laal rang kab mujhe chhodega mera ghum kab talak mera dil todega ye laal rang kab mujhe chhodega kisi ka bhi liya naam to aayi yaad tu hi tu kisi ka bhi liya naam to aayi yaad tu hi tu ye to pyaala sharaab ka ban gaya ye lahoo ye laal rang kab mujhe chhodega peene ki kasam daal di peeunga kis tarah haan peene ki kasam daal di peeunga kis tarah ye na socha toone yaar main jeeunga kis tarah ye laal rang kab mujhe chhodega hmmm chala jaaun kahin chhod ke main tera ye shaher haan chala jaaun kahin chhod ke main tera ye shaher na to yahan amrit mile peene ko na zaher ye laal rang kab mujhe chhodega mera ghum kab talak ho mera dil todega ye laal rang kab mujhe chhodega click here
aa haa haa ho ho aa haa haa ye mausam aaya hai kitne saalon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein ye mausam aaya hai kitne saalon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein kaliyon ke chehre nikhar gaye hain kaliyon ke chehre nikhar gaye hain phoolon ke sehre bikhar gaye hain sab khushboo bas gayi hai in reshami shabnami dhaagon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein aankhon ka milna khoob rahaa hai aankhon ka milna khoob rahaa hai ye dil deewana doob rahaa hai matwaale nainon ke in sharbati nargisi khayaalon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein ye mausam aaya hai kitne saalon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein aa aa aa aaaaaa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa kehna nahin tha kehna pada hai kehna nahin tha kehna pada click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ye mera jeevan tere liye hai ye mera jeevan tere liye hai jeevan ka sapna tere liye hai maang le hans ke kya chaahiye tujhe maang le hans ke kya chaahiye tujhe meri to duniyaan tere liye hai ye mera jeevan hurrrrr haha daali pe baithi chhoti si chidiya kaandhe pe meri nanhi si gudiya la la la aa ha ha aa ha ha la la daali pe baithi chhoti si chidiya kaandhe pe meri nanhi si gudiya chidiya se bhi sundar meri gudiya chidiya se bhi sundar meri gudiya ye mera jeevan tere liye hai la la la la la tere liye hai jeevan ka sapna tere liye hai maang le hans ke kya chaahiye tujhe meri to duniyan tere liye hai ye mera jeevan dekha tha sapna jo zindagi ka ye bhi to waisa hi din hai khushi ka la la la aa ha ha aa ha ha aa ha dekha tha sapna jo zindagi ka ye bhi to waisa hi din hai khushi ka jeene ka dhang tujh se maine seekha jeene ka dhang tujh se maine seekha ye mera jeevan tere liye hai la la la la la click here
ye raat hai pyaasi pyaasi ye raat hai pyaasi pyaasi pyaasi naa guzar jaaye tum baahon mein aa jaao tum baahon mein aa jaao yaa waqt thehar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi nayi yaad dil ko jalaane lagi hai machalnaa sikhaane lagi hai jawaan pyaar kaaboo mein kaise rahega ke angdaayi aane lagi hai ye palken uthaao ye nazren milaao masti bikhar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi ye raat hai pyaasi pyaasi kayi rang dekhe tumhaare labon mein kaho to koi hum chura len zara shokh karlen ye saada saa jeevan jawaani ko rangeen banaa len ye aankhen naa phero ye zulfen bikhero duniyaa sanwar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi ye raat hai pyaasi pyaasi pyaasi naa guzar jaaye tum baahon mein aa jaao tum baahon mein aa jaao yaa waqt thehar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi click here
ye reshmi zulfen ye sharbati aankhen inhen dekh kar jee rahen hain sabhi inhen dekh kar jee rahen hain sabhi ye reshmi zulfen ye sharbati aankhen inhen dekh kar jee rahen hain sabhi inhen dekh kar jee rahen hain sabhi jo ye aankhen sharam se jhuk jayengi jo ye aankhen sharam se jhuk jayengi saari baaten yahin bas ruk jayengi chup rehna ye afsaana koi inko na batlana ke inhen dekh kar pee rahen hain sabhi inhen dekh kar pee rahen hain sabhi ye reshmi zulfen ye sharbati aankhen inhen dekh kar jee rahen hain sabhi inhen dekh kar jee rahen hain sabhi zulfen magrur itni ho jayengi zulfen magrur itni ho jayengi dil ko tadpayengi jee ko tarsayengi ye kar dengi deewana koi inko na batlana inhen dekh kar jee rahen hain sabhi inhen dekh kar jee rahen hain sabhi saare inki shikaayat karten hain saare inki shikaayat karten hain phir bhi inse mohabbat karten hain ye kya jaadoo hai jaane phir chaak gireva deewane inhen dekh kar see rahen hain sabhi inhen dekh kar see rahen hain click here
hey hey humm humm humm ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hooo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hoo hooo hooo door rehti hai tu mere paas aati nahin honthon pe tere kabhi pyaas aati nahin aisa lage jaise ke tu has ke zehar koi piye jaaye ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye baat jab main karoon mujhe rok deti hai kyun teri meethhi nazar mujhe tok deti hai kyun teri hayaa teri sharam teri kasam mere honth siye jaaye ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye ek roothi huyee takdeer jaise koi khaamosh aise hai tu tasveer jaise koi teri nazar ban ke zubaan lekin tere paigaam diye jaaye ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye ye shaam mastaani click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tu Mera Kya Laage O Saathiya Oonche Log (1985) 05:51 31103
 
Poster of Oonche Log (1985)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
- Anjan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Salma Agha
Duration : 05:51   Song Number : 31103   

Tum Bin Jeevan Kaisa Bawarchi (1972) 05:41 12861
 
Poster of Bawarchi (1972)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
- Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Raag- 
Hemant
Duration : 05:41   Song Number : 12861   

Tum Mile Pyaar Se Apradh (1972) 03:47 11857
 
Poster of Apradh (1972)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
- Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 03:47   Song Number : 11857   

Upar Wale Tera Jawab Avtaar (1983) 06:22 36197
 
Poster of Avtaar (1983)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Duration : 06:22   Song Number : 36197   

Vaada Tera Vaada Dushman (1971) 04:48 12252
 
Poster of Dushman (1971)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Duration : 04:48   Song Number : 12252   

Waqt Waqt Ki Baat Hai Bhola Bhala (1978) 04:30 37613
 
Poster of Bhola Bhala (1978)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:30   Song Number : 37613   

Wo Nazar Leke Suraag (1982) 05:52 32524
 
Poster of Suraag (1982)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
- Kaifi Azmi
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 05:52   Song Number : 32524   

Wo Shaam Kuchh Ajeeb Thi Khamoshi (1969) 04:59 21414
 
Poster of Khamoshi (1969)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
- Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:59   Song Number : 21414   

Yaar Dildaar Tujhe Kaisa Chhailla Babu (1977) 06:10 18412
 
Poster of Chhailla Babu (1977)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 06:10   Song Number : 18412   

Yaar Hamaari Baat Suno Roti (1974) 04:02 32776
 
Poster of Roti (1974)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:02   Song Number : 32776   

Ye Jo Chilman Hai Mehboob Ki Mehndi (1971) 05:21 21442
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:21   Song Number : 21442   

Ye Jo Mohabbat Hai Kati Patang (1970) 04:10 21467
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:10   Song Number : 21467   

Ye Jo Public Hai Roti (1974) 05:16 18204
 
Poster of Roti (1974)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Duration : 05:16   Song Number : 18204   

Ye Kya Hua Amar Prem (1971) 04:47 21472
 
Poster of Amar Prem (1971)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:47   Song Number : 21472   

Ye Laal Rang Prem Nagar (1974) 04:10 21446
 
Poster of Prem Nagar (1974)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:10   Song Number : 21446   

Ye Mausam Aaya Hai Aakraman (1975) 07:55 11877
 
Poster of Aakraman (1975)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Rajesh Khanna, Rekha
Duration : 07:55   Song Number : 11877   

Ye Mera Jeevan Babu (1985) 04:54 12775
 
Poster of Babu (1985)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:54   Song Number : 12775   

Ye Raat Hai Pyaasi Chhoti Bahu (1971) 03:43 15108
 
Poster of Chhoti Bahu (1971)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
- Kaifi Azmi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:43   Song Number : 15108   

Ye Reshmi Zulfen Do Raaste (1969) 05:30 21453
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:30   Song Number : 21453   

Ye Shaam Mastaani Kati Patang (1970) 04:35 21456
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:35   Song Number : 21456   
Karaoke Songs of rajesh khanna, Sad Songs of rajesh khanna, Love Songs of rajesh khanna, Dance Songs of rajesh khanna, Hip-hop songs of rajesh khanna, Best songs of rajesh khanna, Super hit songs of rajesh khanna, hit songs of rajesh khanna, duet songs of rajesh khanna, solo songs of rajesh khanna, old songs of rajesh khanna, famous songs of rajesh khanna, Hindi Karaoke Songs of rajesh khanna, Hindi Sad Songs of rajesh khanna, Hindi Love Songs of rajesh khanna, Hindi Dance Songs of rajesh khanna, Hindi Hip-hop songs of rajesh khanna, best Hindi songs of rajesh khanna, super hit Hindi songs of rajesh khanna, hit Hindi songs of rajesh khanna, duet Hindi songs of rajesh khanna, solo Hindi songs of rajesh khanna, old Hindi songs of rajesh khanna, famous Hindi songs of rajesh khanna, Sing Along Songs of rajesh khanna, Sing Along Sad Songs of rajesh khanna, Sing Along Love Songs of rajesh khanna, Sing Along Dance Songs of rajesh khanna, Sing Along Hip-hop songs of rajesh khanna, Sing Along Best songs of rajesh khanna, Sing Along Super hit songs of rajesh khanna, Sing Along hit songs of rajesh khanna, Sing Along duet songs of rajesh khanna, Sing Along solo songs of rajesh khanna, Sing Along old songs of rajesh khanna, Sing Along famous songs of rajesh khanna