MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShakeel Badayuni
HomeShakeel Badayuni
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa madhuban mein radhika naache re madhuban mein radhika naache re girdhar ki muraliya baaje re girdhar ki muraliya baaje re madhuban mein radhika naache re pag mein ghungar bandh ke aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa pag mein ghungar bandh ke ghunghta mukh par daar ke nainan mein kajara laga ke re madhuban mein radhika naache re dolat chham chham kamini aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa dolat chham chham kamini chamkat jaise damini chanchal pyari chhab lage re madhuban mein radhika naache re girdhar ki muraliya baaje re madhuban mein radhika naache re mirdang baaje tirikit dhum tirikit dhum ta ta mirdang baaje tirikit dhum tiri kit dhum ta ta nachak chum chum ta thai tathai tak chum chum chnana na chum chum chnana na kraathe kraathe dha dha dha dhadhaa madhuban mein radhika naache re madhuban mein radhika madhuban mein radhika naache re madhuban mein radhika ni sa re sa ga re ma ga pa ma dha pa ni dha click here
main bhanwra tu hai phool ye din mat bhool jawaani laut ke aaye naa mann gaaye tere geet basa kar preet mohe kuchh tujh bin bhaye naa ooooooooooo tu sooraj tu sooraj main ujiyaara ooooo oooooo oooooo tu sooraj main ujiyaara hai ab jeevan bhar ka meil hai ab jeevan bhar ka meil suno ji preet nahin hai khel suno ji preet nahin hai khel oooooo oooooo oooooo ye jeevan ye jeevan mujhko pyaara ooooooo oooo ooooo oooo ye jeevan mujhko pyaara jiyun main duniyaa ke dukh jhel jiyun main duniyaa ke dukh jhel o preetam aag se khelun khel iss dil ki hai dil se laag khule hain bhaag ye duniyaa humko sataaye naa main bhanwra tu hai phool ye din mat bhool jawaani laut ke aaye naa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa tu mera hai tu mera hai main teri hooooo ooooo ooooo tu mera hai main teri saajan main raadha tu shyaam saajan main raadha tu shyaam japun main har dam tera naam japun main har dam tera naam ooooooo oooooo ooooo oooo main tera hoon main tera hoon tu meri hoooooo ooooo oooo main click here
main hoon saaki tu hai sharaabi sharaabi main hoon saaki tu hai sharaabi sharaabi tune aankhon se peelayi wo nasha hai ke duhaayi har taraf dil ke chaman mein phool bikhre hain gulaabi gulaabi gulaabi main hoon saaki tu hai sharaabi sharaabi main hoon saaki tu hai sharaabi sharaabi ishq mein jeena sambhal ke dil ka paimaana naa chhalke behki behki teri nazren khaab dikhlaati hain kal ke khaab dikhlaati hain kal ke teri mehfil mein o saaki hum chale aaye nashe mein ab to bas ye hai tamanna umr kat jaaye nashe mein umr kat jaaye nashe mein ishq hai tera sawaaliiiii ishq hai tera sawaali husn hai mera jawaabi jawaabi jawaabi tu hai saaki main hoon sharaabi sharaabi tu hai saaki main hoon sharaabi sharaabi main teri duniyaa mein aa ke reh gaya khud ko bhula ke kya ho anjaam naa jaaneee hosh ulfat mein ganwaa ke bekhudi ke ye taraane yun hi gaaye jaa deewane ishq rang laayega apnaaa aa gaye ab wo zamaane teri mastaani ye baaten aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa teri click here
aayi ho kheton ki raani aayi ho main raani hoon raaja ki raaja mera piya kisi ko kya ho kisi ko kya main raani hoon raaja ki raaja mera piya kisi ko kya ho kisi ko kya hoo oo hoooo oooo ooooo preet nagar pe raaj karoon main banke sajanwa teri preet nagar pe raaj karoon main banke sajanwa teri banke sajanwa teri mehal do mehale dhanwaanon ke dil ki nagariya meri mehal do mehale dhanwaanon ke dil ki nagariya meri oooo ooooo dil ki nagariya meri chaaha tha jisko maine dil usko de diya kisi ko kya ho kisi ko kya hooo ooo oooo chhod ke apne pee ki dagariya aur kahin naa jaaun chhod ke apne pee ki dagariya aur kahin naa jaaun aur kahin naa jaaun jeet liya hai tan man jisne geet usike gaaun jeet liya hai tan man jisne geet usike gaaun hooo oo ooooo geet usike gaaun pee pee ki dhun pe har dum naache mera jiya kisi ko kya ho kisi ko kya main raani hoon raaja ki raaja mera piya kisi ko kya ho kisi ko kya click here
main teri huyi re baalma main teri huyi re baalma kaisa jaadu kar gaye tere naina zaalima main teri huyi re baalma main teri huyi re baalma kaisa jaadu kar gaye tere naina saajna main teri huyi re baalma main teri huyi re baalma dekh re baalam hare hare kheton pe jawaani chaayi jisne bahaaya tera pasina wo mehnat rang laayi dekh re baalam hare hare kheton pe jawaani chaayi jisne bahaaya tera pasina wo mehnat rang laayi jeet liya man iss baat ne sajan tune dharti pe dhan barsaaya re jeet liya man iss baat ne sajan tune dharti pe dhan barsaaya re jiya sharamayi tera kar ke saamna main teri huyi re baalma ooooooooo kaisa jaadu kar gaye tere naina jalima aaj ka mausam man mein basa le yaad na kar din beete jeevan ki hai reet yahi jo pyaar kare wo jeete aaj ka mausam man mein basa le yaad na kar din beete jeevan ki hai reet yahi jo pyaar kare wo jeete door huye ghum bhare nainon mein sharam nasha pyaar ka balam mujhe aaya re door huye ghum bhare nainon mein sharam nasha click here
main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao jee chaahe dubo do maujon mein yaa saahil par le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao ek tum hi sahaara ho mera jeevan ki andheri raaton mein duniyaa ki khushi taqdeer ka ghum sab kuchh hai tumhaare haathon mein ab chaahe idhar le jaao mujhe yaa chaahe udhar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao maayus nazar majboor kadam ujada hua aalam hai dil kaa jeena bhi ye koi jeena hai munh dekh sake naa manzil kaa bite huye din mil jaayen jahaan mujhe aisi dagar le jaao hoo mujhe aisi dagar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao aansoon naa bahaao mere liye ghum mujhko akele sehne do toote naa tumhara naazuk dil ye dard mujhi tak rehne do ab chhod do mujhko raahon mein yaa door nagar le jaao yaa door nagar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao click here
maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa iss bharose pe ke mil jaaye sahaara mujh ko iss bharose pe ke mil jaaye sahaara mujh ko tumpe qurbaan tumpe qurbaan dil o jaan ki daulat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa husn sad ke ho kisi par ye kahaan mumkin tha husn sad ke ho kisi par ye kahaan mumkin tha tumne mujh par tumne mujh par mera dil le ke inaayat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai dil jo apna tha kabhi aaj tumhara hai sanam dil jo apna tha kabhi aaj tumhara hai sanam ye tumhare ye tumhare hain nighaahon ne sharaarat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa click here
maine bhi husn ki nazron mein jagah paayi hai tum mile ho to muhabbat pe bahaar aayi hai mere seene pe zara haath ko rakh kar dekho dil ki dhadkan ye nahin pyaar ki shehnaai hai maine bhi husn ki nazron mein jagah paayi hai tum mile ho to muhabbat pe bahaar aayi hai ye haseen roop ye zulfon ke nasheele saaye jaise bharpoor qayaamat pe shabaab aa jaaye ye haseen roop ye zulfon ke nasheele saaye jaise bharpoor qayaamat pe shabaab aa jaaye rukh se parde ko zara der hata rehne do tumko dekhega wohi jiski qazaa aayi hai rukh se parde ko zara der hata rehne do tumko dekhega wohi jiski qazaa aayi hai mere seene pe zara haath to rakh kar dekho dil ki dhadkan ye nahin pyaar ki shehnaai hai dil to kya jaan bhi main tum pe loota sakta hoon zindagi maut ke parden mein chhupa sakta hoon mujhe ghum do ke khushi ab hai tumhari marzi maine to ishq mein mitne ki kasam khaayi hai mere seene pe zara haath to rakh kar dekho dil ki dhadkan ye nahin pyaar ki shehnaai hai ishq ki raah click here
maine kab tumse kaha tha ke mujhe pyaar karo maine kab tumse kaha tha ke mujhe pyaar karo pyaar jab tumne kiya tha to nibhaaya hota maine kab tumse kaha tha mere khaabon ko na hone diya pura tumne pyaar ke geet ko chhoda hai adhura tumne nagma e dil na mujhe tumne sunaaya hota pyaar jab tumne kiya tha to nibhaaya hota maine kab tumse kaha tha laa ke mazdhaar mein kashti ko dubone waale zindagi de ke mujhe mere na hone waale dil ki duniya ko banaa ke na mitaaya hota pyaar jab tumne kiya tha to nibhaaya hota maine kab tumse kaha tha ke mujhe pyaar karo maine kab tumse kaha tha kaun hai kisne mohabbat mein khushi paayi hai mujhko dekho ki meri jaan pe ban aayi hai kaash tumne mujhe apna na banaaya hota pyaar jab tumne kiya tha to nibhaaya hota maine kab tumse kaha tha ke mujhe pyaar karo click here
hari oooommmmmmm haaari oooommmmmm hari ooooommmmmm hari ooooommmmmm mann tarpat hari darshan ko aaj mann tarpat hari darshan ko aaj more tum bin bigreeeee sagre kaaj ooooo ooooo oooooo binati karat hoooon rakhiyo laaj mann tarpat hari darshan ko aaj tumre dwaaar ka mainnn hoon jogiii aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaaa aaa tumre dwaaar ka mainnn hoon jogiii humri or nazar kab hogi suno more biyakul mann kaa baaj tarpat hari darshan ko aaj mann tarpat hari darshan ko aaj bin guru gyaan kahan se paaun aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaaa aaa bin guru gyaan kahan se paaun di jo daan hari gun gaaun sab guni jan pe tum ra raaaaaj tarpat hari darshan ko aaj mann tarpat hari darshan ko aaj mann tarpat hari darshan ko aaj click here
aaaaaaaaaaaa ta nuuuuuuuuu aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaa aaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa manmohan mann mein ho tumhin manmohan mann mein ho tumhin more ang ang tum hi samaaye jaano yaa jaano naa ho tumhin manmohan mann mein manmohan mann mein mann mein hoooo tumhin ho tumhin ho tumhin manmohan mann mein ho tumhin more ang ang tum hi samaaye jaano yaa jaano naa ho tumhin manmohan mann meinnnn dekhk dekh tori chhab saanwariyaan dekhk dekh tori chhab saanwariyaan bani hai raadha tumhri baanwariyaa rom rom tumre gun gaaye maanon yaa maanon naa ho tumhin manmohan mann mein dekhk dekh tori chhab saanwariyaaaaaaaaa hooo bani hai raadha tumhri baanwariyaa dekhk dekh tori chhab saanwariyaan bani hai raadha tumhri baanwariyaa rom rom tumre gun gaaye maanon yaa maanon naa ho tumhin manmohan mann mein ayeeee ayeeee yeeeeee eeeeee aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa click here
mann dheere dheere gaaye re mann dheere dheere gaaye re maaloom nahin kyun maaloom nahin kyun bin gaaye raha naa jaaye re bin gaaye raha naa jaaye re maaloom nahin kyun maaloom nahin kyun ik baat zabaan par aaye re ik baat zabaan par aaye re maaloom nahin kyun maaloom nahin kyun kehte huye dil sharmaaye re kehte huye dil sharmaaye re maaloom nahin kyun maaloom nahin kyun mann dheere dheere gaaye re hoooo ooooo oooo oooo oooo oooo oooo palkon mein chhupa kar gori laayi hai milan ki dori ab saath hai jeevan bhar ka lo thaam lo baiyaan mori chhab dekh nazar lalchaaye re chhab dekh nazar lalchaaye re maaloom nahin kyun maaloom nahin kyun mann dheere dheere gaaye re hoooo oooo oooo ooo ooo ooo ooo oo oo aashaon ne li angdaayi tann mann mein baji shehnaayi hoooo oooo oooo ooo ooo ooo ooo ooo aashaon ne li angdaayi tann mann mein baji shehnaayi dil doob gaya masti mein ik lehar khushi ki aayi dil haath se nikla jaaye re dil haath se nikla jaaye re maaloom nahin kyun click here
aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa mann ki been matwari baaje mann ki been matwari baaje aasha jhoome jeevan naache mann ki been matwari baaje aaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa pawan ke sang sang dole jiyaraaa jhoorat aaya saawan pyaara aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa lagan liye main pal pal dekhun saawan mein bas roop tihaara soye sapne apne jaage mann ki been matwari baaje roop nagar se khelni hongi naach piya ye pariyon ke toli basant rut hai mann rang daalo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa basant rut hai aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa basant rut hai mann rang daalo bolo magan ho prem ki boli gaao mil mil jo tum saajhe mann ki been matwari baaje mann ki been matwari baaje click here
manzil ki dhun mein jhoomte gaate chale chalo manzil ki dhun mein jhoomte gaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo do din ki zindagi mein koi kyun uthaaye ghum koi kyun uthaaye ghum do din ki zindagi mein koi kyun uthaaye ghum koi kyun uthaaye ghum naghmen khushi ke sab ko sunaate chale chalo naghmen khushi ke sab ko sunaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo insaaniyat to pyaar mohabbat ka naam hai mohabbat ka naam hai insaaniyat to pyaar mohabbat ka naam hai mohabbat ka naam hai insaaniyat ki shaan badhaate chale chalo insaaniyat ki shaan badhaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo aazaad zindagi hai to barbaad kyun rahe barbaad kyun rahe aazaad zindagi hai to barbaad kyun rahe barbaad kyun rahe barbaadiyon se dil ko bachaate chale chalo barbaadiyon se dil ko bachaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan click here
mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena main mar jaaun to meri laash ko dulha bana dena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena tamanna hai ki mar kar chhod jaaun yaadgaar apni tamanna hai ki mar kar chhod jaaun yaadgaar apni kisi photographar se mera photo khincha dena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena ye hasrat hai ke mit kar bhi tumhaare kaam aaun main ye hasrat hai ke mit kar bhi tumhaare kaam aaun main jo tum chaaho to meri khaal ki chappal bana lena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena kahin aisa na ho duniya tumhen kaatil samajh baithe kahin aisa na ho duniya tumhen kaatil samajh baithe mara hoon apni marji se police ko ye bata dena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena main mar jaaun to meri laash ko dulha bana dena click here
marna teri gali mein marna teri gali mein jeena teri gali mein marna teri gali mein jeena teri gali mein marna teri gali mein mit jaayegi humaari duniyaa teri gali mein duniyaa teri gali mein marna teri gali mein aaye hain tere dar pe hum zindagi lootane tu dekhe yaa naa dekhe tu jaane yaa naa jaane poora karenge hum to waada teri gali mein marna teri gali mein dil se teri mohabbat kam umr bhar na hogi hum tujhpe mar mitenge tujhko khabr na hogi marne ke baad hoga charcha teri gali mein marna teri gali mein mit jaayegi humaari duniyaa teri gali mein duniyaa teri gali mein marna teri gali mein click here
marr gaye hum jeete ji maalik tere sansaar mein marr gaye hum jeete ji maalik tere sansaar mein hoooo chal diya ab o khewaiyaa chhod ke majhdhaar mein maalik tere sansaar mein marr gaye hum unka aana unka jaana khel tha taqdeer kaa unka aana unka jaana khel tha taqdeer kaa wo khaab the wo zindagi ke din jo guzre pyaar mein maalik tere sansaar mein marr gaye hum le gaye wo saath apne saaz bhi aawaaz bhi wo le gaye wo saath apne saaz bhi aawaaz bhi wo reh gaya nagmaa adhuraa dil ke toote taar mein maalik tere sansaar mein marr gaye hum jeete ji maalik tere sansaar mein marr gaye hum click here
mat jaiyo naukariya chhod ke tore paiyaan padun balma mat jaiyo naukariya chhod ke tore paiyaan padun balma tore paiyaan padun main binti karun tore paiyaan padun main binti karun mat jaiyo naukariya chhod ke tore paiyaan padun balma mat jaiyo naukariya chhod ke dekh piya pardes mein aisi roop ki chhaya naahi milegi dekh piya pardes mein aisi roop ki chhaya naahi milegi paisa rupaiyaa mil jaayega prem ki maaya naahi milegi preet nahin to kuchh bhi nahin hai saanchi kahun balma mat jaiyo naukariya chhod ke tore paiyaan padun balma mat jaiyo naukariya chhod ke preet karo aur reet naa jaano tum to ho saiyaan theth anadi preet karo aur reet naa jaano tum to ho saiyaan theth anadi bhool bhayi ye mose preetam jo main jeeyarva tose haari jaaun main tumse naa bolungi saanchi kahun balma mat jaiyo naukariya chhod ke tore paiyaan padun balma mat jaiyo naukariya chhod ke deepak lai ke dhundh lo jag mein hum si mohiniyaa naa paaoge deepak lai ke dhundh lo jag mein hum si click here
matwala jiya dole piya jhoome ghata chhaye re baadal karna hai to kar pyaar na darr beeti umr aayegi na kal are paagal are paagal matwala jiya dole piya jhoome ghata chhaye re baadal karna hai to kar pyaar na dar beeti umr aayegi na kal are paagal are paagal matwala jiya haaye jiya ho ho ho armaan bhara dil hai balam tere hawaale tu apna bana le are tu apna bana le armaan bhara dil hai balam tere hawaale tu apna bana le saawan hai jawaani pe lagi dil ki bhuja le hans le zara gaa le are hans le zara gaa le saawan hai jawaani pe lagi dil ki bhuja le hans le zara gaa le naache mera mann aaj sajan chhan chhananan bole re paayal naache mera mann aaj sajan chhan chhananan bole re paayal karna hai to kar pyaar na dar beeti umr aayegi na kal are paagal are paagal matwala jiya haaye jiya ho ho ho dil tera deewana meri ankhiyaan bhi deewani kuchh de de nishaani are kuchh de de nishaani dil tera deewana meri ankhiyaan bhi deewani kuchh de de nishaani duniyaan ke maze lutt le click here
mehlon mein rehne waale humen tere darr se kyaaaa mehlon mein rehne waale humen tere darr se kya nagri hai apni pyaari humen oonche ghar se kya chhota bada na koi barabar hai sab yahaan paida kiya hai jisne usi ka hai ye jahaan uss ka hi aasra hai humen duniyaa bhar se kya o dene walon humko naa daulat ki bheekh do jholi hai dil ki khaali muhabbat ki bheekh do bhookhe hain ik nazar ke humen maal o zar se kya zillat se heere moti bhi maalik kasam naa len nafrat se gar mile to muhabbat bhi hum naa len aaaaaaa izzat se jo naa dekhe humen uss nazar se kya izzat se jo naa dekhe humen uss nazar se kya mehlon mein rehne waale click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Madhuban Mein Radhika Nache Re Kohinoor (1960) 06:16 12094
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Others
Raag- 
Hamir
Taal- 
Tintal
Duration : 06:16   Song Number : 12094   

Main Bhanwra Tu Hai Mela (1948) 03:56 13712
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Dileep Kumar
Duration : 03:56   Song Number : 13712   

Main Hoon Saaki Ram Aur Shyam (1967) 03:45 14061
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 03:45   Song Number : 14061   

Main Raani Hoon Raaja Ki Aan (1953) 03:10 12801
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Prem Nath, Nimmi
Duration : 03:10   Song Number : 12801   

Main Teri Huyi Re Balma Gehra Daag (1963) 05:40 17560
 
Poster of Gehra Daag (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 05:40   Song Number : 17560   

Main Tooti Huyi Ek Aadmi (1968) 04:44 12551
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:44   Song Number : 12551   

Maine Aye Jaane Wafaa Bedaag (1965) 03:19 12867
 
Poster of Bedaag (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Duration : 03:19   Song Number : 12867   

Maine Bhi Husn Ki Nazron Mein Wanted (1961) 03:36 15685
 
Poster of Wanted (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nazir Husain, Saida Khan
Duration : 03:36   Song Number : 15685   

Maine Kab Tumse Kaha Ram Aur Shyam (1967) 03:42 14062
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Dileep Kumar
Duration : 03:42   Song Number : 14062   

Man Tarpat Hari Darshan Ko Aaj Baiju Bawra (1952) 03:57 12810
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Meena Kumari
Raag- 
Malkauns
Taal- 
Tintal
Duration : 03:57   Song Number : 12810   

Manmohan Mann Mein Kaise Kahoon (1964) 03:38 13490
 
Poster of Kaise Kahoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Man Mohan Krishna, Nanda, Vishwajeet
Raag- 
Adana
Taal- 
Tintal
Duration : 03:38   Song Number : 13490   

Mann Dheere Dheere Gaaye Re Malik (1958) 03:29 15727
 
Poster of Malik (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Suraiya, Talat Mahmood
Duration : 03:29   Song Number : 15727   

Mann Ki Been Matwari Shabab (1954) 03:02 14197
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nutan, Bharat Bhushan
Raag- 
Basant-Bahar
Taal- 
Tintal
Duration : 03:02   Song Number : 14197   

Manzil Ki Dhun Mein Anokhi Ada (1948) 03:16 12711
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Surendra
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:16   Song Number : 12711   

Mareez E Ishq Hoon Ae Jaaneman Bin Badal Barsaat (1963) 03:42 39058
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:42   Song Number : 39058   

Marna Teri Gali Mein Shabab (1954) 03:31 14198
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan, Bharat Bhushan
Duration : 03:31   Song Number : 14198   

Marr Gaye Hum Jeete Ji Shabab (1954) 03:15 14201
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:15   Song Number : 14201   

Mat Jaiyo Naukariya Do Badan (1966) 03:36 13138
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Asha Parekh
Duration : 03:36   Song Number : 13138   

Matwala Jiya Dole Piya Mother India (1957) 03:40 13774
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Nargis
Raag- 
Sarang
Duration : 03:40   Song Number : 13774   

Mehlon Mein Rehne Waale Shabab (1954) 03:22 14200
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Sahana
Duration : 03:22   Song Number : 14200   
Karaoke Songs of shakeel badayuni, Sad Songs of shakeel badayuni, Love Songs of shakeel badayuni, Dance Songs of shakeel badayuni, Hip-hop songs of shakeel badayuni, Best songs of shakeel badayuni, Super hit songs of shakeel badayuni, hit songs of shakeel badayuni, duet songs of shakeel badayuni, solo songs of shakeel badayuni, old songs of shakeel badayuni, famous songs of shakeel badayuni, Hindi Karaoke Songs of shakeel badayuni, Hindi Sad Songs of shakeel badayuni, Hindi Love Songs of shakeel badayuni, Hindi Dance Songs of shakeel badayuni, Hindi Hip-hop songs of shakeel badayuni, best Hindi songs of shakeel badayuni, super hit Hindi songs of shakeel badayuni, hit Hindi songs of shakeel badayuni, duet Hindi songs of shakeel badayuni, solo Hindi songs of shakeel badayuni, old Hindi songs of shakeel badayuni, famous Hindi songs of shakeel badayuni, Sing Along Songs of shakeel badayuni, Sing Along Sad Songs of shakeel badayuni, Sing Along Love Songs of shakeel badayuni, Sing Along Dance Songs of shakeel badayuni, Sing Along Hip-hop songs of shakeel badayuni, Sing Along Best songs of shakeel badayuni, Sing Along Super hit songs of shakeel badayuni, Sing Along hit songs of shakeel badayuni, Sing Along duet songs of shakeel badayuni, Sing Along solo songs of shakeel badayuni, Sing Along old songs of shakeel badayuni, Sing Along famous songs of shakeel badayuni