Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJagjit Singh
HomeJagjit Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tera chehra hai aaeene jaisa tera chehra hai aaeene jaisa kyun naa dekhun hai dekhne jaisa tera chehra hai aaeene jaisa tum kaho to main poochh loon tumse tum kaho to main poochh loon tumse hai sawaal ek poochhne jaisa hai sawaal ek poochhne jaisa hai sawaal ek poochhne jaisa tera chehra hai aaeene jaisa dost mil jaayenge kayi lekin dost mil jaayenge kayi lekin dost mil jaayenge kayi lekin naa milega koi mere jaisa naa milega koi mere jaisa tera chehra hai aaeene jaisa tum achaanak mile the jab pehle tum achaanak mile the jab pehle tum achaanak mile the jab pehle pal nahin hai wo bhulne jaisa pal nahin hai wo bhulne jaisa tera chehra hai aaeene jaisa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
tere aane ki jab khabar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke shaam mehke tere tasvvur se shaam mehke tere tasvvur se shaam ke baad phir sehar mehke shaam ke baad phir sehar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke raat bhar sochta raha tujh ko raat bhar sochta raha tujh ko zehnon dil mere raat bhar mehke zehnon dil mere raat bhar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke yaad aaye to dil murawar ho yaad aaye to dil murawar ho did ho jaaye to nazar mehke did ho jaaye to nazar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke wo ghadi do ghadi jahaan baithe wo ghadi do ghadi jahaan baithe wo zamin mehke wo shazar mehke wo zamin mehke wo shazar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke
tere khushboo mein base khat main jalaata kaise pyaar mein doobe huye khat main jalaata kaise tere haathon ke likhe khat main jalaata kaise jin ko duniyaa ki nighahon se chhupaaye rakhaa jin ko ik umr kaleje se lagaaye rakhaa deen jinko jinhen imaan banaaye rakhaa tere khushboo mein base khat main jalaata kaise jin kaa har lafz mujhe yaad tha paani ki tarah yaad the mujhko jo paigaam e zubaani ki tarah mujhko pyaare the jo anmol nishaani ki tarah tere khushboo mein base khat main jalaata kaise tune duniyaa ki nighaahon se jo bach kar likhe saal haa saal mere naam baraabar likhe kabhi din mein to kabhi raat ko uth kar likhe tere khushboo mein base khat main jalaata kaise pyaar mein doobe huye khat main jalaata kaise tere haathon ke likhe khat main jalaata kaise tere khat aaj main ganga mein bahaa aayaa hoon tere khat aaj main ganga mein bahaa aayaa hoon aag behte huye paani mein lagaa aayaa hoon
teri aankhon se hi jaage soye hum teri aankhon se hi jaage soye hum teri aankhon se hi jaage soye hum kab tak aakhirrrr kab tak aakhir kab tak aakhir tere ghum ko roye hum teri aankhon se hi jaage soye hum waqt ka marham zakhmon ko bhar deta hai waqt ka marham zakhmon ko bhar deta hai sheeshe ko bhi ye pathar kar deta hai raat mein tujkho paayen din mein khoye hum teri aankhon se hi jaage soye hum har aahat par lagta hai tu aaya hai har aahat par lagta hai tu aaya hai dhoop hai mere peechhe aage saaya hai dhoop hai mere peechhe aage saaya hai khud apni hiiiiii khud apni hi laash ko kab tak dhoye hum teri aankhon se hi jaage soye hum teri aankhon se hi jaage soye hum kab tak aakhirrrr kab tak aakhir kab tak aakhir tere ghum ko roye hum teri aankhon se hi jaage soye hum ayeeeeeee aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa ayeeeeeee eeeeee naaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa deeeeeeeee
teri duniya mein jeene se to behtar hai ke mar jaayen teri duniya mein jeene se to behtar hai ke mar jaayen wohi aansoo wohi aankhen wohi ghum hai kidhar jaayen teri duniya mein jeene se to behtar hai ke mar jaayen koi to aisa ghar hota jahaan se pyaar mil jaataaaa koi to aisa ghar hota jahaan se pyaar mil jaata wohi begaane chehre hain jahaan pahunche jidhar jaayen teri duniya mein jeene se to behtar hai ke mar jaayen aree oh aasma waale bata is mein bura kya hai are oh aasma waale aree oh aasma waale bata is mein bura kya hai are oh aasma waale khushi ke chaar jhonke gar idhar se bhi guzar jaayen teri duniya mein jeene se to behtar hai ke mar jaayen wohi aansoo wohi aankhen wohi ghum hai kidhar jaayen
Teri Soorat Jo Bhari Rehti Hai
tomar chul badha dekhte dekhte tomar chul badha dekhte dekhte bhanglo kacher ayna tomar chul badha dekhte dekhte tomar chul badha dekhte dekhte bhanglo kacher ayna tomar chhala kala dekhte dekhte tomar chhala kala dekhte dekhte e bhanglo buker ayna tomar chul badha dekhte dekhte tomar chul badha dekhte dekhte bhanglo kacher ayna bhara jouban sajate tomake seloti agun lege gechhe bhara jouban sajate tomake seloti agun lege gechhe tomar ato rup dhore rakhte tomar ato rup dhore rakhte pagol hulo je ayna tomar chul badha dekhte dekhte tomar chul badha dekhte dekhte bhanglo kacher ayna tomar chhala kala dekhte dekhte tomar chhala kala dekhte dekhte e bhanglo buker ayna tomar chul badha dekhte dekhte tomar chul badha dekhte dekhte bhanglo kacher ayna ami jemon tomari chhilam temon tomari achhi ami jemon tomari chhilam temon tomari achhi tumi ayna ke proshno karo tumi ayna ke proshno karo shune nao ki bale ayna tomar chul badha dekhte dekhte tomar chul badha dekhte dekhte
tujhse milne ki sazaa denge tere shehar ke log tujhse milne ki sazaa denge tere shehar ke log ye wafaaon ka sila denge tere shehar ke log tujhse milne ki sazaa denge tere shehar ke log kya khabar thi tere milne pe qayaamat hogi kya khabar thi tere milne pe qayaamat hogi mujh ko deewana bana denge tere shehar ke log mujh ko deewana bana denge tere shehar ke log tujhse milne ki sazaa denge tere shehar ke log teri nazron se girane ke liye jaane hayaa teri nazron se girane ke liye jaane hayaa mujhko mujrim bhi bana denge tere shehar ke log mujhko mujrim bhi bana denge tere shehar ke log tujhse milne ki sazaa denge tere shehar ke log keh ke deewana mujhe maar rahe hain pathar keh ke deewana mujhe maar rahe hain pathar aur kya iss ke siwa denge tere shehar ke log tujhse milne ki sazaa denge tere shehar ke log ye wafaaon ka sila denge tere shehar ke log
heyyy aa aa aa ye aa aa tum dhundho mujhe gopaal main khoyi gaiyya teri sudh lo moriiiii sudh lo mori gopaal main khoyi gaiyya teri tum dhundho mujhe gopaal main khoyi gaiyya teri paanch vikaar se haanki jaaye paanch tatva ki yeh dehi barbas bhatki door kahin main chain na paaun ab kahin yeh kaisa maaya jaal main uljhi gaiyya teri sudh lo mori gopaal main uljhi gaiyya teri tum dhundho mujhe gopaal main khoyi gaiyya teri tum dhundho mujhe gopaal main khoyi gaiyya teri jamuna tat na nandan vat na gopi gwaal koi deekhe kusum lata na teri chhata na paankh pakheru koi deekhe ab saanjh bhayee ghanshyaam main vyaakul gaiyya teri sudh lo mori gopaal main vyaakul gaiyya teri tum dhundho mujhe gopaal main khoyi gaiyya teri kit paaun taruvar ki chhaaon jit saaje krishn kanhaiya man ka taap shaap bhatkan kaa tum hi haro hari raas rachaiya ab mook nihaarun baat prabhu ji main gaiyya teri sudh lo mori gopaal main khoyi gaiyya teri tum dhundho mujhe gopaal main khoyi gaiyya teri
aaaaaaaa aaaaaaa heeyyyyyyy aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa maaaa heyyyyyyyyyyy tum nahin ghum nahin sharaab nahin tum nahin ghum nahin sharaab nahin tum nahin ghum nahin ghum nahin ghum nahin tum nahin ghum nahin sharaab nahin aisi tanhaayi kaa jawaab nahin gaahe gaahe isse padhaa kijee dil se behtar koi kitaab nahin dil se behtar koi kitaab nahin jaane kiss kiss ki maut aayi hai jaane kiss kiss ki kiss kiss ki kiss kiss ki kiss kiss ki jaane kiss kissssssss ki maut aayi hai maut aayi hai jaane kiss kiss ki maut aayi hai aaj rookh pe koi naqaab nahin aaj rookh pe koi naqaab nahin aisi tanhaayi kaa jawaab nahin tum nahin ghum nahin sharaab nahin wo karam ungaliyon pe ginte hain wo karam ungaliyon pe ginte hain da ni re saa re ma dha ni sa dha ni pa ga wo karam ungaliyon pe ginte hain zulm ka jinke kuchh hisaab nahin zulm ka jinke kuchh hisaab nahin aisi tanhaayi kaa jawaab nahin tum nahin ghum nahin sharaab nahin
tumne badle humse gin gin ke liye humne kya chaaha tha is din ke liye tumne badle humse gin gin ke liye wasl ka din aur kitna mukhtsar wasl ka din aur kitna mukhtsar din gine jaate the is din ke liye din gine jaate the is din ke liye tumne badle humse gin gin ke liye wo nahin sunte humaari kya karen wo nahin sunte humaari kya karen maangte hain hum duwa jinke liye maangte hain hum duwa jinke liye tumne badle humse gin gin ke liye chaahne waalon se gar matlab nahin chaahne waalon se gar matlab nahin aap phir paida huwe kinke liye aap phir paida huwe kinke liye tumne badle humse gin gin ke liye baagwaan kaliyaan hain halke rang ki baagwaan kaliyaan hain halke rang ki bhejni hain ek kamsin ke liye bhejni hain ek kamsin ke liye tumne badle humse gin gin ke liye humne kya chaaha tha is din ke liye tumne badle humse gin gin ke liye tumne badle humse gin gin ke liye
tumne sooli pe latakte jise dekha hoga tumne sooli pe latakte jise dekha hoga waqt aayega wahi shaks maseeha hoga waqt aayega wahi shaks maseeha hoga tumne sooli pe latakte jise dekha hoga khwaab dekha tha ke sehra mein basera hoga khwaab dekha tha ke sehra mein basera hoga kya khabar thi ke yahi khwaab to sachcha hoga waqt aayega wahi shaks maseeha hoga tumne sooli pe latakte jise dekha hoga main fizaon mein bikhar jaunga khushboo ban kar main fizaon mein bikhar jaunga khushboo ban kar rang hoga na badan hoga na chehra hoga waqt aayega wahi shaks maseeha hoga tumne sooli pe latakte jise dekha hoga
aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa ayeeeeee aaaaaaaaaa aaaaaaaa umr jalwon mein basar ho umr jalwon mein jalwon mein jalwon mein jalwon mein umr jalwon mein basar ho ye zuroori to nahin umr jalwon mein basar ho ye zuroori to nahin umr jalwon mein umr jalwoooooooooooon mein basar ho basar hoooo umr jalwon mein basar ho ye zuroori to nahin umr jalwon mein umr jalwoooooon mein basar ho ye zuroori to nahin har shab e ghum ki sehar ho ye zuroori to nahin har shab e ghum ki sehar ho ye zuroori to nahin umr jalwon mein chashm e saaki se piyo chashm e saaki se piyo yaa lab e saagar se piyo chashm e saaki se piyo yaa lab e saagar se piyo piyoo piyooo piyooo piyooooo piyo piyo piyo piyoooooooo piyo chashm e saaki se piyo yaa lab e saagar se piyo chashm e saakiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii chashm e saaki se piyo yaa lab e saagar se piyo bekhudi aathon pahar ho ye zuroori to nahin bekhudi aathon pahar ho ye zuroori to nahin umr jalwon mein neend neend to dard ke
unke dekhe se jo aa jaati hai muh par raunak wo samajhte hain ke beemar ka haal achha hai dekhiye paate hain ushaaq buton se kya faiz dekhiye paate hain ushaaq buton se kya faiz ek barahman ne kaha hai ke ye saal achha hai ek barahman ne kaha hai ke ye saal achha hai humko malum hai jannat ki haqeeqat lekin humko malum hai jannat ki haqeeqat lekin dil ke khush rakhne ko ghalib ye khayaal achha hai dil ke khush rakhne ko ghalib ye khayaal achha hai
uski baaten to phool hon jaise uski baaten to phool hon jaise baaki baaten babool hon jaise baaki baaten babool hon jaise uski baaten to phool hon jaise chhoti chhoti si uski wo aankhen chhoti chhoti si uski wo aankhen do chameli ke phool hon jaise do chameli ke phool hon jaise do chameli ke phool hon jaise uska hans kar nazar jhuka lena uska hans kar nazar jhuka lena saari sharte qubool hon jaise saari sharte qubool hon jaise saari sharte qubool hon jaise kitni dilkash hai uski khaamoshi kitni dilkash hai uski khaamoshi saari baaten fizool hon jaise saari baaten fizool hon jaise saari baaten fizool hon jaise uski baaten to phool hon jaise uski baaten to phool hon jaiseee
vande ganpati vighnavinaashan hey lambodhar gajanana vande ganpati vighnavinaashan hey lambodhar gajanana ridhi sidhi ke data tum ho ridhi sidhi ke data tum ho hey shishi shekharnandana vande ganpati vighnavinaashan hey lambodhar gajanana jo dhyave vanchhit fal paave jo dhyave vanchhit fal paave agra dev tumhen vanadana vande ganpati vighnavinaashan hey lambodhar gajanana ridhi sidhi ke data tum ho hey shishi shekharnandana vande ganpati vighnavinaashan hey lambodhar gajanana kaam krodh mad lobh vadi haro kaam krodh mad lobh vadi haro nirvikaar nirmal bana vande ganpati vighnavinaashan hey lambodhar gajanana ridhi sidhi ke data tum ho hey shishi shekharnandana vande ganpati vighnavinaashan hey lambodhar gajanana vande ganpati vighnavinaashan hey lambodhar gajanana vande ganpati vighnavinaashan hey lambodhar gajanana
Varde Varde Varde
Waqt Ne Kiya Kaya Hasin Sitam
wo firaaq aur wo visaal kahaan wo firaaq aur wo visaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan thi wo ik shakhs ke tasavvur se thi wo ik shakhs ke tasavvur se ab vo raanaai e khayaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan aisaa aasaan nahin lahu ronaa aisaa aasaan nahin lahu ronaa dil mein taaqat jigar mein haal kahaan dil mein taaqat jigar mein haal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan fikr e duniyaa mein sar khapaata hoon main kahaan aur ye babaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan wo firaaq aur wo visaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan
wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kis ghar mein khushi hoti hai maatam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota aise bhi hain duniya mein jinhein ghum nahin hota aise bhi hain duniya mein jinhein ghum nahin hota ek ghum hai humaara jo kabhi kam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kya surmaa bhari aankhon se aansoo nahin girte kya surmaa bhari aankhon se aansoo nahin girte kya mehandi lage hathon se matam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kis ghar mein khushi hoti hai maatam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kuchh aur bhi hoti hain bigadne ki adaayein kuchh aur bhi hoti hain bigadne ki adaayein banne mein sawarne mein aalam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kis ghar mein khushi hoti hai maatam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tera Chehra Hai Aaeene Jaisa Jagjit Singh 04:50 17857
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:50   Song Number : 17857   

Tere Aane Ki Jab Khabar Mehke Jagjit Singh 06:14 11327
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:14   Song Number : 11327   

Tere Khushboo Mein Base Khat Jagjit Singh 04:27 14692
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:27   Song Number : 14692   

Teri Aankhon Se Hi Jagjit Singh 05:57 18109
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:57   Song Number : 18109   

Teri Duniya Mein Jeene Jagjit Singh 05:05 39429
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:05   Song Number : 39429   

Teri Soorat Jo Bhari Rehti Hai Jagjit Singh 04:59 39297
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:59   Song Number : 39297   

Tomar Chul Bandha Jagjit Singh 05:58 14820
 
Poster of Jagjit Singh
 
Lyricist
Pulak Banerjee
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:58   Song Number : 14820   

Tujhse Milne Ki Sazaa Denge Jagjit Singh 05:16 15992
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:16   Song Number : 15992   

Tum Dhundho Mujhe Gopal Jagjit Singh 07:20 40610
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Devotional
Lyricist
Ravindra Pathania
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:20   Song Number : 40610   

Tum Nahin Ghum Nahin Sharaab Nahin Jagjit Singh 06:03 14694
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:03   Song Number : 14694   

Tumne Badle Humse Gin Gin Ke Liye Jagjit Singh 05:29 39937
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:29   Song Number : 39937   

Tumne Sooli Pe Latakte Jise Dekha Hoga Jagjit Singh 04:07 37304
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:07   Song Number : 37304   

Umr Jalwon Mein Basar Ho (Live) Jagjit Singh 12:42 16008
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 12:42   Song Number : 16008   

Unke Dekhe Se Jagjit Singh 03:47 32030
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 03:47   Song Number : 32030   

Uski Baaten To Phool Hon Jaise Jagjit Singh 05:37 17858
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:37   Song Number : 17858   

Vande Ganpati Vighnavinaashan Jagjit Singh 05:32 37644
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Bhajan
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:32   Song Number : 37644   

Varde Varde Varde Jagjit Singh 05:46 37718
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Devotional
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:46   Song Number : 37718   

Waqt Ne Kiya Kya Haseen Sitam Jagjit Singh 05:10 37009
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:10   Song Number : 37009   

Wo Firaaq Aur Wo Visaal Kahan Jagjit Singh 04:26 40803
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:26   Song Number : 40803   

Wo Kaun Hai Jagjit Singh 05:27 32031
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:27   Song Number : 32031