MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHasrat Jaipuri
HomeHasrat Jaipuri
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hum tere pyaar mein saara aalam kho baithe hain kho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao hum tere pyaar mein saara aalam kho baithe hain kho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao hum tere pyaar mein saara aalam panchhi se chhuda kar uska ghar tum apne ghar par le aaye ye pyaar ka pinjra mann bhaaya hum jee bhar bhar kar muskaaye jab pyaar hua iss pinjre se tum kehne lage aazad raho hum kaise bhulaaye pyaar tera tum apni zubaan se ye naa kaho ab tum saa jahaan mein koi nahin hai hum to tumhare ho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao hum tere pyaar mein saara aalam iss tere charan ki dhool se humne apni jeevan maang bhari jab hi to suhaagan kehlaayi duniyaa ki nazar mein pyaar bani tum pyaar ki sundar murat ho aur pyaar humari pooja hai ab inn charanon mein dam nikale bas itni aur tamnna hai hum pyaar ke gangaa jal se balam ji tan mann apna dho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao click here
hum tujhse mohabbat kar ke sanam hum tujhse mohabbat kar ke sanam rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe khush hoke sahe ulfat ke sitam khush hoke sahe ulfat ke sitam rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe ae dil ki lagi kya tujhko khabar ik dard utha tharraayi nazar ae dil ki lagi kya tujhko khabar ik dard utha tharraayi nazar tharraayi nazar khaamosh thei hum khaamosh thei hum iss ghum ki kasam rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe ye dil jo jalaa ek aag lagi aansoo jo bahe barsaat hui ye dil jo jalaa ik aag lagi aansoo jo bahe barsaat hui barsaat hui baadal ki tarah baadal ki tarah aawaara thei hum rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe hum tujhse mohabbat kar ke sanam rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe click here
hum unke paas aate hain wo humse door jaate hain tadap kar daastaan apni bahaaron ko sunaate hain bahaaron ko sunaate hain hum unke paas aate hain jabse humko pyaar hua hai jeena bhi dushwaar hua hai jeena bhi dushwaar hua hai sahaare jab na paate hain to phir ghabra hi jaate hain tadap kar daastaan apni bahaaron ko sunaate hain bahaaron ko sunaate hain hum unke paas aate hain bin tere viraan jahaan hai gulshan ka har phool khizaan hai gulshan ka har phool khizaan hai tujhe armaan bulaate hain naye toofaan uthaate hain tadap kar daastaan apni bahaaron ko sunaate hain bahaaron ko sunaate hain hum unke paas aate hain dard mein doobi shaam na puuchho aahon ka anjaam na puuchho aahon ka anjaam na puuchho shama ghum ki jalaate hain andhere badhate jaate hain tadap kar daastaan apni bahaaron ko sunaate hain bahaaron ko sunaate hain hum unke paas aate hain click here
ye duniyaa ghum ka mela hai ye duniyaa ghum ka mela hai musibat ki kahaani hai koi roye koi gaaye ajab ye zindgaani hai aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaa humen bhi de dooooo humen bhi de do sahaara ke besahaare hain humen bhi de do sahaara ke besahaare hain falak ki god se toote huye sitaare hain falak ki god se toote huye sitaare hain humen bhi de do sahaara bhara ho pet to aaaa aaaa aaaaaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaa bhara ho pet to sansaar jagmagaata hai sataaye bhookh to imaan dagmagaata hai sataaye bhookh to imaan dagmagaata haiiiiiii bhalaayi kijiye bhalaayi kijiye do din ke ye nazaare hain humen bhi de do sahaara ke besahaare hain falak ki god se toote huye sitaare hain humen bhi de do sahaara tere jahaan se aaaa aaaa aaaaaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaa tere jahaan se maalik bata kidhar jaayen tere huzoor mein reh kar bhi thokren khaaen tere huzoor mein reh kar bhi thokren khaaen gareeb hi sahi gareeb hi sahi aakhir to hum tumhaare hain humen bhi de do click here
humko to barbaad kiya hai aur kise barbaad karoge humko to barbaad kiya hai aur kise barbaad karoge bhool naa jaana aaj ke din ko ek din humko yaad karoge humko to barbaad kiya hai tirchhi nazar ke teer chalaao naazon adaa ki bijli giraao tirchhi nazar ke teer chalaao naazon adaa ki bijli giraao uff naa karenge hum bhi to dekhen kitne sitam ijaad karoge humko to barbaad kiya hai aur kise barbaad karoge bhool naa jaana aaj ke din ko ek din humko yaad karoge humko to barbaad kiya hai tum chaaho to jaan bhi le lo qaafir ho imaan bhi le lo tum chaaho to jaan bhi le lo qaafir ho imaan bhi le lo dil waalon se paala pada hai tum bhi bhala kya yaad karoge humko to barbaad kiya hai aur kise barbaad karoge bhool naa jaana aaj ke din ko ek din humko yaad karoge humko to barbaad kiya hai hum bhi tumhen bechain karenge pyaar mein aisa rang bharenge hum bhi tumhen bechain karenge pyaar mein aisa rang bharenge neend naa hogi inn aankhon mein tadpoge fariyaad karoge humko to click here
humko to jaan se pyaari hai tumhaari aakhen haaye kaajal bhari madhosh ye pyaari aankhen humko to jaan se pyaari hai tumhaari aakhen haaye kaajal bhari madhosh ye pyaari aankhen humko to jaan se mast aankhen hain ke gaate huye maikhaane hain mast aankhen hain ke chhalke huye paimaane hain mast aankhen hain ke gaate huye maikhaane hain mast aankhen hain ke chhalke huye paimaane hain humne dekhi nahin aisi to kanwaari aankhen haaye kaajal bhari madhosh ye pyaari aankhen humko to jaan se nargisi phool hai hans hans ke khili jaati hain neend ke bojh se sharmaa ke jhuki jaati hain nargisi phool hai hans hans ke khili jaati hain neend ke bojh se sharmaa ke jhuki jaati hain aur qaatil hai sanam neend se bhaari aankhen haaye kaajal bhari madhosh ye pyaari aankhen humko to jaan se roshini chaand mein sooraj mein hai jab tak qaayam jyot roshan rahe aankhon mein tumhaari hardum roshini chaand mein sooraj mein hai jab tak qaayam jyot roshan rahe aankhon mein tumhaari hardum ye click here
humne dekha hai tumhen humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai aankh milti hai to kyun dard jawaan hota hai humne dekha hai tumhen aisa lagta hai ke humdam mera waapas aaya mere jeevan pe muhaabat ka nasha sa chhaaya dil mein chalne laga phir husn ka roshan saaya humne dekha hai tumhen jaane kyun dil mera kadmon pe jhuke jaata hai koi bichhda hua saathi mujhe yaad aata hai ye milan pyaar bhara kisliye tadpaata hai humne dekha hai tumhen aaj sadiyon ki mulaaqat nikal aayi hai aaj sadiyon ki mulaaqat nikal aayi hai jaise toofanon se baaraat nikal aayi hai dil mein rehti thi wo hi baat nikal aayi hai humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai aankh milti hai to kyun dard jawaan hota hai humne dekha hai tumhen click here
ho koi aayega aayega aayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega ho koi aayega aayega aayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega nisdin bhadke bhawar jaisi kaali kaali ankhiyan jhilmil poochhe bhed jiya ka chanchal manchal sakhiyan dar dar jaaun laj ke maare bol na paaun batiyan rang rangila mausam laaya aaj pihhu ki batiyan wo humse chori chori aankh milaayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega ho koi aayega aayega aayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega jab jab dekhun darpan dil ka aaye nazar ek chhaila thumthum thumke chaal nashili laage din albela har dum mera dil dhadkaye mast milan ki bela palchhin dekhun mud mud dekhun preetam roop nashila wo aa ke soya soya bhaag jagayega humre gaon koi aayega pyaar ki dor se bandh jaayega humre gaon koi aayega ho koi aayega aayega aayega humre gaon koi aayega pyaar ki click here
Hamse Na Puchho click here
ich liebe dich i love you jvous taime i love you ya lub luba i love you ishq hai ishq i love you ich liebe dich i love you jvous taime i love you ya lub luba i love you ishq hai ishq i love you come shake my hand and love each other lets drink happyness in this world togethar this is the only through remember my brother this is the only through remember my brother ich liebe dich i love you jvous taime i love you ya lub luba i love you ishq hai ishq i love you click here
ibteda e ishq mein hum saari raat jaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage dil mein tere ulfat ke bandhne lage dhaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage ibteda e ishq mein hum kya kahoon kuchh kahaa nahin jaaye bin kahe bhi rahaa nahin jaaye kya kahoon kuchh kahaa nahin jaaye bin kahe bhi rahaa nahin jaaye raat bhar karwat main badlon dard dil ka sahaa nahin jaaye neend meri aankhon se door door bhaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage dil mein tere ulfat ke bandhne lage dhaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage ibteda e ishq mein hum dil mein jaagi preet ki jwaala jab se maine hosh sambhaala dil mein jaagi preet ki jwaala jab se maine hosh sambhaala main hoon tere pyaar ki seema tu mera raahi matwala mere mann ki beena mein tere raag jaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage ibteda e ishq mein hum saari raat jaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage ibteda e click here
ichak daanaa beechak daanaa daane upar daanaa ichak daanaa chhaje upar ladki naache ladkaa hai deewaanaa ichak daanaa bolo kiyaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa chhoti si chhokari laalbaai naam hai pahne wo ghaagharaa ek paisaa daam hai aa aa aa aa aa aa munh mein sab ke aag lagaaye aataa hai rulaanaa ichak daanaa bolo kyaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa hari thi mann bhari thi laakh moti jadi thi raajaa ji ke baag mein dushaalaa odhe khadi thi aa aa aa aa aa aa kachche pakke baal hain uske mukhdaa hai suhaanaa ichak daanaa bolo kyaa bolo bolo buddhi aa aa aa aa aa aa aa aa aa ek jaanwar aisaa jiski dum par paisaa sar pe hai taaj bhi baadshaah ke jaisaa aa aa aa aa aa aa baadal dekhe chham chham naache albelaa mastaanaa ichak daana bolo kyaa bolo na chhaje upar ladki naache ladkaa hai deewaanaa ichak daanaa ichak daanaa beechak daanaa daane upar daanaa ichak daanaa ichak daanaa beechak daanaa daane upar daanaa ichak daanaa chaalen wo chalkar dil mein samaayaa khaa pi gayaa click here
ik buth banaaunga tera aur pooja karunga ik buth banaaunga tera aur pooja karunga ik buth banaaunga tera aur pooja karunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga ik buth banaaunga tera aur pooja karunga ik buth banaaunga tera aur pooja karunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga roop ki chandi pyaar ka sona prem nagar se laake teri sundar chhabi banegi donon cheez milaake roop ki chandi pyaar ka sona prem nagar se laake teri sundar chhabi banegi donon cheez milaake rang wafa ka main teri murat mein bharunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga mann mandir mein tujh ko bitha ke roz karunga baatein shaam sabere har mausam mein hongi mulaakatein mann mandir mein tujh ko bitha ke roz karunga baatein shaam sabere har mausam mein hongi mulaakatein dil ka haal kahunga tujh se main na darunga are mar jaaunga pyaar agar main duja karunga are mar jaaunga pyaar click here
ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil itt aur dhundhu chaahe utt aur dhundhu koi mehfil milna mushkil aa ke saraahne tere tujhko jo dekha har saans mera phir to khushboo se mehkaa jaisi mili hai mujhko aisi suhaani koi manzil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil resham se gesun tere raaten milan ki khaamosh lab kehte hain baaten milan ki dekhe hazaaron qaatil tujhsa haseen koi qaatil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil beech bhanwar mein dilbar chhod naa dena naazuk hai dil bechaara tod naa dena duniyaa ke toofanon mein aisa nazaara aur saahil milna mushkil ik tera sundar mukhda ik tera pyaar se bhara dil milna mushkil click here
iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein ye dil hai bada hi deewana chheda na karo iss paagal ko ye dil hai bada hi deewana chheda na karo iss paagal ko tum se na sharaarat kar baithe nadaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein kandhe se hataa lo sar apna ye pyaar muhabbat rehne do kandhe se hataa lo sar apna ye pyaar muhabbat rehne do kashti ko sambhalo maujon se toofaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein main kaise khudaa haafiz keh doon mujhko to kisi ka yakeen nahin main kaise khudaa click here
itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke aasmaan par taare hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke iss zameen par zarre hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar tere siwaa kisi ko naa laaya nighaah mein laakhon haseen aaye jawaani ki raah mein sadiyon se kar rahaa tha tumhaara hi intezaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke aasmaan par taare hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar maine bhi tere vaaste kitne janam liye tab dil ke raaston pe jale pyaar ke diye ek din zaroor paaungi itna tha aitbaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke iss zameen par zarre hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar bekhud bana diya mujhe tere salaam ne jannat agar mile to naa loon tere saamne ye pyaar wo nasha hai ke jiska nahin utaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke aasmaan par taare hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke iss zameen par click here
uueeee itni badi mehfil aur ek dil kiss ko doon dil kiss ko doon uueeee itni badi mehfil aur ek dil kiss ko doon dil kiss ko doon ye dil ye wo dil jisko paala tha humne bade naaz se ye dil ye wo dil jisko paala tha humne bade naaz se uueeee koi to bataao koi samjhaao dil iss ko doon yaa uss ko doon uueeee itni badi mehfil aur ek dil kiss ko doon dil kiss ko doon hai yahaan aaj to ek dhoom parwaanon mein phans gayi jaan meri beshumaar deewaanon mein hai yahaan aaj to ek dhoom parwaanon mein phans gayi jaan meri beshumaar deewaanon mein mushkil to ye hai kiss ki sunun apna yahaan pe kiss ko chunun mushkil to ye hai kiss ki sunun apna yahaan pe kiss ko chunun uueeeeee tann ke ye ujle mann ke hain kaale dil iss ko doon yaa uss ko doon uueeee itni badi mehfil aur ek dil kiss ko doon dil kiss ko doon jab mile ik nazar ik nazar pe bijli gire chal padun main jidhar mere saath duniyaa chale jab mile ik nazar ik nazar pe bijli gire chal padun main jidhar mere saath duniyaa click here
ao ao ao ao ho ho ho kali kab tak chhupegi ek bhanware ki nigaahon se chamak jaati hai bijli khud hi in gehri ghataaon se baras padti hai shabnam aap hi thandi fizaaon se jaa jaa are jaa jaa jaa jaa jaa re jaa jaa jaa re tujhe hum jaan gaye jaa jaa jaa re tujhe hum jaan gaye kitne paani mein ho pehchaan gaye tum kitne paani mein ho pehchaan gaye jaa jaa jaa jaa re tujhe hum jaan gaye jaa jaa jaa re tujhe hum jaan gaye aa aa aa aa aa kinaare aa ke lehron ka ishaara dekhne waale tujhe apni khabar bhi hai nazaara dekhne waale tamaasha khud na ban jaana tamaasha dekhne waale aeee jaa jaa jaa jaa jaa re jaa jaa jaa re tujhe hum jaan gaye jaa jaa jaa re tujhe hum jaan gaye kitne paani mein ho pehchaan gaye jaa jaa jaa jaa re tujhe hum jaan gaye aa aa aa aa aa badal kar bhes parwaane ka shamma jhilmilaati hai nashili shaam ke parde mein subah muskuraati hai wo shola ho ke chingaari machal kar naach jaati hai to dhadakte dil se mere madbhari aawaaz aati hai ae ae ae click here
jaadu bhare jaadu bhare tore naina kateele hum par julm karen o ji ooo hum par julm karen o ji ooo ho ho jab jab aayen yaaden tumhari hum to naaz karen o ji ooo tum pe naaz karen o ji oo oo oo jaadu bhare tore naina kateele hum par julm karen raat khushi ki aayi paas tumhen bhi laayi more saajna dharti bhi naach uthi dil mein baji shehnaayi more angnaa haaye more angnaa o ji hoo o o chaand ko jaise dekhe chakora hum tumhen dekha karen ho ji hoo tum pe naaz karen o ji ho ho ho bijli ka roop ho tum saawan ki dhoop ho tum meri chaandani sharmaye darpan tum se aisi anoop ho tum meri zindagi haaye meri zindagi o ji oo oo oo jalwe tumhare sabse niraale phoolon mein rang bhare o ji oo ooo oo tum pe naaz karen oo ji oo oo ooo jaadu bhare tore naina kateele hum par julm karen tum ho hamari manzil sabki hai tumse mehfil aji meharbaan dil se bhula na lena humko oo bhole qaatil mere raajdaan haaye mere raajdaan ho ji ho ho ho dil to diya hai humne tumhin ko hum kyun kisi se click here
hey hey aaaa haaa haa haa haa hooooo uuuuu hooooo uuuuu hmmmm hmmmm jaago sone waalon suno meri kahaani jaago sone waalon suno meri kahaani jaago sone waalon suno meri kahaani kya ameeri kya gareebi bhulo baaten puraani jaago sone waalon suno meri kahaani toota jo aaj dil ka wo saaz rone laga ek badnaseeb hasne lage duniyaa ke log koi hua barbaad jaago sone waalon suno meri kahaani jaago sone waalon suno meri kahaani ye unch neech duniyaa ke beech aakhir ye kyun bolo koi jo hai bhala wo kyun bura hum to naa samjhe ye raaz jaago sone waalon suno meri kahaani jaago sone waalon suno meri kahaani aapas ke ghum baanten jo hum phir naa rahen aise sitam kehne ko hum insaan hain insaaniyat kahaan hai jaago sone waalon suno meri kahaani click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hum Tere Pyaar Mein Dil Ek Mandir (1963) 05:00 13096
 
Poster of Dil Ek Mandir (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Des
Duration : 05:00   Song Number : 13096   

Hum Tujhse Mohabbat Karke Sanam Awara (1951) 03:38 20558
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Raj Kapoor
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:38   Song Number : 20558   

Hum Unke Paas Aate Hain Naya Ghar (1953) 05:18 32258
 
Poster of Naya Ghar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shekhar
Duration : 05:18   Song Number : 32258   

Humen Bhi De Do Seema (1955) 04:36 14187
 
Poster of Seema (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mumtaj Ali
Duration : 04:36   Song Number : 14187   

Humko To Barbaad Kiya Hai Gunahon Ka Devta (1967) 04:41 13301
 
Poster of Gunahon Ka Devta (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:41   Song Number : 13301   

Humko To Jaan Se Pyari Naina (1973) 05:29 13826
 
Poster of Naina (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:29   Song Number : 13826   

Humne Dekha Hai Ji Chahta Hai (1964) 03:29 13436
 
Poster of Ji Chahta Hai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:29   Song Number : 13436   

Humre Gaon Koi Professor (1962) 04:45 13992
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kalpana, Pratima Devi, Shammi Kapoor
Duration : 04:45   Song Number : 13992   

Humse Na Poochho Kali Ghata (1951) 03:27 38757
 
Poster of Kali Ghata (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bina Rai, Kishore Sahu
Duration : 03:27   Song Number : 38757   

I Love You Sangam (1964) 03:09 36792
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Vivian Lobo
On Screen Actors- 
Vyjayantimala, Raj Kapoor
Duration : 03:09   Song Number : 36792   

Ibteda E Ishq Mein Hum Hariyali Aur Rasta (1962) 04:36 20573
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:36   Song Number : 20573   

Ichak Dana Bichak Dana Shree 420 (1955) 04:36 20574
 
Poster of Shree 420 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Raag- 
Bilawal
Duration : 04:36   Song Number : 20574   

Ik Buth Banaaunga Tera Aur Pooja Karunga Asli-Naqli (1962) 04:48 31106
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sadhna, Dev Anand
Duration : 04:48   Song Number : 31106   

Ik Tera Sundar Mukhda Bhai Bhai (1970) 04:20 12904
 
Poster of Bhai Bhai (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:20   Song Number : 12904   

Iss Rang Badalti Duniya Rajkumar (1964) 04:34 14027
 
Poster of Rajkumar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Raag- 
Kedar
Duration : 04:34   Song Number : 14027   

Itna Hai Tumse Pyaar Suraj (1966) 04:43 14304
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 04:43   Song Number : 14304   

Itni Badi Mehfil Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 04:48 13088
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:48   Song Number : 13088   

Ja Ja Jare Tujhe Hum Jaan Gaye Sehra (1963) 07:53 21193
 
Poster of Sehra (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ram Lal
Duration : 07:53   Song Number : 21193   

Jaadu Bhare Tore Naina Jadoo Nagri (1961) 03:32 36615
 
Poster of Jadoo Nagri (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S N Tripathi
On Screen Actors- 
Helen, Ranjan
Duration : 03:32   Song Number : 36615   

Jaago Sone Waalon Bhoot Bungla (1965) 06:09 12004
 
Poster of Bhoot Bungla (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 06:09   Song Number : 12004   
Karaoke Songs of hasrat jaipuri, Sad Songs of hasrat jaipuri, Love Songs of hasrat jaipuri, Dance Songs of hasrat jaipuri, Hip-hop songs of hasrat jaipuri, Best songs of hasrat jaipuri, Super hit songs of hasrat jaipuri, hit songs of hasrat jaipuri, duet songs of hasrat jaipuri, solo songs of hasrat jaipuri, old songs of hasrat jaipuri, famous songs of hasrat jaipuri, Hindi Karaoke Songs of hasrat jaipuri, Hindi Sad Songs of hasrat jaipuri, Hindi Love Songs of hasrat jaipuri, Hindi Dance Songs of hasrat jaipuri, Hindi Hip-hop songs of hasrat jaipuri, best Hindi songs of hasrat jaipuri, super hit Hindi songs of hasrat jaipuri, hit Hindi songs of hasrat jaipuri, duet Hindi songs of hasrat jaipuri, solo Hindi songs of hasrat jaipuri, old Hindi songs of hasrat jaipuri, famous Hindi songs of hasrat jaipuri, Sing Along Songs of hasrat jaipuri, Sing Along Sad Songs of hasrat jaipuri, Sing Along Love Songs of hasrat jaipuri, Sing Along Dance Songs of hasrat jaipuri, Sing Along Hip-hop songs of hasrat jaipuri, Sing Along Best songs of hasrat jaipuri, Sing Along Super hit songs of hasrat jaipuri, Sing Along hit songs of hasrat jaipuri, Sing Along duet songs of hasrat jaipuri, Sing Along solo songs of hasrat jaipuri, Sing Along old songs of hasrat jaipuri, Sing Along famous songs of hasrat jaipuri