humne dekha hai tumhen humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai aankh milti hai to kyun dard jawaan hota hai humne dekha hai tumhen aisa lagta hai ke humdam mera waapas aaya mere jeevan pe muhaabat ka nasha sa chhaaya dil mein chalne laga phir husn ka roshan saaya humne dekha hai tumhen jaane kyun dil mera kadmon pe jhuke jaata hai koi bichhda hua saathi mujhe yaad aata hai ye milan pyaar bhara kisliye tadpaata hai humne dekha hai tumhen aaj sadiyon ki mulaaqat nikal aayi hai aaj sadiyon ki mulaaqat nikal aayi hai jaise toofanon se baaraat nikal aayi hai dil mein rehti thi wo hi baat nikal aayi hai humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai aankh milti hai to kyun dard jawaan hota hai humne dekha hai tumhen
Humne Dekha Hai
Ji Chahta Hai (1964)

Achala Sachadev, Jeevan, Moti Lal, Nazir Husain, Poornima, Pratima Devi, Raj Shri, Rajendra Nath, Shyama