mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena main mar jaaun to meri laash ko dulha bana dena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena tamanna hai ki mar kar chhod jaaun yaadgaar apni tamanna hai ki mar kar chhod jaaun yaadgaar apni kisi photographar se mera photo khincha dena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena ye hasrat hai ke mit kar bhi tumhaare kaam aaun main ye hasrat hai ke mit kar bhi tumhaare kaam aaun main jo tum chaaho to meri khaal ki chappal bana lena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena kahin aisa na ho duniya tumhen kaatil samajh baithe kahin aisa na ho duniya tumhen kaatil samajh baithe mara hoon apni marji se police ko ye bata dena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena main mar jaaun to meri laash ko dulha bana dena
Mareez E Ishq Hoon Ae Jaaneman
Bin Badal Barsaat (1963)